Imagini ale paginilor
PDF
ePub

Pás kitní roțíán hain? jáke dekho. Unhon ne daryáft karke kahá, Pánch rotíán aur do machhlíán. 39 Tab us ne unhen hukm kiya, ki un sab ko harí ghás par pánt pánt karke biṭhláo.

40 We sau sau aur pachás pachás pánt men baithe.

41 Tab us ne wuh pánch rotíán, aur do machhlíán leke, ásmán kí taraf dekhke barakat cháhí, aur rotíán torín, aur apne shágirdon ko dín, ki un ke áge rakhen; aur us ne wuh do machhlíán un sab men bántín.

42 We sab kháke ser húe. 43 Aur unhon ne tukṛon se bárah tokríán bharín, aur kuchh machhlíon se bhí uṭháín. 44 Aur we, jinhon ne rotíán kháin, panch mard ke

the.

45 Aur filfaur us ne apne shágirdon ko tákíd se hukm kiyá, ki jab tak main logon ko rukhsat karún, tum kishtí par charho aur us pár Baitsaidá ko áge jáo. 46 Aur áp unhen rukhsat karke ek pahár par du'á mángne ko gaya. 47 Aur jab shám hú, kishtí bích | darya men thí, aur wuh akela khushkí par thá.

48 Us ne dekhá, ki we khewne se bahut tang hain, kyúnki hawá un ke mukhálif thí; tab pichhle pahar rát ko, Yisú' daryá par chaltá húá un ke pás áyá, aur cháhá ki un se áge barhe.

49 Jab unhon ne use daryá par chalte dekhá, khiyál kiyá, kikuchh dhokha hai, aur chilla uthe:

50 Kyúnki sab ne use dekhá, aur ghabrá,e. Par wah filfaur un se kalám karke unhen kahne lagá, Khátir jam'a rakho; main hún; mat daro.

51 Phir wuh kishtí par un pás chaṛhá, aur hawá tham ga,í; tab unhon ne apne dilon men niháyat hairán hoke ta'ajju kiya̸.

52 Is liye ki unho ne rotíon ke mu'ajize ko na samjhi thá; kyúnki un ke dil sakht the.

53 Aur we pár guzarke Ganesarat ke mulk men á,e, aur ghát par lagáyá.

54 Jab we kishtí par se utre, filfaur log use pahchánke, us mulk kí har taraf se daure,

55 Aur bímáron ko chárpá,íon par rakhke, jahán unhon ne suná thá, ki wuh hai, le jane lage.

56 Aur wuh jahan kahin bastí ya shahr yá gánw men gayá, unhon ne bímáron ko bázáron men rakhá, aur us kí minnat ki, ki sirf us kí poshák ke dáman ko chhúlen; aur jitnon ne use chhúá, achchhe hoga,e.

VII BÁB.

1 AB Farísí aur ba'ze Faqíh se

jam'a húe.

2 Jab unhon ne us ke baze shágirdon ko nápák ya'ne bin dhoe háthon se rotí kháte dekhá, to 'aib lagáyá.

3 Is liye ki Farísí aur sab Yahúdí, buzurgon kí riwayat par 'amal karke, jab tak ki apne háth kuhní tak na cho len, na khát.

Aur

4 Aur bázár se áke jab tak gusl na kar len, nahín kháte. bahut sí báten hain, jin ko we mánte hain, jaise piyálon aur thálíon aur támbe ke bartanon aur chárpá,íon ká dhoná.

5 Tab Farísíon aur Faqihon ne us se púchhá, ki Tere shagird buzurgon ke hukmon par kyún nahín chalte, par rotí bin dhoe háth se kháte hain?

6 Us ne unhen jawab men kahá, ki Yas'aiyah ne tum riyákáron ke haqq men kyá khúb nubúwat kí hai, ki Ye log honthon se merí buzurgí karte hain, par un ke dil mujh se dúr hain.

