Imagini ale paginilor
PDF
ePub

ba'd Yakúniyah se Salatiel paidá húá, aur Salatiel se Zarubábul paidá húá;

13 Aur Zarubábul se Abiúd paidá húá; aur Abiúd se Eliyáqím paidá húá; aur Eliyáqím se 'Azúr paidá húá;

14 Aur 'Azúr se Sádúq paidá húá; aur Sádúq se Akhím paidá húá; aur Akhím se Eliúd paidá húá; 15 Aur Eliúd se Ele'ázar paidá húá; aur Ele'ázar se Mattán paidá húá; aur Mattán se Ya'qúb paidá húá;

16 Aur Ya'qúb se Yusuf, jo Mariyam ka shauhar thá, jis se Yisú, jo Masih kahlátá hai, paidá húá. 17 Pas, sab pushten Abirahám se Dáúd tak chaudah pushten hain; aur Dáúd se Bábul ko uth jane tak chaudah pushten; aur Babul ko uth jane se Masih tak chaudah pushten hain.

18 ¶ Ab Yisú' Masíh kí paidáish yún hú: ki Jab us kí má Mariyam kí mangni Yusuf sáth húí, un ke ikaṭṭhe ane se pahle, wuh Rúh ul Quds se hámila pá,í ga,í.

19 Tab us ke shauhar Yusuf ne, jo rástbáz thá, aur na cháhá ki use tashhír kare, iráda kiyá, ki use chupke se chhor de.

20 Wuh in báton ke soch hí men thá, ki dekho, Khudáwand ke firishte ne us par khwab men záhir hoke, kahá, Ai Yusuf, Ibn i Dáúd, apní jorú Mariyam ko apne yahán le ane se mat dar: kyunki jo us ke rihm men hai, so Rúh ul Quds se hai.

21 Aur wuh bețá janegí, aur tú us ká nám YISU' rakhegá: kyúnki wuh apne logon ko un ke gunáhon se bacháegá.

22 Yih sab kuchh húá, ki jo Khudawand ne nabí kí ma'rifat kahá thá, pura ho; ki,

23 Dekho, ek kunwárí hámila

to Babylon, Jechonias begat Salathiel; and Salathiel begat Zorobabel;

13 And Zorobabel begat Abiud; and Abiud begat Eliakim; and Eliakim begat Azor;

14 And Azor begat Sadoc; and Sadoc begat Achim; and Achim begat Eliud;

15 And Eliud begat Eleazar; and Eleazar begat Matthan; and Matthan begat Jacob;

16 And Jacob begat Joseph the husband of Mary, of whom was born Jesus, who is called Christ.

17 So all the generations from Abraham to David are fourteen generations; and from David until the carrying away into Babylon are fourteen generations; and from the carrying away into Babylon unto Christ are fourteen generations.

18 Now the birth of Jesus Christ was on this wise: When as his mother Mary was espoused to Joseph, before they came together, she was found with child of the Holy Ghost.

19 Then Joseph her husband, being a just man, and not willing to make her a publick example, was minded to put her away privily.

20 But while he thought on these things, behold, the angel of the Lord appeared unto him in a dream, saying, Joseph, thou son of David, fear not to take unto thee Mary thy wife: for that which is conceived in her is of the Holy Ghost.

21 And she shall bring forth a son, and thou shalt call his name JESUS: for he shall save his people from their sins.

22 Now all this was done, that it might be fulfilled which was spoken of the Lord by the prophet, saying,

23 Behold, a virgin shall be

[blocks in formation]

1

II BÁB.

[blocks in formation]

OW when Jesus was born

Nin Bethlehem of Judea in

the days of Herod the king, behold, there came wise men from the east to Jerusalem,

2 Saying, Where is he that is

UR jab Yisú', Herodís bád-1 A shah ke waqt, Yahudiya ke Baitlaham men paidá húá, to dekho, ka,í majúsíon ne púrab se Yarúsalam men áke kahá, ki. 2 Yahúdíon ká Bádsháh jo paidá húá so kahan hai? ki ham ne pú-born King of the Jews? for we rab men us ká sitára dekhá, aur use sijda karne ko á,e hain. 3 Jab Herodis bádsháh ne yih suná, tab wuh aur us ke sáth tamám Yarúsalam ghabráyá.

