Imagini ale paginilor
PDF
ePub

ne tujhe bhúkhá, yá piyásá, yá | thee an hungred, or athirst, or a pardesí, ya nangá, yá bímár, yá stranger, or naked, or sick, or in qaidí dekhá, aur teri khidmat na prison, and did not minister unto ki? thee?

45 Tab wuh unhen jawab men kahega, Main tum se sach kahta hún, ki Jab tum ne mere in sab se chhote bháíon men se ek ke sath na kiya, to mere sath bhí na kiya. 46 Aur we hamesha ke 'azab men ja,enge: par rástbáz hamesha kí zindagi men.

1

AUR

XXVI BÁB.

UR yún húá, ki jab Yisú yih sab baten kar chuká, to us ne apne shágirdon se kahá,

2 Tum jánte ho, ki do roz ba'd id i fasah hogi, jab Ibn i Adam hawála kiyá já,egá, ki salíb par khínchá jáwe.

3 Tab Sardár Káhin, aur Faqíh, aur qaum ke Buzurg, Qayáfă náme Sardár Káhin ke ghar men ikaṭṭhe húe,

4 Aur saláh kí, ki Yisú ko fareb se pakaṛke, már dálen.

5 Tab unhon ne kahá, 'fd ko nahín, na ho ki logon men fasád mache.

6 Jis waqt Yisú' Baitaniya men Shama'ún korhí ke ghar men thá,

7 Ek 'aurat sang i marmar ke itrdán men qímatí 'itr us pás láí, aur jab wuh kháne baitha, us ke sir par dhálá.

8 Us ke shagird yih dekhkar khafa hoke, kahne lage, Káhe ko yih befaida kharch húá?

9 Kyunki yih 'itr bare dám par biktá, aur wuh muhtájon ko diyá játá.

10 Yisú ne yih jánkar unhen kahá, Kyún is 'aurat ko taklif dete ho? us ne to mere sáth nekí kí.

11 Kyunki muhtáj hamesha tumháre sath hain; par main hamesha tumháre sáth na rahúngá.

[blocks in formation]

5 But they said, Not on the feast day, lest there be an uproar among the people.

6 Now when Jesus was in Bethany, in the house of Simon the leper,

7 There came unto him a woman having an alabaster box of very precious ointment, and poured it on his head, as he sat at meat.

8 But when his disciples saw it, they had indignation, saying, To what purpose is this waste?

9 For this ointment might have been sold for much, and given to the poor.

10 When Jesus understood it, he said unto them, Why trouble ye the woman? for she hath wrought a good work upon me.

11 For ye have the poor always with you; but me ye have not always.

e 3

12 Ki us ne jo mere badan par 'itr dhálá, to yih mere kafan ke liye kiya hai.

13 Main tum se sach kahtá hún, ki Tamám dunyá men, jahán kahín is Injil kí manádí hogi, yih bhí jo us ne kiyá, is kí yádgárí ke liye kahá já,egá.

14 ¶ Tab un bárah men se, ek ne, jis ká nám Yahúdáh Iskariyútí thá, Sardár Káhinon ke pás jákar kahá, 15 Jo main use tumhen pakaṛwá dún, to mujhe kya doge? Tab unhon ne us se tís rupa,e ká iqrár kiya.

16 Aur wuh us waqt se us ke pakaṛwáne ke liye qábú dhúndhtá thá.

17 ¶ So, 'íd i fasah ke pahle din, shagirdon ne Yisu' pás ákar, us se kahá, Tú kahán cháhtá hai, ki ham tere liye fasah taiyár karen?

18 Us ne kahá, Shahr men fuláne shakhs pás jákar, us se kah, ki Ustád farmátá hai, Merá waqt nazdík pahunchá; main apne shágirdon samet tere yahán 'íd i fasah karúngá.

