Imagini ale paginilor
PDF
ePub

11 Pas jab ki tum, jo bure ho, apne larkon ko achchhí chízen dene jante ho, to kitná ziyáda tumhárá Báp, jo ásmán par hai, unhen, jo us se mángte hain, achchhí chizen dega.

12 Pas jo kuchh tum chahte ho, ki log tumháre sáth karen, waisá tum bhí un ke sath karo: kyúnki tauret aur anbiyá ká khulása yihí

hai.

13¶ Tang darwáze se dákhil ho: kyúnki chaurà hai wuh darwáza, aur kusháda hai wuh rásta, jo halákat ko pahunchátá hai, aur bahut hain, jo us se dákhil hote:

14 Kyá hí tang hai wuh darwáza, aur sakri hai wuh ráh, jo zindagí ko pahunchátí, aur thore hain jo use páte.

15 ¶ Jhúthe nabíon se khabardár raho, jo tumháre pás bheron ke bhes men áte, par haqiqat men phárnewále bheriye hain.

16 Tum unhen un ke phalon se pahchánoge. Kyá kánton se angur, yá úntkatáron se anjír torte hain? 17 Usí tarah har ek achchhá darakht achchhe phal látá, aur burá darakht bure phal látá hai.

18 Achchhá darakht bure phal nahín lá saktá, na burá darakht achchhe phal lá saktá.

19 Jo darakht achchhe phal nahín látá, kátá aur ág men dálá jata hai.

20 Pas un ke phalon se tum unhen pahchánoge.

21 Na har ek, jo mujhe, Khudáwand, Khudáwand, kahta hai, ásmán kí bádsháhat men dákhil hogá; magar wuhí, jo mere ásmání Báp kí marzi par chalta hai.

22 Us din bahutere mujhe kahenge, Ai Khudáwand, ai Khudáwand, kya ham ne tere nám se nubúwat nahin kí? aur tere nám se deon ko nahín nikálá? aur tere nám se bahut sí karámát záhir nahín kín

23 Us waqt main un se sáf ka

11 If ye then, being evil, know how to give good gifts unto your children, how much more shall your Father which is in heaven give good things to them that ask him?

12 Therefore all things whatsoever ye would that men should do to you, do ye even so to them: for this is the law and the prophets.

13 Enter ye in at the strait gate: for wide is the gate, and broad is the way, that leadeth to destruction, and many there be which go in thereat :

14 Because strait is the gate, and narrow is the way, which leadeth unto life, and few there be that find it.

15 Beware of false prophets, which come to you in sheep's clothing, but inwardly they are ravening wolves.

16 Ye shall know them by their fruits. Do men gather grapes of thorns, or figs of thistles?

17 Even so every good tree bringeth forth good fruit; but a corrupt tree bringeth forth evil fruit.

18 A good tree cannot bring forth evil fruit, neither can a corrupt tree bring forth good fruit.

19 Every tree that bringeth not forth good fruit is hewn down, and cast into the fire.

20 Wherefore by their fruits ye shall know them.

21 ¶ Not every one that saith unto me, Lord, Lord, shall enter into the kingdom of heaven; but he that doeth the will of my Father which is in heaven.

22 Many will say to me in that day, Lord, Lord, have we not prophesied in thy name? and in thy name have cast out devils? and in thy name done many wonderful works?

23 And then will I profess unto

húngá, ki Main kabhí tum se them, I never knew you: depart waqif na tha ai badkáro, mere from me, ye that work iniquity. pás se dúr ho.

24 Pas, jo koí merí yih báten suntá, aur unhen 'amal men látá hai, main use us aqlmand kí mánind thahrátá hún, jis ne chatán par apná ghar banáyá:

25 Aur menh barsá, aur báṛhen á,ín, aur ándhíán chalín, aur us ghar par sadma pahuncháyá; par wuh na girá: kyúnki us kí new chatán par dálí ga,í thí.

