Imagini ale paginilor
PDF
ePub

dekhen, Iliyás use chhuṛáne átá | see whether Elias will come to hai, ki nahín.

50

Aur Yisú' ne phir bare shor se chillákar ján dí.

51 Aur, dekho, haikal ká parda úpar se níche tak phat gayá; aur zamín kámpí, aur patthar tarak ga,e;

52 Aur qabren khul ga,ín; aur bahut láshen pak logon kí, jo árám men the, uthín,

53 Aur us ke uṭhne ke ba'd qabron se nikalkar, muqaddas shahr men jákar, bahuton ko nazar á,ín.

54 Jab Súbadár ne aur jo us ke sáth Yisú kí nigáhbání karte the, bhúnchál aur sárá májará dekhá, to niháyat dar ga,e, aur kahne lage, Yih beshakk Khudá ká Betá

thá.

55 Aur wahan bahut sí 'auraten, jo Galíl se Yisu' ke píchhe píchhe us kí khidmat kartí á,í thín, dúr se tak rahín:

56 Un men Mariyam Magdalíní, aur Ya'qúb aur Yose kí má Mariyam, aur Zabadí ke beton kí mà thín.

57 Jab shám húí, Yúsuf náme Aramatíyá ká ek daulatmand, jo Yisú ká shágird bhí thá, áyá;

58 Us ne, Pilátús pás jáke, Yisú' kí lásh mángí. Tab Pilátús ne hukm diyá, ki lásh use den.

59 Yúsuf ne, lásh lekar, sútí sáf chádar men lapetí,

60 Aur apní nayi qabr men, jo chaṭṭán men khodi thi, rakhí: aur ek bhárí patthar qabr ke munh par dhalkáke chalá gayá.

61 Aur Mariyam Magdalíní aur dúsrí Mariyam wahán qabr ke sámhne baithí thín.

62¶Dúsre roz, jo taiyárí ke din ke ba'd hai, Sardár Káhinon, aur Farísíon ne milkar Pilátús ke pás jam'a hoke kahá, ki,

save him.

50 Jesus, when he had cried again with a loud voice, yielded up the ghost.

51 And, behold, the veil of the temple was rent in twain from the top to the bottom; and the earth did quake, and the rocks rent; 52 And the graves were opened; and many bodies of the saints which slept arose,

53 And came out of the graves after his resurrection, and went into the holy city, and appeared unto many.

54 Now when the centurion, and they that were with him, watching Jesus, saw the earthquake, and those things that were done, they feared greatly, saying, Truly this was the Son of God.

55 And many women were there beholding afar off, which followed Jesus from Galilee, ministering unto him:

56 Among which was Mary Magdalene, and Mary the mother of James and Joses, and the mother of Zebedee's children.

57 When the even was come, there came a rich man of Arimathæa, named Joseph, who also himself was Jesus' disciple:

58 He went to Pilate, and begged the body of Jesus. Then Pilate commanded the body to be delivered.

59 And when Joseph had taken the body, he wrapped it in a clean linen cloth,

60 And laid it in his own new tomb, which he had hewn out in the rock: and he rolled a great stone to the door of the sepulchre, and departed.

61 And there was Mary Magdalene, and the other Mary, sitting over against the sepulchre.

62 Now the next day, that followed the day of the preparation, the chief priests and Pharisees came together unto Pilate,

63 Ai khudáwand, hamen yád hai, ki Wuh dagábáz apne jíte jí kahtá thá, ki Main tín din ba'd jí uṭhúngá.

64 Is liye hukm kar, ki tín din tak qabr kí nigáhbání karen, na ho, ki us ke shagird rát ko ákar use churá le jáen, aur logon se kahen, ki Wuh murdon men se jí uțhá; to yih pichhlá fareb pahle se badtar hoga.

65 Pilátús ne un se kahá, Tumháre pás pahrewále hain; jákemaqdúr bhar us kí nigáhbání karo. 66 Unhon ne jákar us patthar par muhr kar dí, aur pahre bițhákar, qabr kí nigáhbání kí.

[blocks in formation]

4 Aur us ke dar se nigáhbán kámp uthe, aur murde se hoga,e.

5 Par firishte ne mutawajjih hokar, un 'auraton se kahá, Tum mat daro: main jántá hún, ki tum Yisú ko, jo salíb par khínchá gayá, dhúndhtí ho.

6 Wuh yahán nahín hai; kyúnki jaisá us ne kahá thá, wuh uțhá hai. Áo, yih jagah, jahán Khudáwand pará thá, dekho.

7 Aur jald jáke, us ke shágirdon se kaho, ki wuh tumháre áge Gal ko játá hai; wahan tum use dekhoge: dekho, main ne tumhen jatá diyá.

