Imagini ale paginilor
PDF
ePub

9 Us ne apne shágirdon ko kahá, ki bhír ke sabab ek chhotí sí kishtí taiyár kar rakhen, ki use dabá na dálen.

10 Kyunki us ne bahuton ko changá kiya tha, yahan tak, ki we, jo bímáríon men giriftár the, us par gire parte the, ki use chhú len.

11 Aur nápák ruhen, jab use dekhtin, us ke áge gir partí thín, aur pukárke kahtín, ki Tú Khudá ká Beta hai.

12 Tab us ne unhen bahut dhamkáyá, ki use mashhúr na karen.

13 Phir ek pahár par gayá, aur jin ko áp cháhtá thá, unhen buláyá; aur we us pás á,e.

14 Aur us ne bárah ko muqarrar kiyá, ki us ke sath rahen, aur un ko manádí karne ko bheje;

15 Aur we sab bímáríon ko changá karne aur deon ko nikálne kí qudrat rakhen:

16 Ya'ne Shama'ún ko, jis ká nám Patras rakhá;

17 Aur Zabadí ke bete Ya'qúb ko, aur Ya'qúb ke bháí Yuhanná ko, jinhen Boanarjes nám rakhá, ya'ne Baní Ra'ad :

18 Aur Andryás, aur Failbús, aur Barthúlamá, aur Matí ko, aur Thúmá, aur Halfá ke bețe Ya'qúb ko, aur Thaddí, aur Shama'ún Kan'ání ko,

19 Aur Yahúdáh Iskariyútí ko, jo us ká pakaṛwánewálá bhí thá: aur we ghar men á,e.

20 Aur itne log phir jam'a húe, ki we roțí bhí na khá sake.

21 Jab us ke nátídáron ne yih suná, to we use pakarne ko chale; kyúnki unhon ne kahá, Wuh bekhud hai.

22 Tab Faqihon ne, jo Yarúsalam se á,e the, kahá, ki Bá'alzabúb us ke sath hai, aur wuh deon

9 And he spake to his disciples, that a small ship should wait on him because of the multitude, lest they should throng him. 10 For he had healed many; insomuch that they pressed upon him, for to touch him, as many as had plagues.

11 And unclean spirits, when they saw him, fell down before him, and cried, saying, Thou art the Son of God.

12 And he straitly charged them that they should not make him known.

13 And he goeth up into a mountain, and calleth unto him whom he would: and they came unto him.

14 And he ordained twelve, that they should be with him, and that he might send them forth to preach,

15 And to have power to heal sicknesses, and to cast out devils.

16 And Simon he surnamed Peter;

17 And James the son of Zebedee, and John the brother of James; and he surnamed them Boanerges, which is, The sons of thunder:

18 And Andrew, and Philip, and Bartholomew, and Matthew, and Thomas, and James the son of Alpheus, and Thaddeus, and Simon the Canaanite,

19 And Judas Iscariot, which also betrayed him: and they went into an house.

20 And the multitude cometh together again, so that they could not so much as eat bread.

21 And when his friends heard of it, they went out to lay hold on him: for they said, He is beside himself.

22 And the scribes which came down from Jerusalem said, He hath Beelzebub, and by the

ke sardár kí madad se deon ko | prince of the devils casteth he out nikáltá hai.

23 Tab us ne unhen bulákar tamsilon men kahá, Kyúnkar ho saktá hai, ki Shaitán Shaitán ko nikále?

24 Aur agar kisí bádsháhat men phút pare, to wuh bádsháhat qáim rah nahin saktí

25 Aur agar kisí gharáne men phút pare, to wuh gharáná qáim rah nahin saktá.

26 Aur agar Shaitán apná hí mukhalif hoke áp se phút kare, to wuh qáim rah nahin saktá, balki us ká ákhir ho jáwegá.

27 Kisí zoráwar ke ghar men ghuske us ke asbáb ko koí lút nahin saktá, jab tak ki wuh pahle us zoráwar ko na bándhe, tab us ke ghar ko lútegá.

28 Main tum se sach kahtá hún, ki Baní Ádam ke sab gunáh aur kufr jo we bakte hain, mu'áf kí,e já,enge:

[blocks in formation]
[ocr errors]

devils.

23 And he called them unto him, and said unto them in parables, How can Satan cast out Satan?

24 And if a kingdom be divided against itself, that kingdom cannot stand.

25 And if a house be divided against itself, that house cannot stand.

26 And if Satan rise up against himself, and be divided, he cannot stand, but hath an end.

27 No man can enter into a strong man's house, and spoil his goods, except he will first bind the strong man; and then he will spoil his house.