7 Aur we befaida merí parastish karte hain, kyúnki jo ta'lim we sikhláte hain, insán ke ahkám hain.

8 Is liye tum Khudá ke hukm ko tark karke insán kí riwayat,

jaise piyálon aur thálíon ká dhoná, | mastí, badnazarí, kufr, shekhí, námánte ho; aur aise bahutere kám dání nikaltí hain: hain, jo tum karte ho.

9 Aur us ne unhen kahá, Tum Khudá ke hukm ko bakhúbí bátil karte ho, táki apne dastúron ko sábit rakho.

23 Yih sab burí chízen andar se nikaltí hain, aur ádmí ko nápák kartí hain.

24 Phir wahán se uthke Súr aur Saidá kí sarhadd men gayá, aur 10 Kyúnki Músá ne kahá, ki ek ghar men dákhil hoke, cháhá, Apne má báp kí tazím kar, aur | ki koína jáne; lekin poshída na rah saká.

Jo koí má báp ko kose, wuh ján | se márá jáe.

11 Par tum kahte ho, Agar koi | apne báp yá má ko kahe, ki jo faida mujhe tujh ko pahuncháná thá, so qurbán, yane hadya, húa; 12 So tum use us ke báp yá us kí má kí kuchh madad karne nahín dete;

13 Pas tum Khudá ke kalám ko apní riwayat se, jo tum ne járí kí hai, bátil karte ho; aur aisá bahut kuchh karte ho.

14 ¶ Phir us ne sab logon ko pás buláke kahá, ki Tum sab ke sab merí suno, aur samjho:

15 Aisí koí chíz ádmí ke bahar nahin hai, jo us men dákhil hoke use nápák kar sake; par wuh chízen jo us men se nikaltí hain, wuhí ádmí ko nápák kartí hain. 16 Agar kisí ke kán sunne ke hon, to sune.

17 Jab wuh bhír ke pás se ghar men gayá, us ke shagirdon ne us se us tamsíl ke ma'ne púchhe.

18 Tab us ne unhen kahá, Kyá tum bhí aise nádán ho? Kyá tum nahín jante ho, ki jo chíz báhar se ádmí ke bhítar játí hai, use nápák nahín kar saktí;

19 Is liye ki wuh us ke dil men nahín, balki pet men játí hai, aur wahan se khurák kí sárí nápákí páekhane men girtí hai, aur yún hí sab kháná pák ho játá?

20 Phir us ne kahá, Jo ádmí men se nikalta hai, wuhí ádmí ko nápák karta hai.

21 Kyúnki andar, ya'ne ádmí ke dil hí se, bure andeshe, zinákáríán, harámkáríán, qatl,

22 Choríán, lálach, badí, makr,

|

25 Kyúnki ek 'aurat, jis kí betí men nắpak rúh thí, us kí khabar sunke á,í, aur us ke pánw par girí: 26 Yih 'aurat Yúnání aur qaum kí Súrofoiníkí thí; us ne minnat kí, ki wuh ùs deo ko us kí bețí par se utáre.

27 Par Yisú' ne use kahá, ki Pahle farzandon ko ser hone de : kyúnki farzandon kí roți leke kutton ke áge dálná láiq nahín.

28 Us ne jawab men kahá, Hán, ai Khudáwand, lekin kutte mez ke tale farzandon kí roțí ke tukron men se kháte hain.

29 Tab us ne use kahá, Is bát ke sabab se chalí já, wuh deo terí betí par se utar gaya.

30 Jab wuh ghar men pahunchí, to kyá dekha, ki deo dúr ho gayá, aur bețí bichhaune par parí hai.

31 ¶ Aur wuh Súr aur Saidá kí sarhadd se nikalkar Galíl ke daryá ke pás Dikápolis kí sarhadd men áyá.

32 Aur unhon ne ek bahre gúnge ko us pás láke us kí minnat kí, ki apná háth us par rakhe.

33 Wuh us ko bhír men se kináre le gayá, aur apní unglíán us ke kánon men dálín, aur apná thúk leke us kí zubán par lagáyá;

34 Aur ásmán kí taraf nazar karke ek áh kí, aur use kahá, Effatah, ya'ne Khul jáo.

35 Wunhín us ke kán khul ga,e, aur us kí zubán kí girh bhí khul ga,í, aur wuh khúb bolne lagá.

36 Aur us ne unhen hukm diyá, ki kisí se na kahen; lekin jitná us ne man’a kiyá thá, we; utná ziyáda mashhúr karte the;

pás kitní roțíán hain? jáke dekho. Unhon ne daryáft karke kahá, Pánch roțíán aur do machhlíán. 39 Tab us ne unhen hukm kiya, ki un sab ko harí ghás par pánt pánt karke biṭhláo.

