Imagini ale paginilor
PDF
ePub

khushbú ham se har ek jagah záhir karwáta hai.

15 Kyúnki ham Khudá ke áge un ke liye jo bacháe játe hain, aur un ke liye jo halák hote hain, Masih kí khushbúí hain :

16 Baʼzon ko marne ke liye maut kí bú, aur ba'zon ko jíne ke liye zindagí kí bú hain. Aur kaun in báton ke láiq hai?

17 Ki ham bahuton kí mánind Khudá ke kalám men milauní nahín karte, balki sacháí se, aur Khudá kí taraf se, ham Khudá ke huzúr Masih men hoke bolte hain.

5 Isliye nahin ki ham láiq hain, ki áp se kuchh khiyál bhí kar saken; balki hamárí liyáqat Khudá se hai;

chihre par thá, aur nest honewálá thá, nazar na kar sake:

11 Kyunki agar nest honewálí chíz jalál ke sath thí, to wuh, jo qáim rahnewálí hai, kitne hí ziyáda jalál ke sáth na ho.

III. BÁB.

12 Pas ham aisí ummed rakhke barí be-parwáí se bolte hain: 13 Aur ham Músá kí tarah 'amal nahin karte, jis ne apne

1KYA ham phir apní nekná- chihre par parda dálá, táki baní

kí gáyat

mí karte hain? ya ham auron kí tarah muhtáj hain, ki neknámí ke khatt tumháre pás láwen, yá tum se neknámí ke khatt lejáwen?

Israel us
tak bakhúbí na dekhen:
14 Lekin un ká fahm tárík ho
gayá: kyúnki áj tak puráne 'ahd-
náma ke parhne men wuhí parda
rahta hai, aur uth nahín játá; ki
wuh parda Masih se játá rahtá
hai.

2 Hamárá khatt jo hamáre dilon par likha hai, tum ho, aur use sáre ádmí jánte, aur parhte hain: 3 Ki tum záhir Masih ke khatt ho, jis ke taiyár karne men ham khidmat karnewále hue, aur wuh siyahí se nahín balki zinda Khudá kí Rúh se, aur patthar kí takhtíon par nahín, balki dil ki takhtíon par jo gosht kí hain, likhá gayá hai.

15 Pas áj tak jab Músá kí parhí játí hai, to wuh parda un ke dil par pará rahta hai.

4 Aur ham aisá bharosá Masíh kí ma'rifat Khudá par rakhte hain :

8 To Rúh kí khidmat kitne ziyáda jalál ke sath na hogí? 9 Ki jab ilzám dilánewálí khidmat jalál hai, to rástbází kí khidmat ká jalál kitná ziyáda na hogá?

10 Balki wuh jo jalálí záhir húá, is bare jalálwále kí nisbat se, jalál hí na rakhtá thá.

par

Rúh jilátí hai. 7 Aur agar maut kí wuh khidmat, jo harfi aur pattharon par khodí gaí thí, aise jalál ke sath húí, ki baní Israel Músá ke chihre par ba-sabab us jalál ke, jo us ke

16 Lekin jab Khudáwand kí taraf phirega, tab wuh parda har taraf se uth jaegá.

17 Aur Khudáwand wuhí Rúh hai, aur jahán kahin Khudáwand kí Rúh hai, wahín ázádagí hai. 18 Par ham sab be-parda Khudáwand ke jalál ko áína men dekh dekhke, jalál se jalál tak, Khudáwand kí Rúh ke wasile, us kí súrat par bante játe hain.

6 Jis ne ham ko yih liyaqat bhí dí hai, ki ham naye ’ahd ke khá

IV BÁB.

dim howen; harf ke nahín, balki 1PAS jab ham ne yih khid

Rúh ke;

harf már dáltá,

mat aur par aisá rahm húá, to ham udás nahín hote;

2 Balki ham ne sharm ke poshída kámon se kanára kiya, aur dagábází kí chál nahín chalte, aur na Khudá kí bát men milauní karte

[blocks in formation]
[merged small][merged small][merged small][ocr errors][merged small]
[blocks in formation]

V BÁB.

1

ham

Kki jab hamárá yih khaima

hain, sá khákí ghar ujar jáwe, to ham ek 'imárat Khudá se páwenge; wuh ek ghar hai, jo háthon se nahín baná, balki abadí aur ásmán par hai.

|

2 Ki ham is men áhen khínchte, aur baṛí árzú rakhte hain, ki apne ásmání ghar se mulabbas howen:

3 Ba-sharte ki ham mulabbas hoke nange na páe jáenge.

4 Kyúnki ham to jab tak is khaima men hain, bojh se dabkar áhen khínchte hain: lekin nahín chahte, ki ise utáren, balki yih ki is ke úpar use pahin len, táki zindagi maut ko nigal jáwe.

5 Aur jis ne ham ko usí ke liye taiyár kiyá, so Khudá hai, aur us

hí ne hamen Rúh ká bai'ána bhí diya.

