Imagini ale paginilor
PDF
ePub

yih kis tarah ke patthar, aur kaisí imáraten hain!

2 Yisú ne jawab men us se kahá, ki Tú in barí 'imáraton par nigáh karta hai? yahan patthar par patthar na chhúțegá, jo giráyá na jácgá.

3 Jab wuh Zaitun ke pahár par haikal ke sámhne baitha thá, Patras, aur Ya'qúb, aur Yuhanná, aur Andryás ne nirále men us se púchhá,

4 Ham se kah, ki yih kab hogá, aur us waqt ká, jab yih sab kuchh púrá howegá, kyá nishan hai? 5 Yisú' ne jawab men unhen kahná shuru' kiyá, Hoshyár raho, ki tumhen koí fareb na de:

6 Ki bahutere merá nám leke áwenge aur kahenge, ki Main wuhí hún, aur bahuton ko gumráh karenge.

7 Aur jab tum laráíán aur laráíon kí afwáhen suno, mat ghabráiyo, kyúnki un chízon ká wáqi' honá zarúr hai, lekin ákhir abhí

nahín.

13 Aur mere nám ke sabab se, sab tumhare dushman honge; par jo koí ákhir tak sabr karegá, wuhí naját páwegá.

14 Jis waqt tum us kharáb karnewálí makrúh chíz ko, jis ká bayán Dániel nabí ne kiyá, us jagah men, jahán us ká khará honá rawá nahín, dekho, (jo parhta hai, samajh le,) tab we jo Yahúdiya men hon, paháron par bhagen:

15 Aur wuh jo kothe par ho, ghar men na utre, aur apne ghar se koí chíz nikálne ke liye na já,e: 16 Aur jo khet men hai, apní poshák uṭháne ke liye píchhe na phire.

17 Aur un par jo un dinon men hámila hon, aur un par jo dúdh pilátíán hon, afsos hai!

18 Aur du'á mángo, ki tumhárá bhágná járe men na ho.

19 Kyúnki un dinon men aisí taklíf hogí, ki ibtidá e khilqat se, jise Khudá ne khalq kiyá, ab tak, na húí, aur na hogí.

8 Kyúnki qaum qaum par, aur 20 Aur agar Khudáwand un dibadshahat badsháhat par charhe-non ko na ghatátá, to ek ádmí na

gí, aur kitní jagahon men zalzale áwenge, aur kál parenge, aur fasád honge; yih musíbat ká shurú' hai.

9 Par tum áp hoshyár raho; | kyúnki we tumhen majlison ke hawále karenge, aur 'ibádatkhánon men tum már kháoge, aur hákimon aur bádsháhon ke áge mere waste házir kiye jaoge, táki un par gawáhí ho.

10 Lekin zarúr hai, ki pahle sab qaumon ke áge Injíl kí manádí ho. 11 Par jab tumhen le jáke hawále karen, áge se fikr na karo, ki ham kya kahenge, aur na socho: balki jo kuchh us gharí tumhen bataya jáwe, wuhí kahiyo; kyúnki kahnewále tum nahín ho, balki Rúh i Quds hai.

12 Bhái bhái ko aur báp bete ko | qatl ke wáste pakráwegá; aur larke má báp ká sámhná karke unhen marwá dálenge.

bachtá; par un barguzídon ke waste, jin ko us ne chuná hai, un dinon ko ghaṭáyá.

21 Us waqt agar koí tumhen kahe, Dekho, Masíh yahán, yá dekho wahán hai, yaqín na láiyo: 22 Kyunki jhúthe Masíh, aur jhúthe nabí záhir honge; aur nishanen aur karámát dikhláenge, ki agar ho saktá, to barguzídon ko bhí gumráh karte.

23 Par tum khabardár raho; dekho, main ne tumhen sab kuchh pahle hí kah diyá hai.

24 Aur un dinon men, us taklíf ke ba'd, súraj andherá hogá, aur chánd apní roshní na degá;

25 Aur ásmán se sitáre girenge, aur ásmán kí qúwaten hil já,engí. 26 Aur us waqt Ibn i Adam ko bádalon par barí qudrat aur jalál ke sáth ate dekhenge.

