Imagini ale paginilor
PDF
ePub

31 Aur wuh narsinghe ke bare shor ke sath apne firishton ko bhejegá, aur we us ke barguzidon ko, cháron taraf se, ásmán kí is hadd se, us hadd tak, jam'a karenge. 32 Ab anjir ke darakht se ek tamsíl síkho, ki Jab us kí dálí narm hotí, aur patte nikle, tum jánte ho, ki garmí nazdík hai. 33 Isí tarah jab yih sab dekho, to jáno, ki wuh nazdík, balki darwáze hí par hai.

34 Main tum se sach kahtá hún, ki Jab tak yih sab kuchh ho na le, is zamáne ke log guzar na já,enge.

35 Ásmán aur zamín tal já,enge, par merí báten hargiz na talengí.

36 Lekin us din aur us ghari ko, mere Báp ke siwá, ásman ke firishton tak koí nahin jántá.

37 Jaisá Núh ke dinon men húá, waisá hí Ibn i Ádam ká áná bhí hogá.

31 And he shall send his angels with a great sound of a trumpet, and they shall gather together his elect from the four winds, from one end of heaven to the other. 32 Now learn a parable of the fig-tree; when his branch is yet tender, and putteth forth leaves, ye know that summer is nigh: 33 So likewise ye, when ye shall see all these things, know that it is near, even at the doors.

34 Verily I say unto you, This generation shall not pass, till all these things be fulfilled.

35 Heaven and earth shall pass away, but my words shall not pass

away.

36 ¶ But of that day and hour knoweth no man, no, not the angels of heaven, but my Father only.

37 But as the days of Noe were, so shall also the coming of the Son of man be.

38 For as in the days that were before the flood they were eating and drinking, marrying and givparing in marriage, until the day that Noe entered into the ark,

38 Kyunki jis tarah un dinon men túfan ke áge, kháte, píte, byah karte, byahe játe the, us din tak ki Núh kishtí chaṛhá,

39 Aur na jante the, jab tak ki túfan ayá, aur un sab ko le gayá; isí tarah Ibn i Ádam ká áná bhí hogá.

40 Do ádmí khet men honge; ek pakrá, dúsrá chhorá já,egá.

41 Do 'auraten chakkí pístíán hongí; ek pakṛí, dúsrí chhorí já,egí.

42 Is liye jágte raho: kyúnki tumhen maʼlum nahín, ki kis gharí tumhárá Khudáwand áwegá. 43 Par yih tum jánte ho, ki agar ghar ke málik ko ma'lúm hotá, ki chor kis gharí áwegá, to wuh jágtá rahta, aur apne ghar men sendh márne na

detá.

44 Is liye tum bhí taiyár raho: kyunki jis gharí tumhen gumán na ho, Ibn i Ádam áwegá.

39 And knew not until the flood came, and took them all away; so shall also the coming of the Son of man be.

40 Then shall two be in the field; the one shall be taken, and the other left.

41 Two women shall be grinding at the mill; the one shall be taken, and the other left.

42 Watch therefore for ye know not what hour your Lord doth come.

43 But know this, that if the goodman of the house had known in what watch the thief would come, he would have watched, and would not have suffered his house to be broken up.

44 Therefore be ye also ready: for in such an hour as ye think not the Son of man cometh.

[ocr errors]

e

1

S

S

45 Pas kaun hai wuh diyánatdár aur hoshyár khádim, jise us ke khawind ne apne naukar chákaron par muqarrar kiyá, ki waqt par unhen kháná de?

46 Mubárak hai wuh khádim, jise us ká kháwind ákar aisá hí karte páwe.

47 Main tum se sach kahtá hún, ki Wuh use apne sab mál par mukhtár karegá.

48 Par agar wuh bad khádim apne dil men kahe, ki Merá kháwind áne men der kartá hai; 1 49 Aur apne ham-khidmaton ko márne, aur matwálon ke sáth kháne píne lage;

50 Us naukar ká kháwind usí din áwegá, ki wuh ráh na take, aur usí ghaṛí, ki wuh na jáne,

51 Aur use do tukṛe karke, us ká hissa riyákáron ke sath muqarrar karegá: wahán roná aur dánt písná hogá.

XXV BÁB.

