Imagini ale paginilor
PDF
ePub

dhamkáne aur qatl karne men dam mártá, Sardár Káhin ke yahan gayá,

2 Aur us se Dimishq ke 'ibádatkhánon ke liye is mazmún ke khatt mange, ki agar main kisí ko is tariq par páún, kyá 'aurat kyá mard, use bándhke Yarúsalam men láún.

3 Aur játe játe, aisá húá, ki jab Dimishq ke nazdík pahunchá, to ekbárgí ásmán se ek núr us ke chaugird chamká:

4 Tab wuh zamín par gir pará, aur us ne ek áwaz suní, jo use kahtí thí, Ai Súlús, ai Súlús, tú mujhe kyún satátá hai?

5 Us ne púchhá, ki Ai Khudáwand, tú kaun hai? Khudáwand ne kahá, Main Yisú' hún, jise tú satátá hai paine kí kíl par lát márná tere liye mushkil hai.

6 Us ne kampke aur hairán hokar kahá, Ai Khudáwand, tú kyá cháhtá hai, ki main karún? Khudáwand ne use kahá, Uṭh, aur shahr men já, aur jo tujhe karná zarúr hai, tujh se kahá jáegá.

7 Aur we mard jo us ke hamráh the hairán khare rah ga,e, ki áwáz to sunte, par kisú ko na dekhte the.

8 Aur Súlús zamín par se uțhá; aur ankh kholke kisú ko na dekhá tab we us ká háth pakarke Dimishq men le ga,e.

9 Aur wuh tín din tak dekh na saká, aur na khátá, na pítá thá.

10 Aur Dimishq men Hanániáh náme ek shagird thá, aur Khudáwand ne royá men us se kahá, Ai Hanániáh. Wuh bolá, Ai Khudáwand, házir hún.

11 Tab Khudawand ne use kahá, Uth aur us sarak par, jo Sídhí kahlátí hai, já, aur Yahúdáh ke ghar men Súlús náme Tarsísí ko dhúndh: ki dekh, wuh du'á mángtá hai,

12 Aur us ne royá men Hanániáh náme ek mard ko dekhá, jis

[merged small][ocr errors]

|

ne andar áke us par háth rakhá, táki wuh phir dekhne lage.

13 Par Ĥanániáh ne jawáb diyá, ki Ai Khudáwand, main ne bahuton se is shakhs ke haqq men suná, ki us ne Yarúsalam men tere muqaddason ke sath kaisí badí kí hai :

14 Aur yahán bhí, us ne sardar káhinon kí taraf se ikhtiyár páyá, ki sab ko, jo terá nám lete hain, bandhe.

15 Par Khudáwand ne use kahá, Tú já: kyúnki wuh qaumon aur bádsháhon aur baní Israel ke áge merá nám záhir karne ká ek khass

wasíla hai:

16 Ki main use dikháúngá, ki use mere nám ke liye kaisá dukh uṭháná zarúr hai.

17 Tab Hanániáh gayá, aur us ghar men dákhil húá; aur apne háth us par rakhkar kahá, Ai bháí Súlús, Khudáwand, ya'ne Yisú' ne, jo tujh par is ráh men jis se tú áyá záhir húá, mujhe bhejá hai, ki tú phir bínáí pá,e, aur Rúh i Quds se bhar já,e.

18 Aur wunhín misl chhilke ke kuchh us kí ánkhon se gir pará: aur wuh usí dam dekhne laga, aur uthke baptisma páyá.

19 Phir kuchh kháke, táqat hásil kí. Aur Súlús kaí din Dimishq men shágirdon ke sáth rahá.

20 Aur fauran 'ibádatkhánon men Masih kí manádí karne laga, ki wuh Khudá ká Bețá hai.

21 Aur sab sunnewále dang ho ga,e, aur bole, Kyá yih wuh nahín hai, jo Yarúsalam men is nám lenewálon ko tabáh kartá thá, aur yahan bhí isí iráde par áyá, ki un ko bandhke sardár káhinon ke pás le já,e?

