Imagini ale paginilor
PDF
ePub

karke, tere liye, ai buzurg Theo-zon kí danáí kí taraf pherke, filus, batartíb likhún, Khudáwand ke liye ek musta'idd qaum taiyár kare.

18 Tab Zakariyáh ne firishte ko

4 Táki tú un báton kí haqiqat ko, jin kí tú ne ta'lím páí, jáne. 5¶Y

Herodis ke dinon men, Abiyáh ke párídáron men se Zakariyah náme ek káhin thá: us kí jorú Hárún kí betíon men se thí, aur us ká nám Ilísabát thá.

6 We donon Khudá ke huzúr rástbáz, aur Khudáwand ke sáre hukmon aur qánúnon par be 'aib chalnewále the.

[blocks in formation]

8 Aur aisá húá, ki jab wuh Khudá ke huzúr, apne firqe kí bárí par, káhin ká károbár kartá thá,

9 Káhiní ke dastúr par us kí chitthí niklí, ki Khudawand kí haikal men jáke khushbui jaláwe. 10 Aur logon kí sárí jamá'at, khushbúí jalate waqt, báhar du'á máng rahí thí.

|

11 Tab us ko, Khudáwand ká firishta, khushbúí jaláne ke mazbah ki dahní taraf khaṛá húá, dikhái diyá.

12 Zakariyah dekhkar ghabráyá, aur bahut dará.

13 Par firishte ne us se kahá, ki Ai Zakariyah, mat dar, ki terí du'a suní ga,í, aur terí jorú Ilísabát tere liye ek betá janegí; tú us ká nám Yuhanná rakhna.

14 Aur tujhe khushí o khurramí hogí; aur bahutere us kí paidáish se khush honge.

15 Kyúnki wuh Khudáwand ke huzúr buzurg hoga, aur na mai, aur na koí nasha píegá; aur apní má ke pet hí se Rúh i Quds se bhar jáegá.

16 Aur baní Israel men se bahuton ko un ke Khudáwand Khudá kí taraf pheregá.

jánún? kyúnki main búrhá hún, aur meri jorú kí baṛí 'umr húí. 19 Firishte ne jawab men us se kahá, Main Jabriel hún, jo Khudá ke huzúr házir rahtá hún; aur bhejá gayá, ki tujhe kahún, aur yih khushkhabarí tujhe dún. 20 Aur dekh, tú gúngá ho jáegá, aur jis din tak ki yih na ho, bol na sakegá, is liye ki tú ne merí báton ko, jo apne waqt par purí hong, yaqin na kiya.

21 Aur log Zakariyáh kí ráh dekhte the, aur haikal men us ke der karne se ta'ajjub karte the. 22 Jab wuh bahar áke un se bol na saká, unhon ne daryáft kiyá, ki us ne haikal men koí royá dekhí thí: aur wuh un se ishare kartá thá, aur gúngá rah gayá. 23 Aur aisá húá, ki jab us kí khidmat ke din púre húe, wuh apne ghar gaya.

24 Aur un dinon ke ba'd, us kí jorú Ilísabát hámila húí, aur us ne pánch mahine tak apne taín yih kahke chhipáyá, ki,

25 Jin dinon men Khudáwand ne mujh par nazar kí, mere sáth aisá kiyá, táki logon men se merí sharmindagí dúr kare.

26 Aur chhathe mahíne Jabriel firishta Khudá kí taraf se Galíl ke ek shahr men, jis ká nám Násarat thá, bhejá gayá,

27 Ek kunwárí ke pás, jis kí Yúsuf náme ek mard se, jo Dáúd ke gharáne se thá, mangní húí thí; aur us kunwárí ká nám Mariyam tha.

28 Us firishte ne us pás áke kahá, ki Ai pasandída, salám! Khudáwand tere sáth: tú 'auraton men mubárak hai.

29 Par wuh use dekhkar, us kí bát se ghabráí, aur sochne lagí, ki yih kaisá salám hai.

30 Tab firishte ne us se kahá, ki

17 Aur wuh us ke áge, Iliyás kí tabi'at aur qúwat ke sáth, chalegá, ki báp ke dilon ko larkon kí taraf, aur náfarmánbardáron ko rástbá

Ai Mariyam, Mat dar; ki tú ne
Khudá ká fazl páyá.