17 Is liye agar koí Masih men hai, to wuh naya makhlúq hai: 6 Is liye hamárí hamesha khátir-purání chízen guzar gayín; dekho, jam'aí hai; ki jante hain, ki jab sárí chízen nayí húín. tak ham badan ke ghar men 18 Aur yih sárí chízen Khudá hain, ham Khudáwand se dúrkí taraf se hain, jis ne Yisú' Masíh ke sabab ham ko áp se miláyá, aur miláp kí khidmat hamen dí;

hain.

7 (Ki ham ímán se, aur na ki dekh dekhke chalte hain:)

|

19 Ya'ne, Khudá ne Masíh men hoke dunya ko apne sáth yún milá liyá, ki us ne un kí taqsíron ko un par hisáb na kiya: aur mel ká kalám hamen sompá.

8 So hamárí khátir-jam'aí hai; aur ham beshtar chahte hain, ki badan se widá' howen, aur Khudáwand ke huzúr men já rahen. 9 Is liház se ham koshish karte hain, ki kyá házir howen ya gair házir howen, us ko pasand áwen. 10 Kyúnki ham sab ko zarúr hai, ki Masíh kí masnad i 'adálat ke áge házir howen, táki har ek jo kuchh us ne badan men hoke kiyá, kyá bhalá, kyá burá, muwáfiq us ke, páwe.

|

20 Is liye ham Masih ke elchí hain, goyá ki Khudá hamáre wasíle minnat karta hai: so ham Masih ke badle iltimás karte hain, ki tum Khudá se mel karo. 21 Kyunki us ne us ko jo gunáh se wáqif na thá, hamáre badle gunáh thahrává, táki ham us ke sabab iláhí rástbází thahren.

11 Is waste ham Khudáwand ke khauf ko samajhkar ádmíon kí minnat karte hain; aur Khudá par hamárá hál záhir hai; aur

VI BÁB.

uummed hai, ki tumháre dilon parat hoke tum se minnat AS ham báham ham-khid

bhí záhir ho.

12 Ki ham phir apní neknámí tum par nahín jatáte hain, par tumhen hamáre sabab fakhr karne kí jagah dete hain, táki tum un ko, jo záhir par fakhr karte hain aur bátin par nahin, jawáb de sako. 13 Kyunki agar ham bekhud hain, to yih Khudá ke wáste hai; aur agar hoshyár hain, to yih tumháre wáste hai.

bhí karte hain, ki Khudá ká fazl 'abas mat páte jáo.

2 (Kyúnki wuh kahta hai, ki main ne qabúliyat ke waqt men terí suní, aur naját ke din terí madad kí: dekho, ab, qabúliyat ka waqt hai; dekho, ab naját ká din hai.)

|

3 Ham kisí ke thokar kháne ket bá'is nahín hote, táki yih khidmat badnám na ho:

4 Par áp ko har ek bát men Khudá ke khádim kí tarah záhir karte hain, barí bardásht se, musíbaton se, ihtiyájon se, tangíon se,

5 Kore khane se, qaid se, hangámon se, mihnaton se, bedáríon se, fáqon se;

6 Pákízagí se, maʼrifat se, sabr, se, mihrbání se, Pák Rúh se, be

14 Ki Masíh kí muhabbat ham ko khínchtí hai; kyúnki ham yih samjhe, ki jab ek sab ke waste múá, to sab murde thahre:

15 Aur wuh sab ke wáste múá, ki jo jíte hain, so áge ko apne liye na jiwen, balki us ke liye jo un ke wáste múá, aur phir jí uṭhá.

16 Pas ab se ham kisí ko jism kí ráh se nahín pahchánte hain: aur agarchi ham ne Masih koriyá muhabbat se,

bhí jism kí ráh se pahcháná hai, par ab use phir ham nahín pahchánte.

Kalám i haqq se, Khudá kí qudrat se, rást bází ke hathyáron se, jo dahine báen hain,

8 'Izzat aur be-'izzatí se, badnámí aur neknámí se: dagábáz kí mánind hain, par sachche hain; 9 Gumnám kí mánind hain, par mashhúr hain; murde kí mánind hain, par dekho, ham jíte hain; tambíh pánewálon kí mánind hain, par múe nahín;

10 Gamgín kí mánind hain, par hamesha khush hain; kangál kí mánind hain, par bahuton ko daulatmand karte hain; nádár kí mánind hain, par sab kuchh rakhte hain.

11 Ai Qurintío, hamárí zubán tumhárí taraf khulí, hamárá dil kusháda hogaya.

12 Tum hamáre sabab se tang nahín, par apne hí dilon se tang ho.

13 Pas is ke badle men, (main tum se yún kahtá hún, jaisá farzandon se,) tum bhí kusháda-dil hoo.

VII BÁB.

1 AS, ai 'azízo, chahiye ki

aise

áp

ko har tarah kí jismání aur rúhání najásat se pák karen, aur Khuda ke dar se pákízagí ko kámil karen.

