Imagini ale paginilor
PDF
ePub

34 Par main tumhen kahtá hún,

34 But I say unto you, Swear Hargiz qasam na kháná; na to not at all; neither by heaven; for ásmán kí, kyúnki wuh Khudá káit is God's throne: takht hai;

35 Na zamín kí, kyúnki wuh us ke pánw kí chaukí hai; aur na Yarúsalam kí, kyúnki wuh buzurg Bádsháh ká shahr hai. 36 Aur na apne sir kí qasam khá, kyúnki tú ek bál ko sufed yá kálá nahin kar saktá.

37 Par tumhárí guftogú men, Hán ki hán; aur Nahin ki nahin ho: kyunki jo is se ziyada hai, so buráí se hota hai.

38 T Tum sun chuke ho, ki kahá gaya, Ankh ke badle ankh, aur dánt ke badle dánt:

39 Par main tumhen kahtá hún, ki Zálim ká muqábala na karná balki jo tere dahne gál par tamáncha máre, dúsrá bhí us kí taraf pher de.

40 Aur agar koí cháhe, ki 'adálat men tujh par nálish karke terí qabá le, kurte ko bhí use lene de. 41 Agar koí tujhe ek kos begár le jáwe, us ke sath do kos chalá já.

42 Jo tujh se kuchh mánge, use 'ináyat kar, aur jo tujh se qarz mánge, us se munh na mor.

43 Tum sun chuke ho, ki kahá gayá, Apne parosí se dostí rakh, aur apne dushman se 'adáwat. 44 Par main tumhen kahtá hún, ki Apne dushmanon ko piyár karo; aur jo tum par la'nat karen, un ke liye barakat cháho; jo tum se kína rakhen, un ká bhalá karo; aur jo tumhen dukh den, aur satáwen, un ke liye du'a karo;

45 Táki tum apne Báp ke, jo ásmán par hai, farzand ho: kyúnki wuh apne súraj ko badon aur nekon par ugátá hai, aur ráston aur náráston par menh barsátá hai.

46 Agar tum unhin ko piyár karo, jo tumhen piyar karte hain, to tumháre liye kya ajr hai? kya mahsúl lenewále bhi aisá nahin karte?

35 Nor by the earth; for it is his footstool: neither by Jerusalem; for it is the city of the great King.

36 Neither shalt thou swear by thy head, because thou canst not make one hair white or black.

37 But let your communication be, Yea, yea; Nay, nay: for whatsoever is more than these cometh of evil.

38 Ye have heard that it hath been said, An eye for an eye, and

a tooth for a tooth:

39 But I say unto you, That ye resist not evil: but whosoever shall smite thee on thy right cheek, turn to him the other also.

40 And if any man will sue thee at the law, and take away thy coat, let him have thy cloke also.

41 And whosoever shall compel thee to go a mile, go with him twain.

42 Give to him that asketh thee, and from him that would borrow of thee turn not thou

away.

43 Ye have heard that it hath been said, Thou shalt love thy neighbour, and hate thine enemy.

44 But I say unto you, Love your enemies, bless them that curse you, do good to them that hate you, and pray for them which despitefully use you, and persecute you;

45 That ye may be the children of your Father which is in heaven: for he maketh his sun to rise on the evil and on the good, and sendeth rain on the just and on the unjust.

46 For if ye love them which love you, what reward have ye? do not even the publicans the same ?

47 Aur agar tum faqat apne bhaíon ko salám karo, to kyá ziyáda kiya? kyá mahsúl lenewale bhí aisá nahín karte?

48 Pas tum kámil ho, jaisá tumhárá Báp, jo ásmán par hai, kámil hai.

1

VI BÁB.

[blocks in formation]

1

CHAPTER VI.

Kuck kámon ko logon ke

HABARDAR, tum apne TAKE heed that ye do not

sámhne dikhláne ke liye na karo: nahín to, tumháre Báp se, jo ásmán par hai, ajr na milegá.

2 Is liye jab ki tú khairát kare, apne sámhne turhí mat bajá, jaise riyákár 'ibádatkhánon aur ráston men karte hain, táki log un kí ta'rif karen. Main tum se sach kahtá hún, ki, We apná ajr pá

chuke.

3 Par jab tú khairát kare, to chahiye ki terá báyán háth na jáne, jo terá dahná háth karta hai: 4 Taki terí khairát poshída rahe; aur terá Báp jo poshída dekhtá hai, khud zahir men tujhe badlá degá.

your alms before men, be seen of them: otherwise ye have no reward of your Father which is in heaven.

2 Therefore when thou doest thine alms, do not sound a trumpet before thee, as the hypocrites do in the synagogues and in the streets, that they may have glory of men. Verily I say unto you, They have their reward.