45 Who then is a faithful and wise servant, whom his lord hath made ruler over his household, to give them meat in due season?

46 Blessed is that servant, whom his lord when he cometh shall find so doing.

47 Verily I say unto you, That he shall make him ruler over all his goods.

48 But and if that evil servant

shall say in his heart, My lord delayeth his coming;

49 And shall begin to smite his fellow-servants, and to eat and drink with the drunken;

50 The lord of that servant shall come in a day when he looketh not for him, and in an hour that he is not aware of,

51 And shall cut him asunder, and appoint him his portion with the hypocrites: there shall be weeping and gnashing of teeth.

CHAPTER XXV.

1 US waqt ásmán kí bádháhat 1 THEN shall the kingdom of

das kunwáríon kí mánind hogi, jo apne mash'ala lekar dulhá ke istiqbál ke wáste niklín.

2 Un men pánch hoshyár, aur pánch nádán thín.

3 Jo nádán thín, unhon ne apne mash'ala liye, magar tel sáth na liyá :

4 Par hoshyáron ne apne mash'alon ke sath bartanon men tel liyá. 5 Jab dulhá ne der kí, sab únghne lagín, aur so ga,ín.

6 Ádhí rát ko dhúm machí, ki Dekho dulhá átá hai; us ke istiqbál ke wáste niklo.

7 Tab un sab kunwáríon ne uthkar apní mash'alen durust kín.

8 Aur nádánon ne hoshyáron se kahá, Apne tel men se hamen bhí do, ki hamárí mash'alen bujhí játí hain.

9 Par hoshyáron ne jawab men

[ocr errors]

heaven be likened unto ten virgins, which took their lamps, and went forth to meet the bridegroom.

2 And five of them were wise, and five were foolish.

3 They that were foolish took their lamps, and took no oil with them :

4 But the wise took oil in their vessels with their lamps.

5 While the bridegroom tarried, they all slumbered and slept.

6 And at midnight there was a cry made, Behold, the bridegroom cometh; go ye out to meet him.

7 Then all those virgins arose, and trimmed their lamps.

8 And the foolish said unto the wise, Give us of your oil; for our lamps are gone out.

9 But the wise answered, saying,

e

kahá, Aisá na ho, ki hamáre aur | Not so; lest there be not enough for us and you: but go ye rather to them that sell, and buy for yourselves.

tumháre wáste kifayat na kare: bihtar hai, ki bechnewálon ke pás jáo, aur apne wáste mol lo. 10 Jab we kharídne ga,ín, dulhá á pahunchá, aur we jo taiyár thín, us ke sath shádí ke ghar men ga,ín aur darwáza band húá.

11 Píchhe we dúsrí kunwáríán bhí á,ín, aur kahne lagín, Ai khudáwand, Ai khudáwand, hamáre liye darwáza khol.

12 Tab us ne jawáb men kahá, Main tum se sach kahtá hún, ki tumhen nahin pahchántá.

13 Is liye jágte raho, kyúnki tum nahín jante, ki kaun se din, yá kaun si gharí, Ibn i Adam áwegá. 14 ¶ Ki wuh us ádmí kí mánind hai, jis ne safar karte waqt naukaron ko bulákar unhen apná mál supurd kiya.

15 Ek ko pánch tore, dúsre ko do, tísre ko ek; har ek ko, us kí liyáqat ke muwáfiq, diyá; aur turt safar kiyá.

16 Tab jis ne pánch tore pá,e the, jákar aur len den karke, pánch tore aur paidá kí,e.

17 Yúnhín us ne bhí, jise do mile the, do aur kamá,e.

18 Par jis ne ek payá, gayá, aur zamín khodkar apne khudáwand ke rupa,e gár diye.

19 Muddat ba'd, un naukaron ká kháwind áyá, aur un se hisáb lene lagá.

20 So jis ne pánch tore pá,e the, pánch tore aur bhí lekar áyá, aur kahá, Ai khudáwand, tú ne mujhe pánch tore sompe: dekh, main ne un ke siwá pánch tore aur bhí kamá,e.

