Imagini ale paginilor
PDF
ePub

jántá hún, ki tú kaun hai, Khudá | to destroy us? I know thee who

ká Quddús.

25 Yisú' ne use dánțá aur kahá, ki Chup, aur us par se játí rah.

26 Tab nápák rúh use maroṛke aur baṛí áwáz se chilláke us par se utar ga,í.

27 Aur we sab hairán hoke ápas men yih kahte húe bahs karte the, ki Yih kya hai? yih kaisí na,í ta'lim hai? ki wuh nápák rúhon ko bhí iqtidár se hukm karta hai, aur we us ko mántí hain.

28 Wunhín us kí shuhrat Galíl kí cháron taraf phail ga,í.

29 Aur we filfaur 'ibádatkháne se nikalke Ya'qub aur Yuhanná ke sáth Shama'ún aur Andryás ke ghar men ga,e.

30 Aur Shama'ún kí sás tap se parí thí; tab unhon ne filfaur use khabar dí.

31 Us ne ákc, us ká háth pakarke use utháyá; aur filfaur us kí tap játí rahí, aur us ne un kí khidmat kí.

32 Shám ko, jab súraj dub gayá, sáre bímáron aur díwánon ko us pás lá,e.

33 Aur sárá shahr darwáze par jama húa thá.

34 Us ne bahuton ko, jo tarah tarah kí bímárion men giriftár the, changá kiya, aur bahut se deon ko nikálá; aur deon ko bolne na diyá, kyúnki unhon ne use pahcháná thá.

35 Aur bare taṛke, kuchh rát rahte, wuh uthke niklá, aur ek wírán jagah men jake, wahán du'á mángí.

36 Aur Shama'ún aur us ke sáthí us ke píchhe chale.

[blocks in formation]

thou art, the Holy One of God. 25 And Jesus rebuked him, saying, Hold thy peace, and come out of him.

26 And when the unclean spirit had torn him, and cried with a loud voice, he came out of him. 27 And they were all amazed, insomuch that they questioned among themselves, saying, What thing is this? what new doctrine is this? for with authority commandeth he even the unclean spirits, and they do obey him.

28 And immediately his fame spread abroad throughout all the region round about Galilee.

29 And forthwith, when they were come out of the synagogue, they entered into the house of Simon and Andrew, with James and John.

30 But Simon's wife's mother lay sick of a fever, and anon they tell him of her.

31 And he came and took her by the hand, and lifted her up; and immediately the fever left her, and she ministered unto them.

32 And at even, when the sun did set, they brought unto him all that were diseased, and them that were possessed with devils.

33 And all the city was gathered together at the door.

34 And he healed many that were sick of divers diseases, and cast out many devils; and suffered not the devils to speak, because they knew him.

35 And in the morning, rising up a great while before day, he went out, and departed into a solitary place, and there prayed.

36 And Simon and they that were with him followed after him.

37 And when they had found him, they said unto him, All men

seek for thee.

38 And he said unto them, Let

pás ke shahron men jáwen, táki | us go into the next towns, that I main wahán bhí manádí karún; may preach there also: for therekyunki main isí liye niklá hún. fore came I forth. 39 Aur wuh sárí Galíl ke 'ibádatkhánon men manádí kartá, aur deon ko dúr kartá thá.

40 Tab ek korhí ne áke us kí minnat kí, aur ghutne tekkar us se bolá, ki Agar tú cháhe, to mujhe pák kar saktá hai.

41 Yisú' ne us par rahm karke háth baṛháyá, aur use chhuke kahá, ki Main cháhtá hún, tú pák

ho. 42 Yih bát kahte hí us ká koṛh játá rahá, aur wuh pák húá.

43 Aur us ne tákíd se use yih hukm karke jald rukhsat kiyá, ki,

44 Dekh, kisí se kuchh mat kah, balki já, aur apne taín káhin ko dikhá, aur apne pák hone kí bábat un chízon ko, jin ká hukm Músá ne diya, guzrán, táki we un par gawáhí hon.

45 Par us ne báhar jake bahut báten kahín, aur kháss karke is bát ko aisá mashhúr kiyá, ki Yisú' záhirá shahr men dákhil na ho saká, par báhar wírán jagahon men rahá: aur log cháron taraf se us pás áyá kiye.

II BÁB.

39 And he preached in their synagogues throughout all Galilee, and cast out devils.

40 And there came a leper to him, beseeching him, and kneeling down to him, and saying unto him, If thou wilt, thou canst make me clean.

41 And Jesus, moved with compassion, put forth his hand, and touched him, and saith unto him, I will; be thou clean.

42 And as soon as he had spoken, immediately the leprosy departed from him, and he was cleansed. 43 And he straitly charged him, and forthwith sent him away;

44 And saith unto him, See thou say nothing to any man : but go thy way, shew thyself to the priest, and offer for thy cleansing those things which Moses commanded, for a testimony unto them.

45 But he went out, and began to publish it much, and to blaze abroad the matter, insomuch that Jesus could no more openly enter into the city, but was without in desert places: and they came to him from every quarter.

[blocks in formation]

CHAPTER II.

