Imagini ale paginilor
PDF
ePub

30 Balki, tumháre sir ke bál bhí gine hain.

31 Pas, mat daro, tum bahut gauron se bihtar ho.

32 Is liye, jo koí, ádmíon ke áge, merá iqrár karegá, main bhí apne Báp ke áge, jo asmán par hai, us ká iqrár karúngá.

33 Par, jo ko,í, ádmíon ke áge, merá inkár karegá, main bhí apne Báp ke áge, jo ásmán par hai, us ká inkár karúngá.

34 Yih mat samjho, ki main zamín par sulh karwáne áyá: sulh karwáne nahín, balki talwár chaláne ko áyá hún.

35 Kyunki main áya hún, ki mard ko us ke báp, aur betí ko us kí má, aur bahú ko us kí sás judá karún.

36 Aur ádmí ke dushman us ke ghar hí ke log honge.

37 Jo ko,í má bap ko mujh se ziyáda cháhtá hai, mere láiq nahin hai, aur jo koi betá yá beți ko mujh se ziyada piyár kartá, mere laiq nahin hai.

38 Aur jo koi apní salíb uṭháke mere píchhe nahín átá, mere láiq nahin hai.

39 Jo ko,í apní ján bachátá hai, use kho,egá: par jo mere wáste apní ján kho,egá, use pá,egá.

40 Jo tumhen qabul kartá, mujhe qabul karta hai; aur jo mujhe qabul karta hai, use, jis ne mujhe bhejá, qabul karta hai.

41 Jo koí nabí ke nám se nabí ko qabúl karta hai, nabí ká ajr pa,egá; aur jo rástbáz ke nám se rástbáz ko qabúl kartá, rástbáz❘ ká ajr pá,egá.

42 Aur jo ko,í, in chhoton men se, ek ko shagird ke nám se faqat ek piyála thandá pání pilá,egá, main tum se sach kahtá hún, ki Wuh apná badlá be pá,e na rahegá.

30 But the very hairs of your head are all numbered.

31 Fear ye not therefore, ye are of more value than many spar

rows.

32 Whosoever therefore shall confess me before men, him will I confess also before my Father

which is in heaven.

33 But whosoever shall deny me before men, him will I also deny before my Father which is in heaven.

34 Think not that I am come to send peace on earth: I came not to send peace, but a sword.

35 For I am come to set a man at variance against his father, and the daughter against her mother, and the daughter-in-law against her mother-in-law.

36 And a man's foes shall be they of his own household.

37 He that loveth father or mother more than me is not worthy of me: and he that loveth son or daughter more than me, is not worthy of me.

38 And he that taketh not his cross, and followeth after me, is not worthy of me.

39 He that findeth his life shall lose it: and he that loseth his life for my sake shall find it.

40 He that receiveth you receiveth me, and he that receiveth me receiveth him that sent me.

41 He that receiveth a prophet in the name of a prophet shall receive a prophet's reward; and he that receiveth a righteous man in the name of a righteous man shall receive a righteous man's reward.

42 And whosoever shall give to drink unto one of these little ones a cup of cold water only in the name of a disciple, verily I say unto you, He shall in no wise lose

his reward.

AU

XI BÁB.

1 UR aisá húá, ki jab Yisú' apne bárah shagirdon ko hukm de chuká, to wahán se rawána húá, ki un ke shahron men ta'lim aur manádí kare.

2 Yuhanná ne qaidkháne men Masih ká bayán sunkar apne shagirdon men se do ko bhejke us se puchhwáyá, kí,

3 Kyá, jo ánewálá thá, tú hí hai, yá ham dúsre kí ráh taken? 4 Yisú ne jawab men unhen kahá, ki Jo kuchh tum sunte aur dekhte ho,jáke, Yuhanná se bayán karo: ki

5 Andhe dekhte, aur langre chalte, koṛhí pák sáf hote, aur bahre sunte, aur murde jí uthte hain, aur garíbon ko khush khabarí suná,í játí hai.