40 We sau sau aur pachás pachás pánt men baithe.

41 Tab us ne wuh pánch rotíán, aur do machhlíán leke, ásmán kí taraf dekhke barakat cháhí, aur rotíán torín, aur apne shágirdon ko dín, ki un ke áge rakhen; aur us ne wuh do machhlíán un sab men bántín.

42 We sab kháke ser húe. 43 Aur unhon ne tukṛon se bárah tokríán bharín, aur kuchh machhlíon se bhí utháín.

44 Aur we, jinhon ne rotíán kháín, pánch hazár mard ke qaríb the.

45 Aur filfaur us ne apne shágirdon ko tákíd se hukm kiya, ki jab tak main logon ko rukhsat karún, tum kishti par charho aur us pár Baitsaidá ko áge jáo. 46 Aur áp unhen rukhsat karke ek pahár par du'á mángne ko gaya. 47 Aur jab shám hú, kishtí bích | darya men thí, aur wuh akela khushkí par thá

48 Us ne dekhá, ki we khewne se bahut tang hain, kyúnki hawá un ke mukhalif thí; tab pichhle pahar rát ko, Yisu' daryá par chaltá húá un ke pás áyá, aur cháhá ki un se áge barhe.

49 Jab unhon ne use daryá par chalte dekhá, khiyál kiyá, ki kuchh dhokha hai, aur chilla uthe:

53 Aur we pár guzarke Ganesarat ke mulk men á,e, aur ghát par lagáyá.

54 Jab we kishtí par se utre, filfaur log use pahchánke, us mulk kí har taraf se daure,

55 Aur bímáron ko chárpá,íon par rakhke, jahán unhon ne suná thá, ki wuh hai, le jane lage.

56 Aur wuh jahan kahin bastí ya shahr yá gánw men gayá, unhon ne bímáron ko bázáron men rakhá, aur us kí minnat kh ki sirf us kí poshák ke dáman ko chhúlen; aur jitnon ne use chhúá, achchhe hoga,e.

[blocks in formation]

4 Aur bázár se áke jab tak gusl na kar len, nahín kháte. bahut sí báten hain, jin ko we mánte hain, jaise piyálon aur thálíon aur támbe ke bartanon aur chárpá, íon ká dhoná.

5 Tab Farísíon aur Faqihon ne us se púchhá, ki Tere shagird buzurgon ke hukmon par kyún nahín chalte, par roți bin dhoe háth se kháte hain?

50 Kyúnki sab ne use dekhá, 6 Us ne unhen jawab men kahá, aur ghabrá,e. Par wah filfaur unki Yas'aiyah ne tum riyákáron ke se kalám karke unhen kahne lagá, Khátir jam'a rakho; main hún; mat daro.

51 Phir wuh kishtí par un pás chaṛhá, aur hawá tham ga,í; tab unhon ne apne dilon men niháyat hairán hokê ta'ajju kiya.

52 Is liye ki unho ne rotíon ke mu'ajize ko na samjha thá; kyúnki un ke dil sakht the.

haqq men kyá khúb nubúwat kí hai, ki Ye log honthon se merí buzurgí karte hain, par un ke dil mujh se dúr hain.

7 Aur we befaida merí parastish karte hain, kyúnki jo ta'lim we sikhláte hain, insán ke ahkám hain.

8 Is liye tum Khudá ke hukm ko tark karke insán kí riwayat,

jaise piyálon aur thálíon ká dhoná, | mánte ho; aur aise bahutere kám hain, jo tum karte ho.

