Imagini ale paginilor
PDF
ePub

púchhtá hún, ki mujhe kis bát ke liye buláyá.

30 Tab Qurneliús ne kahá, Chár roz húe, ki main ne is gharí tak roza rakhá: aur tísre pahar ko apne ghar men du'á mángtá thá, aur kyá dekhtá hún, ki ek mard sufed barráq poshák pahine samhne khara hai.

40 Us ko Khudá ne tísre din uṭháyá aur záhir kar dikháyá : 41 Sárí qaum par nahín, balki un gawáhon par, ki áge se Khudá ke chune húe the, ya'ne ham par jo us ke murdon men se jí uthne ke ba'd, us ke sath kháyá aur piya.

42 Aur us ne hamen hukm diya, 31 Us ne kaha, Ai Qurneliús, ki logon men manádí karo aur terí du'á suní ga,í, aur terí khai-gawáhí do, ki yih wuhí hai, jo rát Khudá ke huzúr yad húi. Khudá kí taraf se muqarrar húá, 32 Ab kisi ko Yáfá men bhej, ki zindon aur murdon ká insáf aur Shama'ún ko, jo Patras kah-karnewálá ho. látá hai, yahan bulá; wuh Shamaʼún dabbág ke yahán, jis ká ghar samundar ke kináre hai, mihmán hai: wuh áke tujh se kalám karegá.

33 Usí dam main ne tere pás bhejá; tú ne khúb kiya, jo áyá. Ab ham sab Khudá ke áge házir hain, táki, jo kuchh Khudá ne tujhe farmáyá hai, sunen. 34 Tab Patras ne zubán kholke kahá, Ab mujhe yaqin húá, ki Khudá záhir par nahín kartá:

nazar

35 Balki har qaum men, jo us se dartá aur rástbází kartá, us ko pasand átá hai.

36 Yih wuhí kalám hai, jo us ne baní Israel ke pás bhejá, jab Yisú' Masíh kí ma'rifat (jo sabhon ká | Khudáwand hai) sulh kí khushkhabarí detá thấ

37 Tum is kalám ko jánte ho, jo ba'd us ke ki Yuhanná ne baptisma kí manádí kí thí, tamam Yahúdiya men, Galíl se shurú' karke, ishtihár kiyá gayá;

43 Sab nabí us par gawáhí dete hain, ki jo koí us par ímán láwe, us ke nám se apne gunáhon kí mu'áfi páwe.

44 Patras ye báten kah rahá thá, ki Rúh i Quds un sab par jo wuh kalám sunte the názil húí.

45 Aur makhtún ímándár, jo Patras ke sáth á,e the, hairan húe, ki gair qaumon par bhí Rúh i Quds kí bakhshish járí húí.

46 Kyúnki unhen tarah tarah kí bolí bolte, aur Khudá kí baráí karte suná. Tab Patras ne phir kahá,

47 Kyá koí pání rok sakta hai, ki ye, jinhon ne hamárí tarah Rúh i Quds pá,í, baptisma na páwen?

48 Tab us ne hukm diyá, ki we Khudáwand ke nám par baptisma páwen. Tab unhon ne us se darkhwást kí, ki kuchh din wahán rahe.

38 Ki kis tarah Khudá ne Yisú' 1 Násarí ko Rúh i Quds aur qudrat se Masíh kiyá: wuh nekí kartá, aur un sab ko, jo Shaitán ke háth se zulm uțháte the, changá kartá phirá; kyúnki Khudá us ke sath thá.

XI BÁB.

UR rasulon aur bháíon ne

AU jo Yahudiya men the,

suná, ki gair qaumon ne bhí
Khudá ká kalám qabúl kiyá.
2 Aur jab Patras Yarúsalam
men áyá, to makhtún us se yih
kahke bahs karne lage, ki

39 Aur ham un sab kámon ke,
jo us ne Yahudiya ke mulk o Ya-aur un ke sath kháya.
rúsalam men kí,e, gawáh hain;
us ko unhon ne káth par latkáke
már dálá:

3 Tú námakhtúnon ke pás gayá,

4 Tab Patras ne shuru' se silsila ke sath un se bayán kiyá, ki

5 Jab main Yáfá ke shahr men

duá máng rahá thá, bekhudí men | lá,e, to main kaun thá, ki Khuda áke ek roya dekhá, ki ek chíz ko rok saktā ? jaise barí chádar, jis ke cháron kone ásmán se laṭakte the, utarke mujh tak á,í.

