ke sáth fasah kháún, kahán hai? 15 Wuhek bará bálákhána farsh bichhá aur árásta tumhen dikháwegá; wahán hamáre liye taiyárí karo. 16 Tab us ke shágird chale ga,e, aur shahr men áke, jaisá us ne unhen kahá thá, waisá hí páyá, aur fasah taiyár kiya. 17 Jab shám húí, wuh un bárahon ke sáth áyá. 18 Jab we baithke kháne lage, Yisú' ne kahá, Main tum se sach kahtá hún, ki Ek tum men se, jo mere sath khátá hai, mujhe pakarwáegá. 21 Ibn i Ádam to, jaisá us ke haqq men likhá hai, játá hai; lekin afsos us shakhs par, jis ke háth se Ibn i Ádam pakaṛwáyá játá hai! us ke liye bihtar thá, ki wuh paidá na hotá. 22 ¶ Jab we kháte the, Yisú' ne roțí uṭháí, aur shukr karke torí, aur unhen dekar kahá, Lo, kháo; yih merá badan hai. 19 Tab we gamgín hone lage, aur un men se ek us se kahne lagá, Kyá main hún? aur dúsrá bolá, Kyá main hún ? 20 Us ne jawab men kahá, Bárahon men se ek, jo mere sath básan men háth ḍáltá hai, wuhí hai. 33 Aur Patras aur Ya'qúb aur Yuhanná ko apne sáth liyá, aur wuh ghabráne aur bahut dilgír hone lagá; | 28 Par main apne uthne ke ba'd tum se áge Galíl ko jáúngá. 29 Tab Patras ne us se kahá, Agarchi sab thokar kháwen, tau bhí main na kháúngá. 30 Yisú' ne us se kahá, Main tujh se sach kahtá hún, ki áj hí kí rát, murg ke do bár báng dene ke áge, tú tín bár merá inkar karegá. 31 Tab us ne bár bár kahá, Agar tere sath merá marná zarúr ho, tau bhí hargiz terá inkár na karúngá. Aur un sabhon ne bhí waisá hí kahá. 32 Phir we ek jagah men, jis ká nám Getsemane thá, á,e, aur us ne apne shágirdon ko kahá, Jab tak main du'a mángún, tum yahán baitho. 26 Tab we ek zabúr gáke Zaitun ke pahár par ga,e. 27 Aur Yisứ ne un se kahá, Tum sab áj kí rát mere haqq men thokar khaoge, is liye ki yih likhá hai, Main garariye ko márúngá, aur bheren paraganda ho engí. 34 Aur un se kahá, Merí ján ká gam maut ká sá hai; tum yahán thahro, aur jágte raho. 35 Aur wuh thorá áge jákar zamín par girá, aur du'á mángí, ki agar ho sake, to yih gharí mujh se ṭal jáe. 36 Aur khá, Ai Abbá, ai Báp, sab kuchh tujh se ho saktá hai ; is piyále ko mujh se tál de; lekin na wuh jo main cháhtá hún, balki jo tú cháhtá hai. 37 Phir wuh ayá, aur unhen sote payá, aur Patras ko kahá, Ai Shama'ún, tú sotá hai? kyá tú ek gharí jág na saká? 38 Jagte raho, aur du'á mángo, tá aisá na ho, ki tum imtihan men paro: rúh to musta'idd, par jism kamzor hai. 39 Wuh phir gayá, aur wuhí bát du'á men mángí. 40 Aur phir áke unhen sote payá, kyúnki un kí ánkhen nínd se bhari thín, aur we nahín jánte the, ki use kya jawab dewen. 41 Phir tísrí bár áke unhen kahá, ki Ab sote raho, aur árám já-karo; bas, waqt á pahunchá; dekho, Ibn i Ádam gunáhgáron ke háthon men hawále kiyá játá hai. 42 Utho, ham chalen; dekho, wuh jo mujhe pakaṛwátá hai, nazdík hai. 43 | Wuh yih kahta hí thá, ki filfaur un bárah men se ek Yahú-yih dáh náme, aur us ke sáth Sardár Káhinon, aur Faqíhon, aur buzurgon ki taraf se ek barí bhír, talwáren aur láthíán leke, á pahunchí. dhí, ki use ján se máren; par na páí. 56 Agarchi bahuton ne us par jhúṭhí gawáhí dí, par un kí gawáhán muwafiq na thín. 57 Tab ba'zon ne uthke us par jhúṭhí gawáhí dí, ki 58 Ham ne use kahte suná hai, ki main is haikal ko, jo háth se baní hai, dhá dúngá, aur tín din men ek dúsrí ko, jo háth se na bane, banáúngá. 