Imagini ale paginilor
PDF
ePub
[blocks in formation]

3 Aur jab Púlús ne lakṛí ká gaṭṭhá jam'a karke ág men dálá, ek nág garmí páke niklá, aur us ke háth par lipat gaya.

4 Jyúnhín un jangalíon ne wuh kírá us ke háth par liptá dekhá, ek ne dusre se kahá, Yaqínan yih ádmí khúní hai, ki agarchi samundar se bach gayá, par Iláhí intiqam use jíne nahín deta hai.

5 Pas us ne kíre ko ág men jhaṭak diyá, aur kuchh zarar na páyá.

6 Par we muntazir the, ki wuh súj já,egá, yá ekáek marke gir paregá: lekin jab der tak intizár kiyá, aur dekhá, ki us ko kuchh zarar na pahunchá, to aur khiyál karke kahá, ki Yih ek dewtá hai.

7 Aur us jagah ke áspás Publiús náme us tápu ke raís kí milkíyat thí; us ne hamen ghar le jake tín din tak barí dostí se mihmání kí.

8 Aur yún húa, kiPubliúská báp tap aur jiryán i lahú se bímár pará thá: Púlús ne us ke pás jáke du'á

43 But the centurion, willing to save Paul, kept them from their purpose; and commanded that they which could swim should cast themselves first into the sea, and get to land:

44 And the rest, some on boards, and some on broken pieces of the ship. And so it came to pass, that they escaped all safe to land.

CHAPTER XXVIII.

when were

es

ANDcaped, then they knew

that the island was called Melita. 2 And the barbarous people shewed us no little kindness; for they kindled a fire, and received us every one, because of the present rain, and because of the cold.

3 And when Paul had gathered a bundle of sticks, and laid them on the fire, there came a viper out of the heat, and fastened on his hand.

4 And when the barbarians saw the venomous beast hang on his hand, they said among themselves, No doubt this man is a murderer, whom, though he hath escaped the sea, yet vengeance suffereth not to live.

5 And he shook off the beast into the fire, and felt no harm.

6 Howbeit they looked when he should have swollen, or fallen down dead suddenly: but after they had looked a great while, and saw no harm come to him, they changed their minds, and said that he was a god.

7 In the same quarters were possessions of the chief man of the island, whose name was Publius; who received us, and lodged us three days courteously. | 8 And it came to pass, that the father of Publius lay sick of a fever and of a bloody flux: to

mángí, aur us par háth rakhke | whom Paul entered in, and prayed, use changá kiya.

[blocks in formation]

14 Wahán ham bháíon ko páke, un kí minnat se sát din un ke pás rahe: aur yúnhín Rúm ko chale.

15 Wahán se bháí hamárí khabar sunke Appií-forum aur Tín-sará tak hamáre istiqbál ko á,e: aur Púlús ne unhen dekhkar Khudá ká shukr kiya, aur khátirjam'a húá.

16 Jab ham Rúm men pahunche, súbadár ne qaidíon ko risála i kháss ke sardar ke hawále kiyá: par Púlús ko ijázat húí, ki akelá ek sipáhí ke sáth, jo us ká nigáhbán thá, rahe.

17 Aur yún húa, ki tín roz bad Púlús ne Yahúdíon ke raíson ko báham buláyá: aur jab ikaṭṭhe húe, un se kahá, Ai bháío, harchand main ne qaum ke aur bápdádon kí tariqon ke khilaf kuchh na kiya, taubhí qaidí hoke Yarúsalam se Rúmíon ke háthon men hawále kiyá gaya.

18 Unhon ne merá hál daryáft karke cháhá, ki mujhe chhor den, kyúnki mere qatl ká koi sabab na thá.

19 Par jab Yahúdíon ne mukhá

and laid his hands on him, and healed him.

9 So when this was done, others also, which had diseases in the island, came and were healed:

10 Who also honoured us with many honours: and when we departed, they laded us with such things as were necessary.

11 And after three months we departed in a ship of Alexandria, which had wintered in the isle, whose sign was Castor and Pollux. 12 And landing at Syracuse, we tarried there three days.