8 We jald qabr par se bare khauf aur bari khushí ke sáth

63 Saying, Sir, we remember that that deceiver said, while he was yet alive, After three days I will rise again.

64 Command therefore that the sepulchre be made sure until the third day, lest his disciples come by night, and steal him away, and say unto the people, He is risen from the dead: so the last error shall be worse than the first. 65 Pilate said unto them, Ye have a watch: go your way, make it as sure as ye can. 66 So they went, and made the sepulchre sure, sealing the stone, and setting a watch.

[blocks in formation]

rawana hokar, us ke shágirdon ko | great joy; and did run to bring khabar dene daurín. his disciples word.

9 Jab we us ke shágirdon ko khabar dene játí thín, dekho, Yisu' unhen milá, aur kahá, Salám. Unhon ne, pás ákar, us ke qadam pakre, aur use sijda kiyá.

9 And as they went to tell his disciples, behold, Jesus met them, saying, All hail. And they came and held him by the feet, and worshipped him.

10 Tab Yisu' ne unhen kahá, 10 Then said Jesus unto them, Mat daro; par jake mere bháíon Be not afraid go tell my brese kaho, kí Galil ko jáwen; wa-thren that they go into Galilee, hán mujhe dekhenge. and there shall they see me.

11 | Jab we chali játí thín, dekho, pahrewálon men se kitnon ne shahr men ákar, jo kuchh húá thá, Sardár Káhinon se bayán kiyá.

12 Tab unhon ne buzurgon ke sith ikatṭhe hokar, saláh kí, aur un pahrewálon ko bahut rupa,e dí,e,

13 Aur kahá, Tum kaho, ki Rát ko jab ham sote the, us ke shágird áke use churá lega,e.

14 Aur agar yih hakim ke kán tak pahunche, ham use samjhákar tumhen khatre se bachá lenge.

15 Chunánchi unhon ne rupa,e lekar sikhláne ke muwafiq kiya: aur yih bát áj tak Yahúdíon men mashhút hai.

16 ¶ Phir we gyárah shagird, Galil ke us pahár ko, jahán Yisú' ne unhen farmáyá thá, ga,e.

17 Aur use dekhkar, unhon ne us ko sijda kiyá; par ba'ze dubdhe men rahe.

18 Aur Yisu' ne pás ákar un se kahá, ki Ásmán aur zamín ká sárá ikhtiyar mujhe diyá gayá;

19¶ Is liye tum jákar sab qaumon ko Báp aur Bețe aur Rúh i Quds ke nám se baptisma deke shagird karo :

20 Aur unhen sikhláo, ki un sab báton par 'amal karen, jin ká main ne tum ko hukm diya hai; aur dekho, main zamáne ke tamám hone tak, har roz tumhare sáth hún. Ámín.

11 Now when they were going, behold, some of the watch came into the city, and shewed unto the chief priests all the things that were done.

12 And when they were assembled with the elders, and had taken counsel, they gave large money unto the soldiers,

13 Saying, Say ye, His disciples came by night, and stole him away while we slept.

14 And if this come to the governor's ears, we will persuade him, and secure you.

15 So they took the money, and did as they were taught: and this saying is commonly reported among the Jews until this day.

16 Then the eleven disciples went away into Galilee, into a mountain where Jesus had appointed them.

17 And when they saw him, they worshipped him: but some doubted.

18 And Jesus came and spake unto them, saying, All power is given unto me in heaven and in earth.

19 Go ye therefore, and teach all nations, baptizing them in the name of the Father, and of the Son, and of the Holy Ghost:

20 Teaching them to observe all things whatsoever I have commanded you: and, lo, I am with you alway, even unto the end of the world. Amen.

MARQUS KÍ INJÍL.

1

rú';

I BÁB.
K Masih ki Injil ká shu-
HUDÁ ke Bete Yisú

2 Jaisá nabíon kí kitábon men likhá hai, ki Dekh, main apne rasúl ko tere áge bhejtá hún; wuh terí ráh ko tere sámhne taiyár karegá. 3 Bayábán men ek pukárnewále kí áwaz hai, ki Khudáwand kí ráh ko banáo, aur us ke ráston ko sídhá karo.

4 Waisá Yuhanná bayábán men baptisma detá thá, aur gunáhon kí mu'afi ke liye tauba ke baptisma kí manádí kartá thá.

5 Aur sárí Yahúdiya ke aur Yarúsalam ke rahnewále us pás nikal á,e, aur sabhon ne apne gunáhon ká iqrár karke Yardan ke darya men us se baptisma páyá. 6 Aur Yuhanná únt ke bálon kí poshák pahine aur chamre ká kamarband apní kamar men bándhe thá, aur tiḍdí aur jangli shahd khátá thá;

7 Aur manádí kartá thá, ki Mere píchhe ek mujh se zoráwar átá hai, aur main is láiq nahín, ki jhukke us kí jútíon ka tasma kholún.