ND again he entered into Capernaum, after some days; and it was, noised that he was in the house.

2 And straightway many were gathered together, insomuch that there was no room to receive them, no, not so much as about the door and he preached the word unto them.

3 And they come unto him, bringing one sick of the palsy, which was borne of four.

4 And when they could not come

nazdík na á sake, to unhon ne us | chhat ko, jahan wuh tha, khol diyá, aur kholke us khatole ko, jis par maflúj letá thá, latká diyá.

5 Yisú' ne un ká i'atiqád dekhkar, us maflúj ko kahá, Ai Bețe, tere gunáh muáf húc.

6 Par ba'ze Faqih jo wahán baithe the, apne dilon men khiyál karne lage, ki,

7 Yih kyún aisá kufr baktá hai? Khudá ke siwá, kaun gunáh mu'áf kar sakta hai?

8 Aur filfaur Yisú' ne apní rúh se maʼlum karke, ki we apne dilon men aise khiyál karte hain, unhen kahá, ki Tum kyún apne dilon men aise khiyál karte ho?

9 Us maflúj ko kya kahná ásántar hai, yih, ki Tere gunáh mu'af húe, yá yih, ki Uth aur apná khatola le chal?

10 Lekin táki tum jáno, ki Ibn i Ádam zamín par gunáhon ke mu'af karne ka ikhtiyár rakhtá hai, us ne us maflúj ko kahá,

11 Main tujhe kahtá hún, Uth, aur apna khatolá uṭháke apne ghar ko já.

12 Aur wuh filfaur uțhá aur apná khatola uthakar un sab ke samhne nikal gaya; aur sab dang ho ga,e, aur Khudá kí ta'rif karke bole, ki Ham ne is tarah ká kabhí na dekhá thá

13 Aur wuh phir daryá kí taraf gayá, aur sárí bhír us pás á,í, aur us ne unhen nasihat kí.

14 Aur játe húe Halfa ke bete Lewí ko mahsúl kí chaukí par baithe dekhá, aur us se kahá, Mere píchhe ho le. Wuh uthke us ke píchhe ho liyá.

15 Aur jab Yisú' us ke ghar men kháne baiṭhá thá, yún húá, ki bahut se mahsúl lenewále aur gunáhgár us ke aur us ke shágirdon ke sath baithe; kyúnki we bahut the, aur us ke píchhe chale á,e the.

16 Aur jab Faqihon aur Farí

nigh unto him for the press, they uncovered the roof where he was: and when they had broken it up, they let down the bed wherein the sick of the palsy lay.

5 When Jesus saw their. faith, he said unto the sick of the palsy, Son, thy sins be forgiven thee. 6 But there were certain of the

scribes sitting there, and reasoning in their hearts,

7 Why doth this man thus speak blasphemies? who can forgive sins but God only?

8 And immediately when Jesus perceived in his spirit that they so reasoned within themselves, he said unto them, Why reason ye these things in your hearts?

9 Whether is it easier to say to the sick of the palsy, Thy sins be forgiven thee; or to say, Arise, and take up thy bed, and walk?

10 But that ye may know that the Son of man hath power on earth to forgive sins, (he saith to the sick of the palsy,)

11 I say unto thee, Arise, and take up thy bed, and go thy way into thine house.

12 And immediately he arose, took up the bed, and went forth before them all; insomuch that they were all amazed, and glorified God, saying, We never saw it on this fashion.

13 And he went forth again by the sea side; and all the multitude resorted unto him, and he taught them.

14 And as he passed by, he saw Levi the son of Alpheus sitting at the receipt of custom, and said unto him, Follow me. And he arose and followed him.

15 And it came to pass, that, as Jesus sat at meat in his house, many publicans and sinners sat also together with Jesus and his disciples: for there were many, and they followed him.

16 And when the scribes and

síon ne use mahsúl lenewálon aur | gunáhgáron ke sath kháte dekhá, tab us ke shagirdon se kahá, Yih kya hai, ki wuh mahsúl lenewálon aur gunáhgáron ke sath khátá pítá hai ?

17 Yisú' ne sunkar unhen kahá, Un ke liye jo tandurust hain, hakim kuchh zarúr nahín, balki un ke liye jo bímár hain. Main rástbázon ko nahín, balki gunáhgáron ko buláne áyá hún, ki we tauba karen.

18 Aur Yuhanná aur Farísíon ke shagird roza rakhá karte the: unhon ne áke us se kahá, ki Yuhanná aur Farísíon ke shágird kyún roza rakhte hain, aur tere shagird roza nahín rakhte?

19 Yisú ne unhen kahá, ki Kyá barátí jab tak ki dulhá un ke sáth hai, roza rakh sakte hain? We, jab tak ki dulhá ke sath hain, roza rakh nahín sakte.

20 Lekin wuh din áwenge, jab dulhá un se judá kiyá já,egá, tab unhín dinon men we roza rakhenge.

21 Kore than ke tukṛe se purání poshák men koí paiwand nahín kartá; nahín to, wuh nayá tukrá jo us men lagáyá gayá hai puráne ko khínchta hai, aur wuh ziyada phat játí hai.