3 But when thou doest alms, let not thy left hand know what thy right hand doeth:

4 That thine alms may be in secret: and thy Father which seeth in secret himself shall reward thee openly.

5 ¶ And when thou prayest, thou ky-shalt not be as the hypocrites are: for they love to pray standing in the synagogues and in the corners of the streets, that they may be seen of men. Verily I say unto you, They have their reward.

5¶ Aur jab tú du'á m. nge, riyákáron kí mánind mat ho: únki we 'ibádatkhánon men aur raston ke konon par klare hoke, du'á mángne ko dost rakhte hain, táki log unhen dekhen. Main tum se sach kahtá hún, ki We apná badlá pá chuke.

6 Lekin jab tú du'á mánge, apní kothrí men já, aur darwáza band karke, apne Báp se, jo poshídagí men hai, du'á máng; aur tera Báp, jo poshída dekhta hai, záhir men tujhe badlá degá.

7 Aur jab du'á mángte ho, ghair qaumon kí mánind befaida bak bak mat karo: kyúnki we samajhte hain, ki un kí ziyádagoí se un kí suní já,egí.

8 Par un kí mánind na ho: kyúnki tumhárá Báp, tumháre mángne ke pahle, jántá hai, ki tumhen kin kin chízon kí zarúrat hai. 9 Is waste tum isí tarah du'á

|

6 But thou, when thou prayest, enter into thy closet, and when thou hast shut thy door, pray to thy Father which is in secret; and thy Father which seeth in secret shall reward thee openly.

7 But when ye pray, use not vain repetitions, as the heathen do: for they think that they shall be heard for their much speaking.

8 Be not ye therefore like unto them: for your Father knoweth what things ye have need of, before ye ask him.

9 After this manner therefore

mángo, ki Ai hamáre Báp, jo ásmán par hai, Tere nám kí taqdís ho.

10 Terí bádsháhat áwe. Terí

marzí, jaisí ásmán par hai, zamín par bhí bar áwe.

11 Hamárí rozíne kí roțí áj ham ko bakhsh.

12 Aur jis tarah ham apne qarzdáron ko bakhshte hain, tú apne dain ham ko bakhsh de.

12 Aur hamen ázmáish men na dál, balki burá se bachá: Kyúnki bádsháhat, aur qudrat, aur jalál, hamesha tere hí hain. Ámín.

14 Is liye ki agar tum ádmíon ke gunáh bakhshoge, to tumhárá Báp bhí, jo asmán par hai, tumhen bhí bakhshegá:

15 Par agar tum ádmíon ke gunáh na bakhshoge, to tumhárá Báp bhí tumháre gunáh na bakhshegá.

16 ¶ Phir, jab tum roza rakho, riyákáron kí mánind apná chihra udás na banáo, kyúnki we apná munh bigárte hain, ki log unhen rozadár jánen. Main tum se sach kahta hún, ki We apná badlá pá chuke.

17 Par jab tú roza rakhe, apne sir par chikná lagá, aur munh dho;

18 Táki ádmí nahín, balki terá Báp, jo poshída hai, tujhe rozadár jáne: aur te á Báp, jo poshídagí men dekhta hai, záhir men tujhe badlá degá.

19 ¶ Mál apne wáste zamín par jam'a na karo, jahán kírá aur morcha kharáb karte hain, aur jahán chor sendh deke churáte hain:

20 Balki mál apne liye ásmán par jam'a karo, jahán na kírá na morcha kharáb karte, aur na chor sendh deke churáte hain:

21 Kyunki jahan tumhárá khazána hai, wahín tumhárá dil bhí lagá rahegá.

[blocks in formation]

14 For if ye forgive men their trespasses, your heavenly Father will also forgive you :

15 But if ye forgive not men their trespasses, neither will your Father forgive your trespasses.

16 ¶ Moreover when ye fast, be not, as the hypocrites, of a sad countenance: for they disfigure their faces, that they may appear unto men to fast. Verily I say unto you, They have their reward.

17 But thou, when thou fastest, anoint thine head, and wash thy face;

18 That thou appear not unto men to fast, but unto thy Father which is in secret : and thy Father, which seeth in secret, shall reward thee openly.

19 Lay not up for yourselves treasures upon earth, where moth and rust doth corrupt, and where thieves break through and steal :

20 But lay up for yourselves treasures in heaven, where neither moth nor rust doth corrupt, and where thieves do not break through nor steal :

21 For where your treasure is, there will your heart be also.

22 Badan ká chirág ánkh hai: pas agar terí ankh sáf ho, to terá sárá badan roshan hogá.

23 Par agar terí ánkh sáf nahín, to terá sárá badan andherá hogá. Is liye, agar wuh núr, jo tujh men hai, táríkí ho, to kaisi táríkí thahregí!

22 The light of the body is the eye: if therefore thine eye be single, thy whole body shall be full of light.

23 But if thine eye be evil, thy whole body shall be full of darkness. If therefore the light that is in thee be darkness, how great

is that darkness!