28 Verily I say unto you, All sins shall be forgiven unto the sons of men, and blasphemies wherewith soever they shall blaspheme:

29 But he that shall blaspheme against the Holy Ghost hath never forgiveness, but is in danger of eternal damnation:

[blocks in formation]

IV BÁB.

1 WUH phir daryá ke kináre par ta'lim karne lagá: aur ek baṛí bhíṛ us pás jam'a húí, aisí ki wuh darya men ek kishtí par charh baitha; aur sárí bhír khushkí men daryá ke kináre par rahí.

2 Tab us ne unhen tamsilon men bahut kuchh sikhlayá, aur apní ta'lim men un se kahá,

3 Suno; Dekho, Ek kisán bone ko gaya:

4 Aur bote waqt yún húá, ki kuchh ráh ke kináre girá, aur hawa ke parinde áke use chug ga,e.

5 Aur kuchh sangín zamín par girá, jahán use bahut mittí na milí; aur wuh jald ugá, kyúnki us ne daldár zamín na pá,í:

6 Aur jab súraj niklá, wuh jal gayá, aur jar na rakhne ke sabab súkh gayá.

7 Aur kuchh kánton men girá, aur kánton ne barhke use dabá diya, aur wuh phal na láyá.

8 Aur kuchh achchhí zamín men girá; wuh ugá, aur barhke phala, ba'ze tís gună, ba'ze sáṭh aur ba'ze sau guná.

9 Phir us ne unhen kahá, ki Jis ko sunne ke kán hon, sune.

10 Aur jab wuh akelá húá, unhon ne, jo us ke sáth the, un bárah se milke us se us tamsil ke ma'ne púchhe.

11 Us ne unhen kahá, ki Khudá kí bádsháhat ke bhed ko jánná tumhen diya gaya hai, par un ke liye jo báhar hain, sab báten tamsilon men hoti hain:

12 Táki we dekhne men dekhen, magar bújhen nahín; aur kán se sunen, par samjhen nahín; na howe ki we kabhí phiren aur un ke gunáh bakhshe já,en.

13 Phir us ne unhen kahá, kyá 100

1

CHAPTER IV.

ND he began again to teach

A by the sea side: and there was gathered unto him a great multitude, so that he entered into a ship, and sat in the sea; and the whole multitude was by the sea on the land.

2 And he taught them many things by parables, and said unto them in his doctrine,

3 Hearken; Behold, there went out a sower to sow:

4 And it came to pass, as he sowed, some fell by the way side, and the fowls of the air came and devoured it up.

5 And some fell on stony ground, where it had not much earth; and immediately it sprang up, because it had no depth of earth: 6 But when the sun was up, it was scorched; and because it had no root, it withered away.

7 And some fell among thorns, and the thorns grew up, and choked it, and it yielded no fruit. 8 And other fell on good ground, and did yield fruit that sprang up and increased; and brought forth, some thirty, and some sixty, and some an hundred.

9 And he said unto them, He that hath ears to hear, let him hear.

10 And when he was alone, they that were about him with the twelve asked of him the parable.

11 And he said unto them, Unto you it is given to know the mystery of the kingdom of God: but unto them that are without, all these things are done in parables:

12 That seeing they may see, and not perceive; and hearing they may hear, and not understand; lest at any time they should be converted, and their sins should be forgiven them. 13 And he said unto them,

Tum yih tamsil nahín samajhte? | Know ye not this parable? and

To sab tamsilon ko kyúnkar samjhoge ?

14 ¶ Kisán kalám botá hai.

15 Aur wuh jo us ráh ke kináre pará, jahán kalám boyá játá hai, we hain, ki jab unhon ne suná, to Shaitán filfaur áke us kalám ko, jo un ke dilon men boyá gayá thá, le játá hai.

16 Aur usí tarah jo sangín zamín men boyá gayá, we hain, jo kalám ko sunke filfaur khushí se qabúl kar lete hain;

17 Aur áp men jar nahín rakhte, balki thorí muddat ke hain: akhir, jab us kalám ke wáste taklif páte yá satáe játe, to jald ṭhokar kháte hain.

18 Aur jo kánton ke darmiyán boya gaya, we hain jo kalám sunte hain,

19 Aur dunyá kí fikren aur daulat kí dagábází aur aur chízon ká lálach dákhil hoke kalám ko dabá dete hain, aur wuh bephal hota hai.

20 Aur jo achchhí zamín men boyá gayá, we hain, jo kalám ko sunte hain, aur qabul karke phal láte hain, ba'ze tís guná, ba'ze sáṭh aur baze sau guná.

21 Aur us ne unhen kahá, Kyá chirág is liye hai, ki paimáne yá palang ke tale rakhen aur chirágdán par na rakhen?

22 Koí chíz poshída nahín, jo záhir na ho, aur na chhipí hai, magar is liye ki zuhúr men áwe.

23 Jis ko sunne ke kán hon,

sune.