31 Aur dekh, Tú hámila hogí, aur bețá janegí, aur us ká nám YISÚ' rakhná.

32 Wuh buzurg hogá, aur Khudá ta'álá ká Beṭá kahláegá: aur Khudawand Khudá us ke báp Dáúd ká takht use degá:

33 Aur wuh sadá Ya'qúb ke gharáne kí bádsháhat karegá; aur us kí bádsháhat áķhir na hogí.

34 Tab Mariyam ne firishte se kahá, Yih kyúnkar hogá, jis hál men main mard ko nahín jántí?

35 Firishte ne jawab men us se kahá, ki Rúh i Quds tujh par utregí, aur Khudá ta'álá kí qud-háyá; rat ká saya tujh par hogá: is sabab se wuh pák laṛká Khudá ká Betá kahláegá.

36 Aur dekh, terí rishtadár Ilísabát ko bhí burhápe men bețá honewálá hai; aur yih us ká, jo bánjh kahlátí thí, chhathá mahíná hai.

|

37 Kyunki Khudá ke áge koí bát anhoní nahín.

38 Aur Mariyam ne kahá, Dekh, Khudáwand kí bándí; mujh par tere kahne ke muwafiq howe. Tab firishta us ke pás se chalá gaya.

39 Aur unhín dinon men, Mariyam uthkar jaldí se paháron par Yahudiya ke ek shahr ko ga,í; 40 Aur Zakariyah ke ghar pahunchke Ilísabát ko salám kiya. 41 Aur aisá húá, ki jonhín Ilísabát ne Mariyam ká salam suná, laṛká us ke pet men uchhal pará; aur Ilísabát Rúh i Quds se bhar ga,í: 42 Aur zor se pukárke kahá, ki Tú 'auraton men mubárak hai, aur tere pet ká phal mubárak hai. 43 Mere liye yih kyúnkar húa, ki mere Khudáwand kí má mujh pás á,í? ki,

ímán lá,í, ki yih báten, jo Khudáwand ki taraf se kahí gain, púrí hongí.

44 Dekh, tere salám kí áwáz jonhín mere kán tak pahunchí, larká mere pet men khushí se uchhal pará. 45 Aur mubárak hai wuh jo

46 Mariyam ne kahá, ki Merí ján Khudawand kí baráí kartí hai, 47 Aur merí rúh mere naját denewále Khudá se khush húí.

48 Ki us ne apní bándí kí garíbí par nazar kí: is liye, dekh, ab se har zamáne ke log mujh ko mubárak kahenge.

49 Kyúnki us ne, jo qudratwálá hai, mujh par bará ihsán kiya hai; aur us ká nám pák hai.

50 Aur us ka rahm un par, jo us se darte hain, pusht dar pusht hai.

51 Us ne apne bázúká zor dikaur un ko, jo apne dil ke khiyál men apne taín bará samajhte hain, pareshán kiya.

52 Qudratwálon ko takht se girá diyá, aur garíbon ko buland kiya.

53 Us ne bhukhon ko achchhí chízon se ásúda kiyá; aur daulatmandon ko khálí háth bhejá. 54 Us ne apne bande Israel ko sambhál liya, un rahmaton ko yád karke,

55 Jo Abirahám aur us kí aulád par sadá ko thín, jaisá us ne hamáre bápdádon se farmáyá thá.

56 Aur Mariyam, tín mahíne ke qarib us ke sath rahke, apne ghar ko phirí.

|

57 Ab Ilísabát ke janne ka waqt pahunchá; aur bețá janí.

58 Aur us ke parosíon aur rishtadáron ne suná, ki Khudáwand ne us par barí rahmat kí; aur unhon ne us ke sath khushí kí.

59 Aur yún húa, ki we athwen din larke ká khatna karne á,e; aur us ká nám Zakariyah, jo us ke báp ká thá, rakhne lage.

|

60 Par us kí má ne jawab men kahá, ki Nahín; balki us ká nám Yuhanná rakhá jáwe.

61 Unhon ne us se kahá, ki Tere gharáne men kisú ká yih nám nahín.

62 Tab unhon ne us ke báp kí

taraf ishára kiyá, ki wuh us ká kyá nám rakhá cháhtá hai.

