Imagini ale paginilor
PDF
ePub

14 Aur Herodís badshah ne suná, (kyúnki us ká nám mashhúr húá thá;) tab us ne kahá, ki Yuhanná baptisma denewálá murdon men se jí utha, is liye mu'ajize us se záhir hote hain.

15 Auron ne kahá, ki Wuh Iliyás hai. Phir auron ne kahá, Yih ek nabí hai, yá nabíon men se kisí kí manind hai.

14 And king Herod heard of him; (for his name was spread abroad:) and he said, That John the Baptist was risen from the dead, and therefore mighty works do shew forth themselves in him. 15 Others said, That it is Elias. And others said, That it is a prophet, or as one of the prophets.

16 But when Herod heard thereof, he said, It is John, whom I behe is risen from the dead.

16 Par Herodis ne sunkar kahá, ki Yih to Yuhanná hai, jis ká sir main ne katwáyá hai; wuh mur-headed don men se jí uțhá hai.

17 Kyúnki Herodís ne áp Herodiyás ke wáste, jo us ke bháí Failbús kí jorú thí, log bhejkar Yuhanná ko pakarwake, qaidkháne men band kiyá, kyúnki us ne us se byáh kiya tháo

18 Aur Yuhanná ne Herodis ko kahá thá, ki Apne bháí kí jorú rakhná tujh par rawá nahín. 19 Is liye Herodiyás us ká kína rakhtí, aur cháhtí thí, ki use ján se máre; par us ká háth na paṛtá thá:

20 Is wáste ki Herodís, Yuhanná ko mard i rástbáz aur muqaddas jánkar, us se dartá, aur us kí pásdárí kartá, aur us kí sunkar bahut sí báton par 'amal kartá, aur us kí báten khushí se suntá

thá.

21 Ákhir, qábú ká din áyá, ki Herodis ne apní sálgirih men apne buzurgon, aur risáladáron, aur Galíl ke amíron kí ziyafat kí;

22 Tab Herodiyás kí betí á,í, aur náchke Herodís, aur us ke mihmánon ko khush kiya; tab badshah ne us laṛkí ko kahá, Jo tú cháhe, so máng, main tujhe dúngá.

23 Aur us se qasam khá,í, ki merí ádhí bádsháhat tak, jo kuchh tú mujh se mánge, main tujhe dúngá.

24 Wuh chalí ga,í, aur apní má se púchhá, ki Main kyá mángún ? Wuh bolí, ki Yuhanná baptisma denewále ká sir.

17 For Herod himself had sent forth and laid hold upon John, and bound him in prison for Herodias' sake, his brother Philip's wife: for he had married her.

18 For John had said unto Herod, It is not lawful for thee to have thy brother's wife.

19 Therefore Herodias had a quarrel against him, and would have killed him; but she could

not:

20 For Herod feared John, knowing that he was a just man and an holy, and observed him; and when he heard him, he did many things, and heard him gladly.

21 And when a convenient day was come, that Herod on his birthday made a supper to his lords, high captains, and chief estates of Galilee;

22 And when the daughter of the said Herodias came in, and danced, and pleased Herod and them that sat with him, the king said unto the damsel, Ask of me whatsoever thou wilt, and I will give it thee.

23 And he sware unto her, Whatsoever thou shalt ask of me, I will give it thee, unto the half of my kingdom.

24 And she went forth, and said unto her mother, What shall I ask? And she said, The head of John the Baptist.

25 Tab wuh filfaur bádshah ke pás chálákí se á,í, aur us se 'arz karke kahá, Main cháhtí hún, ki tú Yuhanná baptisma denewále ká sir ek básan men abhí mujhe de.