26 Par jo ko meri ye báten suntá, aur 'amal men nahín látá, wuh us bewaqúf kí mánind thahregá, jis ne apná ghar retí par banáyá:

27 Aur menh barsá, aur báṛhen á,ín, aur ándhíán chalín, aur us ghar ko sadma pahuncháyá; aur wuh gir pará: aur us ká girná haulnák wáqi' húá.

28 Aur aisá húá, ki jab Yisú' yih baten kah chuká, to wuh bhír us kí ta lím se dang húi:

29 Kyúnki wuh Faqihon kí mánind nahín, balki ikhtiyarwále ke taur par sikhlátá thá.

VIII BÁB.

AB wuh us pahár par se

Jutra, bahut si bhír us ke

píchhe ho lí.

2 Aur, dekho, ek korhí ne áke use sijda kiyá aur kahá, Ai Khudáwand, agar tú cháhe, to mujhe pák sáf kar saktá hai.

3 Yisú ne háth barháke use chhúá, aur kahá, Main cháhtá hún; tú pák sáf ho. Wunhín us ká korh játá rahá.

4 Tab Yisú' ne use kahá, Dekh, kisí se na kahiyo; par jáke apne taín kahin ko dikhá, aur jo nazr Músá ne muqarrar kí, guzrán, táki un ke liye gawáhí ho.

5¶ Aur jab Yisú' Kafarnáhum men dákhil húá, ek súbadár us pás áyá,aur us se minnat karke kahá, ki,

24 Therefore whosoever heareth these sayings of mine, and doeth them, I will liken him unto a wise man, which built his house upon a rock :

25 And the rain descended, and the floods came, and the winds blew, and beat upon that house; and it fell not: for it was founded upon a rock.

26 And every one that heareth these sayings of mine, and doeth them not, shall be likened unto a foolish man, which built his house upon the sand:

27 And the rain descended, and the floods came, and the winds blew, and beat upon that house; and it fell and great was the fall of it.

28 And it came to pass, when Jesus had ended these sayings, the people were astonished at his doctrine:

29 For he taught them as one having authority, and not as the scribes.

1 W

CHAPTER VIII.

HEN he was come down from the mountain, great multitudes followed him.

2 And, behold, there came a leper and worshipped him, saying, Lord, if thou wilt, thou canst make me clean.

3 And Jesus put forth his hand, and touched him, saying, I will; be thou clean. And immediately his leprosy was cleansed.

4 And Jesus saith unto him, See thou tell no man; but go thy way, shew thyself to the priest, and offer the gift that Moses commanded, for a testimony unto them.

5 ¶ And when Jesus was entered into Capernaum, there came unto him a centurion, beseeching him,

6 Ai Khudáwand, merá chhokrá jhole ká márá ghar men pará, aur niháyat dukh men hai.

7 Yisú ne us se kahá, Main áke use changá karúngá.

8 Súbadár ne jawab men kahá, Ai Khudáwand, main is láiq nahín, ki tú merí chhat tale awe: balki, sirf ek bát kah, to merá chhokrá changá ho já,egá.

9 Kyúnki, main bhí, jo dúsre ke ikhtiyár men hún, aur sipáhí mere hukm men hain, jab ek ko kahtá hún, Já, wuh játa hai; aur dúsre ko, ki Á, wuh átá hai; aur apne gulám ko, ki Yih kar, wuh karta hai.

10 Yisú' ne yih sunkar ta'ajjub kiyá, aur un ko, jo píchhe age the, kahá, Main tum se sach kahtá hún, ki Main ne aisá ímán Israel men bhí nahín páyá.

11 Aur main tum se kahtá hún, ki Bahutere púrab aur pachchhim se áwenge, aur Abirahám o Iz,hák aur Ya'qub ke sáth ásmán kí bádsháhat men baithenge.