63 Us ne takhtí mangáke likhá, ki Yuhanná us ká nám hai. Aur sabhon ne ta'ajjub kiya.

64 Aur usí dam us ká munh aur zubán khul ga,í, aur bolne lagá, aur Khudá kí ta'ríf kí.

65 Tab sáre áspás ke rahnewále dar ga,e: aur Yahudiya ke tamam kohistán men in sab báton ká charchá phailá.

69 Aur hamáre liye naját ká síng apne bande Dáúd ke ghar men se nikálá;

70 Jaisá us ne apne pák nabíon kí maʼrifat, jo dunya ke shurú' se hote á,e, kahá:

1

66 Aur sabhon ne, jo sunte the, apne dil men sochkar kahá, ki, Yih kaisá larká hogá! Aur Khudáwand ká háth us par thá. 67 Aur us ká báp Zakariyáh Rúh i Quds se bhar gayá, aur nubúwat kí ráh se kahne lagá, ki,

68 Hamd Khudáwand kí, jo Israel ká Khudé hai; kyúnki us ne apne logon par nazar kí, aur unhen chhuṭkárá diyá,

kí roshní úpar se ham tak pahunchí,

76 Aur ai larke, tú Khudá ta'álá ká nabí kahláegá: kyúnki tú Khudáwand ke age us kí ráhon ko durust kartá jáegá; ki,

77 Us ke logon ko naját kí ráh batáwe, jis men un ke gunáhon kí mu'áfí howe,

79 Táki un ko jo andhere aur maut ke sáye men baithe hain, roshní bakhshe, aur hamen salámatí kí ráh par le chale.

80 Aur wuh laṛká barhtá, aur rúh men qúwat pátá gayá, aur apne taín Israel par záhir karne ke din tak bayábán men rahá.

78 Jo hamáre Khudá kí kháss rahmat se hai; jis ke sabab subh

II BÁB.

UR un dinon men yún húá,

Augustus

|

hukm niklá, ki har bastí ke logon ke nám likhe jáen.

2 (Aur yih pahl ismnawisí thí, jo Suriya ke hákim Qurenius ke waqt men húí.)

3 Tab har ek apne apne shahr ko nám likháne chalá.

71 Ham ko hamáre dushmanon se, aur un ke háth se jo ham se kína rakhte hain, naját bakhshí;

72 Táki wuh rahm, jis ká hamáre bápdádon ke sáth qarár kiya, kare, aur apne pák 'ahd ko yád rakhe;

6 Aur aisá húá, ki jab we wahán the, us ke janne ke din púre húe. 7 Aur apná palauṭhá bețá janí, aur us ko kapre men lapetke charní men rakhá; kyúnki un ko sará men jagah na milí.

8 Us mulk men garariye the, jo maidán men rahte, aur rát ko bárí apne dushmanon ke háth se chhut-bárí apní jhund kí chaukí karte kárá páke,

73 Us hí qasam ko, jo us ne hamáre báp Abirahám sẽ kí, ki, 74 Wuh hamen yih degá, ki

75 'Umr bhar us ke áge pákízagí aur sacháí se, bekhauf us kí bandagí karen.

4 Aur Yúsuf bhí Galíl ke shahr Násarat se, Yahúdiya men, Dáúd ke shahr ko, jo Baitlaham kahlátá hai, gaya; is liye ki wuh Dáúd ke gharáne aur aulád se tha; ki,

5 Apní mangetar Mariyam ke sáth, jo hámila thí, nám likháwe.

the.

9 Aur, dekho, ki Khudáwand ká firishta un par záhir húá, aur Khudáwand ká núr un ke chaugird chamká: aur we niháyat ḍar ga,e.

10 Tab firishte ne unhen kahá, Mat daro: kyúnki, dekho, Main tumhen barí khushkhabarí sunátá hún, jo sab logon ke wáste hai;

ki

11 Dáúd ke shahr men, áj tumháre liye ek naját denewálá paidá

[blocks in formation]

25 Aur, dekho, ki Yarúsalam men Shama'ún nám ek shakhs thá, jo rástbáz aur díndár aur Israeľ kí tasallí kí ráh dekhtá thá, aur Rúh i Quds us par thí.

26 Us ko Rúh i Quds ne khabar dí thí, ki jab tak Khudáwand ke Masíh ko na dekh le, wuh na maregá.

27 Wuh Rúh ke batane se haikal men áyá: aur jis waqt má báp us larke Yisú' ko andar láte the, táki us ke liye shara' ke dastúr par 'amal karen,

28 Us ne use apne háthon par uțhá liyá, aur Khudá kí ta'rif karke kahá; ki,

29 Ai Khudáwand, ab tú apne bande ko apne kalám ke muwáfiq salámatí se rukhsat detá hai: 30 Kyúnki merí ánkhon ne terí naját dekhí,

31 Jo tú ne sab logon ke áge taiyár kí hai;

32 Qaumon ko roshan karne ke liye ek núr, aur apne log Israel ke liye jalál.

|

33 Tab Yusuf aur Yisứ kí má ne un báton se, jo us ke haqq men kahí gaín, ta'ajjub kiya.

34 Aur Shama'ún ne unhen du'á dí, aur us kí má Mariyam ko kahá, Dekh, yih Israel men bahuton ke girne aur uthne ke liye, aur khilaf kahne ke nishán ke wáste rakhá húá hai;

35 (Aur talwár terí ján ke bhítar guzar jáegí,) táki bahuton ke dilon ke khiyál khul jáen.