24 ¶ Koí ádmí do kháwindon kí 24 No man can serve two khidmat nahin kar saktá; is liye masters: for either he will hate ki yá ek se dushmaní rakhegá, aur the one, and love the other; or dúsre se dostí, ya ek ko mánegá, else he will hold to the one, and aur dúsre ko náchíz jánegá. Tum despise the other. Ye cannot Khudá aur daulat donon kí khid-serve God and mammon. mat nahin kar sakte.

25 Is liye main tum se kahtá hún, Apní zindagi ke liye fikr na karo, ki ham kyá khá,enge, aur kyá pí,enge; na apne badan ke, ki kya pahinenge. Kyá zindagí khurak se bihtar nahín, aur badan poshák se ?

26 Hawá ke parandon ko dekho; we na bote, na laute, na koṭhí men jam'a karte hain; taubhí tumhárá Báp, jo ásman par hai, un kí parwarish karta hai. Kyá tum un se bihtar nahín ho?

27 Tum men se kaun hai jo fikr karke apní umr men ek gharí barhá sakta hai?

28 Aur poshák kí kyún fikr karte ho? Janglí sosan ko dekho, kaise barhte hain; wuh na mihnat karte, na káṭte hain:

29 Par main tumhen kahtá hún, ki Sulaimán bhí, apní sárí shán c shaukat men, un men se ek ki mánind pahine na the.

30 Pas jab Khudá maidán kí ghás ko, jo aj hai, aur kal tanúr men jhonkí játí, yún pahinátá hai, to kya tum ko, ai sust i'atiqádo ziyáda na pahiná,egá?

31 Is liye yih kahke fikr mat karo, ki Ham kyá khá,enge? yá Kyá pí,enge? ya Kya pahinenge?

32 Kyúnki in sab chízon kí talásh men gair qaumen rahti hain,

25 Therefore I say unto you, Take no thought for your life, what ye shall eat, or what ye shall drink; nor yet for your body, what ye shall put on. Is not the life more than meat, and the body than raiment ?

26 Behold the fowls of the air: for they sow not, neither do they reap, nor gather into barns; yet your heavenly Father feedeth them. Are ye not much better than they?

27 Which of you by taking thought can add one cubit unto his stature?

28 And why take ye thought for raiment? Consider the lilies of the field, how they grow; they toil not, neither do they spin:

29 And yet I say unto you, That even Solomon in all his glory was not arrayed like one of these.

30 Wherefore, if God so clothe the grass of the field, which to day is, and to morrow is cast into the oven, shall he not much more clothe you, O ye of little faith?

31 Therefore take no thought, saying, What shall we eat? or, What shall we drink? or, Where

withal shall we be clothed?

32 (For after all these things do the Gentiles seek:) for your

aur tumhárá Báp, jo ásmán par | heavenly Father knoweth that ye hai, jántá hai, ki tum in sab have need of all these things. chízon ke muhtáj ho.

33 Par tum, pahle, Khudá kí bádsháhat aur us kí rástbází ko dhúndho; to, un ke siwá, yih sab chízen bhí tumhen milengí. 34 Pas, kal kí fikr na karo: kyúnki kal apní chízon kí áp hí fikr kar legá. Aj ká dukh,áj hí ke liye bas hai.

VII BÁB.

1 AIB na lagho, ki tum par 'aib na lagáyá jáwe.

33 But seek ye first the kingdom of God, and his righteousness; and all these things shall be added

[blocks in formation]

judged.

2 Kyúnki jis tarah tum 'aib la- 2 For with what judgment ye gáte ho, usi tarah tum par bhí judge, ye shall be judged: and aib lagáyá já,egá: aur jis paimáne with what measure ye mete, it se tum nápte ho us hí se tum-shall be measured to you again. háre wáste nápá já,egá.

3 Aur us tinke ko, jo tere. bháí kí ánkh men hai, kyún dekhtá hai, par us kánrí par jo terí ánkh men hai, nazar nahin kartá?

3 And why beholdest thou the mote that is in thy brother's eye, but considerest not the beam that is in thine own eye?

4 Yá, kyúnkar tú apne bháí ko 4 Or how wilt thou say to thy kahtá, Us tinke ko, jo terí ánkh | brother, Let me pull out the mote men hai, lá nikál dún; aur dekh, out of thine eye; and,, behold, a khud terí ánkh men kánrí hai? beam is in thine own eye? 5 Ai riyákár, pahle kánrí ko apní ánkh se nikál; tab us tinke ko apne bháí kí ánkh se achchhí tarah dekhke nikál sakegá.

[blocks in formation]

5 Thou hypocrite, first cast out the beam out of thine own eye; and then shalt thou see clearly to cast out the mote out of thy brother's

[blocks in formation]
« ÎnapoiContinuă »