Imagini ale paginilor
PDF
ePub

bahutayat se diyá, tá ki khushí se guzrán karen;

18 Aur yih ki we nekokárí aur bhale kám se daulatmand, aur sakhawat par taiyár, aur bánṭne par musta'idd howen;

19 Aur áyanda ko apne liye ek bhalí bunyád paidá kar rakhen, tákí hamesha kí zindagí páwen.

20 Ai Timtáús, amánat ko hifazat se rakh, aur be-díní kí behúda báton se, aur un takráron se, jinhen jhúth-múth 'ilm samajhte hain, munh pher le :

21 Jis ká ba'ze iqrár karke ímán kí ráh se bhatak gaye hain. Fazl tujh par howe. Amín.

PÚLÚS KÁ DÚSRÁ KHATT
TIMTÁÚS KO.

www

I BÁB.

1 ÚLÚS, jo us zindagí ke wa'de ke muwafiq jo Masih Yisú' men hai, Khuda kí marzí se Yisú' Masíh ká Rasúl hai,

2 Piyáre bete Timtáús ko fazl, rahm, aur salámatí, Báp Khudá aur hamáre Khudáwand Masíh Yisú' kí taraf se howe.

3 Khudá ká main shukr kartá hún, jis kí bandagi bápdádon ke taur par pák dil se karta hún, ki apní du'áon men rát din bilá nága terá zikr kartá;

4 Aur tere ánsúon ko yád karke tere dekhne kí árzú rakhtá hún, táki khushí se bhar jáún;

5 Aur mujhe wuh terá be-riyá ímán yád hai, jo pahle terí nání Loís, aur terí má Yúníke ká thá, aur mujhe yaqin hai, ki terá bhí hai.

6 Is sabab se main tujhe yád dilátá hún, ki tú Khuda kí us ni'amat ko, jo mere háth rakhne se tujhe milí, phirke sulgá.

7 Kyúnki Khudá ne hamen dah

shat kí Rúh ko nahín, balki qudrat, aur muhabbat, aur hoshyárí kí diyá hai.

8 Is wáste tú hamáre Khudáwand kí gawáhí se, aur mujh se jo us ká qaidí hún, sharminda na ho, balki Khudá kí qudrat se Injil ke dukhon men sharík ho;

9 Ki us ne hamen bacháyá, aur pák buláhat se buláyá; na hamáre kámon ke sabab se, balki apne iráde hí, aur us ni'amat se jo Masíh Yisú' ke wáste azal men hamen dí gayí;

10 Aur ab hamáre bachánewále Yisú' Masih ke zuhúr se záhir húí, ki jis ne maut ko nest kiyá, aur zindagí aur baqá ko Injíl se roshan kar diyá;

11 Main us ke liye manádí karnewálá, aur rasúl, aur gair qaumon ká mu'allim, muqarrar húa hún.

12 Aur isí liye main yih dukh pátá hún; lekin main sharmátá nahín, is waste ki use jis par ímán láyá hún, jántá hún; aur mujhe yaqin hai, ki wuh merí amánat kí us din tak hifázat kar sakta hai.

13 Tú un sahíh báton ká naqsha

jo tú ne mujh se sunín, us ímán
aur muhabbat ke sáth jo Masíh
Yisú' men hai, hifz kar rakh.
14 Tú us achchhí amánat kí jo
tujh ko milí, Rúh i Quds ke wa-
síle se, jo ham men bastí hai, ni-
gáhbání kar.

15 Tú yih jántá hai, ki Asia ke sab log, jin men se Fijallus aur Harmujanes hain, mujh se phir

gaye.

