Imagini ale paginilor
PDF
ePub

tale takiya rakhke so rahá thá; tab unhon ne use jagáke kahá, Ai Ustád, tujhe fikr nahín, ki ham sab halák hote hain?

39 Tab us ne uthke hawá ko dántá aur daryá ko kahá, Thahar já; thamá rah. To hawá thahar ga,í, aur bará níwá ho gaya.

40 Phir unhen kahá, Tum kyún aise khaufnák húe, aur kahe ko j'atiqád nahín rakhte?

41 We nihayat dare aur ápas men kahne lage, Yih kis tarah ká hai, ki hawa aur daryá bhí us ke farmánbardár hain?

1

V BÁB.

AUR
UR we darya ke pár Gada-1

hunche.

ríníon ke mulk men pa

2 Aur jyún wuh kishtí se utrá, wunhín ek ádmí, jis men nápák rúh thí, qabristán se nikalte húe

use milá :

3 Wuh qabron ke darmiyan rahá kartá thá, aur koí use zanjíron se bhí jakar na saktá thá:

4 Ki wuh bár bár beríon aur zanjíron se jakrá gayá thá, aur us ne zanjíron ko torá aur beríon ke tukre tukre kiye, aur koí use tabi' men lá na saká.

5 Wuh hamesha rát din paháron aur qabron ke bích chilláyá kartá, aur apne taín pattharon se káṭtá thá.

6 Par jyún us ne Yisú' ko dúr se dekha, daurá, aur use sijda kivá,

7 Aur baṛí áwáz se chilláke kahá, Ai Khuda Ta'álá ke Bețe Yisú', mujhe tujh se kyá kám? Tujhe Khudá kí qasam detá hún, mujhe na satá.

8 Kyunki us ne use kahá thá, ki Ai nápák rúh, us shakhs par se dúr ho.

9 Phir us ne us se púchhá, Terá kyá nám hai? Us ne jawab diyá,

[ocr errors]

part of the ship, asleep on a pillow: and they awake him, and say unto him, Master, carest thou not that we perish?

39 And he arose, and rebuked the wind, and said unto the sea, Peace, be still. And the wind ceased, and there was a great calm.

40 And he said unto them, Why are ye so fearful? how is it that ye have no faith?

41 And they feared exceedingly, and said one to another, What manner of man is this, that even the wind and the sea obey him?

CHAPTER V.

AND they came over unto the

other side of the sea, into the country of the Gadarenes.

2 And when he was come out of the ship, immediately there met him out of the tombs a man with an unclean spirit,

3 Who had his dwelling among the tombs; and no man could bind him, no, not with chains:

4 Because that he had been often bound with fetters and chains, and the chains had been plucked asunder by him, and the fetters broken in pieces: neither could any man tame him.

5 And always, night and day, he was in the mountains, and in the tombs, crying, and cutting himself with stones.

6 But when he saw Jesus afar off, he ran and worshipped him,

7 And cried with a loud voice, and said, What have I to do with thee, Jesus, thou Son of the most high God? I adjure thee by God, that thou torment me not.

8 For he said unto him, Come out of the man, thou unclean spirit.

9 And he asked him, What is thy name? And he answered, saying,

ki Merá nám Tuman hai, is liye | My name is Legion: for we are ki ham bahut hain.

10 Tab us ne us kí bahut minnat kí, ki hamen is sarzamín se mat nikál.

11 Aur wahan paháron ke nazdík súaron ka ek bará gol chartá thá.

12 So sab deon ne us kí minnat karke kahá, ki Ham ko un súaron ke darmiyán bhej, táki ham un men paithen.

13 Yisu' ne filfaur unhen ijázat dí, aur wuh nápák rúhen nikalke súaron men paith ga,ín, aur wuh gol karáre par se daryá men kúdá; aur we qaríb do hazár ke the, jo daryá men dúbke mar ga,e.

14 Aur we jo súaron ko charáte the bhage, aur shahr aur dihát men khabar pahunchá,í. Tad we us májare ke dekhne ko nikle.

15 Aur Yisú pás á,e, aur us díwáne ko, jis men deon ká tuman thá, baithe aur kapre pahine aur hoshyár dekhá: aur dar ga,e.

16 Aur jinhon ne yih dekhá thá, díwáne ká sárá ahwál aur súaron ká tamám májará un se bayán kiya.

17 Tab we us kí minnat karne lage, ki un kí sarhadd se nikal já,e.

18 Jyún wuh kishtí par áyá, us ne, jo díwána thá, us se minnat kí, ki us ke sath rahe.

19 Lekin Yisú' ne use ijázat na dí, balki use kahá, ki Apne ghar já, apne logon pás, aur unhen khabar de, ki Khudáwand ne mujh par rahm karke mujh se kyá kám kiyá.

20 Tab wuh gayá, aur Dikápolis ke mulk men, un kámon kí, jo Yisú ne us ke liye kiye the, manádí karne lagá; aur sabhon ne ta'ajjub kiya.