27 Aur us waqt wuh apne firishton ko bhejegá, aur apne barguzí

kí hadd tak, cháron taraf se, ikaṭṭhe karegá.

don ko, zamín kí hadd se ásmán | baiṭhá e,k 'aurat jațámásí ká beshqímat khális 'itr marmar ke'itrdán men láí, aur dibiyá ko toṛke, 'itr ko us ke sir par dhálá.

28 Ab anjír ke darakht se tamsíl síkho; Jab us kí narm dálí hotí aur patte nikalte hain, tum jánte ho, ki garmí nazdík hai :

29 Usí tarah, jab tum bhí dekho, ki yih ahwál hone lage, to jáno, ki wuh nazdík, balki darwáze par

hai.

30 Main tum se sach kahtá hún, ki Is zamane ke log guzar na jáenge, jab tak yih sab kuchh wáqi' na howe.

31 Ásmán aur zamín tal jáenge, par merí báten na talengí.

32 Magar us din, aur us gharí kí bábat, siwá Báp ke, na to firishte jo ásmán par hain, aur na Betá, koí nahín jáncá hai.

33 Tum hoshyárí karo, jágte raho, aur du'á mángo: kyúnki tum nahín jánte, ki waqt kab hai. 34 Yih aisá hai, jaisá ek shakhs apná ghar chhorke pardes gayá, aur apne naukaron ko ikhtiyar dekar, har ek ko us ká kám diyá, aur darbán ko hukm kiyá, ki jágtá

rahe.

35 Is liye tum jágte raho, kyúnki tum nahín jante, ki ghar ká málik kab áwegá, shám ko, yá ádhí rát ko, yá mung ke báng dete waqt, yá subh ko;

36 Tá aisá na ho, ki achának áke wuh tum ko sote páwe.

37 Aur jo kuchh main tum se kahtá hún, sab se kahtá hún, Jágte raho.

1

Tab ba'ze apne dil men ázurda hoke kahne lage, 'Itr kí yih kharábí kis liye húí?

5 Kyúnki yih ’itr tín sau dínár ko bik saktá, aur garíbon ko diyá játá. Aur we use malámat karne lage.

6 Tab Yisú' ne kahá, Use chhor do; kyún use satáte ho? us ne mere sáth achchhá sulúk kiyá hai.

7 Is wáste ki garíb gurbá hamesha tumháre sath hain, aur jab tum cháho, un se nekí kar sakte ho: par main hamesha tumháre sáth na húngá.

8 Jo kuchh wuh kar sakí, so kar chukí; us ne sabqat karke mere badan ko kafan ke liye mu'attar kiya.

9 Main tum se sach kahtá hún, ki Tamám dunyá men, jahán kahín yih Injil manádí kí já,egí, yih bhí, jo is ne kiya hai, is kí yáðgárí ke liye, bayán kiyá já,egá.

10 ¶ Tab Yahúdáh Iskariyútí, jo un barah men se thá, Sardár Káhinon pás gayá, táki use un ke háth pakarwá dewe.

11 We yih sunke khush húe, aur us ko rupa,e dene ká iqrár kiya; tab wuh fikr men lagá, ki kis tarah qábú páke use pakaṛwá de.

12 ¶ Aur 'íd i fatír ke pahle din, jab we fasah ke liye qurbání karte the, us ke shágirdon ne use kahá, Tú kahán cháhtá hai, ki ham jáen aur taiyárí karen, ki din ke ba'd fasah aur tú fasah ká kháná kháwe?

XIV BÁB.

* Datim roti kí íd thí, aur

Sardár Káhin aur Faqih tadbir kar rahe the, ki use kyúnkar makr se pakarke jan se máren.

2 Par unhon ne kahá, ki 'Íd ke din nahín, aisá na ho, ki 'awámm men fasád howe.

3 Aur jab wuh Bait'aniya men Shama'ún korhí ke ghar kháne

13 Us ne apne shágirdon men se do ko bhejá, aur unhen kaha, Shahr men jao; wahan ek shakhs pání ká ghará utháe húe tumhen milegá; us ke píchhe chale jáo.

14 Jab wuh kisí ghar men dákhil howe, tum us ghar ke málik se kaho, Ustád kahta hai, ki wuh jagah, jahán main apne shágirdon

ke sáth fasah kháún, kahán hai?

