Imagini ale paginilor
PDF
ePub

9 Aur zamín par kisú ko apná báp mat kaho: kyúnki tumhárá ek hí Báp hai, jo ásmán par hai. 10 Aur na tum Hádí kahláo, kyúnki tumhárá Hádí ek hai, ya'ne Masih.

11 Balki, jo tum men bará hai, tumhárá khádim hogá;

12 Aur jo áp ko bara jánega, chhotá kiyá já,egá, aur jo áp ko chhota samjhega, so bará kiya já,egá.

13¶Ai riyákár Faqího aur Farísío, tum par afsos! is liye ki ásmán kí bádsháhat ko logon ke áge band karte ho: na tum áp us men játe, aur na jánewálon ko jáne dete.

14 Ai riyákár Faqího aur Farísío, tum par afsos! ki bewáon ke ghar nigal játe, aur makr se lambí chaurí namáz parhte ho: is sabab tum ziyadatar sazá páoge.

15 Ai riyákár Faqího aur Farísío, tum par afsos! ki tum tarí aur khushkí ká daura is liye karte ho, ki ek ko apne dín men láo, aur jab wuh á chuká, to apne *se dúná use jahannam ká farzand banáte ho.

16 Ai andhe ráh-dikhánewálo, tum par afsos, ki kahte ho, Agar koí haikal kí qasam kháwe, to kuchh muzáyaqa nahín; par agar haikal ke sone kí qasam kháwe, to us ko púrá karná zarúr hai!

17 Ai nádáno aur ai andho, kaun bará hai, soná, yá haikal, jo sone ko pák kartí ?

18 Phir tum kahte ho, Agar koí qurbángáh kí qasam kháwe, to kuchh muzáyaqa nahín; par agar nazr kí, jo us par charhti, qasam kháwe, to us ko púrá karná farz hai. 19 Ai nádáno, aur ai andho: bará kaun hai, nazr, ya qurbángáh, jo nazr ko pák kartí?

20 Pas jo qurbángáh kí qasam khátá hai, us kí aur un sab chízon kí, jo us par charhín, qasam khátá. 21 Aur jo haikal kí qasam khátá bai, us ki aur jo us men rahne

[blocks in formation]

15 Woe unto you, scribes and Pharisees, hypocrites! for ye compass sea and land to make one proselyte, and when he is made, ye make him twofold more the child of hell than yourselves.

16 Woe unto you, ye blind guides, which say, Whosoever shall swear by the temple, it is nothing; but whosoever shall swear by the gold of the temple, he is a debtor!

17 Ye fools and blind: for whether is greater, the gold, or the temple that sanctifieth the gold?

18 And, Whosoever shall swear by the altar, it is nothing; but whosoever sweareth by the gift that is upon it, he is guilty.

19 Ye fools and blind: for whether is greater, the gift, or the altar that sanctifieth the gift?

20 Whoso therefore shall swear by the altar, sweareth by it, and by all things thereon.

21 And whoso shall swear by the temple, sweareth by it.

wálá hai, us kí bhí qasam khátá

hai.

22 Aur jo ásmán kí qasam khátá hai, Khuda ke takht aur us par jo baithnewálá hai, us kí bhí qasam khátá hai.

23 Ai riyákár Faqího aur Farísío, tum par afsos! kyúnki podína, aur anísún aur zíre kí dahyakí dete ho, par shari'at kí bhárí báton ya'ne insáf, aur rahm, aur ímán ko chhor diyá; lázim thá, ki tum unhen ikhtiyár karte, aur inhen bhí na chhorte.

24 Ai andhe ráh-dikhánewálo, ki machchhar chhánțte, aur únt ko nigal játe ho.

25 Ai riyákár Faqího aur Farísío, tum par afsos! ki tum piyála aur rikábí ko úpar se sáf karte, par wnh andar lút aur burái se bhare hain.

26 Ai andhe Farísío, pahle piyála aur rikábí andar se sáf karo, ki báhar se bhí sáf hon.

27 Ai riyákár Faqího aur Farísío, tum par afsos! ki tum sufedí phiri hui qabron kí mánind ho, jo báhar se bahut achchhí ma'lum hotí hain, par bhítar murdon kí haddion aur har tarah kí nápákí se bharí hain.

28 Isí tarah tum bhí záhir men logon ko rástbáz dikhá,í dete, par bátin men riyákár, aur sharárat se bhare ho.

29 Ai riyákár Faqího aur Farísío, tum par afsos! kyúnki nabíon kí qabren banáte, aur rástbázon kí goren sanwarte ho,

30 Aur kahte, Agar ham apne bápdádon ke dinon men hote, to nabíon ke khún men un ke sharík na hote.

31 Isi tarah tum apne par gawáhí dete ho, ki tum nabíon ke qátilon ke farzand ho.

32 Pas apne bápdádon ká paimána bharo.

33 Ai sámpo aur ai sámp ke

and by him that dwelleth therein.

22 And he that shall swear by heaven, sweareth by the throne of God, and by him that sitteth thereon.

23 Woe unto you, scribes and Pharisees, hypocrites! for ye pay tithe of mint and anise and cummin, and have omitted the weightier matters of the law, judgement, mercy, and faith: these ought ye to have done, and not to leave the other undone.