8 Main ne to tumhen pání se baptisma diyá, par wuh tumhen Ruh i Quds se baptisma degá.

9 Aur unhín dinon men aisá húá, ki Yisú' ne Násarat i Galíl se ákar, Yardan men Yuhanná ke háth se

10 Aur jyúnhín wuh pání se báhar ayá, us ne ásmán ko khulá aur Ruh ko kabútar kí mánind apne úpar utarte dekhá;

11 Aur ásmán se áwáz áí, ki Tú merá aziz Betá hai, jis se rází hún.

main

[blocks in formation]

5 And there went out unto him all the land of Judæa, and they of Jerusalem, and were all baptized of him in the river of Jordan, confessing their sins.

6 And John was clothed with camel's hair, and with a girdle of a skin about his loins; and he did eat locusts and wild honey;

7 And preached, saying, There cometh one mightier than I after me, the latchet of whose shoes I am not worthy to stoop down and unloose.

8 I indeed have baptized you with water: but he shall baptize you with the Holy Ghost.

9 And it came to pass in those days, that Jesus came from Nazareth of Galilee, and was baptized of John in Jordan.

10 And straightway coming up out of the water, he saw the heavens opened, and the Spirit like a dove descending upon him:

11 And there came a voice from heaven, saying, Thou art my beloved Son, in whom I am well pleased.

12 Aur Rúh use filfaur bayábán men le ga,í.

13 Aur wuh wahán bayábán men chálís din tak rahke Shaitán se ázmáyá gaya; aur jangal ke janwaron ke sath rahta thá; aur firishte us kí khidmat karte the.

14 Phir Yuhanná kí giriftárí ke ba'd Yisu' ne Galíl men áke, Khudá kí bádsháhat kí khushkhabarí kí manádí kí,

15 Aur kahá, ki, Waqt púrá húá, aur Khudá ki bádsháhat nazdík á,í; tauba karo, aur Injil par ímán láo.

16 Aur Galíl ke daryá ke kináre phirte húe, us ne Shama'ún, aur us ke bháí Andryás ko daryá men jál dálte dekhá: ki we machhwe the.

17 Yisú ne unhen kahá, Tum mere píchhe chale áo, aur main tumhen ádmíon ke machhwe banáúngá.

18 Aur we wunhín apne jálon ko chhorkar us ke píchhe ho lí,e.

19 Aur wahán se thorí dúr barhke us ne Zabadí ke bete Ya'qub aur us ke bháí Yuhanna ko bhí kishtí par apne jálon kí marammat karte dekhá.

20 Aur filfaur unhen buláyá, aur we apne báp Zabadí ko kishtí men mazdúron ke sath chhoṛke us ke píchhe ho lí,e.

21 Tab we Kafarnáhum men dákhil húe, aur wuh filfaur 'ibádatkháne men jáke ta'lím dene lagá.

22 Aur we us kí ta'lim se hairán húe, ki wuh un ko, ikhtiyárwále kí tarah, na Faqihon kí mánind, ta'lím detá thá.

23 Wahán un ke 'ibádaṭkháne men ek shakhs thá, jis men nápák rúh thí; wuh yún kahke chilláyá, ki,

24 Ai Yisú' Násarí, chhor de, hamen tujh se kyá kám? Tú hamen halák karne aya hai? main tujhe

12 And immediately the spirit driveth him into the wilderness. 13 And he was there in the wilderness forty days, tempted of Satan; and was with the wild beasts; and the angels ministered unto him.

14 Now after that John was put in prison, Jesus came into Galilee, preaching the gospel of the kingdom of God,

15 And saying, The time is fulfilled, and the kingdom of God is at hand: repent ye, and believe the gospel.

16 Now as he walked by the sea of Galilee, he saw Simon and Andrew his brother casting a net into the sea: for they were fishers.

17 And Jesus said unto them, Come ye after me, and I will make you to become fishers of

men.

18 And straightway they forsook their nets, and followed him.

19 And when he had gone a little farther thence, he saw James the son of Zebedee, and John his brother, who also were in the ship mending their nets.

20 And straightway he called them: and they left their father Zebedee in the ship with the hired servants, and went after him.

21 And they went into Capernaum; and straightway on the sabbath-day he entered into the synagogue, and taught.

22 And they were astonished at his doctrine: for he taught them as one that had authority, and not as the scribes.

23 And there was in their synagogue a man with an unclean spirit; and he cried out,

24 Saying, Let us alone; what have we to do with thee, thou Jesus of Nazareth? art thou come

« ÎnapoiContinuă »