21 Aur jab Yisu' kishtí par phir pár áyá, barí bhír us pás jam'a húí; aur wuh daryá ke nazdík thá.

many.

10 And he besought him much that he would not send them away out of the country.

11 Now there was there nigh unto the mountains a great herd of swine feeding.

12 And all the devils besought him, saying, Send us into the swine, that we may enter into them.

13 And forthwith Jesus gave them leave. And the unclean spirits went out, and entered into the swine: and the herd ran violently down a steep place into the sea, (they were about two thousand;) and were choked in the sea.

14 And they that fed the swine fled, and told it in the city, and in the country. And they went out to see what it was that was done.

15 And they come to Jesus, and see him that was possessed with the devil, and had the legion, sitting, and clothed, and in his right mind: and they were afraid.

16 And they that saw it told them how it befel to him that was possessed with the devil, and also concerning the swine.

17 And they began to pray him to depart out of their coasts.

18 And when he was come into the ship, he that had been possessed with the devil prayed him that he might be with him.

19 Howbeit Jesus suffered him not, but saith unto him, Go home to thy friends, and tell them how great things the Lord hath done for thee, and hath had compassion on thee.

20 And he departed, and began to publish in Decapolis how great things Jesus had done for him: and all men did marvel.

21 And when Jesus was passed over again by ship unto the other side, much people gathered unto him: and he was nigh unto the sea.

22 Aur dekho, ki 'ibádatkháne ke sardaron men se ek shakhs, jis ká nám Jáiras thá, áyá, aur use dekhkar us ke qadamon par girá; 23 Aur yih kahke ki Meri chhotí betí marne par hai, us kí bahut minnat kí, ki wuh áwe, aur apne háth us par rakhe, ki wuh changi ho: to wuh jí,egí.

24 Tab wuh us ke sath gayá ; aur baṛí bhír us ke píchhe chalí, aur use dabá liya.

25 Aur ek 'aurat jis ká bárah baras se lahú járí thẩ,

26 Jis ne bahut se hakímon kí dawá,en kháí thín, aur apná sab | mál kharch karke kuchh faida na payá thá, balki us kí bímári aur bhí barh ga,í thí,

27 Yisú kí khabar sunke us bhir men us ke píchhe se á,í, aur us ke kapre ko chhú liya.

28 Kyunki us ne kahá, ki Agar main sirf us ke kapron ko chhú lún, to changí họ jung.

29 Aur filfaur us ke lahú ká sotá band húá; aur us ne apne badan ke ahwál se jáná, ki main us áfat se changí húí.

22 And, behold, there cometh one of the rulers of the synagogue, Jairus by name; and when he saw him, he fell at his feet, 23 And besought him greatly, saying, My little daughter lieth at the point of death: I pray thee, come and lay thy hands on her, that she may be healed; and she shall live.

24 And Jesus went with him ; and much people followed him, and thronged him.

25 And a certain woman, which had an issue of blood twelve years,

26 And had suffered many things of many physicians, and had spent all that she had, and was nothing bettered, but rather grew worse,

27 When she had heard of Jesus, came in the press behind, and touched his garment.

28 For she said, If I may touch but his clothes, I shall be whole.

up;

29 And straightway the fountain of her blood was dried and she felt in her body that she was healed of that plague.

30 Tab Yisu' ne filfaur apne 30 And Jesus, immediately knowmen jáná, ki mujh men se qúwating in himself that virtue had gone niklí; us bhír ki taraf mutawajjih out of him, turned him about in hokar kahá, ki Mere kapre ko kis the press, and said, Who touched ne chhúá? my clothes?

31 Us ke shagirdon ne us se kahá, Tú dekhta hai, ki log tujh par gire parte hain, phir tú kahtá hai, Mujhe kis ne chhúá?

32 Tab us ne cháron taraf nigáh kí, táki use, jis ne yih kám kiyá thá, dekhe.

33 Aur wuh 'aurat sab kuchh jánkar jo us par wáqi' húá thá, dartí aur kámptí á,í, aur us ke age gir parí, aur sab sach sach us se kahá.

34 Tab us ne use kahá, Ai Betí, tere ímán ne tujhe bacháyá; salámat já, aur apní áfat se bachí rah.

35 Jab wuh yihí kahtá thá, ’ibá

31 And his disciples said unto him, Thou seest the multitude thronging thee, and sayest thou, Who touched me?

32 And he looked round about to see her that had done this thing.

33 But the woman fearing and trembling, knowing what was done in her, came and fell down before him, and told him all the truth.

34 And he said unto her, Daughter,thy faith hath made thee whole; go in peace, and be whole of thy plague.

35 While he yet spake, there

datkhane ke sardár ke yahán se logon ne áke kahá, ki Terí beți mar ga,í, ab kyún Ustád ko ziyáda taklif deta hai?