24 Ye blind guides, which strain at a gnat, and swallow a camel.

25 Woe unto you, scribes and Pharisees, hypocrites! for ye make clean the outside of the cup and of the platter, but within they are full of extortion and excess.

26 Thou blind Pharisee, cleanse first that which is within the cup and platter, that the outside of them may be clean also.

27 Woe unto you, scribes and Pharisees, hypocrites! for ye are like unto whited sepulchres, which indeed appear beautiful outward, but are within full of dead men's bones, and of all uncleanness.

28 Even so ye also outwardly appear righteous unto men, but within ye are full of hypocrisy and iniquity.

29 Woe unto you, scribes and Pharisees, hypocrites! because ye build the tombs of the prophets, and garnish the sepulchres of the righteous,

30 And say, If we had been in the days of our fathers, we would not have been partakers with them in the blood of the prophets.

31 Wherefore ye be witnesses unto yourselves, that ye are the children of them which killed the prophets.

32 Fill ye up then the measure of your fathers.

33 Ye serpents, ye generation of

bachcho, tum jahannam ke 'azáb | vipers, how can ye escape the damnation of hell?

se kyúnkar bhagoge?

34 ¶ Is liye, dekho, main nabíon, aur dánáon, aur faqihon ko, tumháre pás bhejtá hún; tum un men se ba'zon ko már dáloge, aur salib par khínchoge, aur ba'zon ko apne 'ibádatkhanon men kore mároge, aur shahr ba shahr satáoge:

35 Táki sab rástbázon ká khúng jo zamín par baháyá gayá, tum par áwe, Hábil rástbáz ke khún se Barakhiya ke bete Zakariyá ke khún tak, jise tum ne haikal aur qurbángáh ke darmiyán qatl kiyá.

36 Main tum se sach kahtá hún, ki Yih sab kuchh is zamáne ke logon par áwegá.

37 Ai Yarúsalam, ai Yarúsalam, jo nabíon ko már dáltá, aur unhen, jo tujh pás bheje ga,e, patthráo karta hai, main ne kitní bár cháhá, ki tere larkon ko, jis tarah murgi apne bachchon ko paron tale ikaṭṭhe kartí hai, jam'a karún, par tum ne na cháhá !

38 Dekho, tumhárá ghar tumháre liye wírán chhorá játá hai. 39 Kyúnki main tum se kahtá hún, ki Ab se tum mujhe phir na dekhoge, jab tak ki kahoge, Mubárak hai wuh, jo Khudáwand ke nám par átá hai.

XXIV BÁB.

34 Wherefore, behold, I send unto you prophets, and wise men, and scribes: and some of them ye shall kill and crucify; and some of them shall ye scourge in your synagogues, and persecute them from city to city:

35 That upon you may come all the righteous blood shed upon the earth, from the blood of righteous Abel unto the blood of Zacharias son of Barachias, whom ye slew between the temple and the altar.

36 Verily I say unto you, All these things shall come upon this generation.

nikalke 1

37 O Jerusalem, Jerusalem, thou that killest the prophets, and stonest them which are sent unto thee, how often would I have gathered thy children together, even as a hen gathereth her chickens under her wings, and ye

would not!

38 Behold, your house is left unto you desolate.

39 For I say unto you, Ye shall not see me henceforth, till ye shall say, Blessed is he that cometh in the name of the Lord.

CHAPTER XXIV.

ND Jesus went out, and

1 AUR Yisú haikal se nuk shk. A departed from the tem. gaya, aur us ke shá

gird us pás á,e, ki use haikal kí ple: and his disciples came to imáraten dikháwen. him for to shew him the buildings of the temple.

2 Yisú' ne un se kahá, Tum yih sab chizen dekhte ho? main tum se sach kahtá hún, ki Yahán ek patthar patthar par na chhútegá, jo na giráyá já,egá.

3 Aur jab wuh Zaitun ke pahár par baithá thá, us ke shágirdon ne khalwat men us pás áke kahá, Ham se kah, ki yih kab hogá? aur

2 And Jesus said unto them, See ye not all these things? verily I say unto you, There shall not be left here one stone upon another, that shall not be thrown down.

3 And as he sat upon the mount of Olives, the disciples came unto him privately, saying, Tell us, when shall these things

tere áne ká aur zamáne ke akhir hone ká nishán kýá hai ?

4 Tab Yisu' ne jawáb men un se kahá, Khabardár, koí tumhen gumráh na kare.

5 Kyúnki bahutere mere nám par áwenge, aur kahenge, ki Main Masih hún; aur bahuton ko gumráh karenge.

6 Aur tum laráíon aur laráíon kí afwáh kí khabar sunoge; khabardár, mat ghabráiyo: kyúnki un sab báton ká honá zarúr hai, par ab tak akhir nahin hai.