59 Tis par bhí un kí gawáhí |muwafiq na thí. 60 Tab Sardár Káhin ne bích men khare ho, Yisú' se púchhá, Kyá tú kuchh jawab nahín detá? ye tujh par kya gawáhí dete hain? 61 Par wuh chup rahá, aur kuchh jawáb na diya. Phir Sardár Káhin ne us se púchhá, aur kahá, Kyá tú Masíh, us Mubárak | 46 Aur unhon ne us par háth dálke use pakar liyá. 47 Ek ne un men se jo wahán házir the, talwár khainchkar Sar-ká Bețá, hai ? dár Káhin ke naukar ko lagáí, aur us ká kán ura diyá. 48 Tab Yisú' unhen kahne lagá, Kyá tum talwáren aur láthíán leke mujhe chor kí mánind pakarne ko á,e ho? 49 Main to har roz tumháre pás haikal men wa'z kartá thá, aur tum ne mujhe nahín pakrá; lekin nawishton ká púrá honá zarúr hai. 50 Tab we sab use chhoṛke bhág ga,e. 51 Magar ek jawán, jo sútí chádar apne badan par orhe thá, us ke píchhe ho liya, aur jawánon ne use pakrá: 52 Par wuh sútí chádar un ke háthon men chhoṛkar nangá bhágá. 53 Tab we Yisú' ko Sardár Káhin kane, jis pás sab Sardár Káhin, aur buzurg, aur Faqih jam'a húe the, le ga,e. 54 Aur Patras dúr se us ke píchhe Sardár Káhin ke dálán tak ho liyá, aur naukaron ke sath baithkar ág tápne lagá. 55 Tab Sardár Káhinon aur sárí majlis ne Yisú' par gawáhí dhún 62 Yisú' ne us se kahá, Main wuhí hún; aur tum Ibn i Ádam ko Alqadir ke dahine háth baithe, aur ásmán ke bádalon par áte dekhoge. 63 Tab Sardár Káhin ne apne kapre pháṛke kahá, Ab hamen aur gawáh kya darkár hain? 64 Tum ne yih kufr suná; tum ko kyá ma'lum hota hai? Un sabhon ne fatwá diyá, ki wuh qatl ke láiq hai. 65 Tab kitne us par thúkne, aur us ká munh dhámpne, aur use ghúnse márne, aur kahne lage, Nubúwat se khabar de: naukaron ne háth se use thapere máre. aur 66 ¶ Jab Patras níche dálán men thá, Sardár Káhin kí laundion men se ek wahán áí; 67 Aur Patras ko ág dekhkar, us kí taraf nazar karke, kahne lagí, Tú bhí Yisú' Násarí ke sáth tha. 68 Us ne inkár kiyá, ki main nahín jántá, aur nahín samajhtá, ki tú kya kahti hai. Aur báhar sahn men gayá; aur murg ne báng dí. 69 Phir ek laundí use dekhkar, un se jo wahán khare the, kahne | tumháre liye Yahúdíon ke Bádlagí, Yih unhín men se ek hai. sháh ko chhor dún? 1 3 Aur Sardár Káhinon ne us par bahut sí faryáden kín: par us ne kuchh jawab na diya. XV BÁB. JON subh húí, Sardár Káhin ne buzurgon aur Faqihon aur sárí majlis ke sath mashwarat karke, Yisú' ko bándhá, aur use lejákar Pilátús ke hawále kiyá. 2 Pilátús ne us se púchhá, Kyáikaṭṭhá kiya. tú Yahúdíon ká badshah hai? Us ne jawab men us se kahá, Tú sach kahta hai. 10 Kyúnki wuh jántá thá, ki Sardár Káhinon ne hasad se us ko hawále kiyá thá. 11 Par Sardár Káhinon ne bhír ko ubhárá, ki wuh un ke liye Barabbas ko chhor de. 5 Taubhí Yisú' ne kuchh jawáb na diya, yahan tak ki Pilátús ne ta'ajjub kiya. 6 Aur wuh us 'íd men ek qaidí ko, jise we cháhte the, un kí khátir chhor detá thá. 7 Aur ek shakhs Barabbás nám, un fasádíon ke sáth, ki jinhon ne fasád men khún kiyá thá, qaid thá. 12 Tab Pilátús ne phir un se kahá, Ab tum kyá cháhte ho? main us ko, jise tum Yahúdíon ká Badshah kahte ho, kyá karún ? 