Imagini ale paginilor
PDF
ePub

us se us tamsil ke ma'ne pú- | his disciples asked him concerning chhe.

18 Tab us ne unhen kahá, Kyá tum bhí aise nádán ho? Kyá tum nahín jante ho, ki jo chíz báhar se ádmí ke bhítar játí hai, use nápák nahin kar saktí;

19 Is liye ki wuh us ke dil men nahín, balki pet men játí hai, aur wahán se khurák kí sárí nápákí páekhane men girtí hai, aur yún hí sab kháná pák ho játá?

20 Phir us ne kahá, Jo ádmí men se nikalta hai, wuhí ádmí ko nápák karta hai.

21 Kyunki andar, ya'ne ádmí ke dil hí se, bure andeshe, zinákáríán, harámkáríán, qatl,

22 Choríán, lálach, badí, makr, mastí, badnazarí, kufr, shekhí, nádání nikaltí hain:

23 Yih sab burí chízen andar se nikaltí hain, aur ádmí ko nápák kartí hain.

24 ¶ Phir wahán se uthke Súr aur Saidá kí sarhadd men gayá, aur ek ghar men dákhil hoke, cháhá, ki koí na jáne; lekin poshída na rah saká.

25 Kyúnki ek 'aurat, jis kí betí men napák rúh thí, us kí khabar sunke a,í, aur us ke pánw par girí:

26 Yih 'aurat Yúnání aur qaum kí Súrofoiníkí thí; us ne minnat kí, ki wuh us deo ko us kí beți par se utáre.

27 Par Yisú ne use kahá, ki Pahle farzandon ko ser hone de : kyúnki farzandon kí roți lcke kutton ke áge dálná láiq nahín.

28 Us ne jawab men kahá, Hán, ai Khudáwand, lekin kutte mez ke tale farzandon kí rotí ke tukron men se kháte hain.

29 Tab us ne use kahá, Is bát ke sabab se chalí já, wuh deo terí betí par se utar gaya.

30 Jab wuh ghar men pahunchí, to kyá dekha, ki deo dúr ho

the parable.

18 And he saith unto them, Are ye so without understanding also? Do ye not perceive, that whatsoever thing from without entereth into the man, it cannot defile him;

19 Because it entereth not into his heart, but into the belly, and goeth out into the draught, purging all meats?

20 And he said, That which cometh out of the man, that defileth the man.

21 For from within, out of the heart of men, proceed evil thoughts, adulteries, fornications, murders,

22 Thefts, covetousness, wickedness, deceit, lasciviousness, an evil eye, blasphemy, pride, foolishness:

23 All these evil things come from within, and defile the man.

24 And from thence he arose, and went into the borders of Tyre and Sidon, and entered into an house, and would have no man know it: but he could not be hid.

25 For a certain woman, whose young daughter had an unclean spirit, heard of him, and came and fell at his feet:

26 The woman was a Greek, a Syrophenician by nation; and she besought him that he would cast forth the devil out of her daughter. 27 But Jesus said unto her, Let the children first be filled for it is not meet to take the children's bread, and to cast it unto the dogs.

28 And she answered and said unto him, Yes, Lord: yet the dogs under the table eat of the children's crumbs.

29 And he said unto her, For this saying go thy way; the devil is gone out of thy daughter.

30 And when she was come to her house, she found the devil

gayá, aur bețí bichhaune par parí | gone out, and her daughter laid

31 Aur wuh Súr aur Saidá kí sarhadd se nikalkar Galíl ke daryá ke pás Dikápolis kí sarhadd men áyá.

32 Aur unhon ne ek bahre gúnge ko us pás láke us kí minnat kí, ki apná háth us par rakhe.

33 Wuh us ko bhir men se kináre le gayá, aur apní unglíán us ke kánon men dálín, aur apná thúk leke us kí zubán par lagáyá; 34 Aur ásmán kí taraf nazar karke ek áh kí, aur use kahá, Effatah, ya'ne Khul jáo.

35 Wunhin us ke kán khul ga,e, aur us kí zubán kí girh bhí khul ga,í, aur wuh khúb bolne lagá.

36 Aur us ne unhen hukm diyá, ki kisí se na kahen; lekin jitná us ne man'a kiya tha, we utná ziyáda mashhur karte the;

[blocks in formation]

UN dinon men jab bari bhir jam’a thí, aur un pás kuehh khane ko na thá, Yisú ne apne shágirdon ko buláke unhen kahá,

2 Mujhe un logon par rahm átá hai, ki ab tín din guzre ki ye mere sáth hain, aur un ke pás kuchh kháne ko nahín :

upon the bed.

31 And again, departing from the coasts of Tyre and Sidon, he came unto the sea of Galilee, through the midst of the coasts of Decapolis.

32 And they bring unto him one that was deaf, and had an impediment in his speech; and they beseech him to put his hand upon him.

33 And he took him aside from the multitude, and put his fingers into his ears, and he spit, and touched his tongue;

34 And looking up to heaven, he sighed, and saith unto him, Ephphatha, that is, Be opened. 35 And straightway his ears were opened, and the string of his tongue was loosed, and he spake plain.