6 Jab main ne khub dekhke ghaur kiyá, tab zamin ke chárpá,e, | aur janglí jánwar, aur kíre makore, aur hawa ke parinde us men dekhe.

7 Aur main ne ek áwáz suní, ki mujhe kahti hai, Ai Patras, uth,

zabh kar aur khá.

8 Tab main bolá, Ai Khudáwand, hargiz nahín; kyúnki kabhí koí harăm yá nấpák chíz mere munh men na ga,í.

9 Tab jawab men dúsrí bár ásmán se mujhe áwáz á,í, ki Jise Khudá ne pák kiyá, tú harám mat kah.

10 Yih tín bár húá: phir sab kuchh ásmán kí taraf khínchá gaya.

11 Aur dekho, usí dam tín ádmí, jo Qaisaríya se mere pás bheje ga,e, us ghar ke pás, jis men main thả, khare the.

12 Aur Rúh ne mujh se kahá, ki Tú bekhaṭke un ke sáth já. Balki ye chha bháí mere sath chale, aur ham us shakhs ke ghar men dákhil húe:

|

18 We yih sunkar chup rahe, aur Khudá kí ta'rif karke kahá, Beshakk Khudá ne gair qaumon ko bhí zindagi ke liye tauba bakhshí hai.

19 Pas we, jo us musíbat se jo Stafanús ke sabab parí thí, chhitar bithar ho ga,e the, phirte phirte Fíníke o Kuprus o Antákiya men pahunche, magar, Yahúdíon ke siwá, kisí ko kalám na sunáte the. 20 Aur un men se ka,í ek Kuprusí aur Qurení the, jinhon ne Antákiyá men áke Yúnáníon se báten kín, aur Khudawand Yisu kí khushkhabarí suná,í.

21 Aur Khudáwand ká háth un ke sáth thá; aur bahut se log ímán láke Khudáwand kí taraf phire.

men

22 Tab un báton kí khabar Yarúsalam kí kalísiya ke kán pahunchí; aur unhon ne Barnabás ko bhejá, ki Antákiyá tak já,e.

23 Wuh pahunchke, aur Khudá ká fazl dekhke, khush húa, aur un sab ko nasihat kí, ki Dil kí mazbútí ke sáth Khudáwand se lage raho.

24 Kyúnki wuh nek mard thá, aur Rúh i Quds aur ímán se bhará: aur ek baṛí jama'at Khudáwand kí taraf rujú láí.

13 Aur us ne ham se bayán kiyá, ki kis tarah ek firishte ko apne ghar men khará dekhá, jis ne use kahá, ki Yáfá men ádmí bhej, aur Shama'ún ko jo Patras kahlátámen Tarsus ko chalá: hai bulwá ;

14 Wuh tujhe we baten kahegá, jin se tú aur terá sárá ghar naját páwegá.

15 Jab main un se kalám karne lagá, Rúh i Quds un par názil húí, jaise pahle ham par.

25 Tab Barnabás Súlús kí talásh

26 Aur use páke Antákiyá men láyá. Aur aisá húá, ki we sál bhar kalísiyá ke darmiyan ikaṭṭhe húá karte, aur bahut logon ko sikháyá karte the. Aur pahle Antákiyá men shagird Kristián kahlá,e.

16 Tab mujhe Khudáwand kí 27 Unhín dinon ka,í ek nabí bát yád á,í, jo us ne kahí, Yu-Yarúsalam se Antákiyá men á,e. hanná ne to pání se baptisma diyá, par tum Rúh i Quds se baptisma páoge.

17 Pas jab ki Khudá ne un ko waisí ni'amat dí, jaisí ham ko jo Khudáwand Yisú' Masíh par ímán

28 Aur un men se, ek ne, jis ká nám Agabús thá, uthke, rúh kí hidayat se záhir kiyá, ki tamám mulk men bará kál paregá, jo Qlaudiús Qaisar ke waqt men wáq'i húá.

29 Tab shagirdon men se har ek ne tháná, ki apne maqdúr ke muwafiq un bháíon kí khidmat men, jo Yahúdiya men rahte the, kuchh bheje.