6 Aur mubárak wuh hai, jo mere sabab thokar na khá,e. 7¶ Jab we rawána húe, Yisú' Yuhanná kí bábat jamá'aton se kahne laga, ki Tum jangal men kyá dekhne ko ga,e? Kyá, ek sarkanḍá jo hawa se hilta hai? 8 Phir tum kyá dekhne ko ga,e? Kyá, ek mard ko, jo mihín kaprá pahine hai? dekho, jo mihin poshák pahinte bádsháhon ke mahallon men hain.

9 Phir tum kyá dekhne ko ga,e? Kyá, ek nabí? hán, main tum se kahtá hún, balki nabí se baṛá. 10 Kyunki yih wuh hai, jis kí bábat likha hai, ki, Dekho, main apná rasúl tere áge bhejta hún, jo tere age terí ráh durust karegá. 11 Main tum se sach kahtá hún, ki Un men se jo 'auraton se paidá húe, Yuhanna baptisma denewále se koí bará záhir nahín húá: lekin jo ásmán kí bádsháhat men chhota hai, so us se baṛá hai.

[blocks in formation]
[blocks in formation]

5 The blind receive their sight, and the lame walk, the lepers are cleansed, and the deaf hear, the dead are raised up, and the poor have the gospel preached to them.

6 And blessed is he, whosoever shall not be offended in me.

7 And as they departed, Jesus began to say unto the multitudes concerning John, What went ye out into the wilderness to see ? A reed shaken with the wind?

8 But what went ye out for to see? A man clothed in soft raiment? behold, they that wear soft clothing are in kings' houses.

9 But what went ye out for to see? A prophet? yea, I say unto you, and more than a prophet.

10 For this is he, of whom it is written, Behold, I send my messenger before thy face, which shall prepare thy way before thee.

11 Verily I say unto you, Among them that are born of women there hath not risen a greater than John the Baptist : notwithstanding he that is least in the kingdom of heaven is greater than he.

12 And from the days of John the Baptist until now the kingdom of heaven suffereth violence, and the violent take it by force.

13 Kyúnki sab nabí aur tauret ne Yuhanná ke waqt tak nabuwat kí. 14 Aur Пliyás jo ánewálá thá, yihí hai; chaho, to qabul karo.

15 Jis kisí ke kán sunne ke hon, sune.

16¶ Lekin is zamane ke logon ko main kis se tamsil dún? We un larkon kí mánind hain, jo bázáron men baithke apne yáron ko pukárke kahte hain, ki

17 Ham ne tumháre waste bánslí bajáí, par tum na náche; ham ne tumháre liye mátam kiyá, par tum ne chhátí na píțí.

18 Kyúnki Yuhanná khátá pítá nahín áya, aur we kahte hain, ki Us par ek deo hai.

19 Ibn i Ádam khátá pítá áyá, aur we kahte hain, ki Dekho, ek kháú, aur sharábi, aur mahsúl lenewálon aur gunahgáron ká yár. Par hikmat apne farzandon ke áge rást thahrí.

20 Tab un shahron ko, jin men us ke bahut se mu'ajize záhir húe, malámat karne laga, kyúnki unhon ne tauba na kí thí: ki

21 Ái Khurázín, tujh par afsos! ai Bait Saidá, tujh par afsos! kyúnki yih mu'ajize, jo tumhen dikha,e ga,e, agar Súr aur Saidá men dikhá,e játe, to we tát orhke, aur khák men baithke, kab ke tauba kar chukte.

22 Pas main tum se kahtá hún, ki Súr o Saida ke liye 'adálat ke din tum se ziyáda ásání hogí.

23 Aur ai Kafarnáhum, jo ásmán tak pahuncháyá gayá, tú dozakh men giráyá já,egá: kyúnki yih mu'ajize, jo tujh men dikháe ga,e, agar Sadúm men dikhá,e játe, to aj tak qáim rahtá.

