Imagini ale paginilor
PDF
ePub

13 Un ká galá khulí húí gor hai; unhon ne apní zubán se fareb diya hai; un ke honthon men sámpon ká zahr hai:

14 Un ke munh men la'nat aur karwáhat bharí hain:

15 Un ke qadam khún karne men tez hain:

16 Un kí ráhon men tabáhí aur pareshání hai;

17 Aur unhon ne salámatí kí ráh nahín pahchání:

18 Un kí ánkhon ke sámhne Khudá ká khauf nahín. 19 Ab ham jante hain, ki jo kuchh shari'at farmátí, shari'atwálon hí se kahtí hai; táki sab ká | munh band ho jáe, aur sárí dunyá Khudá ke sámhne gunahgár thahre.

20 Pas koí ádmí shari'at par 'amal karne se us ke sámhne rástbáz na thahregá; kyúnki shari'at ke wasíle se gunáh kí pahchán hí

hai.

21 Par ab Khudá kí rástbází

shari'at se báhar záhir húí, jis par shari'at aur nabí gawáhí dete hain;

22 Ya'ne Khudá kí wuh rástbází, jo Yisú Masíh par ímán láne se miltí hai, aur un sab ke liye aur un sab men hai, jo ímán láte hain: kyúnki kuchh farq nahíy: 23 Is liye ki sabhon ne gunáh kiyá, aur Khudá ke jalál se mahrúm hain;

24 So we us ke fazl se us makhlasí ke sabab, jo Masih Yisú' se hai, muft rástbáz gine játe hain;

25 Jise Khudá ne áge se ek kafara thahrává, jo us ke lahú par ímán láne se kám áwe, táki wuh apní rástí agle waqt kí bábat záhir kare, jis men us ne sabr karke gunáhon se tarah dí,

26 Aur is waqt kí bábat bhí apní rástí záhir kare; táki wuh áp hí rást rahe, aur use jo Yisú par ímán láwe, rást báz thahráwe.

27 Phir ab ghamand kahán rahá? Us kí jagah hí na rahí.

13 Their throat is an open sepulchre; with their tongues they have used deceit; the poison of asps is under their lips:

14 Whose mouth is full of cursing and bitterness:

15 Their feet are swift to shed blood:

16 Destruction and misery are in their ways:

17 And the way of peace have they not known:

18 There is no fear of God before their eyes.

19 Now we know that what things soever the law saith, it saith to them who are under the law: that every mouth may be stopped, and all the world may become guilty before God.

20 Therefore by the deeds of the law there shall no flesh be justified in his sight: for by the law is the knowledge of sin.

21 But now the righteousness of God without the law is manifested, being witnessed by the law and the prophets;

22 Even the righteousness of God which is by faith of Jesus | Christ unto all and upon all them that believe: for there is no difference:

23 For all have sinned, and come short of the glory of God;

24 Being justified freely by his grace through the redemption that is in Christ Jesus:

25 Whom God hath set forth to be a propitiation through faith in his blood, to declare his righteousness for the remission of sins that are past, through the forbearance of God;

26 To declare, I say, at this time his righteousness: that he might be just, and the justifier of him which believeth in Jesus.

27 Where is boasting then? It is excluded. By what law? of

Kis shari'at se? Kyá a'amál kí | works? Nay. but by the law of shari'at se? Nahín; balki ímán faith.

kí shari'at se.

28 Pas ham yih natija nikálte hain, ki ádmí ímán hí se be a'amál shari'at ke rástbáz thahartá hai. 29 Kya wuh sirf Yahúdíon ká Khuda hai? aur gair qaumon ká nahín? Albatta, wuh gair qaumon ka bhí hai :

28 Therefore we conclude that a man is justified by faith without the deeds of the law.

29 Is he the God of the Jews only? is he not also of the Gentiles? Yes, of the Gentiles also:

30 Seeing it is one God, which

30 Kyunki ek hí Khuda hai, jo makhtúnon ko ímán se, aur ná-shall justify the circumcision by makhtúnon ko bhí ímán hí ke faith, and uncircumcision through wasíle rástbáz thahráwegá. faith.

31 Pas kya ham shari'at ko ímán se bátil karte hain? Aisá na howe: balki ham to shari'at ko qáim karte.

1

IV BÁB.

31 Do we then make void the law through faith? God forbid : yea, we establish the law.

CHAPTER IV.

HAT shall we say then

HIR ham kya kahen, ki 1 What Abraham our fa

PHIR

hamáre báp Abirahám ne

jism kí bábat kuchh páyá ?

2 Kyunki agar Abirahám a'amál kí ráh se rástbáz giná gayá, to us ke fakhr kí jagah hai; lekin Khuda ke áge nahín.

3 Is liye ki nawishta kya kahtá hai? Yihí, ki Abirahám Khudá par ímán láyá, aur yih us ke liye rástbází giná gayá.

4 Ab kám karnewále ko mazdúrí dená bakhshish nahín, balki us ká haqq hai.

5 Par us ke liye jo kám nahín kartá, balki us par jo gunahgár ko rástbáz thahrátá, ímán látá hai, usí ká ímán rástbází giná játá.