30 So unhon ne yih kiya, aur Barnabás aur Súlús ke háth buzurgon ke pás bhejá.

1

Au

XII BÁB.

UR un dinon Herodís bádsháh ne kalísiyá men se ba'zon par háth dále, ki unhen satáwe.

2 Aur Yuhanná ke bháí Ya'qúb ko talwár se már ḍálá.

3 Aur jab dekha, ki Yahúdíon ko yih pasand ayá, to aur bhí ziyádatí kí, ki Patras ko bhí pakar liya. (Yih bekhamirí roțí ke dinon men húá.)

4 Aur us ko pakarke qaidkháne men dálá, aur chár chár sipáhíon ke pahre men sompá, ki us kí nigáhbání karen, aur cháhá, ki Fasah ke ba'd use logon ke sámhne le já,e.

5 Pas qaidkháne men Patras kí nigáhbání hotí thí: par kalísiyá us ke liye nit Khudá se du'a mángá kartí thí

6 Aur jab Herodís ne use házir karne cháhá, us hí rát, Patras, do zanjíron se bandhá, do sipáhíon ke bích men sotá thá, aur chaukíwále darwáze par qaidkháne kí chaukí kar rahe the.

7 Aur dekho, Khudáwand ká ek firishta áyá, aur us makán men núr chamká, aur us ne Patras kí paslí par márke jagáyá, aur kahá, ki Jald uth. Tab zanjíren us ke háthon se gir ga,ín.

8 Aur us firishte ne use kahá, ki Kamar bándh, aur apní jútí pahin. Us ne yún kiya. Phir us ne use kahá, Apná kurtá pahin, aur mere píchhe ho le.

9 Wuh nikalke us ke píchhe ho liyá; par na jáná, ki yih, jo firishte se húá, sach hai; balki samjhá, ki royá dekhtá hún.

10 Tab we pahle aur dúsre pahre men se nikalke, lohe ke pháṭak tak, jo shahr kí taraf hai, pahunche; wuh áp se áp un ke liye khul gaya; so we nikalke, ek galí se guzar ga,e, aur usí dam firishta us ke pás se chalá gayá.

11 Tab Patras ne hosh men áke kahá, Ab main ne yaqín jáná, ki Khudáwand ne apná firishta bhejá, aur mujhe Herodís ke háth, aur Yahúdíon kí sárí qaum kí ták se bachá liya.

12 Phir sochtá húá Yuhanná jo Marqus kahlátá hai, us kí má Mariyam ke ghar áyá; wahán bahut log jam'a húe, aur du'á máng rahe the.

13 Jab Patras phátak kí khirkí khatkhaṭátá thá, Rúdá náme ek chhokrí á,í, ki chupke sune.

14 Aur Patras kí áwáz pahchánke, máre khushí ke pháṭak na kholá, aur daurke andar khabar dí, ki Patras phátak par khaṛá hai.

15 Tab unhon ne use kahá, Tú díwání hai. Wuh apní bát par qáim rahí, ki yún hí hai. Unhon ne kahá, Us ká firishta hoga.

16 Magar Patras khaṭkhaṭátá rahá : tab unhon ne darwáza kholke us ko dekhá, aur dang ho ga,e.

17 Us ne unhen háth se ishára kiya ki chup rahen, aur un se bayán kiya, ki Khudawand ne kis tarah us ko qaidkhane se nikálá. Aur kahá, ki Yaqub aur bháíon ko is bát kí khabar do. Aur wuh áp báhar jáke, dúsrí jagah chalá gaya.

18 Jab subh húí, sipáhí bahut ghabrá,e, ki Patras kya húá.

19 Jab Herodís ne us kí talásh karke na páyá, to chaukídáron kí tahqiqát kí, aur hukm kiyá, ki le jáke unhen sazá do. Aur áp Yahúdiya se rawána hoke Qaisaríya men já rahá.

20 ¶ Aur Herodís Súr o Saidá ke logon se nákhush thá: tab we ek dil hoke, us ke pás á,e, aur

Blastús ko, jo bádsháh kí khwabgáh ká názir thá, miláke, sulh cháhi; kyúnki un ke mulk ko badshah ke mulk se asbáb i mu'ásh muyassar áte the.