9 Aur us ne unhen kahá, Tum Khudá ke hukm ko bakhúbí bátil karte ho, táki apne dastúron ko sábit rakho.

10 Kyúnki Músá ne kahá, ki Apne má báp kí tazím kar, aur Jo koí má báp ko kose, wuh ján se márá jáe.

11 Par tum kahte ho, Agar koí | apne báp yá má ko kahe, ki jo faida mujhe tujh ko pahuncháná thá, so qurbán, yane hadya, húa; 12 So tum use us ke báp yá us kí má kí kuchh madad karne nahín dete;

13 Pas tum Khudá ke kalám ko apní riwayat se, jo tum ne járí kí hai, bátil karte ho; aur aisa bahut kuchh karte ho.

14 Phir us ne sab logon ko pás buláke kahá, ki Tum sab ke sab merí suno, aur samjho:

15 Aisí koí chíz ádmí ke bahar nahin hai, jo us men dákhil hoke use nápák kar sake; par wuh chízen jo us men se nikaltí hain, wuhí ádmí ko nápák kartí hain. 16 Agar kisí ke kán sunne ke hon, to sune.

17 Jab wuh bhír ke pás se ghar men gayá, us ke shagirdon ne us se us tamsíl ke ma'ne púchhe.

18 Tab us ne unhen kahá, Kyá tum bhí aise nádán ho? Kyá tum nahín jante ho, ki jo chíz báhar se ádmí ke bhítar játí hai, use nápák nahin kar saktí;

19 Is liye ki wuh us ke dil men nahín, balki pet men játí hai, aur wahán se khurák kí sárí nápákí páekhane men girtí hai, aur yún hí sab kháná pák ho játá?

20 Phir us ne kahá, Jo ádmí men se nikalta hai, wuhí ádmí ko nápák karta hai.

21 Kyúnki andar, ya'ne ádmí ke dil hí se, bure andeshe, zinákáríán, harámkáríán, qatl,

22 Choríán, lálach, badí, makr,

|

|

mastí, badnazarí, kufr, shekhí, nádání nikaltí hain:

23 Yih sab burí chízen andar se nikaltí hain, aur ádmí ko nápák kartí hain.

24 ¶ Phir wahán se uthke Súr aur Saidá kí sarhadd men gayá, aur ek ghar men dákhil hoke, cháhá, ki koína jáne; lekin poshída na rah saká.

25 Kyunki ek 'aurat, jis kí betí men nápák rúh thí, us kí khabar sunke á,í, aur us ke pánw par girí: 26 Yih 'aurat Yúnání aur qaum kí Súrofoiníkí thí; us ne minnat kí, ki wuh us deo ko us kí bețí par se utáre.

27 Par Yisú ne use kahá, ki Pahle farzandon ko ser hone de : kyúnki farzandon kí rotí leke kutton ke áge dálná láiq nahín.

28 Us ne jawab men kahá, Hán, ai Khudáwand, lekin kutte mez ke tale farzandon kí roți ke tukron men se kháte hain.

29 Tab us ne use kahá, Is bát ke sabab se chalí já, wuh deo terí betí par se utar gaya.

30 Jab wuh ghar men pahunchí, to kya dekhá, ki deo dúr ho gayá, aur bețí bichhaune par paṛí

hai.

31 Aur wuh Súr aur Saidá kí sarhadd se nikalkar Galíl ke daryá ke pás Dikápolis kí sarhadd men áyá.

32 Aur unhon ne ek bahre gúnge ko us pás láke us kí minnat kí, ki apná háth us par rakhe.

33 Wuh us ko bhír men se kináre le gayá, aur apní unglíán us ke kánon men dálín, aur apná thúk leke us kí zubán par lagáyá;

34 Aur ásmán kí taraf nazar karke ek áh kí, aur use kahá, Effatah, ya'ne Khul jáo.

35 Wunhín us ke kán khul ga,e, aur us kí zubán kí girh bhí khul ga,í, aur wuh khúb bolne lagá.

36 Aur us ne unhen hukm diyá, ki kisí se na kahen; lekin jitná us ne man’a kiyá thá, we; utná ziyáda mashhúr karte the;

37 Aur unhon ne niháyat hairán | sach kahtá hún, ki Is zamáne ke hoke kahá, Us ne sab kuchh ach-logon ko koí nishán diyá na jáegá. chhá kiya ki bahron ko sunne kí, aur gúngon ko bolne kí táqat dí.