13 We phir chilláe, ki Use salíb de. 14 Pilátús ne phir un se kahá, Kyún, is ne kya buráí kí hai? Tab we aur bhí ziyáda chilláe, ki Use salíb de. 8 Tab bhír chilláke us se 'arz karne lagí, ki jaisá terá dastúr hai, waisá hí hamáre wáste kar. 9 Pilátús ne unhen jawab diyá, Kyá tum chahte ho, ki main 15 Tab Pilátús ne, bhír kí razámandí cháhkar, un ke liye Barabbás ko chhor diyá, aur Yisú' ko kore márke hawale kiyá, ki salíb par khainchá jáe. 16 Aur sipáhí us ko us dálán men, jahán hákim ká mahkama thá, le ga,e, aur sáre risále ko 4 Tab Pilátús ne us se phir púchhá, Kyún tú kuchh jawab nahín detá? dekh, we terí mukh-the. álifat men kyá kyá gawáhíán dete hain. 17 Unhon ne use argawání kapre pahináe, aur kánton ká táj sajke us ke sir par ra khá. 18 Aur use salám karne lage, ki Ai Yahúdíon ke Bádsháh, Salám! 19 Aur we us ke sir par narkat se márte the, aur us par thúkte, aur ghutne tekke use sijda karte | 20 Aur jab us se hansí kar chuke, to us ke badan se argawání kapre utáre, aur us ká kapṛá use pahináke, salíb dene ko le chale. 21 Aur ek shakhs Qúríní Shama'ún nám, jo Sikandar aur Rúfus ká báp thá, dihát se áte húe, udhar se guzrá; unhon ne use begár pakrá, ki us kí salíb uṭhá le chale. 22 Aur we use maqám i Galgatá men, jis ká tarjuma Khoprí kí jagah hai, lá,e. 23 Aur mai men murr miláke use píne ko diyá, par us ne na piya. 24 Aur unhon ne use salíb par khainchke us ke kapre bánțe, aur un par qur'a dálá, ki har ek shakhs kya kya le. 25 Aur tísrá ghanțá thá, jab unhon ne us ko salíb dí. 26 Aur us par nálish ká yih mazmún likhá thá, ki YIH YAHÚDÍON KÁ BÁDSHAH HAI. 27 Aur unhon ne us ke sáth do choron ko, ek ko dahine háth, aur dúsre ko bá,en, salíb par khainchá. 28 Tab wuh nawishta, ki Wuh badkáron men giná gayá, púrá húá. 29 Aur we jo udhar se játe the, sir hiláte the, aur yih kahke use malámat karte the, ki Wáh, tú jo haikal ko dhátá, aur tín din men banátá thá, | 30 Apne taín bachá, aur salíb par se utar á. 31 Isí tarah Sardár Káhinon ne bhí ápas men Faqihon ke sáth thatthe karte húe kahá, Us ne auron ko bacháyá; apne taín bacháne nahín saktá. 32 Baní Israel ká Bádsháh, Masíh, ab salíb par se utar áwe, ki ham dekhen aur ímán láwen. Aur sámhne khará thá, use yún chilláte aur ján dete dekhke, kahá, ki Yih shakhs sachmuch Khudá ká Beta thấ. 40 Wahán ka,í 'auraten dúr se dekh rahí thín; un men Mariyam Magdalíní, aur Mariyam, chhote Ya'qúb aur Yose kí má, aur Salome thín. 41 Unhon ne jab wuh Galíl men thá, us kí pairauí aur khidmat bhí kí thí; phir aur bhí bahut sí 'auraten thin, jo us ke sath Yarúsalam men áí thín. 37 Tab Yisú' ne baṛí áwáz se chillákar ján dí. 38 Aur haikal ká parda úpar se níche tak phat gaya. 39 Aur us súbadár ne, jo us ke 42 ¶ Aur shám ko, ki taiyárí ka waqt thá, jo sabt se pahle hotá, 43 Yusuf Arimatíyá, jo námwar mushír aur wuh khud Khudá kí badshahat ka muntazir thá, áyá, aur dilerí se Pilátús pás jáke, Yisú kí lásh máng1. 