4 Tab us ne, sab sardár Káhinon aur qaum ke Faqihon ko jam'a karke, un se púchhá, ki Masíh kahan paidá hogá?

5 Unhon ne us se kahá, Yahúdiya ke Baitlaham men: kyúnki nabí kí maʼrifat yún likhá hai, ki, 6 Ai Yahudiya ke Baitlaham, tú Yahúdáh ke sardaron men hargiz kamtarín nahin hai; kyunki tujh men se ek Sardár niklegá, jo merí qaum Israel kí ri'áyat karegá.

7 Tab Herodís ne, majúsíon ko chupke se bulákar, un se tahqiq ki, ki wuh sitára kab dikhlá,í diya.

8 Aur unhen yih kahke, Baitlaham men bhejá, ki Jákar us larke kí bábat khúb daryáft karo; aur jab use páo, mujhe khabar do, ki main bhí jáke use sijda

karún.

9 We, badshah se yih sunke, rawána húe; aur, dekho, wuh sitára,

have seen his star in the east, and are come to worship him.

3 When Herod the king had heard these things, he was troubled, and all Jerusalem with him. 4 And when he had gathered all the chief priests and scribes of the people together, he demanded of them where Christ should be born.

5 And they said unto him, In Bethlehem of Judea for thus it is written by the prophet,

6 And thou Bethlehem, in the land of Juda, are not the least among the princes of Juda: for out of thee shall come a Governor, that shall rule my people Israel.

7 Then Herod, when he had privily called the wise men, enquired of them diligently what time the star appeared.

8 And he sent them to Bethlehem, and said, Go and search diligently for the young child; and when ye have found him, bring me word again, that I may come and worship him also.

9 When they had heard the king, they departed; and, lo, the

jo unhon ne púrab men dekhá thá, | star, which they saw in the east, went before them, till it came and stood over where the young child

un ke áge áge chal rahá, aur us jagah ke úpar, jahán wuh laṛká thá, jáke thahrá.

10 We us sitáre ko dekhke bahut hí khush húe.

11 ¶ Aur us ghar men pahunchkar us larke ko us kí má Mariyam ke sáth payá, aur us ke áge jhukke use sijda kiyá: aur apní jholíán kholke, sona, aur lubán, aur murr, use nazr guzráná.

12 Aur khwab men ágáhí pákar ki Herodis ke pás na jáwen, we dúsrí ráh se apne mulk ko phire.

13 Jab we rawána húe, to dekho, Khudáwand ke firishte ne Yusuf ko khwáb men dikhá,í deke, kahá, Uth, us larke aur us kí má ko sáth lekar, Misr ko bhág já, aur wahán rah, jab tak main tujhe khabar na dún: kyúnki Herodís is larke ko dhúndhegá, ki már dále.

14 Tab wuh uthke, rát hí ko, larke aur us kí má ko sáth lekar, Misr ko rawána húá :

15 Aur Herodís ke marne tak wahán raha: ki jo Khudáwand ne nabí kí ma'rifat kahả thá, púrá ho, ki, Main ne apne bețe ko Misr se buláyá.

16 ¶ Jab Herodis ne dekhá, ki us ne majúsíon se fareb kháyá thá, to niháyat gussa húá, aur logon ko bhejkar Baitlaham aur us kí sárí sarhaddon ke sab larkon ko, jo do baras ke aur us se chhote the, us waqt ke muwáfiq ki us ne majúsíon se tahqiq kí thí, qatl karwáyá.

17 Tab wuh jo Yaramiyah nabí ne kahá thá, pura huá; ki

18 Ráma men ek áwáz sunne men á,í hai, nále aur rone aur bare mátam kí, ki Rákhil apne larkon par rotí, aur tasallí

was.