36 And he charged them that they should tell no man: but the more he charged them, so much the more a great deal they published it;

37 And were beyond measure astonished, saying, He hath done all things well: he maketh both the deaf to hear, and the dumb to speak.

CHAPTER VIII.

1 N those days the multitude IN

being very great, and having nothing to eat, Jesus called his disciples unto him, and saith unto them,

2 I have compassion on the multitude, because they have now been with me three days, and have nothing to eat :

faint by the way: for divers of them came from far.

3 Agar main unhen bhúkhe ghar 3 And if I send them away fastjáne ko rukhsat karún, to we ráhing to their own houses, they will men mande parenge: kyúnki ba'ze un men hain, jo dúr se á,e hain. 4 Us ke shagirdon ne use jawab diyá, ki Is wíráne men kahán se koí ádmí rotí páwe, ki inhen ser kare?

4 And his disciples answered him, From whence can a man satisfy these men with bread here in the wilderness ?

5 Tab us ne un se púchhá, ki Tumháre pás kitní rotián hain? We bole, Sát.

6 Phir us ne bhír ko hukm kiyá, ki zamín par baith jáen, aur us ne wuhí sát rotíán lín, aur shukr karke torín, aur apne shágirdon ko dín, ki un ke áge rakhen, aur unhon ne logon ke áge rakh dín.

7 Aur un ke pás kaí ek chhotí machhlíán thín, so us ne barakat mángke hukm kiyá, ki unhen bhí un ke áge dharen.

8 Chunánchi unhon ne kháy aur ser húe: aur un tukron kí jo bach rahe the, sát tokríán utháín.

9 Aur khánewále chár hazár ke qarib the. Phir us ne unhen rukhsat kiya.

10 Aur wuh apne shagirdon ke sáth fauran kishtí par charhke Dalmanútha ke mulk men áyá.

11 Tab Farísí nikle, aur us se hujjat karke us ke imtihan ke liye ásmán se koí nishán cháhá.

12 Us ne apne dil se áh khínchke kahá, Is zamáne ke log kyún nishán chahte hain? main tum se sach kahta hún, ki Is zamáne ke logon ko koí nishán diyá na jáegá.

13 Aur wuh un se judá hoke phir kishtí par charhke pár gaya.

14 Aur we roți lene ko bhúl ga,e the, aur kishtí par, siwá ek roțí ke, un pás kuchh na thá.

15 Aur us ne unhen yún farmáyá, Khabardár, Farísíon ke khamír aur Herodis ke khamír se parhez karo.

16 Tab we ápas men guftogú karke kahne lage, Yih is liye hai, ki hamáre sáth roțí nahín.

17 Yisú ne yih daryaft karke unhen farmáyá, Tum kyún khiyál karte ho, ki yih is liye hai, ki hamáre sáth rotí nahín? kyá tum ab

5 And he asked them, How many loaves have ye? And they said, Seven.

6 And he commanded the people to sit down on the ground: and he took the seven loaves, and gave thanks, and brake, and gave to his disciples to set before them; and they did set them before the people.

7 And they had a few small fishes: and he blessed, and commanded to set them also before them.

8 So they did eat, and were filled: and they took up of the broken meat that was left seven baskets.

9 And they that had eaten were about four thousand: and he sent them away.

10 ¶ And straightway he entered into a ship with his disciples, and came into the parts of Dalmanutha.

11 And the Pharisees came forth, and began to question with him, seeking of him a sign from heaven, tempting him.

12 And he sighed deeply in his spirit, and saith, Why doth this generation seek after a sign? verily I say unto you, There shall no sign be given unto this gene

ration.

13 And he left them, and entering into the ship again departed to the other side.

14 ¶ Now the disciples had forgotten to take bread, neither had they in the ship with them more than one loaf.

15 And he charged them, saying, Take heed, beware of the leaven of the Pharisees, and of the leaven of Herod.

16 And they reasoned among themselves, saying, It is because we have no bread.

17 And when Jesus knew it, he saith unto them, Why reason ye, because ye have no bread? perceive ye not yet, neither under

tak nahín jante aur nahin samajhte? kya tumhárá dil ab tak sakht hai ?

18 Ánkhen hote húe, tum nahín dekhte? aur kán hote húe, nahín sunte ? aur kya tumhen yád nahín? 19 Jis waqt main ne pánch rotíán pánch hazár ke liye torín, tum ne tukṛon se kitni tokríán bharí utháín? We bole, Bárah. 20 Aur jis waqt sát chár hazar ke liye torín, tum ne tukṛon se kitní tokríán bharí utháín? We bole, Sát.

21 Tab us ne unhen kahá, Phir tum kyún nahin samajhte?

22 Phir wuh Baitsaidá men áyá, aur we ek andhe ko us pás lae, aur us kí minnat kí, ki wuh use chhúe.

23 Wuh us andhe ká háth pakarke use bastí se báhar le gayá, aur us kí ánkhon men thukke, apne háth us par rakhkar us se púchhá, kyá Tú kuchh dekhtá hai?