13 And from thence we fetched a compass, and came to Rhegium: and after one day the south wind blew, and we came the next day to Puteoli:

14 Where we found brethren, and were desired to tarry with them seven days: and so we went toward Rome.

15 And from thence, when the brethren heard of us, they came to meet us as far as Appii forum, and The three taverns: whom when Paul saw, he thanked God, and took courage.

16 And when we came to Rome, the centurion delivered the prisoners to the captain of the guard: but Paul was suffered to dwell by himself with a soldier that kept him.

17 And it came to pass, that after three days Paul called the chief of the Jews together: and when they were come together, he said unto them, Men and brethren, though I have committed nothing against the people, or customs of our fathers, yet was I delivered prisoner from Jerusalem into the hands of the Romans.

18 Who, when they had examined me, would have let me go, because there was no cause of death in me.

19 But when the Jews spake

lafat kí, main ne láchárí se Qaisar kí duháí dí, aur is wáste nahín, ki apní qaum par faryád karne ká merá koi sabab hứa.

20 So isí liye main ne tumhen buláyá, ki tumhen dekhún, aur guftogú karún: kyúnki Isráel hí kí ummed ke sabab main is zanjír se bandhá hún.

21 Unhon ne us se kahá, Ham ne na Yahudiya se tere haqq men khatt pá,e, na bháíon men se kisí ne áke terí kuchh khabar sunáí, yá badí bayán kí.

22 Par ham chahte hain, ki tujh se sunen ki tú kyá samajhtá hai: kyúnki is firqe kí bábat ham ko maʼlum hai, ki sab kahín use burá kahte hain.

23 Aur jab unhon ne us ke liye ek din thahrává, bahutere us ke dere par á,e; us ne un ko Khudá kí bádsháhat par gawáhí de deke, aur Músá kí shari'at aur nabíon kí kitáb se Masih ke haqq men dalílen lá láke, subh se shám tak ta'lím diyá kiya.

24 Aur ba'zon ne us kí báton ko mánliyá, aur ba'ze be-ímán rahe.

25 Jab ápas men muttafiq na húe, we Púlús ke yih kahte hí chale gaye, ki Rúh i Quds ne Yas'aiyah nabí kí ma'rifat hamáre bápdádon se khúb kahá,

26 Ki is qaum ke pás já, aur kah, ki Tum kánon se sunoge, par na samjhoge; aur ánkhon se dekhoge, par daryáft na karoge:

27 Kyunki is qaum ká dil motá húá, aur we apne kánon se únchá sunte hain, aur unhon ne apní ánkhen múnd lín: aisa na ho, ki ánkhon se dekhen, aur kánon se sunen, aur dil se samjhen, aur rujú láwen, aur main unhen changá karún.

28 Pas tum ko maʼlúm howe, ki Khudá kí naját gair qaumon ke pás bhejí ga,í, aur we use sun lengín.

[blocks in formation]

21 And they said unto him, We neither received letters out of Judæa concerning thee, neither any of the brethren that came shewed or spake any harm of thee.

22 But we desire to hear of thee what thou thinkest: for as concerning this sect, we know that every where it is spoken against.

23 And when they had appointed him a day, there came many to him into his lodging; to whom he expounded and testified the kingdom of God, persuading them concerning Jesus, both out of the law of Moses, and out of the prophets, from morning till evening. 24 And some believed the things which were spoken, and some believed not.

25 And when they agreed not among themselves, they departed, after that Paul had spoken one word, Well spake the Holy Ghost by Esaias the prophet unto our fathers,

26 Saying, Go unto this people, and say. Hearing ye shall hear, and shall not understand; and seeing ye shall see, and not per

ceive:

[blocks in formation]
[blocks in formation]

1

I BAB.