10 When they saw the star, they rejoiced with exceeding great joy.

11 ¶ And when they were come into the house, they saw the young child with Mary his mother, and fell down, and worshipped him: and when they had opened their treasures, they presented unto him gifts; gold, and frankincense, and myrrh.

12 And being warned of God in a dream that they should not return to Herod, they departed into their own country another way.

13 And when they were departed, behold, the angel of the Lord appeareth to Joseph in a dream, saying, Arise, and take the young child and his mother, and flee into Egypt, and be thou there until I bring thee word: for Herod will seek the young child to destroy him.

14 When he arose, he took the young child and his mother by night, and departed into Egypt: 15 And was there until the death of Herod: that it might be fulfilled which was spoken of the Lord by the prophet, saying, Out of Egypt have I called my

son.

16 ¶ Then Herod, when he saw that he was mocked of the wise men, was exceeding wroth, and sent forth, and slew all the children that were in Bethlehem, and in all the coasts thereof, from two years old and under, according to the time which he had diligently enquired of the wise men.

17 Then was fulfilled that which was spoken by Jeremy the prophet, saying,

18 In Rama was there a voice heard, lamentation, and weeping, and great mourning, Rachel weepna-ing for her children, and would

hin cháhtí, is liye ki we nahín hain.

19 Jab Herodis mar gayá, to dekho, Khudáwand ke firishte ne Misr men Yusuf ko khwab men dikhlá,í deke kahá,

20 Uth, aur us larke aur us kí má ko sáth lekar, Israel ke mulk men já: kyunki jo us larke kí ján ke khwáhán the, mar ga,e.

21 Tab wuh uṭhá, aur us larke aur us kí má ko sáth leke, Israel ke mulk men áyá.

22 Magar jab suná, ki Arkhilá, us, apne bap Herodís kí jagah, Yahúdiya men bádsháhat karta hai, to wahán jane se dará: aur khwab men ágáhí pákar Galíl ki taraf rawána húá:

23 Aur ek shahr men, jis ká nám Násarat thá, jáke rahá, ki wuh, jo nabíon ne kahá thá, púrá ho, ki Wuh Násarí kahlá,egá.

III BÁB.

not be comforted, because they are

not.

19¶ But when Herod was dead, behold, an angel of the Lord appeareth in a dream to Joseph in Egypt,

20 Saying, Arise, and take the young child and his mother, and go into the land of Israel: for they are dead which sought the young child's life.

21 And he arose, and took the young child and his mother, and came into the land of Israel.

22 But when he heard that Archelaus did reign in Judea in the room of his father Herod, he was afraid to go thither: notwithstanding, being warned of God in a dream, he turned aside into the parts of Galilee:

N dinon men Yuhanná 1

Ubaptisma denewálá, Yahú

diya ke bayábán men záhir hoke, manádí karne lagá, ki,

2 Tauba karo: kyúnki ásmán kí badshahat nazdík hai.

3 Ki yih wuhi hai, jis ká zikr Yas'aiyah nabí ne kiyá, ki Jangal men ek pukárnewále kí áwáz hai, ki Khudawand kí ráh ko durust karo, aur us ke ráston ko sídhá banáo.

4 Yih Yuhanná únț ke bálon kí poshák pahintá, aur chamre ká kamarband apní kamar men bándhtá thá; aur tiḍdí aur janglí shahd us kí khurak thí.

5 Tab Yarúsalam aur sáre Yahúdiya aur Yardan ke sab ás pás ke rahnewále us pás chale á,e;

6 Aur unhon ne, apne gunáhon ká iqrár karke, Yardan men us se baptisma páyá.

7¶ Par jab us ne dekhá, ki bahut

23 And he came and dwelt in a city called Nazareth: that it might be fulfilled which was spoken by the prophets, He shall be called a Nazarene.

[ocr errors]
[ocr errors]

CHAPTER III.