1

VIII BÁB.

UN N dinon men jab barí bhír jam’a thí, aur un pás kuchh khane ko na thá, Yisú' ne apne shágirdon ko buláke unhen kahá,

2 Mujhe un logon par rahm átá hai, ki ab tín din guzre ki ye mere sáth hain, aur un ke pás kuchh kháne ko nahín:

3 Agar main unhen bhúkhe ghar jáne ko rukhsat karún, to we ráh men mánde parenge: kyúnki ba'ze un men hain, jo dúr se á,e hain.

4 Us ke shagirdon ne use jawáb diya, ki Is wíráne men kahán se koí ádmí rotí páwe, ki inhen ser

kare?

5 Tab us ne un se púchhá, ki Tumháre pás kitní rotíán hain? We bole, Sát.

6 Phir us ne bhír ko hukm kiya, ki zamín par baith jáen, aur us ne wuhí sát rotián lín, aur shukr | karke torín, aur apne shágirdon ko dín, ki un ke áge rakhen, aur unhon ne logon ke áge rakh dín. 7 Aur un ke pás kaí ek chhotí machhlíán thín, so us ne barakat mángke hukm kiyá, ki unhen bhí un ke áge dharen.

8 Chunánchi unhon ne kháyá aur ser húe: aur un tukron kí jo bach rahe the, sát tokríán uthán. 9 Aur khánewále chár hazár ke qarib the. Phir us ne unhen rukhsat kiya.

|

|

13 Aur wuh un se judá hoke phir kishtí par charhke pár gaya. 14 Aur we roțí lene ko bhúl ga,e the, aur kishtí par, siwá ek rotí ke, un pás kuchh na thá.

15 Aur us ne unhen yún farkheterodis ke hiomir se máyá, Khabardár, Farísíon ke khamír aur Herodís ke khamír se parhez karo.

16 Tab we ápas men guftogú karke kahne lage, Yih is liye hai, ki hamáre sáth rotí nahín.

17 Yisú ne yih daryaft karke unhen farmáyá, Tum kyún khiyáł karte ho, ki yih is liye hai, ki hamáre sáth roțí nahín? kya tum ab tak nahín jante aur nahín samajhte? kya tumhárá dil ab tak sakht hai?

18 Ánkhen hote húe, tum nahín dekhte? aur kán hote húe, nahín sunte? aur kya tumhen yád nahín ?

19 Jis waqt main ne pánch rotíán pánch hazár ke liye torín, tum ne tukron se kitní tokríán bharí utháín? We bole, Bárah. 20 Aur jis waqt sát chár hazár ke liye torín, tum ne tukṛon se kitní tokríán bharí uthán? We bole, Sát.

21 Tab us ne unhen kahá, Phir tum kyún nahin samajhte ?

22 Phir wuh Baitsaidá men áyá, aur we ek andhe ko us pás la,e, aur us kí minnat kí, ki wuh use chhúe.

23 Wuh us andhe ká háth pakarke use bastí se báhar le gayá, aur us kí ánkhon men thikke apne háth us par rakhkar us se púchhá, kyá Tú kuchh dekhtá hai?

10 Aur wuh apne shagirdon ke 24 Us ne nazar úpar uṭháke sáth fauran kishtí par charhke Dal-kahá, Main darakhton sá ádmíon manútha ke mulk men áyá. ko chalte dekhtá hún.

11 Tab Farísí nikle, aur us se ujjat karke us ke imtihan ke liye hamán se koí nishán cháhá.

52 Us ne apne dil se áh khínchke muná, Is zamáne ke log kyún niski a chahte hain? main tum se

25 Tab us ne phir us kí ánkhon par háth rakhe, aur phir úpar dekhne ko farmáyá; aur wuh changá húá, aur sab ko achchhí tarah dekhá.

26 Aur us ne use yih kahke

« ÎnapoiContinuă »