Imagini ale paginilor
PDF
ePub

the? phir karwe dáne kahán se á,e?

28 Us ne unhen kahá, Kisú dushman ne yih kiyá. Tab naukaron ne kahá, Agar marzí ho, to ham jáke unhen jam'a karen. 29 Us ne kaha, Nahín; aisá na ho, ki jab tum karwe dánon ko jam'a karo, to un ke sáth gehún bhí ukhár lo.

30 Kátne ke din tak, donon ko ikatthe barhne do; ki main kátne ke waqt kátnewálon ko kahúngá, ki pahle karwe dáne jam'a karo, aur jaláne ke waste un ke gatthe bandho; par gehún mere khatte men jam'a karo.

31Wuh un ke wáste ek aur tamsíl láyá, ki Ásmán kí bádsháhat khardal ke dane kí mánind hai, jise ek shakhs ne leke apne khet men boyá.

32 Wuh sab bíjon men chhotá: par jab ugá, to sab tarkáríon se bará hotá, aur aisá per hota, ki chiríyáen áke us kí dálíon par baserá kartín.

33¶Us ne un se ek aur tamsíl kahí, ki Ásmán kí bádsháhat khamír kí mánind hai, jise ek 'aurat ne lekar áte ke-tín paimánon men miláyá, yahan tak ki wuh sab khamira ho gaya.

34 Yih sab baten Yisú' ne un jama'aton ko tamsilon men kahin; aur be tamsíl, un se na boltá thá:

35 Táki jo nabí ne kahá thá, púrá ho, ki, Main tamsílen lákar kalám karúngá; main, un báton ko, jo dunya ke shuru' se poshída hain, záhir karúngá.

36 Tab Yisú' un jamá'aton ko rukhsat karke ghar ko gaya: aur us ke shágirdon ne us pás áke kahá, Khet ke kaṛwe dáne kí tamsíl hamen batá.

37 Us ne unhen jawab men kahá, Achchhe bíj ká bonewálá Ibn i Adam hai;

37

in thy field? from whence then
hath it tares?

28 He said unto them, An enemy
hath done this. The servants said
unto him, Wilt thou then that we
go and gather them up?

29 But he said, Nay; lest while ye gather up the tares, ye root up also the wheat with them.

30 Let both grow together until the harvest. and in the time of harvest I will say to the reapers, Gather ye together first the tares, and bind them in bundles to burn them: but gather the wheat into my barn.

31 Another parable put he forth unto them, saying, The kingdom of heaven is like to a grain of mustard-seed, which a man took, and sowed in his field:

32 Which indeed is the least of all seeds: but when it is grown, it is the greatest among herbs, and becometh a tree, so that the birds of the air come and lodge in the branches thereof.

33 Another parable spake he unto them; The kingdom of heaven is like unto leaven, which a woman took, and hid in three measures of meal, till the whole was leavened.

34 All these things spake Jesus unto the multitude in parables; and without a parable spake he not unto them:

35 That it might be fulfilled which was spoken by the prophet, saying, I will open my mouth in parables; I will utter things which have been kept secret from the foundation of the world.

36 Then Jesus sent the multi

tude away, and went into the house: and his disciples came unto him, saying, Declare unto us the parable of the tares of the field.

37 He answered and said unto them, He that soweth the good seed is the Son of man;

38 Khet, dunyá húá; achchhe bíj, is badshahat ke laṛke, hain; aur kaṛwe dáne, sharír ke farzand;

39 Wuh dushman jis ne unhen boyá, Shaitán hai; kátne ka waqt is dunyá ká ákhir; aur káṭnewále firishte hain.

40 Pas, jis tarah kaṛwe dáne jam'a kiye játe, aur ág men jalá,e játe hain, is jahán ke akhir men aisá hí hogá.

41 Ibn i Adam apne firishton ko bhejega, aur we sab thokar khilánewálí chízon, aur badkáron ko, us kí bádsháhat men se chunkar,

42 Unhen jalte tanúr men dál denge: aur wahán roná aur dánt písná hogá.

43 Tab rástbáz apne Báp kí bádsháhat men áftáb kí mánind núrání honge. Jise kán sunne ke liye hon, to sune. 44 ¶ Phir, ásmán kí bádsháhat, us khazáne kí mánind hai, jo khet men gara hai; jise ek shakhs pake chhipá deta hai, aur khushi ke máre jáke apná sab kuchh bechtá, aur us khet ko mol letá hai.