24 Phir us ne unhen kahá, ki Gaur karo ki tum kya sunte ho; jis paimáne se tum nápte ho, usí se tumháre liye nápá já,egá; aur tumhen jo sunte ho, ziyada diyá já,egá.

25 Is liye ki jis ke pás kuchh

[ocr errors]

how then will ye know all parables?

14 The sower soweth the word.

15 And these are they by the way side, where the word is sown; but when they have heard, Satan cometh immediately, and taketh away the word that was sown in their hearts.

16 And these are they likewise which are sown on stony ground; who, when they have heard the word, immediately receive it with gladness;

17 And have no root in themselves, and so endure but for a time: afterward, when affliction or persecution ariseth for the word's sake, immediately they are offended.

are

18 And these are they which sown among thorns; such as hear the word,

19 And the cares of this world, and the deceitfulness of riches, and the lusts of other things entering in, choke the word, and it becometh unfruitful.

20 And these are they which are sown on good ground; such as hear the word, and receive it, and bring forth fruit, some thirtyfold, some sixty, and some an hundred.

21 ¶ And he said unto them, Is a candle brought to be put under a bushel, or under a bed? and not to be set on a candlestick?

22 For there is nothing hid, which shall not be manifested; neither was any thing kept secret, but that it should come abroad.

23 If any man hath ears to hear, let him hear.

24 And he said unto them, Take heed what ye hear: with what measure ye mete, it shall be measured to you: and unto you that hear shall more be given.

25 For he that hath, to him

hai, use diyá já,egá: aur jis ke pás kuchh nahín, us se wuh bhí jo us ke pás hai, le liyá já,egá.

26 Aur us ne kaha, Khudá kí badshahat aisí hai, jaisá ek shakhs jo zamín men bíj bowe;

27 Aur rất o din wuh sowe, uthe, aur wuh bij is tarah uge aur barhe, ki wuh na jáne.

28 Is liye ki zamín áp se áp phal látí hai, pahle sabzí, phir bál, ba'd us ke bál men taiyár dána.

29 Aur jab dána pak chuká, to wah filfaur hansúá bhijwátá hai, kyúnki kátne ka waqt pahunchá hai.

30 Phir us ne kahá, ki Ham Khuda kí bádsháhat ko kis se nisbat karen, aur us ke liye kaun sí misál láwen ?

31 Wuh khardal ke dáne kí mánind hai, ki jab zamín men boyá játá hai, zamín ke sab bíjon se chhota hai:

32 Par jab boyá gayá, to ugtá hai, aur sab tarkáríon se barh játá, aur barí dálíán nikaltín, yahan tak ki hawa ke parinde us ke saya men baserá kar sakte hain.

33 Aur wuh un se aisí bahuterí tamsilon men un kí samajh ke muwáfiq kalám kahtá thá.

34 Aur be tamsil un se báten na kartá; lekin khalwat men apne shágirdon ko sab báton ke ma'ne batlátá thá.

35 Usí din, jab shám húí, us ne unhen kahá, ki Áo, ham pár já

wen.

36 Aur we us jama'at ko rukhsat karke use, jis tarah se ki kishtí par thá, le chale. Aur us ke sáth aur bhí chhotí kishtíán thín.

37 Tab baṛí ándhí chalí, aur lahren kishtí par yahan tak lagin, ki wuh pání se bhar chalí thí.

38 Aur wuh patwár kí taraf sir

| shall be given: and he that hath not, from him shall be taken even that which he hath.

26 And he said, So is the kingdom of God, as if a man should cast seed into the ground; 27 And should sleep, and rise night and day, and the seed should spring and grow up, he knoweth not how.

28 For the earth bringeth forth fruit of herself; first the blade, then the ear, after that the full corn in the ear.

29 But when the fruit is brought forth, immediately he putteth in the sickle, because the harvest is

come.

30 And he said, Whereunto shall we liken the kingdom of God? or with what comparison shall we compare it ?

31 It is like a grain of mustard seed, which, when it is sown in the earth, is less than all the seeds that be in the earth:

32 But when it is sown, it groweth up, and becometh greater than all herbs, and shooteth out great branches; so that the fowls of the air may lodge under the shadow of it.

33 And with many such parables spake he the word unto them, as they were able to hear it.

34 But without a parable spake he not unto them: and when they were alone, he expounded all things to his disciples.

35 And the same day, when the even was come, he saith unto them, Let us pass over unto the other side.

36 And when they had sent away the multitude, they took him even as he was in the ship. And there were also with him other little ships.

37 And there arose a great storm of wind, and the waves beat into the ship, so that it was now full.

38 And he was in the hinder

« ÎnapoiContinuă »