Imagini ale paginilor
PDF
ePub

abadí ke liye Masíh Yisú' se bu- | detá hún, ki yihí Khudá ká sachláyá hai, áp hí tum ko thora sá | chá fazl hai jis par tum gáim họ. dukh sahne ke ba'd taiyár, mazbút, ustuwár, páedár kare. 11 Jalál aur qudrat abad tak usí ká hai. Ámín.

[blocks in formation]

13 Bábul kí kalísiyá jo tumháre sáth barguzída húí, aur merá bețá Marqus tumhen salám kahte hain. 14 Tum ápas men muhabbat ká bosa leke ek dusre ko salám karo. Tum sab kí, jo Masíḥ Yisú' men ho, salámatí howe. Ámín.

PATRAS KÁ DÚSRÁ KHATT.

КНАТТ.

1

SHAM

I BÁB.

HAMA'UN Patras kí taraf se, jo Yisú' Masíh ká banda aur rasúl hai, un ko jinhon ne hamáre Khudá aur Bachánewále Yisú' Masih kí rástbází se aisá ímán páyá, jo hamáre ímán ká ham-qímat hai:

parhezgárí par sabr, aur sabr par díndárí;

7 Aur díndárí par birádarána ulfat, aur birádarána ulfat par muhabbat barháo.

8 Ki ye chízen agar tum men hon, aur barhtí bhí jáwen, to tum ko hamare Khudáwand Yisú' Masíh kí pahchán men gáfil aur be

2 Khudá aur hamáre Khudá-phal na hone dengí. wand Yisú' Masíh kí pahchán se, fazl aur salámatí tumháre liye ziyáda hotí jáwe.

3 Chunánchi us kí khudáí kí qudrat ne hamen sab chízen, jo zindagi aur díndárí se ta'alluq rakhti hain, us kí pahchán se 'ináyat kín, jis ne ham ko jalál aur nekí se buláyá:

4 Un ke wasíle niháyat bare aur qímatí wa'de ham se kiye gaye; táki tum us gandagí se, jo dunyá men burí khwahish ke sabab hai, chhúṭkar un ke wasíle tabí'at iláhí men sharík ho jáo.

5 Aur is waste tum us men kamál koshish karke apne ímán par nekí, aur nekí par 'irfán;

6 Aur 'irfan par parhezgárí, aur

9 Par jis ke pás yih chízen nahín hain, wuh andhá, aur ankhen múndtá hai, aur apne agle gunáhon ke dhoe jane ko bhul baitha.

10 Is liye, bháío, ziyádatar koshish karo, ki tumhárí buláhat aur barguzídagí sábit ho: kyúnki agar tum aisa karo, to kabhí na giroge:

11 Balki tum hamáre Khudáwand aur Bachánewále Yisú' Masíh kí abadí bádsháhat men barí 'izzat ke sath dákhil hoge.

12 Is liye main yih baten tumhen yád diláne se kabhí gáfil na húngá, agarchi tum wáqif ho, aur is sacháí par jo ab záĥir húí qáim ho.

13 Balki main ise wajib jántá

hún, ki jab tak is khaima men | pairauí karenge: un ke sabab se ráh i rást kí badnámí hogí.

hún, tumhen yád dilá diláke ubhárún;

14 Kyúnki main jántá hún ki, jaisá hamáre Khudáwand Yisú' Masih ne mujh par záhir kiyá, wuh waqt, jis men merá khaima giráyá jáe, nazdík pahunchá hai.

15 So main koshish men hún, ki tum mere kúch karne ke ba’d in báton ko hamesha yád rakho. 16 Kyúnki ham ne, na failsufi| kí kaháníon ká píchhá karke, balki áp us kí buzurgí ke dekhnewále hoke, apne Khudáwand Yisú' Masíh kí qudrat aur áne kí khabar tumhen dí.

17 Ki us ne Khudá Báp se 'izzat o hurmat páí, jis waqt niháyat bare jalál se us ko aisí áwáz áí, ki Yih merá piyárá Bețá hai, jis se main rází hún;

18 Aur ham ne, jab us ke sath muqaddas pahár par the, yih áwáz ásmán se átí suní.

19 Aur hamárá bhí nabíon ká kalám hai, jo ziyada qáim hai; aur tum achchhá karte ho, jo yih samajhkar is par nazar karte ho; ki wuh ek chirág hai, jo andherí jagah men, jab tak pau na phate, aur subh ká tárá tumháre dilon men záhir na howe, roshní bakhshtá hai;

20 Yih sab se pahle jánke, ki kitáb kí koí peshíngoí áp se nahín

khultí.