12 Par badshahat ke farzand báhar andhere men dále já,enge: wahán roná aur dánt písná hogá.

13 Tab Yisú' ne us súbadár ko kahá, Já, aur jaisá tú ímán láyá, tere liye waisá hí ho. Aur usí gharí us ká chhokrá changá ho gaya.

14 Aur Yisú' ne Patras ke ghar men áke dekhá, ki us kí sás parí, aur us par tap chaṛhí hai.

15 Aur us ká háth chhúá; tab tap us par se utar ga,í, aur wuh uthi aur un kí khidmat karne lagí. 16 Jab shám húí, us ke pás bahut se díwánon ko lá,e; aur us ne bát se rúhon ko nikál diyá, aur sab ko, jo bímár the, changá kiyá :

6 And saying, Lord, my servant lieth at home sick of the palsy, grievously tormented.

7 And Jesus saith unto him, I will come and heal him.

8 The centurion answered and said, Lord, I am not worthy that thou shouldest come under my roof: but speak the word only, and my servant shall be healed.

9 For I am a man under autho

rity, having soldiers under me: and I say to this man, Go, and he goeth; and to another, Come, and he cometh; and to my servant, Do this, and he doeth it.

10 When Jesus heard it, he marvelled, and said to them that followed, Verily I say unto you, I have not found so great faith, no, not in Israel.

11 And I say unto you, That many shall come from the east and west, and shall sit down with Abraham, and Isaac, and Jacob, in the kingdom of heaven.

12 But the children of the kingdom shall be cast out into outer darkness there shall be weeping and gnashing of teeth.

13 And Jesus said unto the centurion, Go thy way; and as thou hast believed, so be it done unto thee. And his servant was healed in the selfsame hour. 14 And when Jesus was come into Peter's house, he saw his wife's mother laid, and sick of a fever.

15 And he touched her hand, and the fever left her: and she arose, and ministered unto them. 16 When the even was come, they brought unto him many that were possessed with devils: and he cast out the spirits with his word, and healed all that were sick:

17 Aisá, ki jo Yas'aiyah nabí ne 17 That it might be fulfilled kahá thá, púrá húá, ki, Us ne áp which was spoken by Esaias the hamárí mándagíán le lín, aur ha-prophet, saying, Himself took our márí bímáríán uthá lín. infirmities, and bare our sicknesses.

18 ¶ Jab Yisú' ne bahut sí bhir apne ás pás dekhí, us ne hukm kiyá, ki pár jáwen.

19 Aur ek Faqih ne áke us se kahá, Ai ustád, jahán kahín tú já,e, main tere píchhe chalúngá.

20 Yisú' ne us se kahá, ki Lomríon ke liye mánden, aur hawá ke parandon ke waste basere hain; par Ibn i Adam ke liye jagah nahín, jahán apná sir dhare.

21 Us ke shagirdon men se dúsre ne us se kaha, Ai Khudáwand, mujhe rukhsat de, ki pahle jákar apne báp ko gárún.

22 Par Yisu' ne us se kahá, Tú mere píchhe á; aur murdon ko apne murde gáṛne de.

23 ¶ Aur jab wuh náw par charhá, us ke shagird us ke pichhe á,e.

24 Aur, dekho, daryá men aisí barí ándhí á,í, ki náw lahron men chhip ga,í: par wuh sotá tha.

25 Tab us ke shágirdon ne áke use jagáyá, aur kahá, Ai Khudáwand, hamen bachá, ki ham dube.

26 Us ne unhen kahá, Ai kam i'atiqádo, kyún darte ho? Tab us ne uthke hawá aur daryá ko dántá; to bará níwá ho gaya.

27 Aur log ta'ajjub karke kahne lage, ki Yih kis tarah ká ádmí hai, ki hawa aur daryá bhí us kí mánte hain!

28 ¶ Jab us pár Gargasínon ke mulk men pahunchá, do díwáne qabron se nikalkar use mile; we aise tund the, ki koí us ráste se chal na sakt thủ.

