Imagini ale paginilor
PDF
ePub

21 Aur us ke nám par gair qaumen ásrá rakhengí.

22.¶ Tab us pás ek andhe gúnge díwáne ko lá,e, aur us ne use changá kiyá chunánchi wuh andhá gúngá dekhne bolne lagá.

23 Aur sárí bhír dang ho gaí, aur kahne lagi, Kyá yih Dáúd ká beṭá

nahín ?

24 Par Farísíon ne sunke kahá, ki Yih deon ko nahín nikáltá, magar deon ke sardár, Ba'alzabúl kí madad se.

25 Yisú ne un ke khiyálon ko daryáft karke, unhen kahá, Jo jo badshahat ápas men barkhilaf ho, wírán ho játí; aur jis jis shahr yá ghar men mukhálafat ho, ábád na rahegá:

26 Aur agar Shaitán Shaitán ko dúr kare, to wuh apná hí mukhálif húa; phir us kí bádsháhat kyúnkar qáim rahegí?

27 Aur agar main Ba'alzabúl kí madad se deon ko nikáltá hún, to tumhare bete kis kí madad se nikálte hain? is liye wehí tumhárí 'adálat karenge.

28 Par agar main Khudá kí rúh se deon ko nikáltá hún, to albatta Khudá kí bádsháhat tum pás á pahunchí.

29 Nahin to, kyúnkar ho saktá hai, ki koi kisí zoráwar ke ghar men jákar us ke asbáb lút le? magar yih, ki pahle us zoráwar ko bandhe, tab us ká ghar lúte.

30 Jo mere sath nahín, merá mukhalif hai, aur jo mere sath jam'a nahin kartá, bithrátá hai.

31 Is liye main tum se kahtá hún, ki logon ká har tarah ká gunáh aur kufr mu'af ho sakegá: magar wuh kufr, jo Ruh ke haqq men ho, logon ko mu'áf na hoga.

:

32 Jo koí Ibn i Ádam ke haqq men burá kahe, use mu'áf ho sakega par jo Rúh i Quds ke haqq men burá kahe, use hargiz mu'af na hoga, na is jahán men, na us jahán men.

[ocr errors]

|

21 And in his name shall the Gentiles trust.

22 Then was brought unto him one possessed with a devil, blind, and dumb: and he healed him, insomuch that the blind and dumb both spake and saw.

23 And all the people were amazed, and said, Is not this the son of David ?

24 But when the Pharisees heard it, they said, This fellow doth not cast out devils, but by Beelzebub the prince of the devils.

25 And Jesus knew their thoughts, and said unto them, Every kingdom divided against itself is brought to desolation; and every city or house divided against itself shall not stand:

26 And if Satan cast out Satan, he is divided against himself; how shall then his kingdom stand?

27 And if I by Beelzebub cast out devils, by whom do your children cast them out? therefore they shall be your judges.

28 But if I cast out devils by the Spirit of God, then the kingdom of God is come unto you.

29 Or else how can one enter into a strong man's house, and spoil his goods, except he first bind the strong man? and then he will spoil his house.

30 He that is not with me is against me; and he that gathereth not with me scattereth abroad. 31 Wherefore I say unto you, All manner of sin and blasphemy shall be forgiven unto men: but the blasphemy against the Holy Ghost shall not be forgiven unto men.

32 And whosoever speaketh a word against the Son of man, it shall be forgiven him: but whosoever speaketh against the Holy Ghost, it shall not be forgiven him, neither in this world, neither in the world to come.

33 Ya to darakht ko achchhá kaho, aur us ke phal ko achchhá, ya darakht ko burá kaho, aur us ká phal burá; kyúnki darakht phal hí se pahcháná játá hai.

34 Ai sámpon ke bachcho, tum bure hoke kyúnkar achchhí bát kah sakte ho? kyúnki jo dil men bhará hai, so hi munh par átá

hai.

35 Achchhá ádmí dil ke achchhe khazáne se achchhí chízen nikáltá hai, aur burá ádmí bure khazáne se burí chízen báhar látá.

36 Par main tum se kahtá hún, ki Har ek behúda bát jo ki log kahen, 'adálat ke din us ká hisáb denge.

37 Kyunki tú apní báton hí se rástkár giná já,ega, aur apní báton hí se gunáhgár thahregá.

38 Tab ba'ze Faqíh aur Farísíon ne jawáb men kahá, ki Ai ustád, ham tujh se ek nishán dekhá chahte hain.

39 Us ne unhen jawab diyá, ki Is zamáne ke bad aur harámkár log nishán dhúndhte hain; par Yunas nabí ke nishán ke siwá, ko,í nishán unhen dikháyá na jáe,gá:

40 Kyunki jaisa Yúnas tín rát din machhlí ke pet men rahá, waisá hí Ibn iAdam tín rất din zamín ke andar rahegá.

|

33 Either make the tree good, and his fruit good; or else make the tree corrupt, and his fruit corrupt: for the tree is known by his fruit.