36 Yisú' ne us bát ko, jo we kah rahe the, sunte hí, 'ibádatkhane ke sardár ko kahá, Mat dar, faqat i'atiqád rakh.

37 Aur us ne, siwá Patras aur Yaqub aur Ya'qúb ke bháí Yuhanná ke, kisí ko apne sáth jáne na diyá.

38 Aur 'ibádatkháne ke sardár ke ghar men áke shor o gul, aur logon ko bahut rote pítte dekhá.

39 Aur bhítar jáke, unhen kahá, Tum káheko gul karte aur rote ho? Larki mar nahin ga,í, balki sotí hai.

40 We us par hanse; lekin wuh sab ko báhar karke, laṛkí ke má báp ko, aur apne sáthíon ko leke, jahán wuh larki parí thí, andar áyá.

[blocks in formation]

wahán se rawána húá, aur apne watan men áyá; aur us ke shagird us ke píchhe ho liye.

came from the ruler of the synagogue's house certain which said, Thy daughter is dead: why troublest thou the Master any further?

36 As soon as Jesus heard the word that was spoken, he saith unto the ruler of the synagogue, Be not afraid, only believe.

37 And he suffered no man to follow him, save Peter, and James, and John the brother of James.

38 And he cometh to the house of the ruler of the synagogue, and seeth the tumult, and them that wept and wailed greatly.

39 And when he was come in, he saith unto them, Why make ye this ado, and weep? the damsel is not dead, but sleepeth.

40 And they laughed him to scorn. But when he had put them all out, he taketh the father and the mother of the damsel, and them that were with him, and entereth in where the damsel was lying.

41 And he took the damsel by the hand, and said unto her, Talitha cumi; which is, being interpreted, Damsel, I say unto thee, arise.

42 And straightway the damsel arose, and walked; for she was of the age of twelve years. And they were astonished with a great astonishment.

43 And he charged them straitly that no man should know it; and commanded that something should be given her to eat.

[blocks in formation]

him.

2 Jab Sabt ká din húá, wuh 2 And when the sabbath-day 'ibádatkháne men wa'z karne lagá: was come, he began to teach in the aur bahuton ne sunke hairán ho- synagogue: and many hearing kar kahá, ki Yih báten us ne ka-him were astonished, saying, From

[blocks in formation]

5 Aur wuh koi mu'ajiza wahán na dikhlá saká, siwá is ke, ki thore se bímáron par háth rakhke unhen changá kiya.

6 Aur us ne un kí beímání se ta'ajjub kiyá. Aur ás pás ke gánwon men wa'z kartá phirá.

7¶ Aur un bárah ko bulayá, aur un ko do do karke bhejná shuru' kiyá, aur unhen nápák rúhon par ikhtiyar diya.

8 Aur hukm kiyá, ki safar ke liye, siwá láțhí ke, kuchh na lo, na jholí, na rotí, na apne kamarband men paisá:

9 Magar jútíán pahino; par do kurte mat pahino.

10 Aur unhen kahá, Jahán tum kisí ghar men dákhil ho, to jab tak tum us jagah se jáo, wahin raho.

|

|

whence hath this man these things? and what wisdom is this which is given unto him, that even such mighty works are wrought by his hands?

3 Is not this the carpenter, the son of Mary, the brother of James, and Joses, and of Juda, and Simon? and are not his sisters here with us? And they were offended at him.

4 But Jesus said unto them, A prophet is not without honour, but in his own country, and among his own kin, and in his own house.

5 And he could there do no mighty work, save that he laid his hands upon a few sick folk, and healed them.

6 And he marvelled because of their unbelief. And he went round about the villages, teaching.

7 And he called unto him the twelve, and began to send them forth by two and two; and gave them power over unclean spirits;

8 And commanded them that they should take nothing for their journey, save a staff only; no scrip, no bread, no money in their purse:

9 But be shod with sandals; and not put on two coats.

10 And he said unto them, In what place soever ye enter into an house, there abide till ye depart from that place.

11 Aur jitne tumhen qabúl na 11 And whosoever shall not rekaren, aur tumhárí na sunen, to ceive you, nor hear you, when ye jab tum wahán se niklo, apne depart thence, shake off the dust pánw kí gard jhár dená, táki un under your feet for a testimony par gawáhí ho. Main tum se sach against them. Verily I say unto kahta hún, ki 'Adálat ke din, Sa-you, It shall be more tolerable for dúm aur Gamúra ke liye, us shahr Sodom and Gomorrha in the day kí banisbat, bardásht karní sahaj of judgment, than for that city. hogí.

12 Aur unhon ne jáke manádí kí, ki Tauba karo.

13 Aur bahut se deon ko dúr kiyá, aur bahuton ko, jo bímár the, un par tel ḍhálke changá kiyá.

12 And they went out, and preached that men should repent. 13 And they cast out many devils, and anointed with oil many that were sick, and healed them,

« ÎnapoiContinuă »