45 ¶ Phir, ásmán kí bádsháhat, us saudagar kí mánind hai, jo qímatí motíon ki talásh men hai:

46 Jab us ne ek beshqímat motí payá, to jáke, jo kuchh us ká tha, sab bech dálá, aur usc mol liyá.

47 ¶ Phir, ásmán kí bádsháhat, us jál kí mánind hai, jo daryá men dálá gayá, aur har tarah kí machhlí samet láyá:

48 Jab wuh bhar gayá, use kináre khainch lá,e, aur baithke achchhí machhlíán bartanon men jam'a kín, par burí phenk dín.

49 Is jahan ke akhir men aisá hí hogá: firishte áwenge, aur rástbázon men se sharíron ko alag karenge,

50 Aur unhen jalte tanúr men dál denge: wahán roná aur dánt písná hogá.

51 Yisu' ne unhen kahá, Tum

[ocr errors]

38 The field is the world; the good seed are the children of the kingdom; but the tares are the children of the wicked one;

39 The enemy that sowed them is the devil; the harvest is the end of the world; and the reapers are the angels.

40 As therefore the tares are gathered and burned in the fire; so shall it be in the end of this world.

41 The Son of man shall send forth his angels, and they shall gather out of his kingdom all things that offend, and them which do iniquity;

42 And shall cast them into a furnace of fire: there shall be wailing and gnashing of teeth.

43 Then shall the righteous shine forth as the sun in the kingdom of their Father. Who hath ears to hear, let him hear.

44 Again, the kingdom of heaven is like unto treasure hid in a field; the which when a man hath found, he hideth, and for joy thereof goeth and selleth all that he hath, and buyeth that field.

45 Again, the kingdom of heaven is like unto a merchant man, seeking goodly pearls:

46 Who, when he had found one pearl of great price, went and sold all that he had, and bought it.

47 Again, the kingdom of heaven is like unto a net, that was cast into the sea, and gathered of every kind:

48 Which, when it was full, they drew to shore, and sat down, and gathered the good into vessels, but cast the bad away.

49 So shall it be at the end of the world: the angels shall come forth, and sever the wicked from among the just,

50 And shall cast them into the furnace of fire: there shall be wailing and gnashing of teeth. 51 Jesus saith unto them, Have

[merged small][merged small][merged small][merged small][merged small][ocr errors][merged small]

S waqt, mulk kí chautháí 1 ke hakim Herodís ne Yisú'

kí shuhrat suní,

2 Aur apne naukaron se kahá, ki Yih Yuhanná baptisma denewálá hai, jo murdon men se jí uțhá; is liye is se mu'ajize záhir hote hain.

3 Ki Herodís ne Yuhanná ko Herodiyás ke sabab, jo us ke bháí Failbús kí jorú thí, giriftár kiyá, aur bandhke qaidkhane men dál diyá thá.

4 Is liye ki Yuhanná ne us se kahá tha, ki Tujhe us ko rakhná rawá nahín.

5 Aur Herodis ne cháhá, ki use

ye understood all these things? They say unto him, Yea, Lord. 52 Then said he unto them, Therefore every scribe which is instructed unto the kingdom of heaven is like unto a man that is an householder, which bringeth forth out of his treasure things new and old.

53 ¶ And it came to pass, that when Jesus had finished these parables, he departed thence.

54 And when he was come into his own country, he taught them in their synagogue, insomuch that they were astonished, and said, Whence hath this man this wisdom, and these mighty works?

55 Is not this the carpenter's son? is not his mother called Mary? and his brethren, James, and Joses, and Simon, and Judas ?

56 And his sisters, are they not all with us? Whence then hath this man all these things?

57 And they were offended in him. But Jesus said unto them, A prophet is not without honour, save in his own country, and in his own house.

58 And he did not many mighty works there because of their unbelief.

CHAPTER XIV.

T that time Herod the

A tetrarch heard of the fame

of Jesus,

2 And said unto his servants, This is John the Baptist; he is risen from the dead; and therefore mighty works do shew forth themselves in him.

3 For Herod had laid hold on John, and bound him, and put him in prison for Herodias' sake, his brother Philip's wife.

4 For John said unto him, It is not lawful for thee to have her.

5 And when he would have

már dále, par 'awámm se dará; | put him to death, he feared the kyúnki we use nabí jánte the.

6 Par jab Herodís kí sálgirih lagí, Herodiyás kí beți un ke darmiyán náchí, aur Herodis ko khush kiya.

7 Chunanchi us ne qasam kháke wa'da kiya, ki jo kuchh tú mángegí, main tujhe dúngá.

8 Tab wuh, jaisá us kí má ne use sikhá rakhá thá, bolí, ki Yuhanná baptisma denewále ká sir thálí men yahín mujhe mangwá de.

9 Badshah dilgír húá: par us qasam ke, aur un ke sabab, jo us ke sath kháne baithe the, us ne hukm kiyá, ki use lá dewen.

10 Aur us ne logon ko bhejkar qaidkhane men us ká sir katwáyá;

11 Aur us ká sir thálí men láke us larki ko diyá: wuh apní má ke pás le á,í.

12 Tab us ke shágirdon ne áke, lásh uṭhá, í, aur use gárá, aur jáke Yisú' ko khabar dí.

13¶ Jab Yisú ne suná, to wahán se kishtí par baithke, alag ek wíráne men gaya: log yih sunke, shahron se nikle, aur khushkí kí ráh se us ke píchhe ho lí,e.