19 So jaisá Yisu' ne shágirdon ko hukm kiya tha, we bajá lá,e, aur fasah taiyár kiyá.

20 Jab shām hú, wuh un bárahon ke sath kháne baiṭhá.

21 Jab we khá rahe the, us ne kahá, Main tum se sach kahtá hún, Tum men se ek mujhe pakaṛwádegá.

22 Tab we niháyat dilgír húe, aur har ek un men se púchhne lagá, Ai Khudáwand, kya main hún ?

23 Us ne jawab men kahá, Jo mere sáth tabáq men háth dáltá hai, wuhí mujhe pakarwádegá.

24 Ibn i Ádam, jis tarah us ke haqq men likha hai, rawána hotá; lekin, us shakhs par afsos, jis ke háthon se Ibni Adam giriftár

12 For in that she hath poured this ointment on my body, she did it for my burial.

13 Verily I say unto you, Wheresoever this gospel shall be preached in the whole world, there shall also this, that this woman hath done, be told for a memorial of her.

14 Then one of the twelve, called Judas Iscariot, went unto the chief priests,

15 And said unto them, What will ye give me, and I will deliver him unto you? And they covenanted with him for thirty pieces of silver.

16 And from that time he sought opportunity to betray him.

17 Now the first day of the feast of unleavened bread the disciples came to Jesus, saying unto him, Where wilt thou that we prepare for thee to eat the passover?

18 And he said, Go into the city to such a man, and say unto him, The Master saith, My time is at hand; I will keep the passover at thy house with my disciples.

19 And the disciples did as Jesus had appointed them; and they made ready the passover.

20 Now when the even was come, he sat down with the twelve.

21 And as they did eat, he said, Verily I say unto you, that one of you shall betray me.

22 And they were exceeding sorrowful, and began every one of them to say unto him, Lord, is it I?

23 And he answered and said, He that dippeth his hand with me in the dish, the same shall betray

me.

24 The Son of man goeth as it is written of him: but woe unto that man by whom the Son of man is betrayed! it had been good

karwáyá játá hai; agar wuh | for that man if he had not been shakhs paidá na hotá, us ke liye bihtár thá.

25 Tab Yahúdáh ne, jo us ká pakarwánewálá thá, jawab men kahá, Ai Ustád, kyá main hún ? Us ne kahá, Tú ne áp hí kahá. 26 ¶ Un ke kháte waqt, Yisú' ne rotí lí, aur shukr karke torí, phir shagirdon ko dekar kahá, Lo, khảo; yih merá badan hai.

27 Phir piyála lekar, shukr kiya, aur unhen dekar kahá, Tum sab is men se pío;

28 Kyúnki yih merá lahú hai; ya'ne na,e qaul ka lahú, jo bahuton ke gunáhon kí mu'áfi ke liye baháyá játá.

29 Main tum se kahtá hún, ki Angúr ká shíra phir na pí,úngá us din tak ki tumháre sáth apne Báp kí bádsháhat men nayá na pí,ún.

30 Phir we git gáke Zaitún ke pahár ko ga,e.

31 Tab Yisu' ne un se kahá, Tum sab isí rát mere sabab thokar kháoge; kyúnki likhá hai, ki Main garariye ko márúngá, aur galla kí bheṛen titar bitar hojá,engí.

32 Lekin main apne jí uthne ke ba'd tum se áge Galíl ko jáúngá. 33 Patras ne jawab men us se kahá, Agarchi sab terí bábat thokar khá,en, par main kabhí thokar na kháúngá.

34 Yisú ne us se kahá, Main tujh se sach kahtá hún, ki Tú isí rát, murg ke báng dene ke pahle, tín bár merá inkár karegá.

35 Patras ne us se kahá, Agar tere sáth mujhe marná bhí zarúr ho, tau bhí terá inkár na karúngá. Aur sab shágirdon ne bhí yih kahá.

36 ¶ Phir Yisú' un ke sáth, Gatsamaní náme ek maqám men ayá, aur shágirdon se kahá, Yahán baitho, jab tak main wahán jákar du'á mángún.

born.