16 Khudáwand Unesifarus ke ghar par rahm kare; kyúnki us ne bahut bár mujhe tázadam kiyá, aur merí zanjír se sharminda na húá :

17 Balki us ne Rúm men hote mujhe koshish se dhúnḍhá, aur páyá.

se jí uțhá, merí Injil ke muwáfiq:

9 Jis ke liye main badon kí mánind yahan tak dukh pátá hún, ki band men hún; par Khudá ká kalám band nahin hotá.

10 So main chune húon ke liye sab hí kuchh sahtá hún, táki we us naját ko, jo Yisú' Masih se hai, hamesha ke jalál samet hásil karen. 11 Yih bát sach hai, ki agar ham us ke sath maren, to ham us ke sath jíenge bhí;

12 Agar ham us ke sáth dukh uṭháwen, to us ke sáth bádsháhí bhí karenge: agar ham us ká inkár karen, to wuh bhí hamárá inkár karegá:

13 Agarchi ham be-ímán ho já18 Khudáwand use yih bakh-wen, par wuh amánatdár rahtá she, ki us din Khudáwand ká hai; wuh áp apná inkár kar nahín rahm us par ho; aur jo khidmaten saktá. us ne phir Afasús men kín, tú unhen khúb jántá hai.

II BÁB.

14 Tú yih báten yád dilá, aur Khudáwand ke sámhne yih gawáhí de, ki we lafzon kí takrár na karen, ki us se kuchh hásil nahín, magar yih ki sunnewále dagma

1Pazl se, jo Masíh Yisú' men

AS, ai mere farzand, tú us gáye jáwen.

hai, mazbút họ.

2 Aur merí un báton ko, jo tú ne bahut se gawáhon ke sámhne suní hain, aise amánatdáron ke supurd kar, jo auron ko sikhá saken.

15 Koshish karke tú apne taín maqbúl, aur aisá kárígar jo sharminda na ho, aur sachche kalám ká durustí se tafsil karnewálá Khudá ko kar dikhlá.

16 Par buri aur behúda báton se parhez kar, kyúnki we ákhir 3 Pas tú Yisú' Masíh ke ach-ko bedíní ke darjon men taraqqi chhe sipáhí kí mánind dukh sah. karengí. 4 Jo koí sipáhgarí kartá, apne taín dunya ke mu'ámalon men nahín uljhátá, táki wuh us ko khush kare, jis ne sipáhgarí ke liye use chun liya.

5 Aur agar koí kushtí kare, to táj nahín pátá, magar jab qáide ke muwafiq kushtí kare.

6 Kisán ko chahiye ki pahle mihnat kare, tab phalon men hissa páwe.

7 Jo baten main kahtá hún, tú un ko soch rakh, aur Khudáwand tujhe sab báton kí samajh dewe. 8 Yád rakh, ki Yisú' Masíh, jo Dáúd kí nasl se hai, murdon men

17 Aur un ká kalám khúre kí bímárí kí tarah khátá chalá jáegá, aur un men se Humanaiús aur Filetus hain;

18 We yih kahke, ki qiyámat ho chukí, sacháí se phir gaye, aur ba'zon ká ímán diga dete hain.

19 Taubhí Khudá kí bunyad mazbút rahtí hai, aur us par yih muhr hai, ki Khudáwand unhen, jo us ke hain, pahchántá hai. Aur yih, ki Har ek jo Masíh ká nám letá hai, badí se báz rahe.

20 Par bare ghar men faqat sone rúpe hí ke bartan nahin; balki káth aur miṭṭí ke bhí hote

hain; aur ba'ze 'izzat, aur ba'ze zillat ke hain.

21 Is liye agar koí apne taín un se pák sáf kare, to wuh 'izzat ká bartan, aur pák, aur málik ke kám ká, aur har ek achchhe kám ke liye taiyár hogá.

22 Jawání kí shahwaton se dúr bhág, aur un sab ke sáth, jo pák dil se Khudáwand ká nám lete hain, rástbází, aur ímán, aur muhabbat, aur sulh kí pairauí kar. 23 Par bewuqúfi aur nádání kí hujjaton se kinára kar; ki tú jántá hai, ki we jhagre paidá kartí hain. 24 Aur munasib nahín, ki Khudáwand ká banda jhagrá kare, balki sab se narmí karnewálá, aur sikhláne par musta'idd, aur dukhon ká sahnewálá howe.

25 Aur unhen, jo muqábala karte hain, farotaní se samjhawe, ki sháyad Khudá unhen tauba bakhshe, táki we sacháí ko pahchánen;

26 Aur we, jinhen Shaitán ne jítá shikár kiya hai, táki us kí marzí par chalen, hoshyár hokar us ke phande se chhúten.

III BÁB.