6 Chunánchi Dáúd bhí us ádmí kí nekbakhtí ká zikr kartá hai, jis ko Khuda bagair a'amál ke rástbáz thahrátá,

7 Ki Mubarak we jin ke gunáh bakhshe gaye, aur jin kí khatáen dhámpí gayín.

8 Mubarak wuh shakhs jis ke gunáhon ká hisáb Khudáwand na legá.

ther, as pertaining to the flesh, hath found?

2 For if Abraham were justified by works, he hath whereof to glory; but not before God.

3 For what saith the scripture? Abraham believed God, and it was counted unto him for right

eousness.

4 Now to him that worketh is the reward not reckoned of grace, but of debt.

5 But to him that worketh not, but believeth on him that justifieth the ungodly, his faith is counted for righteousness.

6 Even as David also describeth the blessedness of the man, unto whom God imputeth righteousness without works,

7 Saying, Blessed are they whose iniquities are forgiven, and whose

sins are covered.

8 Blessed is the man to whom the Lord will not impute sin.

9 Cometh this blessedness then

9 Pas kya yih nekbakhti makhtúnon hí ke liye hai, yá námakh- upon the circumcision only, or

túnon ke liye bhí? Ham to kah chuke, ki Abirahám ke liye us ká ímán rástbází giná gayá. 10 Pas wuh kab gina gaya? makhtúní, yá ná-makhtúní kí hálat men? Makhtúní men nahín, balki ná-makhtúní men.

11 Aur us ne khatne ká nishán páyá, ki us ímán kí rástbází kí muhr ho, jo use ná-makhtúní men milí thí: táki wuh un sab ká jo ná-makhtúní men ímán láte hain, báp ho, ki un ke liye bhí rástbází giní jáe:

12 Aur makhtunon ká báp họ, na un ká jo sirf makhtún hain, balki jo hamáre báp Abirahám ke ímán kí bhí, jo use ná-makhtúní men thá, pairawí karte hain.

13 Kyunki wuh wa'da, jo Abirahám aur us kí nasl ke sáth thá, ki Tú dunyá ká wáris hogá, so shari'at ke wasile se nahín, balki ímán kí rástbází ke wasile se tha. 14 Kyunki agar shari'atwále hí wáris hain, to ímán befaida, aur wa'da láhásil;

15 Ki shariat qahr ká sabab hai, is liye ki jahán shari'at nahín, wahán ná-farmání bhí nahín.

16 So is liye ímán se húá, ki wuh fazl thahre, táki wuh 'ahd tamám nasl ke liye qáim rahe: na sirf us nasl ke liye, jo shari'atwálí hai, balki us ke liye bhí jo Abirahám ká sá ímán rakhtí; wuh ham sabhon ká báp hai,

17 (Chunánchi likhá hai, ki main ne tujhe bahut qaumon ká báp muqarrar kiya,) us Khudá ke sámhne, jis par wuh ímán láyá, aur jo murdon ká jilánewálá, aur un chízon ka jo maujud nahín yún zikr karta goyá ki maujúd hain.

upon the uncircumcision also? for we say that faith was reckoned to Abraham for righteousness.

10 How was it then reckoned? when he was in circumcision, or in uncircumcision? Not in circumcision, but in uncircumcision.

11 And he received the sign of circumcision, a seal of the rightcousness of the faith which he had yet being uncircumcised: that he might be the father of all them that believe, though they be not circumcised; that righteousness might be imputed unto them also:

12 And the father of circumcision to them who are not of the circumcision only, but who also walk in the steps of that faith of our father Abraham, which he had being yet uncircumcised.

13 For the promise, that he should be the heir of the world, was not to Abraham, or to his seed, through the law, but through the righteousness of faith.

14 For if they which are of the law be heirs, faith is made void, and the promise made of none effect:

15 Because the law worketh wrath: for where no law is, there is no transgression.

16 Therefore it is of faith, that it might be by grace; to the end the promise might be sure to all the seed: not to that only which is of the law, but to that also which is of the faith of Abraham; who is the father of us all,

17 (As it is written, I have made thee a father of many nations,) before him whom he believed, even God who quickeneth the dead, and calleth those things which be not as though they

were.

18 Wuh na-ummedí kí jagah 18 Who against hope believed men ummed ke sath ímán láyá, in hope, that he might become táki wuh, us kalám ke muwáfiq, the father of many nations, ac

ki Terí nasl aisí hogí, bahut qanmon ká báp họ.

19 Wuh sust-i'atiqád na thá, aur na us ne apne murde se badan ká, jo sau baras ke qaríb ká thá, aur na Sarah ke rihm ká, jo khushk ho gayá thá, kuchh khiyál kiyá : 20 Aur wuh beímání se Khudá ke wa'de men shakk na láyá, balki i'atiqád men mazbút hokar us ne Khudá kí baṛáí kí;

21 Aur use kamál yaqín húá, ki jo kuchh us ne wa'da kiyá, so use púrá karne par qádir hai. 22 Isí waste yih us ke liye rástbází giná gaya.