[blocks in formation]
[ocr errors]

|

3 We apne lálach se báten banákar tum ko saudágarí kí tarah apne naf'a ká sabab thahráwenge: sazá ká hukm, jo muddat se un par húá, áne men der nahín kartá, aur un kí halákat únghtí nahín. 4 Kyúnki Khudá ne gunahgár firishton ko na chhoṛá, balki táríkí kí zanjíron se bándhkar jahannam men dálke hawala kiya, táki 'adálat ke din tak un kí nigahbání ho;

5 Aur agli dunya ko bhí na chhorá, balki túfan ke pání ko be-dínon ke 'álam par bhejkar áthwen shakhs Núh ko, jo rástbází ká manádí karnewalá thá, bachá liyá;

6 Aur Sadúm aur 'Amúrah ke shahron ko khák siyah karke, nest o nábúd hone ká hukm farmáke, unhen áyanda ko bedínon ke liye namúna baná rakhá; 7 Aur rástbáz Lút ko jo sharíron kí nápák chálon se ranjída tha, riháí bakhshí:

8 (Ki wuh rástbáz un men rahkar un ke be-shar'a 'amalon ko dekh sunke har roz apne sachche dil ko shikanja men khínchtá thá;)

9 Pas Khudáwand díndáron ko imtihan se chhuráná, aur bedínon ko 'adálat ke din tak sazá ke liye rakhná jántá hai:

10 Khususan un ko, jo nápák shahwaton se jism kí pairauí karte, aur hukúmat ko náchíz jante hain. We dhíth, o khudpasand hain, aur 'izzatwálon ko be-dharak badnám karte hain.

11 Agarchi firishta, jo zor aur qudrat men un se barhkar hain, Khudáwand ke áge un par nálish karke ta'na nahín dete.

12 Lekin ye, un janwaron kí mánind jo zátí be-'aql hain, aur shikár aur halák hone ke liye paidá húe, un chízon kí, jin se we ná-wáqif hain, badnámí karte hain, aur apní kharábí men halák honge;

13 We apní badí ká badlá páwenge; we din ko 'aiyáshí karní khushí jante hain. We dág hain, aur 'aib hain, aur tumháre sáth kháke apní dagábázíon se 'aish o 'ishrat karte hain;

14 Un kí ánkhen ziná se bharí hain, aur gunáh se ruk nahín saktín; we be-qiyámon par jál dálte hain: un ka dil lálachon men mashshaq hai; we la'nat kí aulád hain:

15 We sídhí ráh chhoṛkar bhatake hain, aur Busur ke bete Bala'ám kí ráh par ho liye hain, jis ne nárástí kí mazdúrí ko 'azíz jáná;

16 Us ne apní khatákárí par ilzám páyá: ki be-zubán gadhe ne ádmí kí tarah bolkar us nabí kí díwánagí ko rok rakhá.

17 We súkhe kúe hain; we badlíán hain, jinhen ándhí daurátí hai; abadí táríkí kí siyáhí un ke liye dharí hai.

18 We ghamand kí behúda bakwás karke, unhen jo gumráhon men se sáf bach nikle the, jismání shahwaton aur nápákíon men phansáte hain.

19 We un se ázádagí ká wa'da karte, par áp kharábí ke gulám | bante hain; kyúnki jis ká koí maglúb húá, so usí ká gulám hai.

|

[blocks in formation]
[ocr errors]

yih dúsrá khatt likhtá hún; aur donon se tumháre pák dil ko yád dilane ke taur par ubhártá hún :

2 Táki tum un báton ko, jo muqaddas nabíon ne peshtar kahá, aur us hukm ko jo ham ne, ki Khudáwand ke aur Bachánewále ke rasúl hain, kiyá, yád rakho.

3 Aur yih pahle ján rakho, ki akhirí dinon men hansí thatthe karnewále áwenge, jo apní burí khwahishon ke muwafiq chalenge, 4 Aur kahenge, ki Ús ke áne ká wa'da kahán? kyúnki jab se bápdáde so gaye, sab kuchh jaisá khilqat ke shurú' men thá, ab tak waisá hí hai

gaye,

5 Ki we ise ján bújhke bhúl ki Khudá ke kalám se ásmán muddat se hain, aur zamín pání ke báhar aur pání ke andar bhí qáim rahí:

6 Un ke sabab se aglí dunyá pání men dúbkar halák húí:

7 Par ásmán o zamín jo ab hain, usí kalám se mahfúz hain, aur us din tak, ki bedínon kí 'adálat aur halákat ho, jaláne ke liye báq rahenge.

