Imagini ale paginilor
PDF
ePub

8 Tab logon ne yih dekhkar ta'ajjub kiya, aur Khudá kí ta'ríf karne lage, ki aisí qudrat insán ko bakhshí.

9¶ Phir jab Yisú' wahán se áge barhá, to Matí náme ek shakhs ko mahsúl ki chaukí par baithe dekhá: aur use kahá, Mere píchhe á. Wuh uthke us ke píchhe chalá.

10 Aur yún húá, ki jab Yisú' ghar men khane baitha, dekho, bahut se mahsúl lenewále aur gunahgár áke us ke shágirdon ke sáth kháne baithe.

8 But when the multitudes saw it, they marvelled, and glorified God, which had given such power

unto men.

9 And as Jesus passed forth from thence, he saw a man, named Matthew, sitting at the receipt of custom: and he saith unto him, Follow me. And he arose, and followed him.

10 And it came to pass, as Jesus sat at meat in the house, behold, many publicans and sinners came and sat down with him and his disciples.

11 And when the Pharisees saw

11 Jab Farísíon ne yih dekhá, us ke shágirdon se kahá, Tum-it, they said unto his disciples, hárá ustád mahsúl lenewálon aur Why eateth your Master with gunahgáron ke sath kyún khátá publicans and sinners? hai?

12 Yisú' ne yih sunkar unhen kahá, Bhale changon ko hakim darkár nahín, balki bímáron ko.

13 Par tum jáke us ke ma'ne daryaft karo, ki Main qurbání ko nahín, balki rahm ko cháhtá hún: kyúnki main rástbázon ko nahín, balki gunahgáron ko tauba ke liye, buláne ko áyá hún.

14 Us waqt Yuhanná ke shágirdon ne us pás áke kahá, ki Ham aur Farísí kyún aksar roza rakhte hain, par tere shágird roza nahín rakhte?

15 Yisú' ne unhen kahá, Kyá barátí, jab tak dulhá un ke sath hai, udás ho sakte hain? lekin, wuh din áwenge, ki dulhá un se judá kiyá já,egá; tab we roza rakhenge.

16 Ko,í purání qabá par kore kapre ká paiwand nahín lagátá, kyunki wuh paiwand qaba se kuchh khainch letá hai, aur us ká chír barh játá.

17 Aur na,í mai purání mashkon men nahín bharte: nahín to mashken phat játín, aur mai bah játí, | aur mashken kharáb hojátín: balki na,í mai na,í mashkon men bharte hain, to donon bachí rahti hain.

12 But when Jesus heard that, he said unto them, They that be whole need not a physician, but they that are sick.

13 But go ye and learn what that meaneth, I will have mercy, and not sacrifice: for I am not come to call the righteous, but sinners to repentance.

14 Then came to him the disciples of John, saying, Why do we and the Pharisees fast oft, but thy disciples fast not?

15 And Jesus said unto them, Can the children of the bridechamber mourn, as long as the bridegroom is with them? but the days will come, when the bridegroom shall be taken from them, and then shall they fast.

16 No man putteth a piece of new cloth unto an old garment, for that which is put in to fill it up taketh from the garment, and the rent is made worse.

17 Neither do men put new wine into old bottles: else the bottles break, and the wine runneth out, and the bottles perish: but they put new wine into new bottles, and both are preserved.

[ocr errors]

18

Jab wuh yih báten un se 18 While

kab raha tha, dekho, ela sardar ne ákar use sijda kiya aur kahá, Meri betí ab tamám húí: par tú chal aur apná háth us par rakh, ki wuh jí uthegí.