7 Ki qaum qaum par, aur bádsháhat badsháhat par charh áwegí, aur kál aur marí paregí, aur jagah jagah bhúnchál áwenge.

8 Yih sab kuchh musíbaton ká shuru' hai.

[blocks in formation]

9 Then shall they deliver you up to be afflicted, and shall kill you: and ye shall be hated of all nations for my name's sake.

9 Tab we tumhen aziyat men dál denge, aur tumhen már dálenge; aur mere nám ke sabab sab qaum tum se kína rakhengí. 10 Us waqt bahutere thokar khá,enge, aur ek dusre ko pakar-offended, and shall betray one wá,egá, aur ek dusre se kína another, and shall hate one anorakhegá. ther.

11 Aur bahut jhúṭhe nabí uthenge, jo bahuton ko gumráh karenge.

12 Aur bedíní ke barhjáne se bahuton kí muhabbat ghat já,egí.

13 Par jo akhir tak sahegá, wuhí naját páwegá.

14 Aur badshahat kí khushkhabarí kí manádí tamám dunyá men hogí, táki sab qaumon par gawáhí ho; tab akhir hogá.

15 Pas, jab tum us wírán karnewálí makrúh chíz ko, jis kí khabar Dániel nabí ne dí, pák jagah men khare dekhoge, (jo parhe, so samajh le :)

16 Tab jo Yahúdiya men ho, paháron par bhág já,e:

17 Aur jo kothe par ho, na utre ki apne ghar se kuchh nikále:

10 And then shall many be

11 And many false prophets shall rise, and shall deceive many.

12 And because iniquity shall abound, the love of many shall wax cold.

13 But he that shall endure unto the end, the same shall be saved.

14 And this gospel of the kingdom shall be preached in all the world for a witness unto all nations; and then shall the end

come.

15 When ye therefore shall see the abomination of desolation, spoken of by Daniel the prophet, stand in the holy place, (whoso readeth, let him understand :)

16 Then let them which be in Judea flee into the mountains:

17 Let him which is on the housetop not come down to take any thing out of his house:

18 Aur jo khet men ho, píchhe na phire, ki apne kapṛe le.

19 Par un par afsos, jo un dinon petwálíán, aur dúdh pilánewálíán hon!

20 So tum du'á mángo, ki tumhárá bhágná járe men, yá sabt ke din, na ho:

21 Kyunki us waqt aisí barí musíbat hogí, ki dunya ke shurú' se ab tak na kabhí húí, na hogí.

22 Aur agar wuh din ghatá,e na játe, to ek tan naját na pátá, par barguzídon kí khátir, wuh din ghatá,e já,enge.

23 Tab agar koí tum se kahe, ki Dekho, Masih wahán, ya yahán hai, to na mánná.

24 Kyúnki jhúthe Masíh aur jhúthe nabí uthenge, aur aise bare nishán, aur karámaten dikháwenge, ki agar ho sakta, to we barguzídon ko bhí gumráh karte.

25 Dekho, main tumhen áge hí kah chuká.

26 Pas agar we tumhen kahen, ki Dekho, wuh jangal men hai, to báhar na jáiyo; yá, ki dekho, wuh kothrí men hai, to na mániyo.

27 Kyunki jaisí bijlí púrab se kaundhke pachchhim tak chamaktí, waisá hí Ibn i Ádam ká❘ áná bhí hogá.

28 Kyunki jahán murdár ho, wahán giddh bhí jam'a honge.

29¶ Un dinon kí musíbat ke ba'd, turt, súraj andherá ho já,egá, aur chánd apní roshní na dega, aur sitáre ásmán se gir já,enge, aur ásınán kí qúwaten hil já,engí.

30 Tab Ibn i Ádam ká nishán ásmán par záhir hogá; aur us waqt zamín ke sáre gharáne chhátí pítenge, aur Ibn i Ádam ko barí qudrat aur jalál ke sáth ásmán kí badlíon par áte dekhenge.

18 Neither let him which is in the field return back to take his clothes.

19 And woe unto them that are with child, and to them that give suck in those days!

20 But pray ye that your flight be not in the winter,, neither on the sabbath-day:

21 For then shall be great tribulation, such as was not since the beginning of the world to this time, no, nor ever shall be.

22 And except those days should be shortened, there should no flesh be saved: but for the elect's sake those days shall be shortened. 23 Then if any man shall say unto you, Lo, here is Christ, or there; believe it not.

24 For there shall arise false Christs, and false prophets, and shall shew great signs and wonders; insomuch that, if it were possible, they shall deceive the very elect.

25 Behold, I have told you before.

26 Wherefore if they shall say unto you, Behold, he is in the desert; go not forth: behold, he is in the secret chambers; believe it

not.

27 For as the lightning cometh out of the east, and shineth even unto the west; so shall also the coming of the Son of man be.

28 For wheresoever the carcase is, there will the eagles be gathered together.

29 Immediately after the tribulation of those days shall the sun be darkened, and the moon shall not give her light, and the stars shall fall from heaven, and the powers of the heavens shall be shaken :

30 And then shall appear the sign of the Son of man in heaven: and then shall all the tribes of the earth mourn, and they shall see the Son of man coming in the clouds of heaven with power and great glory.

« ÎnapoiContinuă »