N those days came John the derness of Judea,

2 And saying, Repent ye: for the kingdom of heaven is at hand. 3 For this is he that was spoken of by the prophet Esaias, saying, The voice of one crying in the wilderness, Prepare ye the way of the Lord, make his paths straight.

4 And the same John had his raiment of camel's hair, and a leathern girdle about his loins; and his meat was locusts and wild honey.

5 Then went out to him Jerusalem, and all Judea, and all the region round about Jordan, 6 And were baptized of him in Jordan, confessing their sins.

7 ¶ But when he saw many of the

se Farísí aur Sadúqí baptisma | Pharisees and Sadducees come to páne ko us pás á,e hain, to unhen his baptism, he said unto them, O kahá, ki Ai sámpon ke bach-generation of vipers, who hath cho, tumhen ánewále gazab se warned you to flee from the bhágná kis ne sikhláyá? wrath to come? 8 Pas tauba ke láiq phal láo :

9 Aur apne dil men gumán mat karo, ki Abirahám hamárá báp hai: kyúnki main tum se kahtá hún, ki Khudá inhín pattharon se Abirahám ke liye aulád paidá kar sakta hai.

10 Aur darakhton kí jar par ab kulháṛá rakhá hai: pas har ek darakht, jo achchhá phal nahín látá, kátá aur ág men dálá játá hai.

11 Main to tumhen tauba ke liye pání se baptisma detá hún: lekin wuh jo mere ba'd átá hai, mujh se qawítar hai, ki main us kí jútíán uthane ke láiq nahín: wuh tumhen Rúh i Quds aur ág se baptisma degá :

12 Ús ke háth men ek súp hai, aur wuh apne khaliyán ko khúb sáf karega, aur apne gehún ko khatte men jam'a karegá; par bhúse ko, us ág men jo hargiz nahín bujhtí, jalawegá.

13 Tab Yisú' Galíl se Yardan ke kináre Yuhanná ke pás áyá, táki us se baptisma páwe.

8 Bring forth therefore fruits meet for repentance:

9 And think not to say within yourselves, We have Abraham to our father: for I say unto you, that God is able of these stones to raise up children unto Abraham.

10 And now also the ax is laid unto the root of the trees: therefore every tree which bringeth not forth good fruit is hewn down, and

cast into the fire.

11 I indeed baptize you with water unto repentance: but he that cometh after me is mightier than I, whose shoes I am not worthy to bear: he shall baptize you with the Holy Ghost, and with fire:

12 Whose fan is in his hand, and he will throughly purge his floor, and gather his wheat into the garner; but he will burn up the chaff with unquenchable fire.

13 Then cometh Jesus from Galilee to Jordan unto John, to be baptized of him.

14 Par Yuhanná ne use man'a 14 But John forbad him, saykarke kahá, ki Main tujh se bap-ing, I have need to be baptized of tisma páne ká muhtáj hún, aur tú thee, and comest thou to me? mere pás áyá hai ?

15 Yisú ne jawab men us se kahá, Ab hone de: kyúnki hamen munasib hai, ki yúnhín sab rástbází púrí karen. Tab us ne hone diyá.

16 Aur Yisú', baptisma páke, wunhín pání se nikalke úpar áyá: aur, dekho, ki us ke liye ásmán khul gayá, aur us ne Khudá kí Rúh ko kabútar kí mánind utarte, aur apne úpar áte dekhá:

17 Aur dekho, ki ásmán se ek áwáz á,í, ki Yih merá piyárá Bețá hai, jis se main khush hún.

15 And Jesus answering said unto him, Suffer it to be so now: for thus it becometh us to fulfil all righteousness. Then he suffered him.

16 And Jesus, when he was baptized, went up straightway out of the water: and, lo, the heavens were opened unto him, and he saw the Spirit of God descending like a dove, and lighting upon him:

17 And lo a voice from heaven, saying, This is my beloved Son, in whom I am well pleased.

« ÎnapoiContinuă »