22 Lekin Súlús ne aur bhí mazbút hoke, aur dalílon se sábit karke ki Masíh yih hí hai, Yahúdíon ko, jo Dimishq men rahte the, ghabrá diya.

23 Aur jab ka,í din guzre, Yahúdíon ne us ke qatl kí saláh kí :

24 Aar un kí ghát Súlús ko | Harní hai; wuh nek kámon se ma'lúm ho ga,í. Aur we rát din aur khairáton se jo wuh kartí phátakon par lage rahe, ki use | thí nálámál th

már dálen.

37 Aur aisá húá, ki un dinon wuh bímár hoke mar ga,í, aur unhon ne use nahlákar koṭhe par ra khá.

38 Aur is liye ki Luddá Yáfá ke

25 Tab shágirdon ne, rát ko, use lekar aur ek tokrí men biṭhákar, díwár par se tale latká diya. 26 Aur Súlús ne Yarúsalam men pahunchke koshish kí, ki shá-nazdík thá, jab shágirdon ne suná, girdon men mil já,e: par sab us se darte the, kyúnki yaqín na kiyá, ki wuh shagird hai.

27 Magar Barnabás use apne sáth rasulon ke pás le gayá, aur un se bayan kiyá, ki us ne kis tarah ráh men Khudáwand ko dekhá, aur ki us ne us se báten kín, aur kyunkar wuh Dimishq | men bedharak Yisú' ke nám par kalám kartá thá.

28 So wuh Yarúsalam men un ke sáth áyá jáyá kartá thá;

ki Patras wahín hai, us pás do
mard bhejke darkhwást kí, ki ha-
máre pás áne men der na kar.
39 Tab Patras uṭhke un ke sáth
chalá. Jab pahunchá, use kothe
par le ga,e: aur sab bewáen rotí
húí us ke pás á,ín, aur kurte, aur
kapre, jo Harní ne jíte jí baná,e
the, dikhati thín.

40 Patras ne sab ko báhar karke, aur ghutne tekke, du'á mángí; phir lásh kí taraf mutawajjih hoke kahá, Ai Tábithá, uth. Tab us ne ánkhen khol dín: aur Patras

29 Aur Yisu' ke nám par dilerí se kalám kartá thá; aur Yúná-ko dekhke uth baiṭhí. níon ke sath bhí bahs kartá thá: aur we us ke márḍálne kí tadbír men the.

30 Tab bháí yih ma'lúm karke, use Qaisaríya men le ga,e, aur Tarsus ki taraf us ko rawána kiya.

31 Tab sáre Yahudiya, aur Galíl, aur Sámariya kí kalísiyaon ne árám páyá, aur barhtí ga,ín, aur Khudawand ke khauf men chaltí húí, Rúh i Quds kí tasallí se bhar ga,ín.

32 Aur aisá thá, ki Patras har kahín phirtá húá, un muqaddason ke pás bhí, jo Ludda men rahte the, pahunchá.

33 Aur wahan Aineás náme ek shakhs ko payá, jo jhole ká márá áth baras se chárpáí par pará thá.

34 Patras ne use kahá, Ai Aineás, Yisú' Masih tujhe changá karta hai; uth, aur apná bichhauná sajá. Wuh usí dam uṭhá.

35 Tab Luddá aur Sarún ke sab rahnewále use dekhkar Khudawand kí taraf phire.

36 Aur Yáfa men ek shagird Tábithá nám thí, jis ká tarjuma

41 Tab us ne háth barháke use uṭháyá, aur muqaddason aur bewon ko buláke, use zinda un ke supurd kiya.

42 Yih sáre Yáfá men mashhúr ho gayá; aur bahutere Khudáwand par ímán lá,e.

43 Aur yún húá, ki wuh ka,í din tak Yáfa men Shama'ún nám dabbág ke yahan rahá.

1

Q

X BÁB.

AISARIYA men Qurneliús náme ek mard thá, jo us paltan ká, ki Itáliání kahlátí thí, súbadár thá.

2 Wuh apne sáre gharáne samet díndár aur Khudátars thá, aur logon ko bahut khairát detá, aur nit Khudá se du'á mángtá thá.