21 Us ke kháwind ne us se kahá, Ai achchhe diyánatdár naukar, shábásh! tú thore men diyánatdár niklá, main tujhe bahut chízon

[ocr errors]

10 And while they went to buy, the bridegroom came; and they that were ready went in with him to the marriage: and the door was shut.

11 Afterward came also the other virgins, saying, Lord, Lord, open to us.

12 But he answered and said, Verily I say unto you, I know you not.

13 Watch therefore, for ye know neither the day nor the hour wherein the Son of man cometh.

14 For the kingdom of heaven is as a man travelling into a far country, who called his own servants, and delivered unto them his goods.

15 And unto one he gave five talents, to another two, and to another one; to every man according to his several ability; and straightway took his journey.

16 Then he that had received the five talents went and traded with the same, and made them other five talents.

17 And likewise he that had received two, he also gained other two.

18 But he that received one, went and digged in the earth, and hid his lord's money.

19 After a long time the lord of those servants cometh, and reckoneth with them.

20 And so he that had received five talents came and brought other five talents, saying, Lord, thou deliveredst unto me five talents: behold, I have gained beside them five talents more.

21 His lord said unto him, Well done, thou good and faithful servant: thou hast been faithful over a few things, I will make thee

thou into the joy of thy lord.

par ikhtiyár dúngá: tú apne khá- | ruler over many things: enter wind kí khushí men shamil ho. 22 Aur jis ne do tore pá,e the, wuh bhí ákar kahne lagá, Ai khudáwand, tú ne mujhe do tore sompe: dekh, un ke siwá main ne do aur bhí paidá kí,e.

23 Us ke kháwind ne us se kahá, Ai achchhe diyánatdár naukar, shábásh! tú thore men diyánatdár niklá, main tujhe bahut chízon par mukhtar karúngá: apne kháwind kí khushí men shámil ho. 24 Tab wuh bhí, jis ne ek toṛá payá thá, áke, kahne lagá, Ai khudáwand, main tujhe sakht mizáj jántá thá, ki jahán nahín boyá, wahán tú káttá, aur jahán nahín chhitráyá, wahán jam'a karta hai ;

25 So main ne darke terá torá zamín men chhipáyá; dekh, terá jo hai, maujúd hai.

22 He also that had received two talents came and said, Lord, thou deliveredst unto me two talents: behold, I have gained two other

talents beside them.

23 His lord said unto him, Well done, good and faithful servant ; thou hast been faithful over a few things, I will make thee ruler over many things: enter thou into the joy of thy lord.

24 Then he which had received

the one talent came and said, Lord, I knew thee that thou art an hard man, reaping where thou hast not sown, and gathering where thou hast not strawed:

25 And I was afraid, and went and hid thy talent in the earth: lo, there thou hast that is thine.

26 Us ke málik ne jawab men 26 His lord answered and said kahá, Ai bad aur sust naukar, tú unto him, Thou wicked and slothne jáná, ki main wahán káṭtá ful servant, thou knewest that I hún, jahán nahín boyá, aur wa-reap where I sowed not, and gahán jam'a kartá, jahán nahín ther where I have not strawed: chhíntá:

27 Pas tujhe munasib thá, ki mere rupa,e sarráfon ko detá, ki main ake use súd samet pátá.

28 So is se yih torá chhínkar, jis pás das tore hain, use do.

29 Kyúnki jis pás kuchh hai, use diyá já,egá, aur us kí barhtí hogí; aur jis pás kuchh nahín, us se, wuh bhí jo rakhtá ho, le liyá já,egá.

30 Aur is nikamme naukar ko báhar andhere men dál do; wahán roná aur dánt písná hogá.

31 ¶ Jab Ibn i Ádam apne jalál se áwegá, aur sab pák firishte us ke sáth, tab wuh apne jalál ke takht par baithegá:

32 Aur sab qaum us ke áge házir kí já,engí: aur jis tarah garariyá

27 Thou oughtest therefore to have put my money to the exchangers, and then at my coming I should have received mine own with usury.