8 Par, ai ’azizo, yih bát tum par chhipí na rahe, ki Khudáwand ke nazdík ek din hazár baras, aur Bachánewále Yisú' Masíh kí pah-hazár baras ek din ke barábar

20 So agar we Khudáwand aur

chán ke sabab dunyá kí álúdagíon se bachkar un men phirke phansen, aur maglúb hon, to un ká pichhlá hál pahle se badtar ho chuká.

hain.

9 Khudáwand apne wa'don kí bábat sustí nahín kartá, jaisá ba'ze sustí samajhte hain; par is liye hamárí bábat sabr kartá, ki 21 Kyúnki rástí kí ráh na jánná, kisí kí halákat nahín cháhtá, un ke liye is se bihtar thá, ki|balki cháhtá hai, ki sab tauba jánkar us muqaddas hukm se, jo karen. unhen sompá gayá, phir jáwen. 22 Par yih sachchí masal un par thík átí hai, ki Kuttá apní qai kí taraf, aur dhoyí húí súarní daldal men lotne ko phirí hai.

10 Lekin Khudáwand ká din, jis tarah rát ko chor átá hai, áwegá; aur usí men ásmán sannáte ke sáth játe rahenge, aur 'anásir jalkar gudáz ho jáenge, aur zamín un kárígaríon samet, jo us men hain, gal jáegí.

11 Pas jab ki yih sab chízen

gudáz honewálí hain, to tum ko pák chalan aur díndárí men kaisá banná lázim hai,

12 Aur ki tum Khudá ke us din ke áne ke muntazir aur mushtaq ho, jis men ásmán jalkar gudáz ho jaenge, aur 'anásir jalkar pighal jáenge?

13 Par ham naye ásmán aur aur nayí zamín kí, jin men rást- | bází bastí hai, us ke wa'da ke muwáfiq intizárí karte hain.

use 'ináyat húí, tumhen likhá hai;

16 Aur sáre khatton men in báton ká zikr kiya hai; un men kitní báten hain, jin ká samajhná mushkil hai, aur we jo jáhil aur be-qiyám hain, un ke ma'non ko bhí dúsrí kitábon ke mazmunon kí tarah apní halákat ke liye pherte hain.

17 Is wáste, piyáro, jab ki tum áge se ágáh ho gaye, apní khabardarí karo, tá na howe, ki sharíron kí bhúl kí taraf khínche jáke apní

14 Is wáste, ai 'azízo, un chízon ke muntazir rahke koshish karo, ki tum be-dág, aur be-'aib, salá-ustuwárí se játe raho. matí se us ke huzúr házir ho.

15 Aur hamáre Khudáwand ká der karná apní naját jáno; chunánchi hamare piyare bháí Púlús ne bhí us dánáí ke muwáfiq, jo

18 Balki hamáre Khudáwand aur Bachánewále Yisú' Masih ke fazl aur pahchán men barhte jáo. Usí ká jalál ab hai aur abad tak hogá. Ámín.

YUHANNÁ KÁ PAHLÁ KHATT.

1

I BÁB.

INDAGÍ ke Kalám kí Zabat, jo shuru se tha, jise ham ne sună, aur apní ánkhon se dekhá, aur ták rakhá, aur hamáre háthon ne chhúá, ham khabar dete hain;

2 (Kyunki zindagí záhir húí, aur ham ne use dekhá, aur ham gawáhí dete hain, aur us hamesha kí zindagi kí khabar tum ko dete hain, jo Báp ke pás thí, aur ham par záhir húí ;)

3 Jo kuchh ham ne dekhá aur suná, us kí khabar tumhen dete hain; táki tum bhí hamáre sáth mel rakho ; aur hamárá mel Báp ke sáth, aur us ke Bețe Yisu' Masih ke sath hai.

|

4 Aur ham yih báten tumhen is waste likhte hain, ki tumhárí khushí púrí ho.

5 Aur wuh khabar jo ham ne us se suní, aur phir tumhen dete hain, so yihí hai, ki Khudá núr hai, aur us men táríki zarrí bhí nahín.