7 Aur hamesha ta'lím pátí hain, aur sacháí kí pahchán tak hargiz pahunch nahin saktín, giriftár karte hain.

8 Aur jis tarah Yannes aur Yambres ne Músá ká sámhná kiyá, usí tarah ye bhí sacháí ke mukhalif, kharáb-'aql, aur ímán kí bábat ná-maqbúl hain.

9 Par we áge na barhenge, is wáste ki un kí nádání sab par záhir ho jáegí, jis tarah un kí húí. 10 Par meri ta'lím, chál chalan, iráde, ímán, sabr, muhabbat, bardásht,

11 Zulm aur dukhon ko, jo Antákiyá aur Ikúnium, aur Lustrá men mujh par pare, tú ne sire se bakhúbí daryáft kiyá; aur main ne kaise kaise zulm sahe; par Khudáwand ne mujhe un sab se bachá liya.

12 Balki sab ke sab jo Yisu Masih men díndárí ke sath guzrán kiyá chahte hain, satáe jáenge.

13 Par bure aur dhokhebáz ádmí fareb deke, aur fareb kháke, badí men áge barhte jáenge.

14 Par tú un báton par, jo tú ne síkhín aur yaqin jánín, qáim rah;

1 TÚ yih ján rakh, ki ákhirí ki tú yih jántá hai, ki kis se

zamáne men bure din

síkhá;

áwenge. 2 Ádmí khudgaraz, zardost, tar hánknewále, ghamandí, kufr-karnewále, má bap ke ná-farmánbar-ját kí dánáí bakhsh sakti hain. dár, ná-shukr, ná-pák,

15 Aur ki tú laṛkáí se muqaddas kitábon se wáqif hai; we tujhe Masíh Yisú' par ímán láne se na

3 Be-dard, kínawar, tuhmatí, ná-parhezgár, be-rahm, nekon ke dushman,

4 Dagábáz, be-liház phúlnewále, Khuda se ziyada 'ishrat ke cháhnewále;

9 Aur díndárí kí súrat men hoke us kí qudrat ká inkár karenge: tú aison se dúr rah.

6 Kyúnki un men se we hain, jo gharon men ghusá karte hain, aur un chhichhorí randíon ko, jo gunáhon tale dabí hain, aur tarah tarah ki shahwaton ke bas men phans gayi hain,

16 Sárí kitáb ilhám se hai, aur ta'lím ke, aur ilzám ke, aur sudhárne ke, aur rástbází men tarbiyat ke waste fáidamand hai:

17 Táki mard i Khudá kámil aur har ek nek kám men taiyár ho.

1.

PAS

IV BÁB.

AS main Khudá aur Khudáwand Yisú' Masih ke áge, jo apne záhir hone aur apní badsháhí men zindon aur murdon kí 'adálat karegá, tákíd kartá hún;

2 Ki tú kalám kí manádí kar; waqt aur be-waqt usí kám men mashgúl rah; kamál bardásht aur ta'lim se ilzám de; aur malámat aur nasihat kiyá kar.

3 Kyúnki aisá waqt áwegá, jab we sahih ta'lim kí bardásht na karenge; par kán khujláte húe apní burí khwahishon ke muwáfiq ustád par ustád buláenge.

12 Main ne Tukhikas ko Afasús men bhejá.

13 Tú wuh lubáda jise main ne Troás men Qarpus ke yahán chhorá, aur kitáben, kháss kar, chamre ke waraq, lete áiyo.

14 Sikandar thaṭhere ne mujh se bahut badí kí; Khudáwand us ke kámon ke muwafiq use badlá

de:

4 Aur kánon ko sachaí kí taraf 15 Us se tú bhí khabardár rah, se pherke kaháníon par lagá-kyúnki us ne hamárí báton kí

wenge.

5 So tú sárí báton men bedár ho; dukh sah; Injil sunánewále ká kám kar; apní khidmat ko púrá kar.

6 Kyúnki ab merá lahú ḍhálá játá hai, aur mere kúch ká waqt á pahunchá hai.

7 Main achchhí laṛáí lar chuká, main daur kar chuká, main ne ímán ko rakh liyá :

8 Akhir, rástbází ká táj mere liye dhará hai; so Khudáwand, jo rást hákim hai, us din mujhe degá; aur faqat mujhe nahin, balki un sab ko bhi jo us ke záhir hone ko chahte hain.