28 Take therefore the talent from him, and give it unto him which hath ten talents.

29 For unto every one that hath shall be given, and he shall have abundance: but from him that hath not shall be taken away even

that which he hath.

30 And cast ye the unprofitable servant into outer darkness: there shall be weeping and gnashing of teeth.

31 When the Son of man shall come in his glory, and all the holy angels with him, then shall he sit upon the throne of his glory:

32 And before him shall be gathered all nations: and he shall

bheron ko bakríon se judá kartá❘ separate them one from another, as a shepherd divideth his sheep from the goats:

hai, wuh ek ko dúsre se judá karegá.

33 Aur bheron ko dahine, aur bakríon ko bá,en khaṛá karegá.

34 Bádsháh unhen jo us ke dahine hain, kahegá, Ai mere Báp ke mubárak logo, us bádsháhat ko, jo dunyá kí paidáish se tumháre liye taiyár kí ga,í, mírás men lo:

35 Kyunki main bhúkhá thá, tum ne mujhe kháná khiláyá: main piyásá thá, tum ne mujhe pání piláyá; main pardesí thá, tum ne merí khátirdárí kí :

36 Nangá thá, tum ne mujhe kapṛá pahináyá; bímár thá, tum ne merí khabar lí: qaid men thá, tum mere pás á,e.

37 Us waqt rástbaz use jawab men kahenge, Ai Khudáwand, kab ham ne tujhe bhúkhá dekhá, aur kháná khiláyá? yá piyásá, aur pání piláyá ?

38 Kab ham ne tujhe pardesí dekhá, aur khátirdárí kí? yá nangá, aur kaprá pahináyá? 39 Ham kab tujhe bímar yá qaid men dekhkar tujh pás á,e?

40 Tab Bádsháh un se jawáb men kahegá, Main tum se sach kahtá hún, ki Jab tum ne mere un sab se chhote bháíon men se ek ke sath kiyá, to mere sáth kivá.

41 Tab wuh bá,ín tarafwálon se kahegá, Ai mal'úno, mere sámhne se us hamesha kí ág men jáo, jo shaitán aur us ke firishton ke liye taiyár kí ga,í hai:

42 Kyunki main bhúkhá thá, par tum ne mujhe kháne ko na diya; piyásá tha, tum ne mujhe pání na piláyá:

43 Pardesí thá, tum ne merí khátirdárí na kí: nangá thá, tum ne mujhe kapṛá na pahináyá: bímár aur qaid men thá, tum ne merí khabar na lí.

44 Tab we bhí jawab men kahenge, Ai Khudáwand, kab ham

33 And he shall set the sheep on his right hand, but the goats on the left.

34 Then shall the King say unto them on his right hand, Come, ye blessed of my Father, inherit the kingdom prepared for you from the foundation of the world:

35 For I was an hungred, and ye gave me meat: I was thirsty, and ye gave me drink: I was a stranger, and ye took me in:

36 Naked, and ye clothed me: I was sick, and ye visited me: I was in prison, and ye came unto

me.

37 Then shall the righteous answer him, saying, Lord, when saw we thee an hungred, and fed thee? or thirsty, and gave thee drink?

38 When saw we thee a stranger, and took thee in? or naked, and clothed thee?

39 Or when saw we thee sick, or in prison, and came unto thee? 40 And the King shall answer and say unto them, Verily I say unto you, Inasmuch as ye have done it unto one of the least of these my brethren, ye have done it unto me.

41 Then shall he say also unto them on the left hand, Depart from me, ye cursed, into everlasting fire, prepared for the devil and his angels:

42 For I was an hungred, and ye gave me no meat: I was thirsty, and ye gave me no drink:

43 I was a stranger, and ye took me not in: naked, and ye clothed me not: sick, and in prison, and ye visited me not.

44 Then shall they also answer him, saying, Lord, when saw we

« ÎnapoiContinuă »