15 Wuhek bará bálákhána farsh bichhá aur árásta tumhen dikháwegá; wahán hamáre liye taiyárí karo.

16 Tab us ke shágird chale ga,e, aur shahr men áke, jaisá us ne unhen kahá thá, waisá hí páyá, aur fasah taiyár kiya.

17 Jab shám húí, wuh un bárahon ke sáth áyá.

18 Jab we baithke kháne lage, Yisú' ne kahá, Main tum se sach kahta hún, ki Ek tum men se, jo mere sath khátá hai, mujhe pakarwáegá.

19 Tab we gamgín hone lage, aur un men se ek us se kahne lagá, Kyá main hún? aur dúsrá bolá, Kyá main hún?

20 Us ne jawab men kahá, Bárahon men se ek, jo mere sáth básan men háth ḍáltá hai, wuhí hai.

21 Ibn i Ádam to, jaisá us ke haqq men likhá hai, játá hai; lekin afsos us shakhs par, jis ke háth se Ibn i Ádam pakaṛwáyá játá hai! us ke liye bihtar thá, ki wuh paidá na hotá.

22 Jab we kháte the, Yisú' ne roțí uṭháí, aur shukr karke torí, aur unhen dekar kahá, Lo, kháo; yih mera badan hai.

23 Phir us ne piyála lekar, shukr kiyá, aur unhen diyá; aur un sabhon ne us se piya.

24 Aur us ne kahá, ki Yih merá na,e 'ahd ká lahú hai, jo bahuton ke liye baháyá játá hai.

25 Main tum se sach kahtá hún, ki Main angúr ká ras, jis din tak Khudá kí bádsháhat men use nayá na píún, phir na píúngá.

26 Tab we ek zabúr gáke Zaitún ke pahár par gae.

27 Aur Yisứ ne un se kahá, | Tum sab aj kí rát mere haqq men thokar khaoge, is liye ki yih likhá hai, Main garariye ko márúngá, aur bheren paraganda ho jáengí.

28 Par main apne uṭhne ke ba'd tum se áge Galíl ko jáúngá. 29 Tab Patras ne us se kahá, Agarchi sab thokar kháwen, tau bhí main na kháúngá.

30 Yisú' ne us se kahá, Main tujh se sach kahtá hún, ki áj hí kí rát, murg ke do bár báng dene ke áge, tú tín bár merá inkar karegá. 31 Tab us ne bár bár kahá, Agar tere sáth merá marná zarúr ho, tau bhí hargiz terá inkár na karúngá. Aur un sabhon ne bhí waisá hí kahá.

32 Phir we ek jagah men, jis ká nám Getsemane thá, á,e, aur us ne apne shágirdon ko kahá, Jab tak main du'a mángún, tum yahán baitho.

33 Aur Patras aur Ya'qúb aur Yuhanná ko apne sáth liyá, aur wuh ghabráne aur bahut dilgír hone lagá;

34 Aur un se kahá, Merí ján ká gam maut ká sá hai; tum yahán thahro, aur jágte raho.

35 Aur wuh thorá áge jákar zamín par girá, aur du'á mángí, ki agar ho sake, to yih gharí mujh se tal jáe.

36 Aur khá, Ai Abbá, ai Báp, sab kuchh tujh se ho sakta hai; is piyále ko mujh se tál de; lekin na wuh jo main cháhtá hún, balki jo tú cháhtá hai.

37 Phir wuh áyá, aur unhen sote páyá, aur Patras ko kahá, Ai Shama'ún, tú sotá hai? kyá tú ek gharí jág na saká?

38 Jagte raho, aur du'á mángo, tá aisá na ho, ki tum imtihan men paro: rúh to musta'idd, par jism kamzor hai.

39 Wuh phir gayá, aur wuhí bát du’á men mángí.

40 Aur phir áke unhen sote páyá, kyúnki un kí ánkhen nínd se bharí thín, aur we nahín jánte the, ki use kya jawab dewen.

41 Phir tísrí bár áke unhen kahá, ki Ab sote raho, aur árám karo; bas, waqt á pahunchá; dekho, Ibn i Ádam gunáhgáron ke

háthon men hawále kiyá játá hai.