26 Bádshah bahut gamgín húá, par apní qasam, aur sáth baithnewálon ke sabab na cháhá, ki us se inkár kare.

27 Tab bádshah ne filfaur jallád ko hukm karke bhejá, ki us ká sir láwe. Us ne jáke us ká sir qaidkháne men kátá,

28 Aur ek básan men rakhke láyá, aur us larkí ko diyá, aur us larkí ne apní má ko diyá.

29 Tab us ke shagird sunkar á,e, aur us kí lásh ko uṭháke qabr men rakhá.

30 Aur rasúl Yisú' ke pás jam'a húe, aur jo kuchh unhon ne kiyá, aur jo kuchh sikhláyá thá, sab us se bayán kiya.

31 Tab us ne unhen kahá, Alag wíráne men chalo, aur zarra sustáo, is liye ki wahan bahut log áte játe the, aur unhen kháná kháne kí bhí fursat na thí.

32 Tab we alag kishtí par charhke ck wíráne men ga,e.

33 Par logon ne unhen játe dekhá, aur bahuton ne use pahcháná, aur sáre shahron se khushkí khushkí udhar daure, aur un se áge já pahunche, aur ikaṭṭhe hoke us pás á,e.

34 Aur Yisú ne nikalke barí bhír ko dekhá; use un par rahm áyá, kyúnki we un bheron kí mánind the, ki jin ka garariya nahín; aur wuh unhen bahut sí báten sikhláne lagá.

35 Jab din bahut dhalá, us ke shágirdon ne us pás áke kahá, Yih jagah wírán hai, aur bahut der húí:

Unhen rukhsat kar, táki we

25 And she came in straightway with haste unto the king, and asked, saying, I will that thou give me by and by in a charger the head of John the Baptist.

26 And the king was exceeding sorry; yet for his oath's sake, and for their sakes which sat with him, he would not reject her.

27 And immediately the king sent an executioner, and commanded his head to be brought : and he went and beheaded him in the prison,

23 And brought his head in a charger, and gave it to the damsel : and the damsel gave it to her mother.

29 And when his disciples heard of it, they came and took up his corpse, and laid it in a tomb.

30 And the apostles gathered themselves together unto Jesus, and told him all things, both what they had done, and what they had taught.

31 And he said unto them, Come ye yourselves apart into a desert place, and rest a while: for there were many coming and going, and they had no leisure so much as to

eat.

32 And they departed into a desert place by ship privately. 33 And the people saw them departing, and many knew him, and ran afoot thither out of all cities, and outwent them, and came together unto him.

34 And Jesus, when he came out, saw much people, and was moved with compassion toward them, because they were as sheep not having a shepherd: and he began to teach them many things.

35 And when the day was now far spent, his disciples came unto him, and said, This is a desert place, and now the time is far passed:

36 Send them away, that they

cháron taraf ke gánwon, aur bastion men jáke roțí mol len, ki khane ko un pás kuchh nahín.

37 Us ne unhen jawab men kahá, Tum unhen kháne ko do. Tab we bole, Kyá ham jáke do sau dínár kí rotíán mol len, aur unhen khiláwen?

38 Us ne unhen kahá, Tumháre pás kitní rotián hain? jáke dekho. Unhon ne daryáft karke kahá, | Pánch rotíán aur do machhlíán. 39 Tab us ne unhen hukm kiya, ki un sab ko harí ghás par pánt pánt karke biṭhláo.

40 We sau sau aur pachás pachás pánt men baithe.

41 Tab us ne wuh pánch rotíán, aur do machhlíán leke, ásmán kí taraf dekhke barakat cháhí, aur rotíán torín, aur apne shágirdon ko dín, ki un ke áge rakhen; aur us ne wuh do machhlíán un sab men bántín.

42 We sab kháke ser húe.

43 Aur unhon ne tukron se bárah tokríán bharín, aur kuchh machhlíon se bhí utháín.

44 Aur we, jinhon ne rotíán kháín, pánch hazár mard ke qaríb the.

45 Aur filfaur us ne apne shágirdon ko tákíd se hukm kiyá, ki jab tak main logon ko rukhsat karún, tum kishtí par charho aur us pár Baitsaidá ko áge jáo.