44 Aur Pilátús ne ta'ajjub kiyá, ki wuh aisá jald mar gayá, aur súbadár ko buláke us se púchhá, kya der húí, ki wuh mar gaya? 45 Aur jab súbadár se aisá ma'lúm kiyá thá, to lásh Yusuf ko dilá dí. 46 Aur us ne mihín kapṛá mol we jo us ke sath salíb par kha-liyá thá, aur use utárke us kapṛe inche ga,e, use malámat karte the. se kafnáyá, aur ek qabr men, jo 33 Aur jab chhatha ghanțá chatan ke bích khodí gaí thí, use púrá húá, us sárí zamín par and- rakhá, aur us qabr ke darwáze par herá chha gayá, aur nawen ghanțe ek patthar dhalká diya. tak rahá. 47 Mariyam Magdalíní, aur Yúses kí má Mariyam, us jagah ko, jahán wuh rakhá gayá, dekh rahí thín. 34 Aur nawen ghanțe, Yisú' barí awaz se chillake bolá, Elí, Elí lamá sabaqtaní, jis ká tarjuma yih hai; Ai mere Khudá, mere Khudá, tú ne mujhe kyún chhorá ?" 35 Ba'ze un men, jo wahán khare the, yih sunke bole, Dekho, wuh Iliyás ko bulátá hai. 1 36 Aur ek ne dauṛke isfanj ko sirke se tar karke aur ek narkat par rakhke use chusáyá aur kahá, Bhalá, ham dekhen to, ki Iliyás use utárne áwe. XVI BÁB. aur AB sabt ká din guzar gayá Ya'qúb kí má Mariyam, aur Salome ne khushbú chízen mol lín, táki wahán jáke us par malen. 2 Aur hafte ke pahle din bahut sawere súraj nikalte húe qabr par áín. 3 Aur ápas men kahne lagín, ki Hamáre liye is patthar ko qabr ke darwáze par se kaun dhalkáegá. 4 Jab unhon ne nigáh kí, to us khabar dí, aur unhon ne bhí un kí báton ko yaqin na kiyá. 14 Akhir wuh un gyárahon ko, jab we kháne baithe the, dikhá,í diyá, aur un kí beímání aur sakhtdilí par malámat kí, kyúnki we un kí báton par, jinhon ne us ke jí uthne ke ba'd use dekhá thá, yaqín na láe the. 15 Aur us ne unh kahá, ki Tum tamám dunyá men jáke harek makhluq ke sámhne Injil kí manádí karo. 16 Jo ki ímán látá, aur baptisma pátá hai, naját páegá: aur jo ímán nahín látá, us par sazá ká hukm kiyá jáegá. 17 Aur we jo ímán láenge, un ke sáth yih 'alámaten hongí; ki we mere nám se deon ko nikálenge; aur naí zubánen bolenge; 18 Sámpon ko uțhá lenge; aur agar koí halák karnewálí chíz pícnge, unhen kuchh nuqsán na hogá; we bímáron par háth rakhenge, to change ho jaenge. 19 Khudáwand unhen yih farmáke ásmán par játá rahá, aur Khudá ke dahine háth baitha. 20 Phir unhon ne har jagah jákar manádí kí, aur Khudáwand un kí madad kartá thá, aur kalám ko, un mu'ajizon ke wasíle se, jo us ke sath sath hote the, sábit kartá rahá. Ámín. LÚQÁ KÍ INJÍL. I BÁB. 2 Jis tarah se unhon ne, jo shurú' se khud dekhnewále, aur 1 CHUNKI bahuton ne kamar-kalám kí khidmat karnewále the, ham se riwayat kí; bándhí, ki un kámon ká, jo filwaqi' hamáre darmiyán anjám húe, bayán karen, 3 Main ne bhí munásib jáná, ki sab ko sire se sahíh tarah daryáft |