7 Wuh Sarjiús Púlús Súba ke sáth thá, jo sahib i tamíz thá; us ne Barnabás aur Súlús ko buláke cháhá, ki Khudá ká kalám sune: 8 Par Ilimás jádúgar ne, (ki 21 Tab Herodís, ek din thahráke, yihí us ke nám ká tarjuma hai,) badshahí poshák pahinke, takhtun kí barkhiláfí kí, aur cháhá, ki Súba ko ímán se pher de. 9 Tab Súlús ya'ne Púlús ne Rúh i Quds se bhar jáke, use ghurakke,

par baitha, aur un se kalám karne lagá.

22 Tab log chilláne lage, ki Yih Khudá kí áwáz hai, insán kí nahín.

23 Usí dam Khudá ke firishte ne use márá, kyúnki us ne Khádá kí buzurgí na kí; aur kíre parke mar gaya.

24 Par Khudá ká kalám baṛhá, aur phailá.

25 Aur Barnabás aur Súlús apní khidmat púrí karke, aur Yuhanná ko, jo Marqus kahlátá hai, sáth leke, Yarúsalam se phire.

1

AU

XIII BÁB.

10 Kahá, Ai Shaitán ke farzand, tú jo tamám makkárí aur 'aiyárí se bhará, aur sab tarah kí rástí ká dushman hai, kyá Khudáwand kí sídhí ráhon ko terhí karná na chhoregá?

11 Ab, dekh, Khudáwand ká háth tujh par hai, aur tú andhá ho já,egá, aur muddat tak súraj ko na dekhegá. Wunhín dhundhlápan aur andherá us par chhá gayá; aur dhúnḍhtá phírá, ki koí us ká háth pakarke le chale.

12 Tab Súba, yih májará dekhke, Khudáwand kí ta'lim se dang hokar, ímán láyá.

UR Antákiyá kí kalísiyá men ka,í nabí aur mu'allim the: ya'ne Barnabás, aur 13 Ab Púlús aur us ke sáthí, Shama'ún, jo Nigár kahlátá hai, Páfus se jaház kholke, Pamfúliyá aur Lúqiús Qurení, aur Manáen, ke Pargá men á,e: aur Yuhanná jo chautháí ke hákim Herodís keun se judá hokar Yarúsalam ko sáth palá thá, aur Súlús. phirá.

2 Jab we Khudáwand kí bandagí karte, aur roza rakhte the, Ruh i Quds ne kahá, Mere liye Barnabás aur Súlús ko alag karo, us kám ke liye, jis ke wáste main ne unhen buláyá.

3 Tab unhon ne roza rakhke, aur du'á mángke, un par háth rakhe, aur unhen rukhsat kiya. 4 Pas we Rúh i Quds ke bheje húe Silúkiyá ko ga,e; aur wahan se jaház par Kuprus ko chale.

5 Aur unhon ne, jab ki Salamís men the, Yahúdíon ke 'ibádatkhanon men Khudá ká kalám sunáya; aur Yuhanná un ká khádim thá.

6 Aur us tamám tápú men Páfus tak phirke, unhon ne ek Yahúdí jádúgar aur jhúthe nabí ko, jis ká nám Bár-Yisú' thá, páyá:

14 Aur we Pargá se guzarke, Pisidiya ke Antákiyá men pahunche, aur sabt ke din 'ibádatkháne men já baithe.

15 Aur tauret aur nabíon kí kitáb ke parhne ke ba'd, 'íbádatkháne ke sardáron ne unhen kahlá bhejá, ki Ai bháío, agar kuchh nasihat kí bát logon ke liye rakhte ho, to bayán karo.

16 Tab Púlús khará húá, aur háth se ishára karke kahá, Ai Isráelío, aur ai Khudátarso, suno. 17 Is qaum i Israel ke Khudá ne hamare bápdádon ko chuná, aur is qaum ko, jab Misr ke mulk men pardesí thí, barháyá, aur zabardast háth se unhen wahán se nikál láyá.