22 Aur na,í mai ko purání mashkon men koí nahín bharta hai; nahin to mashken na,í mai se phat játí hain, aur mai bah játí hai, aur mashken barbád hotí hain; balki na,í mai ko na,í mashkon men rakhá chahiye.

23 Aur yún húá, ki wuh Sabt ke din kheton se játá thá, aur us ke shagird ráh men chalte húe bálen torne lage.

24 Aur Farísíon ne us se kahá, Dekh, kis liye tere shagird Sabt ke din wuh kám karte, jo rawá nahin hai?

25 Us ne unhen kahá, Kyá tum ne kabhí nahin parhá, ki Dáúd ne,

Pharisees saw him eat with publicans and sinners, they said unto his disciples, How is it that he eateth and drinketh with publicans and sinners?

17 When Jesus heard it, he saith unto them, They that are whole have no need of the physician, but they that are sick: I came not to call the righteous, but sinners to repentance.

18 And the disciples of John and of the Pharisees used to fast: and they come and say unto him, Why do the disciples of John and of the Pharisees fast, but thy disciples fast not?

19 And Jesus said unto them, Can the children of the bridechamber fast, while the bridegroom is with them? as long as they have the bridegroom with them, they cannot fast.

20 But the days will come, when the bridegroom shall be taken away from them, and then shall they fast in those days.

21 No man also seweth a piece of new cloth on an old garment; else the new piece that filled it up taketh away from the old, and the rent is made worse.

22 And no man putteth new wine into old bottles; else the new wine doth burst the bottles, and the wine is spilled, and the bottles will be marred but new wine must be put into new bottles.

23 And it came to pass, that he went through the corn-fields on the sabbath-day; and his disciples began, as they went, to pluck the ears of corn.

24 And the Pharisees said unto him, Behold, why do they on the sabbath-day that which is not lawful?

25 And he said unto them, Have ye never read what David did,

jab wuh aur us ke sáthí muhtáj | when he had need, and was an aur bhúkhe the, kya kiyá ? hungred, he, and they that were with him?

26 Wuh kyúnkar Sardár Káhin Abiyáthar ke waqt men Khudá ke ghar men gaya, aur nazar kí rotíán, jin ká kháná káhinon ke siwá kisí ko rawá na thá, khá,ín, aur apne sáthíon ko bhí dín?

27 Us ne unhen kahá, Sabt ká din insan ke wáste húá, na insán Sabt ke din ke waste.

28 Pas Ibn i Ádam Sabt ke din ká bhí Khudáwand hai.

III BÁB.

26 How he went into the house of God in the days of Abiathar the high priest, and did eat the shewbread, which is not lawful to eat but for the priests, and gave also to them which were with him? 27 And he said unto them, The sabbath was made for man, and not man for the sabbath:

28 Therefore the Son of man is Lord also of the sabbath.

CHAPTER III.

AND he entered again into

1 the synagogue; and there 1 WUII ibadatkhane men phir 1

dákhil húá; wahan ek shakhs thá, jis ká ek háth súkh gayá thá.

2 Aur we us kí ghát men lage, ki agar wuh use Sabt ke din changá kare, to us par nálish karen.

3 Us ne us shakhs ko, jis ká háth súkh gayá thá, kahá, ki Bích men khará ho.

4 Aur us ne unhen kahá, ki Sabt ke din nekí karná rawá hai, yá badí karná? ján bacháná yá ján se márná? We chup ho rahe. 5 Tab us ne un kí sakhtdilí ke sabab gamgín hoke, gusse se un sab kí tarať dekhá, aur us shakhs ko kahá, ki Apná háth baṛhá. Us ne barháyá, aur us ká háth, jaisá dúsrá thá, waisá changá ho gayá.

6 Tab Farísíon ne filfaur báhar jáke Herodíon ke sáth us kí zidd men mashwarat kí, ki use kyúnkar qatl karen.

7 Aur Yisú apne shágirdon ke sáth daryá kí taraf phirá, aur ek barí bhír Galíl, aur Yahudiya,

8 Aur Yarúsalam, aur Adúm, aur Yardan ke pár se, us ke píchhe ho lí; Súr aur Saidá ke ás pás se bhí ek baṛí bhír us ke kámon kí khabar sunke us pás á,í.

was a man there which had a withered hand.

2 And they watched him, whether he would heal him on the sabbath-day; that they might

accuse him.

3 And he saith unto the man which had the withered hand, Stand forth.

4 And he saith unto them, Is it lawful to do good on the sabbathdays, or to do evil? to save life, or to kill? But they held their peace. 5 And when he had looked round about on them with anger, being grieved for the hardness of their hearts, he saith unto the man, Stretch forth thine hand. And he stretched it out: and his hand was restored whole as the other. 6 And the Pharisees went forth, and straightway took counsel with the Herodians against him, how they might destroy him.

7 But Jesus withdrew himself with his disciples to the sea: and a great multitude from Galilee followed him, and from Judea,

8 And from Jerusalem, and from Idumea, and from beyond Jordan; and they about Tyre and Sidon, a great multitude, when they had heard what great things he did, came unto him.

« ÎnapoiContinuă »