25 Then Judas, which betrayed him, answered and said, Master, is it I? He said unto him, Thou hast said.

26 And as they were eating, Jesus took bread, and blessed it, and brake it, and gave it to the disciples, and said, Take; eat; this is my body.

27 And he took the cup, and gave thanks, and gave it to them, saying, Drink ye all of it;

28 For this is my blood of the new testament, which is shed for many for the remission of sins.

29 But I say unto you, I will not drink henceforth of this fruit of the vine, until that day when I drink it new with you in my Father's kingdom.

30 And when they had sung an hymn, they went out into the mount of Olives.

31 Then saith Jesus unto them, All ye shall be offended because of me this night: for it is written, I will smite the shepherd, and the sheep of the flock shall be scat

tered abroad.

32 But after I am risen again, I will go before you into Galilee.

33 Peter answered and said unto him, Though all men shall be offended because of thee, yet will I never be offended.

34 Jesus said unto him, Verily I say unto thee, That this night, before the cock crow, thou shalt deny me thrice.

35 Peter said unto him, Though I should die with thee, yet will I not deny thee. Likewise also said all the disciples.

36 Then cometh Jesus with them unto a place called Gethsemane, and saith unto the disciples, Sit ye here, while I go and pray yonder.

37 Tab us ne Patras aur Zabadí ke do bete sáth liye, aur gamgín aur niháyat dilgír hone lagá.

38 Tab us ne un se kahá, ki Merá dil niháyat gamgín hai, balki meri maut kí sí halat hai: tum yahan thahro, aur mere sath jágte raho.

37 And he took with him Peter and the two sons of Zebedee, and began to be sorrowful and very heavy.

38 Then saith he unto them, My soul is exceeding sorrowful, even unto death: tarry ye here, and watch with me.

39 Aur kuchh age barhke munh 39 And he went a little farther, ke bal girá, aur du'á mángí, ki Ai and fell on his face, and prayed, mere Bap, agar ho sake, to yih piy-saying, O my Father, if it be posála mujh se guzar já,e: taubhí merí khwahish nahín, balki terí khwáhish ke mutabiq ho.

40 Tab shágirdon ke pás áyá, aur unhen sote pákar Patras se kahá, Kyá tum mere sath ek ghantá nahín jag sake?

41 Jágo, aur du'á mángo, táki imtihan men na paro: rúh to musta'idd, par jism sust hai.

42 Phir us ne do bára du'á mángí, ki Ai mere Báp, agar mere píne ke bagair yih piyála mujh se nahín guzar sakta, to terí marzí ho.

43 Us ne áke phir unhen sote páyá: kyúnki un kí ánkhen nínd se bharí thín.

44 Aur unhen chhorkar phir gayá, aur wuhí bát kahkar tísrí bár du'á mángí.

45 Tab apne shágirdon ke pás ákar un se kahá, Ab sote raho, aur árám karo: dekho wuh ghari á pahunchí, ki Ibni Adam gunáhgáron ke háth hawála kiyá játá hai.

46 Utho, chalen: dekho, jo mujhe pakaṛwátá hai, nazdík hai.

47 | Wuh yih kah hí rahá thá, ki dekho, Yahúdáh, jo un bárahon men se ek thá, áyá, aur us ke sath ek barí bhír talwáren aur láthíán lí,e, Sardár Káhinon aur qaum ke buzurgon kí taraf se á pahunchí.

48 Us ke pakarwanewále ne unhen yih kahke patá diyá thá, ki Jise main chúmún, wuhí hai; use pakar lená.

[ocr errors]

sible, let this 'cup pass from me: nevertheless not as I will, but as thou wilt.

40 And he cometh unto the disciples, and findeth them asleep, and saith unto Peter, What, could ye not watch with me one hour?

41 Watch and pray, that ye enter not into temptation: the spirit indeed is willing, but the flesh is weak.

42 He went away again the second time, and prayed, saying, O my Father, if this cup may not pass away from me, except I drink it, thy will be done.