23 Aur sirf us ke liye nahín likhá, ki yih us ke wáste giná gayá;

24 Balki hamáre liye bhí jin ke wáste giná jáegá, agar ham us par ímán láwen, jis ne hamáre Khudawand Yisú' ko murdon men se jiláyá;

25 Wuh hamárí khatáon ke wáste hawále kar diyá gayá, aur phirke jiláyá gayá, tá ki ham rástbáz thahren.

V BÁB

Psabab rástbáz thahre, to AS jab ki ham ímán ke ham men aur Khudá men hamáre Khudáwand Yisú' Masih ke wasíle mel húá.

2 Aur us hí ke wasíle se ham us fazl men jis par qáim hain ímán ke sabab dakhl páte, aur Khudá ke jalál kí ummed par fakhr karte hain.

3 Aur sirf yihí nahín: balki musíbaton men bhí fakhr karte, yih jánkar ki musíbat se sabr paidá hotá;

4 Aur sabr se tajriba-kárí; aur tajriba-kárí se ummed :

5 Aur ummed sharminda nahín kartí; kyúnki Rúh i Quds ke wasile se jo hamen milí, Khudá | kí muhabbat hamáre dil men járí húí.

cording to that which was spoken, So shall thy seed be.

19 And being not weak in faith, he considered not his own body now dead, when he was about an hundred years old, neither yet the deadness of Sarah's womb:

20 He staggered not at the promise of God through unbelief: but was strong in faith, giving glory to God;

21 And being fully persuaded that, what he had promised, he was able also to perform.

22 And therefore it was imputed to him for righteousness.

23 Now it was not written for his sake alone, that it was imputed to him;

24 But for us also, to whom it shall be imputed, if we believe on him that raised up Jesus our Lord from the dead;

[blocks in formation]

6 Kyunki jab ham kamzor the, Masih 'ain waqt par bedínon ke liye múá.

7 Ab mushkil se kisí rástkár ke

liye koí apní ján degá: par shayad kisí men yih jur,at ho, ki kisí nekokár ke liye apní ján de.

8 Lekin Khudá ne apní muhabbat ham par yún záhir kí, ki jab ham gunah karte játe the, Masíh hamáre wáste múá.

9 So ab, ki us ke lahú ke sabab hamrást báz thahre, to kitná ziyáda us ke wasile qahr se bach rahenge.

10 Kyunki jab Khudá ne ham se, jis waqt ki ham dushman the, apne Bete kí maut ke sabab mel kiya, pas ham ab mel pákar us kí zindagi ke sabab kitná hí ziyáda bach jáenge?

11 Aur sirf yihí nahín, balki apne Khudáwand Yisú' Masíh ke wasile, jis ke sabab ab ham ne milap payá, Khudá par fakhr bhí karte hain.

12 Pas jis tarah ek shakhs ke wasíle gunáh dunyá men áyá aur gunáh ke sabab maut áí, isí tarah maut sab men phailí, is liye ki sab ne gunáh kiyá :

13 (Kyúnki sharî'at ke záhir hone tak gunáh dunyá men thá: par jahan shari'at nahín, gunáh giná nahín játá.

14 Tau bhi maut ne Ádam se Músá tak un par bhí jinhon ne Ádam ká sá gunáh na kiyá, jo ánewále ká nishán thá, bádsháhat kí.

15 Par yih nahín, ki jis qadr khatá, isí qadr bakhshish. Kyunki jab ek hí kí khatá ke sabab bahut se mar gae, to ek hí ádmí, ya'ne Yisú' Masih ke wasíle se, Khudá ká fazl, aur fazl se bakhshish, bahuteron ke liye kitná ziyáda húá.

16 Aur na ki jaisá ek ke gunáh karne ka anjám húá, so waisá bakhshish: kyúnki ek hí khatá

6 For when we were yet without strength, in due time Christ died for the ungodly.

7 For scarcely for a righteous man will one die: yet peradventure for a good man some would even dare to die.

8 But God commendeth his love toward us, in that, while we were yet sinners, Christ died for us.

9 Much more then, being now justified by his blood, we shall be saved from wrath through him.

10 For if, when we were enemies, we were reconciled to God by the death of his Son, much more, being reconciled, we shall be saved by his life.

11 And not only so, but we also joy in God through our Lord Jesus Christ, by whom we have now received the atonement.

12 Wherefore, as by one man sin entered into the world, and death by sin; and so death passed upon all men, for that all have

sinned:

13 (For until the law sin was in the world: but sin is not imputed when there is no law.

14 Nevertheless death reigned from Adam to Moses, even over them that had not sinned after the similitude of Adam's transgression, who is the figure of him that was to come.

15 But not as the offence, so also is the free gift. For if through the offence of one many be dead, much more the grace of God, and the gift by grace, which is by one man, Jesus Christ, hath abounded unto many.

16 And not as it was by one that sinned, so is the gift: for the judgment was by one to con

« ÎnapoiContinuă »