14 Aur Yisú' ne nikalkar ek barí bhír dekhí; un par use rahm áyá, aur jo un men bímár the, unhen changá kiyá.

15 Aur jab shám húí, us ke shágirdon ne us pás áke kahá, ki Jagah wírána hai, aur shám ho ga,i, logon ko rukhsat kar, ki we bastíon men jáke apne wáste kháne ko mol len.

16 Yisu' ne un se kahá, Un ká jáná kuchh zarúr nahín; tum unhen kháne ko do.

17 Unhon ne us se kahá, ki Yahán hamáre pás pánch rotí aur do machhlíon ke siwa kuchh nahin hai.

multitude, because they counted him as a prophet.

6 But when Herod's birthday was kept, the daughter of Herodias danced before them, and pleased Herod.

7 Whereupon he promised with an oath to give her whatsoever she would ask.

8 And she, being before instructed of her mother, said, Give me here John Baptist's head in a charger.

9 And the king was sorry: nevertheless for the oath's sake, and them which sat with him at meat, he commanded it to be given her.

10 And he sent, and beheaded John in the prison.

11 And his head was brought in a charger, and given to the damsel: and she brought it to her mother.

12 And his disciples came, and took up the body, and buried it, and went and told Jesus.

13¶When Jesus heard of it, he departed thence by a ship into a desert place apart: and when the people had heard thereof, they followed him on foot out of the cities.

14 And Jesus went forth, and saw a great multitude, and was moved with compassion toward them, and he healed their sick.

15 ¶ And when it was evening, his disciples came to him, saying, This is a desert place, and the time is now past; send the multitude away, that they may go into the villages, and buy themselves victuals.

16 But Jesus said unto them, They need not depart; give ye

them to eat.

17 And they say unto him, We have here but five loaves, and two fishes.

18 Wuh bolá, ki Unhen yahán mere pás láo.

19 Phir us ne hukm kiyá, ki log ghás par baithen; tab un pánch roti aur do machhlíon ko liyá, aur ásmán kí taraf dekhkar barakat di, aur rotí torke shágirdon ko, aur shágirdon ne logon ko dín.

20 Aur we sab kháke ásúda húe: aur unhon ne tukron kí, jo bach rahe the, bárah tokríán bharí utháín.

21 Aur we, jinhon ne kháyá thá, siwá 'aurat aur larkon ke, qarib pánch hazár ke mard the. 22¶Aur us dam Yisú' ne apne shágirdon ko tákíd se farmáyá, ki kishtí par charhke mere áge pár jáo, jab tak main logon ko rukhsat karún.

23 Phir áp logon ko rukhsat karke, du'a ke liye pahár par akelá charh gayá: aur jab shám húí, wahín akelá rahá.

24 Par wuh kishtí, us waqt, daryá ke bích pahunchkar, lahron se dagmagátí thí: kyúnki hawá mukhálif thí.

25 Aur rát ke pichhle pahar, Yisú' daryá par chaltá húá, un pás áyá.

26 Jab shagirdon ne use daryá par chalte dekha, we ghabráke kahne lage, Yih bhút hai; aur darke chillá,e.

27 Wunhin Yisú' ne unhen kahá, ki Khatir jam'a rakho; main hí hún; mat daro.

28 Patras ne us se jawáb men kahá, Ai Khudáwand, agar tú hí hai, to mujhe farmá, ki main pání par chalke tere pás aún.

29 Us ne kahá, Á. Tab Patras kishtí par se utarke pání par chalne lagá, ki Yisú' ke pás já,e.

30 Par jab dekhá, ki hawá tez hai, to dará; aur jab dúbne lagá, chilláke kahá, Ai Khudáwand, mujhe bachá.

31 Wunhin Yisú' ne háth bar

41

18 He said, Bring them hither to

me.

19 And he commanded the mul

titude to sit down on the grass,
and took the five loaves, and the
two fishes, and looking up to hea-
ven, he blessed, and brake, and
gave the loaves to his disciples,
and the disciples to the multitude.
20 And they did all eat, and
were filled: and they took up of
the fragments that remained twelve
baskets full.

21 And they that had eaten
were about five thousand men,
beside women and children.

22¶ And straightway Jesus con-
strained his disciples to get into a
ship, and to go before him unto
multitudes away.
the other side, while he sent the

23 And when he had sent the
multitudes away, he went up into
a mountain apart to pray: and
when the evening was come, he
was there alone.

24 But the ship was now in the midst of the sea, tossed with waves for the wind was contrary.

25 And in the fourth watch of the night Jesus went unto them, walking on the sea.

26 And when the disciples saw him walking on the sea, they were troubled, saying, It is a spirit; and they cried out for fear.

27 But straightway Jesus spake unto them, saying, Be of good it is I; be not afraid. cheer;

28 And Peter answered him and said, Lord, if it be thou, bid me come unto thee on the water.

And

29 And he said, Come. when Peter was come down out of the ship, he walked on the water, to go to Jesus.

30 But when he saw the wind boisterous, he was afraid; and beginning to sink, he cried, saying, Lord, save me.

31 And immediately

Jesus

« ÎnapoiContinuă »