PÚLUS Yisú Masih ká 1

banda, aur chuná húá rasúl, jo Khudá kí Injil ke liye alag kiyá gayá,

2 Jis ká wa'da us ne áge se apne nabíon ke wasile pák nawishton

men,

3 Apne Bete hamáre Khudáwand Yisu' Masih ke haqq men kiya hai, jo jism kí nisbat Dáúd kí nasl se húá,

4 Magar Rúh i Quds kí nisbat jí uthne kí mazbút dalíl se Khudá ká Betá sábit húá;

Jis kí ma'rifat se ham ne fazl aur risálat páí, ki sab qaumen us ke nám par ímán láke tábi' hon;

6 Jin men se tum bhí Yisú Masih ke chune húe ho:

7 Un sab ko jo Rúm men Khudá ke piyáre aur chune húe muqaddas hain, likhtá hai; Hamáre

PAU

CHAPTER I.

DAUL, a servant of Jesus Christ, called to be an apostle, separated unto the gospel of God,

2 (Which he had promised afore by his prophets in the holy scriptures,)

3 Concerning his Son Jesus Christ our Lord, which was made of the seed of David according to the flesh;

4 And declared to be the Son of God with power, according to the spirit of holiness, by the resurrection from the dead:

5 By whom we have received grace and apostleship, for obedience to the faith among all nations, for his name:

6 Among whom are ye also the called of Jesus Christ:

7 To all that be in Rome, beloved of God, called to be saints. Grace to you and peace from

Báp Khudá aur Khudáwand Yisú' Masih ki taraf se tum par fazl aur salámatí ho.

8 Pahle main Yisú' Masih kí ma'rifat tum sab ke liye apne Khudá ká shukr kartá hún, ki tumhárá ímán tamám dunyá men mashhút hai.

9 Aur Khudá jis kí 'ibádat main apní rúh se us ke Bete kí Injil men karta hún, merá gawáh hai, ki kis tarah main bilá níga tumhárá zikr kartá;

10 Aur hamesha apní du'áon men darkhwást kartá hún, ki agar Khudá kí marzí se merá safar bakhair ho, to ab itní muddat ba'd tumháre pás áún.

11 Kyúnki main tumhárí muláqát ká nipat mushtaq hún, tá ki koí rúhání ni'amat tumhen pahunchá dún, ki tum mazbút ho jáo;

12 Ya'ne ki main tum se ápas ke ímán ke sabab, jo tum men aur mujh men hai, tasallí páún.

13 Bháío, main nahín cháhtá, ki tum is se náwáqif raho, ki main ne bárhá tumháre pás áne ká iráda kiyá, táki jaisá aur qaumon ke darmiyán phal payá, waisá hí kuchh tumháre darmiyán bhí páún; par áj tak ruká rahá.

14 Ki main Yúnáníon aur Barbaríon, dánáon aur nádánon ká, qarzdár hún.

[blocks in formation]

God our Father, and the Lord Jesus Christ.

8 First, I thank my God through Jesus Christ for you all, that your faith is spoken of throughout the whole world.

9 For God is my witness, whom I serve with my spirit in the gospel of his Son, that without ceasing I make mention of you always in my prayers;

10 Making request, if by any means now at length I might have a prosperous journey by the will of God to come unto you.

11 For I long to see you, that I may impart unto you some spiritual gift, to the end ye may be established;

12 That is, that I may be comforted together with you by the mutual faith both of you and me. 13 Now I would not have you ignorant, brethren, that oftentimes I purposed to come unto you, (but was let hitherto,) that I might have some fruit among you also, even as among other Gentiles.

14 I am debtor both to the Greeks, and to the Barbarians; both to the wise, and to the unwise.

15 So, as much as in me is, I am ready to preach the gospel to you that are at Rome also.

16 For I am not ashamed of the gospel of Christ: for it is the power of God unto salvation to every one that believeth; to the Jew first, and also to the Greek.

17 For therein is the righteousness of God revealed from faith to faith: as it is written, The just shall live by faith.

18 For the wrath of God is revealed from heaven against all ungodliness and unrighteousness

« ÎnapoiContinuă »