4 Merí báten tumhárí bábat bahut be-dharak hain, mujhe tumháre sabab bará fakhr hai; main to tasallí se bhará húá hún, apní sab musíbat men niháyat khush hún.

5 Jab ham Maqadúniya men áe, hamáre jism ko kuchh árám na thá, balki ham har tarah kí musíbat men giriftár the; báhar laráíán, bhítar dahshaten.

15 Aur Masih ko Bali'ál ke sáth kaun sí muwafaqat hai? ímándár ká be-ímán ke sáth kya hissa hai?

6 Lekin Khudá ne, jo 'ájizon ko dilásá deta hai, Títus ke á pahunchne se hamen tasallí bakhshí.

16 Aur Khudá kí haikal ko buton se kaun sí muwáfaqat hai? ki tum to zinda Khudá kí haikal ho; chunánchi Khudá ne kąhá hai, ki Main un men rahúngá, aur un men chalúngá; aur main un ká Khudá húngá, aur we mere log honge.

7 Aur na sirf usí ke á jáne se, balki us tasallí se bhí, jo us ne tumháre bích rahke páí, ki us ne tumhárá shauq, tumhárá afsos, tumhárí gairatmandí, jo merí bábat thí, hamare age bayán kí yahan tak ki main ziyada khush húá.

|

17 Is waste Khudáwand yih kahta hai, ki Tum un ke darmiyán se nikal áo, aur judá ho raho, aur nápák ko mat chhúo, aur main tum ko qabul karúngá ;

18 Aur main tumhárá Báp húngá, aur tum mere bete betíán hoge; yih Khudáwand Qádir mutlaq farmata hai.

14 Aur tum be-ímánon ke sáth ná-láiq júe men mat jute jáo: ki rástí aur ná-rástí men kaun sá sájhá hai? aur roshní ko táríkí se kaun sá mel hai?

2 Ham ko qabul kar lo; ham ne kisí se be-ínsáfí nahín kí, kisí ko kharáb nahín kiyá, kisí par kuchh ziyádatí nahín kí.

3 Main ilzám dene ke wáste yih nahín kahtá; kyúnki áge hí kah chuká hún, ki tum hamáre dilon men ho, yahan tak ki ham tum ek sáth maren aur jíen.

8 Jo main ne us khatt se tumhen gamgin kiyá, us se main nahín pachhtátá, agarchi main pachhtátá thá; is liye ki dekhtá hún, ki jo gamgíní us khatt se hút, so thoạí hí muddat tak thí. 9 Ab main khush húá hún, na is wáste ki tum gamgín húe, par is wáste ki tumháre gam ká anjám tauba húá: kyúnki tum Khudá ke liye gamgin húe, táki ham se kisí bát men nuqsán na páo.

10 Kyunki wuh gam, jo Khudá

[blocks in formation]

3 Kyúnki main yih gawáhí detá hún, ki we maqdúr bhar, balki maqdúr se ziyada áp se musta'idd the;

4 Aur barí minnat ke sáth ham se darkhwást kí, ki ham us bakhshish ko lewen, aur muqaddason ke liye use pahuncháne men sharík howen.

5 Aur hamárí ummed hí ke muwáfiq nahín, balki apne taín pahle Khudáwand ko, aur phir Khudá kí marzí se ham ko sompá.

6 Is waste ham ne Títus se yih darkhwást kí, ki jaisá us ne shuru' kiyá thá, waisá hí tumháre darmiyán bhí us in'ám ko púrá kare.

7 Pas, jis tarah tum ne har ek bát men, ímán, aur kalám, aur 'ilm, aur sárí koshish, aur us muhabbat men jo ham se rakhte ho, sabqat le gaya hai, waise hí is ni'amat kí bábat bhí tum sabqat le jáo. 8 Main kuchh hukm ke taur par nahín, balki auron kí sargarmí ke sabab, aur tumhárí muhabbat kí haqiqat ázmáne ke liye yih kahtá hún.

9 Kyúnki tum hamáre Khudáwand Yisu' Masih ke fazl ko jante ho, ki wuh daulatmand thá, aur tumháre wáste muflis hogayá, táki tum us kí muflisí se daulatmand ho jáo.

10 Aur main is bát men saláh detá hún; kyúnki yihí tumháre wáste munasib hai, ki tum ne na faqat yih kám karná shurú' kiyá, balki ek baras áge se us ke karne ká iráda kiya.

11 Pas ab tum use tamam bhí karo; ki jaise tum iráda karne par musta'idd the, waise hí maqdúr ke muwáfiq us ke tamam karne par bhí ho.

12 Kyúnki agar níyat pahle ho, to ádmí, muwafiq us ke jo us pás hai, maqbúl hogá, na us ke muwáfiq jo us pás nahín.

13 Garaz, yih nahín, ki auron ko árám, aur tumhen taklif ho:

« ÎnapoiContinuă »