18 Aur baras chálís ek us ne bayábán men un kí bardásht kí.

I

19 Aur Kan'án kí zamín men sát qaumon ko halák kiyá, aur un ká mulk qur'a se unhen bánt diyá.

20 Aur ba'd us ke, sáṛhe chár sau baras ke qaríb, Samúel nabí tak, un men qází muqarrar kí,e. 21 Us waqt se unhon ne bádsháh cháhá tab Khudá ne, ek mard, Binyámín ke gharáne se, Qis ke bete Sáúl ko, chálís baras tak, un par muqarrar kiyá. 22 Phir use utárke, Dáúd ko khará kiyá, ki un ká bádsháh ho; aur us kí gawáhí men kahá, ki Main ne ek mard Yassí ke bețe Dáúd ko apne dil ke muwáfiq payá, wuhí merí sab khwahishen púrí karegá.

23 Usí kí nasl se Khudá ne, apne wa'de ke muwáfiq, Israel ke liye naját denewále Yisú ko utháyá:

24 Jis ke ane se áge, Yuhanná ne Israel kí tamám qaum ke darmiyán tauba ke baptisma kí manádí kí.

25 Aur jab Yuhanná apná daura púrá karne par thá, us ne kahá, Tum mujhe kaun samajhte ho? Main wuh nahin hún; balki, dekho, wuh mere ba'd átá hai, jis kí jútí ká tasma main kholne ke láiq nahín hún.

|

31 Aur wuh bahut din un ko, jo us ke sáth Galíl se Yarúsalam men á,e the, dikhá,í diya; we logon ke áge us ke gawáh hain. 32 Aur ham tum ko khushkhabarí dete hain, ki us wa'de ko, jo hamáre bápdádon se kiyá gayá thá,

33 Khudá ne hamáre liye, jo un kí aulád hain, púrá kiyá, ki Yisú' ko phir jiláyá; chunanchi dúsre Zabúr men likhá hai, ki Tú merá Bețá hai, áj tú mujh se paidá hứa.

34 Aur is kí bábat, ki us ne use murdon men se uṭháyá, táki_ba'd us ke na sare, yún kahá, ki Main Dáúd kí sachchí ni'amaten tumhen dúngá.

35 Is liye wuh dúsrí jagah bhí kahta hai, ki Tú apne Quddús ko sarne kí hálat dekhne na degá.

36 Kyúnki Dáúd to apne waqt men Khudá kí marzí ba já láke so gayá, aur apne bápdádon se já milá, aur sarne kí hálat dekhí; 37 Par yih, jise Khudá ne uthayá, sarne kí hálat nahín dekhí.

38 Pas, ai bháío, yih tumhen ma'lúm ho jáwe, ki usí ke wasile, tum ko gunáhon kí mu’áfĩ kí khabar dí játí hai :

39 Balki us hí se, har ek jo ímán látá, un sab báton se, jin se tum Músá kí sharfat kí rú se begunáh nahín thahar sakte the, begunáh thahartá.

26 Ai bháo, Abirahám ke khándán ke farzando, aur tum men se jitne Khudá se darte ho, tumháre liye is naját ká kalám bhejá gaya. 40 Pas khabardár raho, aisá na 27 Kyúnki Yarúsalam ke bá-ho, ki jo nabíon kí kitáb men shíndon aur un ke sardáron ne, likhá hai, tum par áwe; ki, use, aur nabíon kí báten jo har sabt ko parhí játí hain, na jánke, us par fatwa dene se un ko púrá kiyá.

28 Agarchi us ke qatl kí koí wajah na pá,í, taubhí Pilátús se darkhwást kí, ki use már dále.

29 Aur jab sab kuchh, jo us ke haqq men likhá thá, púrá kar chuke, to use káth par se utárke, qabr men rakhá.

30 Lekin Khudá ne use murdon men se uthayá:

41 Ai tahqír karnewálo, dekho, aur ta'ajjub karo, aur nest ho jáo; kyúnki main tumháre zamáne men ek kám kartá hún, aisá kám, ki koi tum se kaisá hí bayan karegá, tum kabhí yaqin na karoge.

42 Jab Yahúdí 'ibádatkháne ke bahar ga,e, gair qaumon ne un se darkhwást kí, ki ye baten sabt ke darmiyán un se kahí já,en.

43 Jab majlis uth ga,í, bahut Yahúdí aur murid Khudaparast Púlús aur Barnabás ke píchhe

« ÎnapoiContinuă »