9 Tú koshish kar, táki mere pás jald áwe:

10 Kyúnki Demas ne is jahán ko pasand karke mujhe chhor diya, aur Tassaluníqe ko chalá gaya; Kreskes Galatiya men, aur Títus Dalmátiya men gaya.

11 Lúqá akelá mere sath hai. Tú Marqus ko apne sáth le á. kyúnki wuh is khidmat men mere kám ká hai.

bahut mukhálafat kí.

16 Merá pahilá jawab dete waqt koí merá sáthí na thá; sabhon ne mujhe chhor diyá; is ká hisáb unhen dená na pare.

17 Par Khudawand mere sath rahá, aur us ne mujhe táqat bakhshí, ki merí ma'rifat se púrí manádí kí jáwe, aur sab gair qaum sunen; aur main babar ke munh se chhurayá gayá.

18 Aur Khudawand mujhe har ek zabún se bacháwegá, aur apní ásmání bádsháhí tak bacháe rakhegá; us ká jalál hamesha howe. Ámín.

19 Priská aur Aqulá ko, aur Unesifarus ke ghar ko salám kah. 20 Irastus Qurintus men rahá; Trufimus ko main ne Miletus men bímár chhorá.

21 Jaldí kar, ki tú járe se peshtar pahunche. Yubúlus aur Púdes, aur Línus, aur Qlaudiá, aur sáre bháí, tujhe salám kahte hain.

22 Khudáwand Yisú' Masih terí rúh ke sath rahe. Fazl tum par howe. Ámín.

[merged small][merged small][merged small][merged small][ocr errors][merged small]

3 Aur waqt par apne kalám ko us manádí se záhir kiyá, jo máre bachánewále Khudá ke hukm se mujhe sompí gaí;

4 Títus ko jo 'ámm ímán ke rú se kháss farzand hai, Fazl, rahm aur salámatí, Báp Khudá aur hamáre bachánewále Khudáwand Yisú' Masíh kí taraf se tere liye howe.

13 Yih gawáhí sach hai, is wáste tú unhen sakhtí se malámat kar, táki we ímán men sahíh hon.

14 Aur Yahúdíon kí kaháníon, aur aise ádmíon ke hukmon par, jo sacháí se phir gaye hain, mutawajjih na howen.

15 Pák logon ke liye sab kuchh 5 Main ne tujhe is waste Krete pák hai: par nápákon aur bemen chhorá, táki tú báqí chízenímánon ke liye kuchh pák nahín; durust kare, aur qissíson ko shahr balki un ki 'aql aur dil nápák ba shahr muqarrar kare, jaisá hain. main ne tujhe hukm kiya hai: 6 Par aison ko jo be-ilzám aur ek ek jorú rakhte hon, aur un ke larke ímándár, aur badchálí kí malámat se pák hon, aur kajrau na howen.

7 Kyúnki chahiye, ki nigáhbán jo Khudá kí taraf se mukhtár hai, be-ilzám ho, na ki khudpa

16 Khudá ke pahchánne ká iqrár to karte hain, par kámon kí rah se us ká inkár karte hain; we nafrat ke láiq, aur náfarmánbardár hain, aur har ek nek kám kí nisbat ná-maqbúl.

1

II BÁB.

AR tú we báten kah, jo

sand, ya gussawar, ya sharábí, ya Phi ta'lim ke munasib

márpít karnewálá, aur nárawá naf'a lenewálá;

8 Balki musafir-dost, nekon ká cháhnewálá, hoshyár, munsif, pák, parhezgár ;

9 Aur ta'lim ke muwáfiq ímán ke kalám ko thámbhe rahe, táki wuh sahíh taʼlim se nasíhat karne,

hain:

2 Ki búrhe bedár, árásta, hoshyár hon, aur ímán, aur piyár, aur sabr men sahíh.

3 Aur usí tarah burhíán bhí aisí chal chalen, jaise muqaddason ke láiq hai, aur tuhmat karnewálíán,

« ÎnapoiContinuă »