34 O generation of vipers, how can ye, being evil, speak good things? for out of the abundance of the heart the mouth speaketh.

35 A good man out of the good treasure of the heart bringeth forth good things: and an evil man out of the evil treasure bringeth forth evil things.

36 But I say unto you, That every idle word that men shall speak, they shall give account thereof in the day of judgment.

37 For by thy words thou shalt be justified, and by thy words thou

shalt be condemned.

38 Then certain of the scribes and of the Pharisees answered, saying, Master, we would see a sign from thee.

39 But he answered and said unto them, An evil and adulterous generation seeketh after a sign; and there shall no sign be given to it, but the sign of the prophet Jonas:

40 For as Jonas was three days and three nights in the whale's belly; so shall the Son of man be three days and three nights in the heart of the earth.

41 Nínawah ke log is zamáne ke 41 The men of Nineveh shall logon ke sath 'adálat ke din rise in judgment with this geneuthenge, aur unhen gunáhgár tha- ration, and shall condemn it: behrá,enge; kyúnki unhon ne Yú- cause they repented at the preachnas kí manádí par tauba kí, auring of Jonas; and, behold, a dekho, yahán ek hai, jo Yúnas se greater than Jonas is here. buzurg hai.

42 Dakhin kí begam is zamáne 42 The queen of the south shall ke logon ke sath 'adálat ke din rise up in the judgment with uthegi, aur unhen gunáhgár tha-this generation, and shall condemn hrá,egí: kyúnki wuh zamin ke ki-it: for she came from the utternáre se Sulaimán kí hikmat sunne ko áí; aur dekho, yahán ek Sulaimán se buzurg hai.

43 Jab nápák rúh ádmí se bá

most parts of the earth to hear the wisdom of Solomon; and, behold, a greater than Solomon is here.

43 When the unclean spirit is

har nikaltí, to súkhí jagahon men árám dhúndhtí phirti, aur jab nahín pátí, to kahtí, ki,

44 Main apne ghar men jis se niklí hún, phir jáúngí; aur áke use khálí aur jhará aur lais pátí hai.

45 Tab jáke aur sát rúhen, jo us se badtar hain, apne sáth Ïátí; aur we dákhil hoke wahan bastí hain; so us ádmí ká pichhlá hál agle se burá hotá hai. Is zamáne ke logon ká hál bhí aisá hí hogá.

46 ¶ Jab wuh jama'aton se yih kah rahá thá, dekho, us kima aur bháí báhar khare us se bát kiyá chahte the.

47 Tab kisí ne us se kahá, ki Dekh, terí má aur tere bháí báhar khare tujh se bát kiyá cháhte hain.

48 Par us ne jawab men khabar denewále se kahá, Kaun hai merí má? aur kaun mere bháí?

[blocks in formation]

gone out of a man, he walketh through dry places, seeking rest, and findeth none.

44 Then he saith, I will return into my house from whence I came out; and when he is come, he findeth it empty, swept, and garnished.

45 Then goeth he, and taketh with himself seven other spirits more wicked than himself, and they enter in and dwell there: and the last state of that man is worse than the first. Even so shall it be also unto this wicked generation. 46 While he yet talked to the people, behold, his mother and his brethren stood without, desiring to speak with him.

47 Then one said unto him, Behold, thy mother and thy brethren stand without, desiring to speak with thee.

48 But he answered and said unto him that told him, Who is my mother? and who are my brethren?

49 And, he stretched forth his hand toward his disciples, and said, Behold my mother and my brethren!

50 For whosoever shall do the will of my Father which is in heaven, the same is my brother, and sister, and mother.

[blocks in formation]

5 Aur kuchh patthrílí zamín par girá, jahán bahut mittí na milí, aur is sabab ki bahut miṭṭí na pá,í, jald ugá:

6 Par jab dhúp húí, jal gayá, aur is liye ki jar na pakṛí thí, sukh gayá.

7 Aur kuchh kánton men girá; kánton ne barhke use dabá liyá :

8 Aur kuchh achchhí zamín men girá, aur phal láyá, kuchh sau guná, kuchh sáth guná, kuchh tís guná.

9 Jis ke kán sunne ke liye hon, to sune.

10 Tab shagirdon ne pás áke us se kahá, Tú un se tamsilon men kyun kalám karta hai ?

11 Us ne jawab men unhen kahá, ki Tumhen 'ináyat húí, ki ásmán kí bádshahat ke bhed jáno, par unhen ’ináyat nahín hú.

12 Kyúnki jis pás kuchh hai, use diyá já,egá, aur us kí bahut barhtí hogí: par jis pás kuchh nahín, us se, jo kuchh ki us pás hai, so bhí le liyá já,egá.

13 Is liye main un se tamsilon men bát karta hún: ki we dekhte húe nahin dekhte; aur sunte húe nahin sunte, aur nahin samajhte hain.