19 Yisú' uthke apne shagirdon ke sáth us ke píchhe chalá. 20 ¶ Aur, dekho, ek 'aurat ne, jis ká bárah baras se lahú járí thá, us ke píchhe áke us ke kurte ká dáman chhúa:

20 Wuh apne jí men kahtí thí, ! Agar main sirf us ká kurtá chhúúngi, bhalí changí ho jáúngí. 22 Tab Yisú' ne píchhe phirke use dekhá, aur kahá, Ai betí, khátir jam'a rakh, ki tere ímán ne tujhe changá kiyá. Pas, wuh 'aurat usí gharí se changí ho ga,í.

23 Aur jab Yisú' us sardár ke ghar pahunchá, aur us ne bánslí bajánewálon aur jamá'at ko gul macháte dekhá, to unhen kahá, 24 Kináre ho, ki laṛkí marí nahín, balki sotí hai. We us par hanse.

[blocks in formation]

unto them, the space these things certain ruler, and worshipped him, saying, My daughter is even now dead: but come and lay thy hand upon her, and she shall live. 19 And Jesus arose, and followed him, and so did his disciples.

20 ¶ And, behold, a woman, which was diseased with an issue of blood twelve years, came behind him, and touched the hem of his garment:

21 For she said within herself, If I may but touch his garment, I shall be whole.

22 But Jesus turned him about, and when he saw her, he said, Daughter, be of good comfort; thy faith hath made thee whole. And the woman was made whole from that hour.

23 And when Jesus came into the ruler's house, and saw the minstrels and the people making a noise,

24 He said unto them, Give place for the maid is not dead, but sleepeth. And they laughed

:

him to scorn.

25 But when the people were put forth, he went in, and took her by the hand, and the maid

arose.

26 And the fame hereof went abroad into all that land.

27 ¶ And when Jesus departed thence, two blind men followed him, crying, and saying, Thou Son of David, have mercy on us.

28 And when he was come into the house, the blind men came to him: and Jesus saith unto them, Believe ye that I am able to do this? They said unto him, Yea, Lord.

29 Then touched he their eyes, saying, According to your faith be it unto you.

30 And their eyes were opened; and Jesus straitly charged them, saying, See that no man know it.

[ocr errors]

31 Par unhon ne jáke us tamám mulk men us kí shuhrat kí.

32 ¶ Jis waqt we bahar nikle, dekho, log ek gúngá díwána us pás lá,e.

33 Aur jab deo nikálá gayá, wuh gúngá bolá: aur logon ne ta'ajjub karke kahá, Aisá kabhí Israel men na dekhá thá

34 Par Farísíon ne kahá, ki Wuh deon ke sardár kí madad se deon ko nikáltá hai.

35 Aur Yisú' un sab shahron aur bastíon men jáke, un ke 'ibádatkhánon men ta'lím detá, aur badshahat kí khushkhabarí kí manádí, aur logon kí har ek bímári aur dukh dard dúr kartá thá.

36 ¶ Aur jab us ne jama'aton ko dekha, us ko un par rahm áyá, kyúnki, we, un bheron kí mánind, jin ká charwáhá na ho, 'ájiz aur pareshán thín.

37 Tab us ne apne shágirdon se kahá, ki Pakke khet to bahut hain, par mazdúr thore;

38 Is liye tum khet ke málik kí minnat karo, ki wuh apne khet kátne ke liye mazdúron ko bhej dewe.

1

PHIR

X BÁB.

31 But they, when they were departed, spread abroad his fame in all that country.

32 As they went out, behold, they brought to him a dumb man possessed with a devil.

33 And when the devil was cast out, the dumb spake: and the multitudes marvelled, saying, It was never so seen in Israel.

34 But the Pharisees said, He casteth out devils through the prince of the devils.

35 And Jesus went about all the cities and villages, teaching in their synagogues, and preaching the gospel of the kingdom, and healing every sickness and every disease among the people.

36 But when he saw the multitudes, he was moved with compassion on them, because they fainted, and were scattered abroad, as sheep having no shepherd.

37 Then saith he unto his disciples, The harvest truly is plenteous, but the labourers are few;

HIR us ne apne bárah shá- 1 girdon ko pás buláke unhen qudrat bakhshi, kí nápák rúhon ko nikálen, aur har tarah kí bímári aur dukh dard ko dúr karen.