24 Par main tum se kahtá hún, ki 'Adálat ke din Sadúm ke mulk par tujh se ziyada ásání hogí,

25 ¶ Usi waqt Yisú' phir kahne lagá, ki, Ai báp, ásmán aur zamín

13 For all the prophets and the law prophesied until John.

14 And if ye will receive it, this is Elias, which was for to

come.

15 He that hath ears to hear, let him hear.

16¶ But whereunto shall I liken this generation? It is like unto children sitting in the markets, and calling unto their fellows,

17 And saying, We have piped unto you, and ye have not danced; we have mourned unto you, and ye have not lamented.

18 For John came neither eating nor drinking, and they say, He hath a devil.

19 The Son of man came eating and drinking, and they say, Behold a man gluttonous, and a winebibber, a friend of publicans and sinners. But wisdom is justified of her children.

20 ¶ Then began he to upbraid the cities wherein most of his mighty works were done, because they repented not:

21 Woe unto thee, Chorazin! woe unto thee, Bethsaida! for if the mighty works, which were done in you, had been done in Tyre and Sidon, they would have repented long ago in sackcloth

and ashes.

22 But I say unto you, It shall be more tolerable for Tyre and Sidon at the day of judgment, than for you.

23 And thou, Capernaum, which art exalted unto heaven, shalt be brought down to hell: for if the mighty works, which have been done in thee, had been done in Sodom, it would have remained until this day.

24 But I say unto you, That it shall be more tolerable for the land of Sodom in the day of judgment, than for thee.

25 At that time Jesus answered and said, I thank thee, O Father,

ke Khudáwand, main teri ta'rif | Lord of heaven and earth, because

karta hún, ki tú ne in chízon ko dánáon aur aqlmandon se chhipayá, aur bachchon par khol diyá. 26 Hán, ai Báp: kíyúnhín tujhe pasand áyá.

27 Mere Báp ne sab kuchh mujhe sompá: aur ko,í Bete ko nahin jántá, magar Báp; aur kới Báp ko nahín jántá, magar Betá, aur wuh, jis par Betá use záhir kiyá cháhtá.

28 ¶ Ai tum logo, jo thake aur bare bojh se dabe ho, sab mere pás áo; ki main tumhen árám dúngá.

29 Merá júá apne úpar lelo, aur mujh se síkho; kyúnki main halím, aur dil se kháksár hún, to tum apne jíon men árám páoge.

30 Kyúnki merá júá muláim, aur merá bojh halká hai.

1

[ocr errors]

XII BÁB.

|

thou hast hid these things from the wise and prudent, and hast revealed them unto babes. 26 Even so, Father: for so it seemed good in thy sight.

27 All things are delivered unto me of my Father: and no man knoweth the Son, but the Father ; neither knoweth any man the Father, save the Son, and he to whomsoever the Son will reveal him.

28 Come unto me, all ye that labour and are heavy laden, and I will give you rest.

29 Take my yoke upon you, and learn of me; for I am meek and lowly in heart: and ye shall find rest unto your souls.

30 For my yoke is easy, and my burden is light.

CHAPTER XII.

T that time Jesus went on

S waqt Yisú sabt ke din Athe sabbath-day through kheton men se játá thá, aur us ke shagird bhúkhe the, aur we bálen tor tor khane lage.

2 Tab Farísíon ne dekhke, us se kahá, Dekh, tere shagird wuh kám karte hain, jo sabt ke din karná rawá nahín.

3 Us ne unhen kahá, Kyá tum ne nahín parhá jo Dáúd ne kiyá, jab wuh aur us ke sáthí bhúkhe the?

4 Wuh kyúnkar Khudá ke ghar men gayá, aur nazar kí rotíán kháín, jo us ko aur us ke sáthíon ko khaná rawá na thá, magar faqat kahinon ko rawá thá?