29 Aur, dekho, unhon ne chilláke kahá, Ai Yisú', Khudá ke Bete, hamen tujh se kyá kám? tú yahán áyá, ki waqt se pahle hamen dukh de?

18 Now when Jesus saw great multitudes about him, he gave commandment to depart unto the other side.

19 And a certain scribe came, and said unto him, Master, I will follow thee whithersoever thou goest.

20 And Jesus saith unto him, The foxes have holes, and the birds of the air have nests; but the Son of man hath not where to lay his head.

21 And another of his disciples said unto him, Lord, suffer me first to go and bury my father.

22 But Jesus said unto him, Follow me; and let the dead bury their dead.

23 And when he was entered into a ship, his disciples followed

him.

24 And, behold, there arose a great tempest in the sea, insomuch. that the ship was covered with the waves: but he was asleep.

25 And his disciples came to him, and awoke him, saying, Lord, save us: we perish.

26 And he saith unto them, Why are ye fearful, O ye of little faith? Then he arose, and rebuked the winds and the sea; and there was a great calm.

27 But the men marvelled, saying, What manner of man is this, that even the winds and the sea obey him!

28 ¶ And when he was come to the other side into the country of the Gergesenes, there met him two possessed with devils, coming out of the tombs, exceeding fierce, so that no man might pass by that

way.

29 And, behold, they cried out, saying, What have we to do with thee, Jesus, thou Son of God? art thou come hither to torment us before the time?

[blocks in formation]
[ocr errors]

ává.

IX BÁB.

náw par charhke pár utrá, aur apne shahr men

2 Aur dekho, ek jhole ke máre ko, jo chárpá,í par pará thá, us pás lá,e: aur Yisú' ne, un ká ímán dekhke, us jhole ke máre se kahá, Ai bete, khátir jam'a rakh; tere gunáh muáf húc.

3 Tab ba'ze Faqihon ne apne dil men kahá, ki Ÿih kufr baktá hai.

4 Yisú' ne un ke khiyál daryáft karke kahá, Tum kyún apne dilon men badgumání karte ho?

5 Kyá kahná ásán hai, yih, ki Tere gunáh mu'áf húe; yá yih, ki Uth aur chal.

6 Lekin táki tum jáno, ki Ibn i Adam ko zamín par gunáh mu'áf karne ka ikhtiyar hai, us ne us jhole ke máre se kahá, Uth, apní chárpá,í uțhá le, aur apne ghar chalá já.

7 Wuh uthkar apne ghar chalá gaya.

30 And there was a good way off from them an herd of many swine feeding.

31 So the devils besought him, saying, If thou cast us out, suffer us to go away into the herd of swine.

32 And he said unto them, Go. And when they were come out, they went into the herd of swine: and, behold, the whole herd of swine ran violently down a steep place into the sea, and perished in the waters.

33 And they that kept them fled, and went their ways into the city, and told every thing, and what was befallen to the possessed of the devils.

34 And, behold, the whole city came out to meet Jesus: and when they saw him, they besought him that he would depart out of their coasts.

1

CHAPTER IX.

AND

ND he entered into a ship, and passed over, and came into his own city.

2 And, behold, they brought to him a man sick of the palsy, lying on a bed and Jesus seeing their faith said unto the sick of the palsy; Son, be of good cheer; thy sins be forgiven thee.

3 And, behold, certain of the scribes said within themselves, This man blasphemeth.

4 And Jesus knowing their thoughts said, Wherefore think ye evil in your hearts?

5 For whether is easier, to say, Thy sins be forgiven thee; or to say, Arise, and walk?

6 But that ye may know that the Son of man hath power on earth to forgive sins, (then saith he to the sick of the palsy,) Arise, take up thy bed, and go unto thine house.

7 And he arose, and departed to his house.

« ÎnapoiContinuă »