2 Aur bárah rasulon ke yih nám hain; Pahlá, Sham'aún, jo Patras kahlátá, aur us ká bháí Andryás; Zabadí ká beta Ya'qúb, aur us ká bhái Yuhanná;

3 Failbús, aur Barthúlamá; Thúmá, aur mahsúl lenewálá Matí; Halfa ká beta Ya'qúb, aur Labbí jo Thaddí bhí kahlátá;

4 Sham'aún i Kan'ání, aur Ya

38 Pray ye therefore the Lord of the harvest, that he will send forth labourers into his harvest.

CHAPTER X.

ND when he had called

A unto him his twelve disciples, he gave them power against unclean spirits, to cast them out, and to heal all manner of sickness and all manner of disease.

2 Now the names of the twelve apostles are these; The first, Simon, who is called Peter, and Andrew his brother; James the son of Zebedee, and John his brother;

3 Philip, and Bartholomew; Thomas, and Matthew the publican; James the son of Alpheus, and Lebbeus, whose surname was Thaddeus;

4 Simon the Canaanite, and Ju

húdáh Iskariyútí, jis ne use pa- | das Iscariot, who also betrayed

karwá diyá.

5 Un bárahon ko Yisú' ne farmáke bhejá, ki Gair qaumon kí taraf na jáná, aur Sámaríon ke kisí shahr men dákhil na honá:

6 Balki, pahle, Israel ke ghar kí kho,í húí bheron ke pás jáo. 7 Aur chalte húe manádí karo, ki Ásmán kí bádsháhat nazdík á,í.

8 Bímáron ko changá karo, korhíon ko pák sáf karo, murdon ko jiláo, deon ko nikálo: tum ne muft páyá, muft do.

9 Na soná, na rúpá, na támbá apní kamar men rakho. io Ráste ke liye na jholí, na do kurte, na jútíán, na láthí lo: kyúnki khurák mazdúr ká haqq hai.

11 Aur jis shahr yá bastí men dákhil ho, daryáft karo, ki láiq wahan kaun hai; aur jab tak wahán se na niklo, wahín raho. 12 Aur jab tum kisí ghar men jáo, use salám karo.

13 Agar wuh ghar láiq hai, to tumhárá salám use pahunchegá: aur agar láiq nahín, to tumhárá salám tum par phir áwegá.

14 Aur jo ko,í tumhen qabúl na kare, aur tumhárí báten na sune, us ghar ya us shahr se nikalke apne pánw kí gard jhár do.

15 Main tum se sach kahtá hún, ki 'Adálat ke din Sadúm aur 'Amúráh kí zamín ke liye us shahr kí nisbat ziyáda ásání hogí.

16¶Dekho, main tumhen bheron kí mánind bheriyon ke bích men bhejtá hún pas tum sámp ki tarah hoshyár, aur kabútar kí mánind bebad ho.

[ocr errors]

him.

5 These twelve Jesus sent forth, and commanded them, saying, Go not into the way of the Gentiles, and into any city of the Samaritans enter ye not:

6 But go rather to the lost sheep of the house of Israel.

7 And as ye go, preach, saying, The kingdom of heaven is at hand.

8 Heal the sick, cleanse the lepers, raise the dead, cast out devils: freely ye have received, freely give.

9 Provide neither gold, nor silver, nor brass in your purses.

10 Nor scrip for your journey, neither two coats, neither shoes, nor yet staves: for the workman is worthy of his meat.

11 And into whatsoever city or town ye shall enter, inquire who in it is worthy; and there abide till ye go thence.

12 And when ye come into an house, salute it.

13 And if the house be worthy, let your peace come upon it: but if it be not worthy, let your peace return to you.

14 And whosoever shall not receive you, nor hear your words, when ye depart out of that house or city, shake off the dust of your feet.