42 Uṭho, ham chalen; dekho, wuh jo mujhe pakaṛwátá hai, nazdík hai

dhí, ki use ján se máren; par na páí.

56 Agarchi bahuton ne us par jhúthí gawáhí dí, par un kí gawáhán muwafiq na thín.

57 Tab ba'zon ne uthke us par yih jhúṭhí gawáhí dí, ki

43 | Wuh yih kahtá hí thá, ki filfaur un bárah men se ek Yahúdáh náme, aur us ke sáth Sardár Káhinon, aur Faqihon, aur bu-ki main is haikal ko, jo háth se

zurgon ki taraf se ek barí bhír, talwáren aur láthíán leke, á pahunchí.

44 Aur pakaṛwánewále ne unhen yih patá diyá thá, ki jis ká | main bosa lún, wuhí hai; use tum pakarke hifazat se le jáo.

45 Wuh ake filfaur us pás gayá, aur kahá, Ai Rabbí, ai Rabbí, aur use chúmá.

[ocr errors]

58 Ham ne use kahte suná hai,

baní hai, dhá dúngá, aur tín din men ek dúsrí ko, jo háth se na bane, banáúngá.

59 Tis par bhí un kí gawáhí muwafiq na thí.

60 Tab Sardár Káhin ne bích men khare ho, Yisú' se púchhá, Kyá tú kuchh jawab nahín detá? ye tujh par kya gawáhí dete hain? 61 Par wuh chup rahá, aur kuchh jawáb na diya. Phir Sardár Káhin ne us se púchhá, aur 47 Ek ne un men se jo wahán kahá, Kyá tú Masíh, us Mubárak házir the, talwár khainchkar Sar-ká Betá, hai? dár Káhin ke naukar ko lagáí, aur us ká bán ura diyá.

46 Aur unhon ne us par háth dálke use pakar liyá.

48 Tab Yisú' unhen kahne lagá, Kyá tum talwáren aur láthíán leke mujhe chor kí mánind pakarne ko á,e ho?

49 Main to har roz tumháre pás haikal men wa'z kartá thá, aur tum ne mujhe nahín pakṛá; lekin nawishton ká púrá honá zarúr hai.

50 Tab we sab use chhoṛke bhág_ga,e.

dar

51 Magar ek jawán, jo sútí cháapne badan par orhe thá, us ke píchhe ho liya, aur jawánon ne use pakrá:

52 Par wuh sútí chádar un ke háthon men chhoṛkar nangá bhágá.

53 Tab we Yisú' ko Sardár Káhin kane, jis pás sab Sardár Káhin, aur buzurg, aur Faqih jam'a húe the, le ga,e.

54 Aur Patras dúr se us ke píchhe Sardár Káhin ke dálán tak ho liya, aur naukaron ke sath baithkar ág tápne lagá.

55 Tab Sardár Káhinon aur sárí majlis ne Yisú' par gawáhí dhún

[ocr errors]

62 Yisú' ne us se kahá, Main wuhí hún; aur tum Ibn i Ádam ko Alqadir ke dahine háth baithe, aur ásmán ke bádalon par áte dekhoge.

63 Tab Sardár Káhin ne apne kapre pháṛke kahá, Ab hamen aur gawáh kyá darkár hain?

64 Tum ne yih kufr suna; tum ko kyá ma'lúm hota hai? Un sabhon ne fatwá diyá, ki wuh qatl ke láiq hai.

65 Tab kitne us par thúkne, aur us ká munh dhampne, aur use ghúnse márne, aur kahne lage, Nubúwat se khabar de: naukaron ne háth se use thapere máre.

aur

66 Jab Patras níche dálán men thá, Sardár Káhin kí laundion men se ek wahán áí;

67 Aur Patras ko ág tápte dekhkar, us kí taraf nazar karke, kahne lagí, Tú bhí Yisú' Násarí ke sáth tha.

68 Us ne inkár kiyá, ki main nahín jántá, aur nahín samajhtá, ki tú kya kahtí hai. Aur báhar sahn men gayá; aur murg ne báng dí.