14 Aur un ke haqq men Yas'aiyáh kí nabúwat púrí húí; ki, Tum kánon se to sunoge, magar samjhoge nahín, aur ankhon se dekhoge, par daryáft na karoge.

15 Kyunki is qaum ká dil motá húa, aur we apne kánon se únchá sunte hain, aur unhon ne apní ánkhen múnd lín, tá aisá na ho, ki we ankhon se dekhen, aur kánon se sunen, aur dil se samjhen, aur rujú láwen, aur main unhen changá karún.

16 Parmubárak tumhárí ánkhen, kyúnki we dekhtín: aur mubárak tumháre kán, ki we sunte hain.

5 Some fell upon stony places, where they had not much earth: and forthwith they sprung up, because they had no deepness of earth:

6 And when the sun was up, they were scorched; and because they had no root, they withered away.

7 And some fell among thorns; and the thorns sprung up, and choked them:

8 But other fell into good ground, and brought forth fruit, some an hundred-fold, some sixtyfold, some thirty-fold.

9 Who hath ears to hear, let him hear.

10 And the disciples came, and said unto him, Why speakest thou unto them in parables?

11 He answered and said unto them, Because it is given unto you to know the mysteries of the kingdom of heaven, but to them it is not given.

12 For whosoever hath, to him shall be given, and he shall have more abundance: but whosoever hath not, from him shall be taken away even that he hath.

13 Therefore speak I to them in parables: because they seeing see not; and hearing they hear not, neither do they understand.

14 And in them is fulfilled the prophecy of Esaias, which saith, By hearing ye shall hear, and shall not understand; and seeing ye shall see, and shall not perceive: 15 For this people's heart is waxed gross, and their ears are dull of hearing, and their eyes they have closed; lest at any time they should see with their eyes, and hear with their ears, and should understand with their heart, and should be converted, and I should heal them.

16 But blessed are your eyes, for they see: and your cars, for they hear.

17 Kyúnki main tum se sach kahtá hun, ki Bahut se nabí aur rást bázon ne árzú kí, ki jo tum dekhte ho, dekhen, par na dekhá, aur jo tum sunte ho, sunen, par

na suná.

18 ¶ Abtum kisán kí tamsíl suno.

19 Jab koí us bádsháhat kí bát suntá, aur nahin samajhtá, to wuh sharír átá, aur jo kuchh us ke dil men boya gayá, le játá hai. Yih wuh hai, jo ráh ke kináre boyá gayá.

20 Jo patthrílí zamín men boyá gayá, wuh hai, jo kalám suntá, aur jald khushí se mán letá hai;

21 Lekin is sabab ki jar nahín pakrí, chand roza hai: ki jab wuh kalám ke sabab musíbat men partá, yá satayá játá hai, to jald thokar khátá hai.

22 Jo kánton men boyá gayá, wuh hai, jo kalám ko suntá, par is dunyá kí fikr aur daulat ká fareb kalám ko dabá dete, aur wuh be phal hota hai.

23 Par jo achchhí zamín men boyá gaya, wuh hai, jo kalám ko suntá, aur samajhtá, aur phal látá, aur taiyár bhí hotá, ba'ze men sau guná, ba'ze men sáth guná, ba'ze men tís guná.

17 For verily I say unto you, That many prophets and righteous men have desired to see those things which ye see, and have not seen them; and to hear those things which ye hear, and have not heard them.

18 Hear ye therefore the parable of the sower.

19 When any one heareth the word of the kingdom, and understandeth it not, then cometh the wicked one, and catcheth away that which was sown in his heart. This is he which received seed by the way side.

20 But he that received the seed into stony places, the same is he that heareth the word, and anon with joy receiveth it;

21 Yet hath he not root in himself, but dureth for a while: for when tribulation or persecution ariseth because of the word, by and by he is offended.

22 He also that received seed among the thorns is he that heareth the word; and the care of this world, and the deceitfulness of riches, choke the word, and he becometh unfruitful.

23 But he that received seed into the good ground is he that heareth the word, and understandeth it; which also beareth fruit, and bringeth forth, some an hundred-fold, some sixty, some thirty.

24 ¶ Another parable put he bád-forth unto them, saying, The kingdom of heaven is likened unto a man which sowed good seed in his field:

24 ¶ Phir usne ek aur tamsilláke unhen kahá, ki Ásmán kí sháhat us ádmí kí mánind hai, jis ne achchhá bíj apne khet men boyá:

25 Par jab log so ga,e, us ká dushman áyá, aur us ke kheton men karwá dáná bo gayá.

26 Jis waqt ankúrá niklá, aur bálen lagín, tab karwá dáná bhí zahir hóa.

27 Tabus gharwále ke naukaron ne áke kaha, Ai Sáhib, kyá tú ne khet men achchhe bij na bo,e

25 But while men slept, his enemy came and sowed tares among the wheat, and went his way.

26 But when the blade was sprung up, and brought forth fruit, then appeared the tares also.

27 So the servants of the householder came and said unto him, Sir, didst not thou sow good secu

« ÎnapoiContinuă »