3 Ús ne ek roz tísre pahar ke qarib royá men sáf dekhá, ki Khuda ke firishte ne us ke pás áke use kahá, Ai Qurneliús.

4 Us ne us ko gaur se dekhá, aur darke kahá, ki Ai Khudáwand, kya hai? Us ne use kahá,

Terí du'áen, aur khairát yádgárí ke liye Khudá ke huzúr pahunchín.

5 Ab Yáfá men ádmí bhej, ki Shama'ún ko, jo Patras kahlátá hai, bulá láwen:

6 Wuh Shama'ún náme ek dabbág ke yahán, jis ká ghar samundar ke kináre hai, mihmán hai; jo kuchh karná tujh par wajib hai, wuh tujh ko bataega.

7 Aur jab firishta, jis ne Qurneliús se báten kín, chalá gayá, us ne apne naukaron men se do ko, aur un men se, jo us ke yahan har waqt házir rahte the, ek díndár sipáhí ko buláke,

8 Aur sab báten un se bayán karke, unhen Yáfá men bhejá. 9 Dúsre din, jab we ráh men chale játe the, aur shahr ke nazdík pahunche, Patras do pahar ke qarib koṭhe par du'á mángne gayá;

10 Aur use bhúkh lagí, aur cháhá, ki kuchh kháe: par jab we taiyár karte the, wuh bekhudí men pará.

li Aur dekhá, ki Ásmán khul gayá, aur ek chíz barí chádar kí mánind, jis ke cháron kone bandhe the, zamín kí taraf laṭaktí us ke pás á,í.

12 Us men zamín ke sab qism ke chárpá,e aur janglí jánwar, aur kíre makore, aur hawa ke parinde the.

13 Aur use ek áwáz á,í, ki Ai Patras, uth, zabh kar aur khá já.

14 Patras ne kahá, Ai Khudáwand, hargiz nahín; kyúnki main ne kabhí koí harám yá nápák chíz nahín khá,1.

15 Dúsrí bár phir use áwáz á,í, ki jis ko Khuda ne pák kiya hai, tú harám mat kah.

16 Yih tín bár húá: phir wuh chíz ásmán par khínchí ga,í.

17 Jab Patras apne dil men hairán thá, ki yih royá, jo main ne dekha, kya hai, to dekho, we mard, jinhen Qurneliús ne bhejá

thá, Shama'ún ká ghar daryáft kiyá thá, aur darwáze par áke khare húe,

18 Aur pukárke púchhte the, ki Shama'ún, jo Patras kahlátá, yahín mihmán hai ?

19 Jab Patras us royá ke khiyál men thá, Rúh ne use kahá, Dekh tín mard tujhe dhúnḍhte hain.

20 Pas uthke níche já, aur bekhatke un ke sath rawána ho: kyúnki main ne un ko bhejá hai. 21 Tab Patras ne utarke, un mardon se, jin ko Qurneliús ne us pás bhejá thá, kahá, Dekho, jis ko tum dhúndhte ho, main hí hún: tum kis liye á,e ho?

22 Unhon ne kahá, Qurneliús súbadár ne, jo rástbáz aur Khudátars aur Yahúdíon kí sárí qaum men neknám hai, pák firishte se hukm payá, ki tujhe apne ghar buláwe, aur tujh se báten sune.

23 Tab us ne unhen bhítar bu

láke un kí mihmání kí. Aur dúsre din Patras un ke sáth chalá, aur ka,í bháí Yáfă se us ke sath ho lí,e.

24 Aur dúsre roz we Qaisaríya men dákhil húe. Aur Qurnelius apne rishtadáron, aur dilí doston ko ikaṭṭhe karke, un kí ráh dekhtá thá.