43 And he came and found them asleep again: for their eyes were heavy.

44 And he left them, and went away again, and prayed the third time, saying the same words.

45 Then cometh he to his disciples, and saith unto them, Sleep on now, and take your rest: behold, the hour is at hand, and the Son of man is betrayed into the hands of sinners.

46 Rise, let us be going: behold, he is at hand that doth betray

me.

47¶ And while he yet spake, lo, Judas, one of the twelve, came, and with him a great multitude with swords and staves, from the chief priests and elders of the people.

48 Now he that betrayed him gave them a sign, saying, Whomsoever I shall kiss, that same is he: hold him fast.

49 Us ne wunhín Yisú' pás ákar kahá, Ai Ustád, Salám: aur chúm livá.

50 Yisu' ne use kahá, Ai Miyán, tú káheko áyá? Tab unhon ne pás ákar Yisú' par háth dále, aur use pakar liya.

51 Aur, dekho, Yisú' ke sáthíon men se ek ne háth barhákar apní talwár khainchí, aur Sardár Káhin ke naukar par chalákar us ká kán urá diyá.

52 Tab Yisú' ne us se kahá, Apní talwár miyán men kar, kyúnki jo talwár khínchte hain, talwár hí se máre já,enge.

53 Kya tú nahín jántá, ki main abhí apne Báp se máng saktá hún, aur wuh firishton ke bárah tuman se ziyada mere liye házir kar degá?

49 And forthwith he came to Jesus, and said, Hail, master: and kissed him.

50 And Jesus said unto him, Friend, wherefore art thou come? Then came they, and laid hands on Jesus, and took him.

51 And, behold, one of them which were with Jesus stretched out his hand, and drew his sword, and struck a servant of the high priest's, and smote off his ear.

52 Then said Jesus unto him, Put up again thy sword into his place: for all they that take the sword shall perish with the sword.

53 Thinkest thou that I cannot now pray to my Father, and he shall presently give me more than twelve legions of angels?

54 Par nawishton kí bát, ki 54 But how then shall the scripyúnhín honá zarúr hai, tab kyún-tures be fulfilled, that thus it must kar púrí hogí?

55 Us waqt Yisú' logon se kahne lagá, ki Tum, jaise chor ke liye, talwáren aur lathíán lekar, mere pakarne ko nikle ho? Main har roz haikal men tumháre sáth baithke ta'lím detá thá, par tum ne mujhe na pakṛá.

56 Lekin yih sab is liye húá, táki nabíon ke nawishte púre hon. Tab sab shagird use chhorke bhag

be?

55 In that same hour said Jesus

to the multitudes, Are ye come out as against a thief with swords and staves for to take me? I sat daily with you teaching in the temple, and ye laid no hold on

me.

56 But all this was done, that the scriptures of the prophets might be fulfilled. Then all the disciples forsook him, and fled.

ga,e. 57 ¶ So jinhon ne Yisú' ko pakṛá,57 ¶ And they that had laid hold we use Qayáfá nám Sardár Káhin on Jesus led him away to Caiaphas pás le ga,e, jahán Faqih aur bu- the high priest, where the scribes zurg jam'a the. and the elders were assembled.

58 Patras dúr dúr us ke píchhe Sardár Káhin ke ghar tak chalá gayá, aur andar jake naukaron ke sáth baithá, ki dekhe, ki ákhir kya hota hai.

59 Tab Sardár Káhin aur buzurg aur sárí majlis Yisú' par jhúthí gawáhí dhúndhne lage, táki use már dálen;

60 Par na pá,í; aur agarchi bahut jhúthe gawáh á,e, par ko,í bát na thahrí. Akhir, do jhúthe gawáhon ne ákar,

61 Kahá, ki Is ne kaha hai,

[ocr errors]

58 But Peter followed him afar off unto the high priest's palace, and went in, and sat with the servants, to see the end.

59 Now the chief priests, and elders, and all the council, sought false witness against Jesus, to put him to death;

60 But found none: yea, though many false witnesses came, yet found they none. At the last came two false witnesses, 61 And said, This fellow said, I

« ÎnapoiContinuă »