Imagini ale paginilor
PDF
ePub

INJIL I MUQADDAS,

YA'NE,

HAMÁRE KHUDAWAND AUR NAJAT-DENEWÁLE

YISÚ MASIH

KÁ NAYA 'AHD-NÁMA.

IS KÁ TARJUMA YÚNÁNÍ ZUBÁN SE ZUBÁN I URDU MEN
BANÁRAS TRANSLATION COMMITTEE SE KIYA GAYÁ, JISE
TAS,HIH KARKE AB TISRI BAR CHHAPWATE.

LONDON:

PRINTED FOR THE

BRITISH AND FOREIGN BIBLE SOCIETY,
INSTITUTED IN THE YEAR 1804.

MDCCCLX.

Harvard College Library

Sept. 3, 1913
Bequest of
Jeremiah Curtin

W. M. WATTS, CROWN COURT, TEMPLE BAR.

[merged small][ocr errors]

SAB KITÁBON, AUR UN KE BABON KÍ FIHRIST.

[merged small][ocr errors][ocr errors][merged small][ocr errors][merged small]
[ocr errors]
[ocr errors]
[ocr errors]

Púlús ká Pahlá Khatt Qurintíon ke nám par, us ke
Púlús ká Dúsrá Khatt Qurintíon ke nám par, us ke .
Púlús ká Khatt Galatíon ke nám par, us ke
Púlús ká Khatt Afsíon ke nám par, us ke .
Púlús ká Khatt Filippíon ke nám par, us ke .
Púlús ká Khatt Qulassíon ke nám par, us ke
Púlús ká Pahlá Khatt Tassaluníqíon ke nám par, us ke .
Púlús ká Dúsrá Khatt Tassaluníqíon ke nám par, us ke .
Púlús ká Pahlá Khatt Timtáús ke nám par, us ke.
Púlús ká Dúsrá Khatt Timtáús ke nám par, us ke
Púlús ká Khatt Títus ke nám par, us ke

Púlús ká Khatt Filemún ke nám par, us ká
Khatt 'Ibráníon ke nám par, us ke

Ya'qúb ká Khatt, us ke

[ocr errors]
[merged small][ocr errors][merged small]
[ocr errors]
[ocr errors]
[merged small][ocr errors][merged small][ocr errors][merged small][merged small][merged small][merged small][ocr errors][merged small][ocr errors]

16

[ocr errors]

13

[ocr errors]

6

[ocr errors]

5

3

6

[ocr errors]

3

1

13

5

3

5

1

[ocr errors]

1

22

MATÍ KÍ INJÍL.

1

I BÁB.

ISÚ Masíh, ibn i Dáúd, ibn i Abirahám, ká nasabnáma. 2 Abirahám se Izhák paidá húá; aur Izhák se Ya'qúb paidá húá; aur Ya'qúb se Yahúdáh aur us ke bháí paidá húe;

3 Aur Yahúdáh se Pháras aur Zaráh Támar ke pet se paidá húe; aur Pháras se Hasrom paidá húá, aur Hasrom se Arám paidá húá;

13 Aur Zarubábul se Abiúd paidá húá; aur Abiúd se Eliyáqím paidá húá; aur Eliyáqím se "Azúr paidá húá;

14 Aur 'Ázúr se Sádúq paidá húá; aur Sádúq se Akhím paidá húá; aur Akhím se Eliúd paidá húá;

15 Aur Eliúd se Ele'ázar paidá húá; aur Ele'ázar se Mattán paidá húá; aur Mattán se Ya'qúb paidá húá;

16 Aur Ya'qúb se Yúsuf, jo Ma4 Aur Arám se 'Aminadáb pai- riyam ká shauhar thá, jis se Yisú', dá húá; aur 'Aminadáb se Nah-jo Masíh kahlátá hai, paidá húá. sún paidá húá; aur Nahsún se Salmon paidá húá;

5 Aur Salmon se Bo'az Ráhab ke pet se paidá húá; aur Bo'az se 'Obed, Rúth ke pet se paidá húá; aur 'Obed se Yassí paidá húá, aur Yassí se Dáúd bádsĥáh paidá húá; 6 Aur Dáúd badshah se Sulaimán, us se jo Uriyáh kí jorú thí, paidá

há;

[blocks in formation]
[ocr errors]
[ocr errors]

17 Pas, sab pushten Abirahám se Dáúd tak chaudah pushten hain, aur Dáúd se Bábul ko uth jáne tak chaudah pushten, aur Babul ko uth jáne se Masih tak chaudah pushten hain.

18 ¶ Ab Yisú' Masíh kí paidáish yún húí; ki jab us kí má Mariyam kí mangní Yúsuf sáth húi, un ke ikaṭṭhe ane se pahle, wuh Rúh ul Quds se hámila pá,í ga,í.

19 Tab us ke shauhar Yúsuf ne, jo rástbáz thá, aur na cháhá ki use tashhír kare, iráda kiyá, ki use chupke se chhor de.

20 Wuh in báton ke soch hí men thá, ki dekho, Khudáwand ke firishte ne us par khwab men záhir hoke, kahá, Ai Yusuf, Ibn i Dáúd, apní jorú Mariyam ko apne yahán le ane se mat dar; kyúnki jo us ke rihm men hai, so Rúh ul Quds se hai.

21 Aur wuh bețá janegí, aur tú us ká nám YISU rakhegá; kyúnki wuh apne logon ko un ke gunáhon se bacháega.

22 Yih sab kuchh húá, ki jo Khudáwand ne nabí kí ma'rifat kahá thá, púrá ho; ki,

23 Dekho, ek kunwárí hámila hogí, aur bețá janegí, aur us ká nám 'Immánúel rakhenge, jis ká

B

« ÎnapoiContinuă »