46 Aur áp unhen rukhsat karke ek pahár par du'á mángne ko gaya.

47 Aur jab shám húi, kishtí bích daryá men thí, aur wuh akelá khushki par thá.

48 Us ne dekhá, ki we khewne se bahut tang hain, kyúnki hawá un ke mukhalif thí; tab pichhle pahar rát ko, Yisú' darya par chaltá húá un ke pás áyá, aur cháhá ki un se áge barhe:

may go into the country round about, and into the villages, and buy themselves bread: for they have nothing to eat.

37 He answered and said unto them, Give ye them to eat. And they say unto him, Shall we go and buy two hundred pennyworth of bread, and give them to eat?

38 He saith unto them, How many loaves have ye? go and see. And when they knew, they say, Five, and two fishes.

39 And he commanded them to make all sit down by companies upon the green grass.

40 And they sat down in ranks, by hundreds, and by fifties.

41 And when he had taken the five loaves and the two fishes, he looked up to heaven, and blessed, and brake the loaves, and gave them to his disciples to set before them; and the two fishes divided he among them all.

42 And they did all eat, and were filled.

43 And they took up twelve baskets full of the fragments, and of the fishes.

44 And they that did eat of the loaves were about five thousand

men.

45 And straightway he constrained his disciples to get into the ship, and to go to the other side before unto Bethsaida, while he sent away the people.

46 And when he had sent them away, he departed into a mountain to pray.

47 And when even was come, the ship was in the midst of the sea, and he alone on the land.

48 And he saw them toiling in rowing; for the wind was contrary unto them: and about the fourth watch of the night he cometh unto them, walking upon the sea, and would have passed by them.

49 Jab unhon ne use daryá par 49 But when they saw him walkchalte dekhá, khiyál kiyá, ki kuchhing upon the sea, they supposed it dhokha hai, aur chilla uthe: had been a spirit, and cried out :

50 Kyunki sab ne use dekhá, aur ghabrá,e. Par wuh filfaur un se kalám karke unhen kahne lagá, Khatir jam'a rakho; main hún; mat daro.

51 Phir wuh kishtí par un pás charhá, aur hawá tham ga,í; tab unhon ne apne dilon men niháyat hairán hoke ta'ajjub kiya.

52 Is liye ki unhon ne rotíon ke mu'ajize ko na samjhá thá; kyúnki un ke dil sakht the.

53 Aur we pár guzarke Ganesarat ke mulk men á,e, aur ghát par lagáyá.

54 Jab we kishtí par se utre, filfaur log use pahchánke, us mulk kí har taraf se daure,

55 Aur bímáron ko chárpá,íon par rakhke, jahán unhon ne suná thá, ki wuh hai, le jane lage.

56 Aur wuh jahán kahín bastí ya shahr yá gánw men gayá, unhon ne bímáron ko bázáron men rakhá, aur us kí minnat kí, ki sirf us kí poshák ke dáman ko chhúlen; aur jitnon ne use chhúá, achchhe hoga,e.

VII BÁB.

50 For they all saw him, and were troubled. And immediately he talked with them, and saith unto them, Be of good cheer: it is I; be not afraid.

51 And he went up unto them into the ship; and the wind ceased: and they were sore amazed in themselves beyond measure, and wondered.

52 For they considered not the miracle of the loaves: for their

heart was hardened.

53 And when they had passed over, they came into the land of Gennesaret, and drew to the shore. 54 And when they were come out of the ship, straightway they knew him,

55 And ran through that whole region round about, and began to carry about in beds those that were sick, where they heard he was. 56 And whithersoever he entered, into villages, or cities, or country, they laid the sick in the streets, and besought him that they might touch if it were but the border of his garment: and as many as touched him were made whole.

AB Farísí aur ba'ze Faqih 1

Tarúsalam se áke us pás

jam'a húe.