5 Aur kya tum ne tauret men nahín parhá, ki kahin sabt ke din haikal men sabt kí hurmat nahín karte, taubhí begunáh hain?

6 Aur main tumhen kahtá hún, ki Yahan ek shakhs hai, jo haikal se bhí buzurg hai.

7 Par agar tum us ki ma'ní

the corn; and his disciples were an hungred, and began to pluck the ears of corn, and to eat.

2 But when the Pharisees saw it, they said unto him, Behold, thy disciples do that which is not lawful to do upon the sabbath-day.

3 But he said unto them, Have ye not read what David did, when he was an hungred, and they that were with him;

4 How he entered into the house of God, and did eat the shewbread, which was not lawful for him to eat, neither for them which were with him, but only for the priests ? 5 Or have ye not read in the law, how that on the sabbath-days the priests in the temple profane the sabbath, and are blameless P

6 But I say unto you, That in this place is one greater than the temple.

7 But if ye had known what this

jante, ki Main qurbání ko nahín, balki rahm ko cháhtá hún, to tum begunáhon ko gunahgár na thahráte.

8 Kyúnki Ibn i Ádam sabt ká bhí Khudáwand hai.

9 Phir wahán se rawána hoke, un ke 'ibádatkháne men gayá :

10 ¶ Aur dekho, wahán ek shakhs thá, jis ká háth súkh gayá thá. Tab unhon ne, is iráde se, ki us par nálish karen, us se púchhá, ki Kyá sabt ke din changá karná rawa hai?

11 Us ne unhen kahá, ki Tum men se aisá kaun hai, ki jis ke pás ek bher ho, agar wuh sabt ke din garhe men gire, wuh use pakaṛke na nikále?

12 Pás ádmí bheṛ se kitná bihtar hai? is liye sabt ke din nekí karní rawá hai.

13 Tab us ne us shakhs ko kahá, ki Apná háth lambá kar; us ne lamba kiyá, aur wuh dúsre kí mánind changá ho gaya.

14 Tab Farísíon ne báhar jáke saláh kí, ki kyúnkar use már dalen.

15 Yisú' yih jánke wahán se chalá, aur bahut sí jama'aten us ke píchhe ho lín: aur us ne un sab ko changá kiyá ;

16 Aur unhen tákíd kí, ki mujhe záhir na karná :

17 Táki wuh, jo Yas'aiyah nabí ne kaha thá, purá họ, ki

[blocks in formation]

11 And he said unto them, What man shall there be among you, that shall have one sheep, and if it fall into a pit on the sabbath-day, will he not lay hold on it, and lift it out?

12 How much then is a man better than a sheep? Wherefore it is lawful to do well on the sabbath-days.

13 Then saith he to the man, Stretch forth thine hand. And he stretched it forth; and it was restored whole, like as the other.

14 Then the Pharisees went out, and held a council against him, how they might destroy him.

15 But when Jesus knew it, he withdrew himself from thence : and great multitudes followed him, and he healed them all;

16 And charged them that they should not make him known:

17 That it might be fulfilled which was spoken by Esaias the prophet, saying,

18 Dekho merá khádim, jise 18 Behold my servant, whom I main ne chuná, aur merá piyárá, have chosen; my beloved, in whom jis se merá dil khush hai: main my soul is well pleased: I will apní rúh us par dálúngá, aur wuh put my spirit upon him, and he gair qaumon se shar'a bayán ka-shall shew judgment to the Genregá. tiles.

19 Wuh jhagra aur shor na karegá, aur bázáron men koí us káwáz na sunegá.

20 Wuh masle húe sarkande ko na toregá, aur dhúnwan uthte húe san ko na bujháwegá, jab tak insáf ko gálib na karáwe.

19 He shall not strive, nor cry; neither shall any man hear his

voice in the streets.

20 A bruised reed shall he not break, and smoking flax shall he not quench, till he send forth judgment unto victory.

« ÎnapoiContinuă »