25 Aur aisá húá, ki jab Patras dákhil hone lagá, Qurneliús us se já milá, aur us ke qadamon par girke, sijda kiya.

26 Lekin Patras ne use uthake kahá, Khará ho; main bhí to insán hún.

27 Aur us se báten kartá andar gayá, aur bahuton ko ikaṭṭhe páyá.

28 Tab us ne un se kahá, Tum jánte ho, ki kyúnkar kisí Yahúdí ko begáne se suhbat rakhní yá us ke yahán jáná rawá nahín; Khuda ne mujh par magar záhir kiya, ki main kisí ádmi ko kamína yá nápák na kahún.

29 Is liye main tumháre buláne par be-'uzr chalá áyá: ab main

24 Aur un kí ghát Súlús ko | Harní hai; wuh nek kámon se ma'lúm ho ga,í. Aur we rát din aur khairáton se jo, wuh kartí phátakon par lage rahe, ki use | thí nálámál thí. már dálen.

25 Tab shágirdon ne, rát ko, use lekar aur ek tokrí men bithákar, díwár par se tale latká diyá. 26 Aur Súlús ne Yarúsalam men pahunchke koshish kí, ki shágirdon men mil já,e: par sab us se darte the, kyúnki yaqín na kiyá, ki wuh shagird hai.

37 Aur aisá húá, ki un dinon wuh bímár hoke mar ga,í, aur unhon ne use nahlákar kothe par rakhá.

38 Aur is liye ki Luddá Yáfá ke nazdík thá, jab shágirdon ne suná, ki Patras wahin hai, us pás do mard bhejke darkhwást kí, ki hamáre pás áne men der na kar. 39 Tab Patras uthke un ke sáth chalá. Jab pahunchá, use kothe par le ga,e: aur sab bewáen rotí húí us ke pás á,ín, aur kurte, aur kapre, jo Harní ne jíte jí baná,e the, dikhátí thín.

27 Magar Barnabás use apne sáth rasulon ke pás le gayá, aur un se bayán kiyá, ki us ne kis tarah ráh men Khudáwand ko dekhá, aur ki us ne us se báten kín, aur kyúnkar wuh Dimishq | men bedharak Yisú' ke nám par 40 Patras ne sab ko báhar karke, kalám kartá thá. aur ghutne tekke, du'á mángí; phir lásh kí taraf mutawajjih hoke kahá, Ai Tábitha, uth. Tab us ne ankhen khol dín aur Patras ko dekhke uth baithí.

28 So wuh Yarúsalam men un ke sáth áyá jáyá kartá thá;

29 Aur Yisu' ke nám par dilerí se kalám kartá thá; aur Yúnáníon ke sath bhí bahs kartá thá: aur we us ke márḍálne kí tadbír men the.

30 Tab bháí yih ma'lúm karke, use Qaisaríya men le ga,e, aur Tarsus kí taraf us ko rawána kiya.

31 Tab sáre Yahudiya, aur Galíl, aur Sámariya kí kalísiyáon ne árám páyá, aur barhtí ga,ín, aur Khudawand ke khauf men chaltí húí, Rúh i Quds kí tasallí se bhar ga,in.wak

32 Aur aisá thá, ki Patras har kahín phirtá húá, un muqaddason ke pás bhí, jo Luddá men rahte the, pahunchá.

33 Aur wahán Aineas name ek shakhs ko páyá, jo jhole ká márá áth baras se chárpáí par pará thá. 34 Patras ne use kahá, Ai Aineás, Yisú' Masih tujhe chan karta hai; uth, aur apná bich ná sajá. Wuh usí dam ut 35 T

[ocr errors]

41 Tab us ne háth baṛhake use uṭháyá, aur muqaddason aur bewon ko buláke, use zinda un ke supurd kiya.

42 Yih sáre Yáfá men mashhur ho gayá; aur bahutere Khudáwand par ímán lá,e.

43 Aur yún húá, ki wuh ka,í din tak Yáfá men Shama'ún nám dabbág ke yahan rahá.

[graphic]
[ocr errors]
[ocr errors]
[merged small][ocr errors][ocr errors][ocr errors][ocr errors][ocr errors][ocr errors][ocr errors][merged small][merged small][merged small][ocr errors][ocr errors][merged small][merged small][ocr errors][merged small][merged small][ocr errors][merged small][merged small]
« ÎnapoiContinuă »