2 Jab unhon ne us ke ba'ze shágirdon ko nápák ya'ne bin dhoe háthon se rotí kháte dekhá, to 'aib lagáyá.

3 Is liye ki Farísí aur sab Yahúdí, buzurgon kí riwayat par 'amal karke, jab tak ki apne hath kuhní tak na dho len, na kháte. 4 Aur bázár se áke jab tak gusl na kar len, nahín kháte. Aur bahut sí báten hain, jin ko we mánte hain, jaise piyálon aur thálíon aur tambe ke bartanon aur chárpá,íon ká dhoná.

CHAPTER VII.

THE

HEN came together unto him the Pharisees, and certain of the scribes, which came from Jerusalem.

2 And when they saw some of his disciples eat bread with defiled, that is to say, with unwashen, hands, they found fault.

3 For the Pharisees, and all the Jews, except they wash their hands oft, eat not, holding the tradition of the elders.

4 And when they come from the market, except they wash, they eat not. And many other things there be, which they have received to hold, as the washing of cups, and pots, brasen vessels, and of tables.

[merged small][ocr errors]

5 Tab Farísíon aur Faqihon ne us se púchhá, ki Tere shagird buzurgon ke hukmon par kyún nahín chalte, par roțí bin dhoe háth se kháte hain?

6 Us ne unhen jawab men kahá, ki Yas'aiyah ne tum riyákáron ke haqq men kya khúb nabúwat kí hai, ki Ye log honthon se merí buzurgí karte hain, par un ke dil mujh se dúr hain.

7 Aur we befaida merí parastish karte hain, kyúnki jo ta'lím we sikhláte hain, insán ke ahkám hain.

8 Is liye tum Khudá ke hukm ko tark karke insán kí riwayat, jaise piyálon aur thálíon ká dhoná, mánte ho; aur aise bahutere kám hain, jo tum karte ho.

9 Aur us ne unhen kahá, Tum Khudá ke hukm ko bakhúbí bátil karte ho, táki apne dastúron ko sábit rakho.

10 Kyúnki Músá ne kahá, ki Apne má báp kí ta'zím kar, aur Jo koí má báp ko kose, wuh ján se márá jáe.

11 Par tum kahte ho, Agar koí apne báp yá má ko kahe, ki jo faida mujhe tujh ko pahuncháná thá, so qurbán, ya'ne hadiya, húá.

12 So tum use us ke báp yá us kí má kí kuchh madad karne nahín dete;

13 Pas tum Khudá ke kalám ko apní riwayat se, jo tum ne járí kí hai, bátil karte ho; aur aisá bahut kuchh karte ho.

14 Phir us ne sab logon ko pás buláke kahá, ki Tum sab ke sab merí suno, aur samjho:

15 Aisí koí chíz ádmí ke bahar nahin hai, jo us men dákhil hoke use nápák kar sake; par wuh chízen jo us men se nikaltí hain, wuhí ádmí ko nápák kartí hain. 16 Agar kisí ke kán sunne ke hon, to sune.

17 Jab wuh bhír ke pás se ghar men gayá, us ke shagirdon ne

[blocks in formation]

8 For laying aside the commandment of God, ye hold the tradition of men, as the washing of pots and cups: and many other such like things ye do.

9 And he said unto them, Full well ye reject the commandment of God, that ye may keep your own tradition.

10 For Moses said, Honour thy father and thy mother; and, Whoso curseth father or mother, let him die the death:

11 But ye say, If a man shall say to his father or mother, It is Corban, that is to say, a gift, by whatsoever thou mightest be profited by me; he shall be free.

12 And ye suffer him no more to do ought for his father or his mother;

13 Making the word of God of none effect through your tradition, which ye have delivered: and many such like things do ye.

14 And when he had called all the people unto him, he said unto them, Hearken unto me every one of you, and understand:

15 There is nothing from without a man, that entering into him can defile him: but the things which come out of him, those are they that defile the man.

16 If any man have ears to hear, let him hear.

17 And when he was entered into the house from the people,

« ÎnapoiContinuă »