6 Agar ham kahen, ki ham us se mel rakhte hain, aur táríkí men chalte hain, to jhúthe hain, aur sach par 'amal nahín karte;

7 Par agar ham núr men chalen, jis tarah wuh núr men hai, to ham ápas men mel rakhte hain, aur us ke Bete Yisú' Masíh ká lahú ham ko sáre gunáh se pák kartá hai.

8 Agar kahen, ki ham begunáh hain, to ham apne taín fareb dete

hain, aur sacháí ham men nahín.

9 Agar ham apne gunáhon ká iqrár karen, to wuh hamáre gunáhon ke mu'áf karne, aur hamen sárí nárástí se pák karne men wafádár aur 'ádil hai.

10 Agar ham kahen, ki ham ne gunah nahín kiyá, to ham use jhutláte hain, aur us ká kalám ham men nahin hai.

1

M

II BÁB.

ERE bachcho, main ye báten tumhen likhtá hún, táki tum gunáh na karo. Aur agar koí gunáh kare, to Yisú' Masih jo sadiq hai, Báp ke pás hamárá wakíl hai:

2 Aur wuh hamáre gunáhon ká kafara hai; faqat hamáre gunáhon ká nahín, balki tamám dunyá ke gunáhon ká bhí.

3 Agar ham us ke hukmon par 'amal karen, to ham is se jante hain, ki ham ne us ko jáná.

4 Wuh jo kahta hai, ki Main use jántá hún, aur us ke hukmon par 'amal nahin kartá, so jhúṭhá hai, aur sacháí us men nahín.

5 Par wuh jo us ke kalám par 'amal kare, yaqínan us men Khudá kí muhabbat kámil hai: ham is hí se jánte hain, ki ham us men hain. 6 Wuh jo kahtá hai, ki main us men bastá hún, chahiye ki jaisá wuh chalta hai, waisá áp chale.

7 Bháío, main tumháre liye koí naya hukm nahín likhtá, magar puráná hukm, jo tum ko shurú' se milá. Puráná hukm wuh kalám jo hai, tum ne shurú' se suná.

8 Phir ek nayá hukm tumhen likhta hún, jo us men aur tum sach hai: kyúnki táríkí guzar gayi, aur haqiqí núr ab chamaktá

men

hai.

9 Wuh jo kahta hai, ki main roshní men hún, aur apne bháí se dushmaní rakhtá hai, ab tak táríkí men hai.

|

[ocr errors]

10 Wuh jo apne bháí se muhabbat rakhta hai, ujále men rahta hai, aur us men thokar ká bá'is nahín hai.

11 Par jo apne bháí se dushmaní rakhtá, táríkí men hai, aur táríkí men chalta hai, aur nahín jántá ki kidhar chalá játá hai; kyúnki táríkí ne us kí ankhen andhí kar dí hain.

12 Ai bachcho, main tumhen likhtá hún; kyúnki tumháre gunáh us ke nám se mu'áf húe.

13 Ai ábá, main tumhen likhtá hún; kyúnki use jo shuru' se thá, tum ne jáná. Ai jawáno, main tumhen likhtá hún; kyúnki tum us sharír par gálib húe ho. Ai larko, main tumhen likhtá hún; kyúnki tum ne Báp ko jáná hai.

14 Ai ábá, main ne tumhen likhá hai; kyúnki jo shuru' se thá, tum ne use jáná. Ai jawáno, main ne tumhen likhá hai; kyúnki tum mazbút ho, aur Khudá ká kalám tum men bastá hai, aur tum us sharír par gálib húe ho.

15 Dunya aur dunyá kí chízon kí muhabbat na rakho. Jo koí dunyá kí muhabbat rakhta hai, us men Báp kí muhabbat nahín.

16 Kyúnki har ek chíz, jo dunyá men hai, ya'ne, jism kí khwáhish, aur ankh kí khwahish, aur zindagi ká gurúr, Báp se nahín, dunya se hai.

17 Aur dunya aur us kí khwáhish guzar játí hai; lekin jo Khuda kí marzí par chaltá, wuh abad tak rahta hai.

18 Ai bachcho, yih ákhirí zamána hai aur jaisá tum ne suná hai, ki Masíh ká mukhálif átá hai, so abhí bahut se Masíh ke mukhalif húe hain; is se ham jante hain, ki yih akhirí zamána hai.

19 We ham men se nikle, magar ham men se na the: kyúnki agar we ham men se hote, to hamare sáth rahte; par we nikle, táki záhir howen, ki we sab ham men se na the.

20 Aur tum ne Us Muqaddas se

« ÎnapoiContinuă »