36 Aur Asír ke gharáne se, Anná nám Fánúel kí betí jo bahut búrhí thí: aur us ne apne kunwárípan se sát baras ek khasam ke sath nibáh kiyá thá;

37 Aur wuh bewá qaríb chaurásí baras kí thí, ki haikal se judá na hoke roza rakhtí, aur du'á mángne men rát din bandagí kartí rahí. 38 Us ne usí gharí ákar, Khudáwand ka shukr kiyá, aur un sab ko, jo Yarúsalam men chhutkáre kí ráh dekhte the, us kí bábat kahá.

E

[ocr errors]
[blocks in formation]

45 Aur na pákar, us kí talásh men Yarúsalam ko phire.

46 Aur aisá húá, ki unhon ne tín roz píchhe use haikal men ustádon ke bích baithe húe, un kí sunte, aur un se púchhte payá. 47 Aur sab jo us kí sunte the, us kí samajh aur us ke jawábon se dang the.

48 Tab we use dekhkar hairán húe: aur us kí má ne us se kahá, Ai Bețe, kis liye tú ne ham se aisá kiya? dekh, terá báp aur main kurhte húe tujhe dhúndhte the. 49 Us ne unhen kahá, Kyún tum mujhe dhúndhte the? kya tum ne na jáná, ki mujhe apne báp ke yahán rahna zarur hai ?

50 Par we is bát ko, jo us ne unhen kahí, na samjhe.

51 Aur wuh un ke sath rawána hokar, Násarat men áyá, aur un ke tabi' rahá. Aur us kí má ne yih sab báten apne dil men rakhín. 52 Aur Yisú, hikmat, aur qadd, aur Khudá ke aur insán ke piyár men, baṛhá.

1

baras, jab Pantús Pilátus Yahúdiya ká hákim, aur Herodís Galíl kí chautháí ká, aur us ká bháí Failbús Itúríya kí chautháí aur Trákhonítis ke mulk ká, aur Lisániyas Abilíní kí chautháí ká hákim thá,

2 Jis waqt Anná aur Qayáfá sardár káhin the, Khudá ká kalám bayábán men Zakariyah ke bete Yuhanná ko pahunchá.

3 Aur wuh Yardan ke sáre áspás ke mulk men áke, gunáhon kí mu'áfí ke liye tauba ke baptisma kí manádí kartá rahá;

4 Chunánchi Yas'aiyah nabí kí kitáb men likhá hai, ki Bayábán men ek pukárnewále kí áwáz hai, ki Tum Khudáwand kí ráh ko durust karo, aur us ke ráston ko sídhá karo.

|

5 Har ek garhá bhará jáegá, aur sab pahár aur tíle níche kí,e jáenge; aur terhí jághen sídhí, aur bihar ráhen barabar banengin:

6 Aur har ek shakhs Khudá kí naját dekhegá.

7 Tab us ne un logon ko, jo us se baptisma páne ko nikle the, kahá, Ai sámpon kí nasl, tumhen kis ne batáya, ki ánewále gazab se bhágo?

8 Pas tauba ke láiq mewe láo, aur apne dilon men khiyál na karo, ki Abirahám hamárá báp hai; kyúnki main tumhen kahtá hún, ki Khudá Abirahám ke liye in pattharon se laṛke paidá kar sakta hai.

9 Aur darakhton kí jar par kulhárí rakhí hai: so jo darakht achchhe phal nahín látá, kátá aur ág men dálá játá hai.

10 Tab logon ne us se púchhá, ki Phir ham kya karen?

11 Us ne un se jawab men kahá, ki Jis ke do kurte hon, us ko, jis ke pás nahin hai, bánt de; aur jis ke pás kháne ko ho, wuh bhí aisá hí kare.

III. BÁB.

B Tiberius Qaisar kí bád

12 Tab mahsúl lenewále bhí sháhat ke pandrahwen baptisma páne ko á,e, aur us se

« ÎnapoiContinuă »