15 Verily I say unto you, It shall be more tolerable for the land of Sodom and Gomorrha in the day of judgment, than for that city.

16 Behold, I send you forth as sheep in the midst of wolves: be ye therefore wise as serpents, and harmless as doves.

17 Magar ádmíon se khabardár 17 But beware of men: for they raho, ki we tumhen apní kachah-will deliver you up to the counríon men pakarwaenge aur apne cils, and they will scourge you in 'ibádatkhánon men kore márenge; their synagogues; 18 Aur tum mere wáste hákimon aur badshahon ke sámhne házir

18 And ye shall be brought before governors and kings for my

c

kiye jáoge, ki un par aur gair | sake, for a testimony against them qaumon par gawáhí ho. and the Gentiles.

19 Lekin jab we tumhen pakarwá, en, fikr na karo, ki ham kis tarah yá kya kahenge: kyúnki jo kuchh tumhen kahne hogá, so usí gharí tumhen us kí ágáhí hogí. 20 Kyunki kahnewále tum nahín, balki tumhare Báp kí Rúh tum men bolegí.

21 Bhái khái ko, aur báp bete ko, qatl ke liye pakarwá,egá: aur larke apne má báp kí mukhálifat men uthenge, aur unhen marwá dálenge.

22 Aur mere nám ke bá'is, sab tum se dushmaní karenge: par wuh jo ákhir tak bardásht karegá, so hí naját páwegá.

23 Jab we tumhen ek shahr men satáwen, to dúsre men bhág jáo: main tum se sach kahtá hún, ki Tum Israel ke sab shahron men na phir chukoge, jab tak ki Ibn i Ádam na á le.

24 Shagird apne ustád se bará nahín, na naukar apne kháwind

se.

25 Bas hai, ki shagird apne ustád kí, aur naukar apne kháwind kí mánind ho. Jab unhon ne ghar ke málik ko Ba'alzabúl kaha hai, to kitná ziyáda us ke logon ko na kahenge?

26 Pas un se na daro: kyúnki koí chíz dhapí nahín, jo khul na já,e, aur na chhipí, jo jání na já,e.

27 Jo kuchh main tumhen and

here men kahtá hún, ujále men kaho aur jo kuchh tumháre kánon men kahá já,e, kothon par manádi karo.

28 Aur un se, jo badan ko qatl karte, par ján ko qatl nahín kar sakte, mat daro: balki usí se daro, jo ján aur badan, donon ko, jahannam men halák kar saktáhai. 29 Kyá ek paise ko do gaure nahín bikte? aur un men se, ek bhí, tumháre Báp kí be marzi, zamín par nahín girtá.

19 But when they deliver you up, take no thought how or what ye shall speak: for it shall be given you in that same hour what ye shall speak.

20 For it is not ye that speak, but the Spirit of your Father which speaketh in you.

21 And the brother shall deliver up the brother to death, and the father the child: and the children shall rise up against their parents, and cause them to be put to death.

22 And ye shall be hated of all men for my name's sake: but he that endureth to the end shall be saved.

23 But when they persecute you in this city, flee ye into another: for verily I say unto you, Ye shall not have gone over the cities of Israel, till the Son of man be

come.

24 The disciple is not above his master, nor the servant above his lord.

25 It is enough for the disciple that he be as his master, and the servant as his lord. If they have called the master of the house Beelzebub, how much more shall they call them of his household?

26 Fear them not therefore: for there is nothing covered, that shall not be revealed; and hid, that

shall not be known.

27 What I tell you in darkness, that speak ye in light and what ye hear in the ear, that preach ye upon the housetops.

28 And fear not them which kill the body, but are not able to kill the soul: but rather fear him which is able to destroy both soul and body in hell.

29 Are not two sparrows sold for a farthing? and one of them shall not fall on the ground without your Father.

« ÎnapoiContinuă »