24 Us ne nazar úpar uṭháke kahá, Main darakhton sá ádmíon ko chalte dekhtá hún.

25 Tab us ne phir us kí ánkhon par háth rakhe, aur phir úpar dekhne ko farmáyá; aur wuh changá húá, aur sab ko achchhí tarah dekhá.

26 Aur us ne use yih kahke ghar bheja, ki Bastí men na já, aur bastí men kisí se mat kah.

27¶ Tab Yisú' aur us ke shagird Qaisariya Filippí kí bastion men ga,e, aur ráh men us ne apne shágirdon se púchhá, ki Log kya kahte hain, ki Main kaun hún ?

28 Unhon ne jawáb diyá, ki Yuhanná Baptisma denewálá, aur baze Iliyás, aur ba'ze nabíon men se ek.

29 Phir us ne unhen kahá, Tum kya kahte ho, Main kaun hún? Patras ne jawab men us se kahá, Tú to Masih hai.

stand? have ye your heart yet hardened?

18 Having eyes, see ye not? and having ears, hear ye not? and do ye not remember?

19 When I brake the five loaves among five thousand, how many baskets full of fragments took ye up? They say unto him, Twelve. 20 And when the seven among four thousand, how many baskets full of fragments took ye up? And they said, Seven.

21 And he said unto them, How is it that ye do not understand? 22 And he cometh to Bethsaida; and they bring a blind man unto him, and besought him to touch him.

23 And he took the blind man by the hand, and led him out of the town; and when he had spit on his eyes, and put his hands upon him, he asked him if he saw ought.

24 And he looked up, and said, I see men as trees, walking.

25 After that he put his hands again upon his eyes, and made him look up: and he was restored, and saw every man clearly.

26 And he sent him away to his house, saying, Neither go into the town, nor tell it to any in the

town.

27 And Jesus went out, and his disciples, into the towns of Cæsarea Philippi: and by the way he asked his disciples, saying unto them, Whom do men say that I am ?

28 And they answered, John the Baptist: but some say, Elias; and others, One of the prophets.

29 And he saith unto them, But whom say ye that I am? And Peter answereth and saith unto him, Thou art the Christ,

30 Tab us ne unhen tákíd kí, ki merí bábat kisí se yih mat kaho. 31 Phir wuh unhen sikhláne lagá, ki zarúr hai, ki Ibn i Ádam bahut sá dukh utháwe, aur wuh buzurgon aur Sardár Káhinon aur Faqihon se radd kiyá jáe, aur márá jáe, aur tín roz ke píchhe jí uthe. 32 Aur us ne yih bát sáf kah. Tab Patras use alag le jáke us par jhunjhláne lagá.

33 Par us ne phirke aur apne shágirdon par nigah karke Patras par jhunjhlake kahá, Ai Shaitán, mere sámhne se dúr ho: kyúnki tú Khudá kí chízon kí nahin, balki insán kí chízon kí fikr karta hai. 34 Tab us ne un logon ko apne shagirdon ke sath buláke un se kaha, Jo koi mere píchhe áyá cháhe, chahiye ki wuh apne se inkár kare, aur salib ko uṭháke merí pairauí kare.

35 Is liye ki jo koí cháhtá ki apní ján bachawe, use ganwácgá; par jo koi mere aur Injil ke liye apní ján ko ganwáegá, wuhí use bachawegá.

36 Kyunki agar koí ádmí sárí dunyá ko hásil kare, aur apní ján ká nuqsán utháwe, to use kyá făida hogá?

37 Aur ádmí apní ján ke badle men kyá degá?

38 Kyunki jo koí is zinákár aur khatákár zamáne men mujh se aur merí báton se sharmaega, Ibn i Ádam bhí, jab apne Báp kí hashmat sepák firishton ke sath áwegá, us se sharmáegá.

[blocks in formation]
[ocr errors]

30 And he charged them that they should tell no man of him. 31 And he began to teach them, that the Son of man must suffer many things, and be rejected of the elders, and of the chief priests, and scribes, and be killed, and after three days rise again. 32 And he spake that saying openly. And Peter took him, and began to rebuke him.

33 But when he had turned about and looked on his disciples, he rebuked Peter, saying, Get thee behind me, Satan: for thou savourest not the things that be of God, but the things that be of men.

34 ¶ And when he had called the people unto him with his disciples also, he said unto them, Whosoever will come after me, let him deny himself, and take up his cross, and follow me.

35 For whosoever will save his life shall lose it; but whosoever shall lose his life for my sake and the gospel's, the same shall save it.

36 For what shall it profit a man, if he shall gain the whole world, and lose his own soul?

37 Or what shall a man give in exchange for his soul?

38 Whosoever therefore shall be ashamed of me and of my words in this adulterous and sinful generation; of him also shall the Son of man be ashamed, when he cometh in the glory of his Father with the holy angels.

CHAPTER IX.

ND he said unto them, Verily

A I say unto you, That there

be some of them that stand here, which shall not taste of death, till they have seen the kingdom of God come with power.

2¶ And after six days Jesus taketh with him Peter, and James, and John, and leadeth them up

« ÎnapoiContinuă »