69 Phir ek laundí use dekhkar,

un se jo wahán khare the, kahne lagí, Yih unhín men se ek hai. 70 Us ne phir inkár kiya. Aur thorí der píchhe, phir unhon ne jo wahán khare the, Patras ko kahá, Sach tú unhín men se hai, kyúnki tú Galílí, aur terí bolí waisí hí hai.

71 Par wuh la'nat karne, aur qasam kháne lagá, ki main us shakhs ko, jis ká tum zikr karte ho, nahín jántá.

72 Dúsrí bár murg ne báng dí. Tab Patras ko wuhí bát, jo Yisú' | ne us se kahí thí, yád á,í, ki Peshtar us se, ki murg do bár báng de, tú tín bár merá inkár karegá. Tab wuh phúṭke rone lagá.

1

JON

XV BÁB.

subh húí, Sardár Káhin ne buzurgon aur Faqihon aur sárí majlis ke sath mashwarat karke, Yisú' ko bándhá, aur use lejákar Pilátús ke hawále kiya. 2 Pilátús ne us se púchhá, Kyá tú Yahúdíon ká badshah hai? Us ne jawab men us se kahá, Tú sach kahta hai.

3 Aur Sardár Káhinon ne us par bahut sí faryáden kín: par us ne kuchh jawab na diyá.

4 Tab Pilátús ne us se phir púchhá, Kyún tú kuchh jawab nahín detá? dekh, we terí mukhálifat men kyá kyá gawáhíán dete hain.

5 Taubhí Yisú' ne kuchh jawab na diya, yahan tak ki Pilátús ne ta'ajjub kiya.

6 Aur wuh us 'íd men ek qaidí ko, jise we cháhte the, un kí khátir chhor detá thá.

7 Aur ek shakhs Barabbás nám, un fasádíon ke sáth, ki jinhon ne fasád men khún kiyá thá, qaid thá.

8 Tab bhír chilláke us se 'arz karne lagi, ki jaisá terá dastúr hai, waisá hí hamáre wáste kar.

9 Pilátús ne unhen jawáb diya, Kyá tum chahte ho, ki main

|

|

tumháre liye Yahúdíon ke Bádsháh ko chhor dún?

10 Kyúnki wuh jántá thá, ki Sardár Káhinon ne hasad se us ko hawále kiyá thá.

11 Par Sardár Káhinon ne bhír ko ubhárá, ki wuh un ke liye Barabbas ko chhor de.

12 Tab Pilátús ne phir un se kahá, Ab tum kya chahte ho? main us ko, jise tum Yahúdíon ká Badshah kahte ho, kyá karún? 13 We phir chilláe, ki Use salíb

de.

14 Pilátús ne phir un se kahá, Kyún, is ne kya buráí kí hai? Tab we aur bhí ziyáda chilláe, ki Use salíb de.

15 ¶ Tab Pilátús ne, bhír kí razámandí cháhkar, un ke liye Barabbás ko chhor diyá, aur Yisú' ko kore márke hawale kiyá, ki salíb par khainchá jáe.

16 Aur sipáhí us ko us dálán men, jahán hákim ká mahkama thá, le ga,e, aur sáre risále ko ikaṭṭhá kiya.

17 Unhon ne use argawání kapre pahináe, aur kánṭon ká táj sajke us ke sir par ra khá.

18 Aur use salám karne lage, ki Ai Yahúdíon ke Bádsháh, Salám !

19 Aur we us ke sir par narkat se márte the, aur us par thúkte, aur ghutne tekke use sijda karte the.

20 Aur jab us se hansí kar chuke, to us ke badan se argawání kapre utáre, aur us ká kapṛá use pahináke, salíb dene ko le chale.

21 Aur ek shakhs Qúríní Shama'ún nám, jo Sikandar aur Rúfus ká báp thá, dihát se áte húe, udhar se guzrá; unhon ne use begár pakṛá, ki us kí salíb uțhá le chale. 22 Aur we use maqám i Galgatá men, jis ká tarjuma Khopṛí kí jagah hai, lá,e.

23 Aur mai men murr miláke use píne ko diyá, par us ne na piyá.

24 Aur unhon ne use salíb par khainchke us ke kapre bánțe, aur

« ÎnapoiContinuă »