Imagini ale paginilor
PDF
ePub

42 Aur we har roz haikal men, aur ghar ghar sikhláne, aur Yisú Masih kí khushkhabarí dene se báz na rahe.

1

VI BÁB.

11 Tab unhon ne ba'ze mardon ko gánṭhá, ki kahen ki Ham ne us ko Músá aur Khudá kí nisbat kufr bakte suná.

12 Tab unhon ne logon, aur buzurgon, aur faqíhon ko ubhárá, aur us par charh á,e, aur pakarke

UN dinon men jab shagird Sadr majlis men le ga,e,

bahut húe, Yúnání 'Ib

13 Aur jhúthe gawahon ko khará kiya; unhon ne kahá, ki Yih

ráníon se kurkuráne lage, kyúnki un kí bewáon ke roz kí khabar-shakhs is pák makán aur sharí'at gírí men gaflat hotí thí. kí nisbat kufr bakne se báz nahín átá:

2 Tab un bárahon ne shágirdon ke gol ko báham buláke kahá, Munasib nahín, ki ham Khudá ke kalám ko chhorke, mezon kí khidmat karen.

3 Pas, ai bhaío, apne men se sát mu'atabar shakhs ko, jo Rúh i Quds aur dánáí se bhare hon, chuno, ki ham un ko is kám par muqarrar karen.

14 Kyúnki ham ne use yih kahte suná, ki Wuhí Yisú' Násarí is makán ko dhá,egá, aur un rasmon ko, jo Músá kí ma'rifat hamen pahunchín, badal dálegá.

15 Tab sabhon ne, jo majlis men baithe the, us par gaur se nazar kí; unhen us ká chihra firishte ká sá nazar áyá.

1

TAB

VII BÁB.

4 Aur ham ap du'á aur kalám kí khidmat men mashgúl rahenge. 5 | Yih bát sárí jamá’at ko pasand á,í: aur unhon ne Stafanús náme ek mard ko, jo ímán aur Rúh i Quds se bhará thá, aur Failbus aur Prokurús, aur Nikánur, aur Tímon, aur Parmenás, aur Nikolás Antákí ko ek Ya-ábá, suno; ki Khudá e zú-l-jalál húdí muríd chuná:

[blocks in formation]

hain?

AB Sardár Káhin ne kahá,
Kyá ye báten yúnhín

2 Wuh bolá, Ai bháío, aur ai

hamáre báp Abirahám par, jis waqt wuh Masoputámiya men thá, peshtar us ke, ki wuh Harrán men já basá, záhir húá,

3 Aur use kahá, ki Apne mulk aur apne khándán men se nikal já, aur us mulk men, ki tujhe dikháúngá, chalá já.

4 Tab Kaldíon ke mulk se báhar jáke, Harrán men já rahá: aur wahán se, us ke báp ke marne ke bad, Khudáne us ko is mulk men, jis men tum ab rahte ho, pahuncháyá.

5 Aur us ko kuchh mírás, balki qadam rakhne kí jagah us men na dí: par wa'da kiya, ki Main yih zamín tujhe, aur tere ba'd terí nasl ko dúngá, ki terí milkíyat ho já,e, agarchi us ká koí laṛká ná thá.

6 Aur Khudá ne yún farmáyá,

ki Terí nasl begáne mulk men já rahegí; aur we un ko gulámí men rakhenge, aur chár sau baras tak badsulúkí karenge.

7 Phir Khudá ne kahá, ki Main us qaum ko, jis kí gulámí men we rahenge, sazá dúngá: aur ba'd us ke we bahar áwenge, aur isí jagah merí bandagí karenge.

8 Aur us ne us se khatne ká 'ahd kiyá; so us se Iz,hák paidá húá, aur áthwen din us ká khatna kiyá; aur Iz,hák se Ya'qúb, aur Ya'qúb se bárah gharánon ke sardár paidá húe.

9 Aur sardáron ne dáh se Yúsuf ko bechá, ki Misr men le jáen: par Khudá us ke sáth thá

18 Us waqt tak, ki dúsrá bádsháh uțhá, jo Yusuf ko na jántá thá.

19 Us ne hamárí qaum se fitrat karke, hamáre bápdádon se badsulúkí kí, yahan tak, ki us ne un ke larkon ko phinkwá diyá, táki we jíte na rahen.

20 Us waqt Músá paidá húá, jo niháyat khubsurat thá; us ne tín mahíne tak apne báp ke ghar men parwarish pá,í:

21 Jab wuh phenká gayá, Fira'ún kí betí ne use utha liyá, aur us ko apná bețá karke pálá.

22 Aur Músá ne Misríon kí tamám hikmat men tarbiyat pá,í, aur kalám o kám men qádir thá.

23 Aur jab wuh púre chálís baras ká húá, us ke jí men áyá, ki jáke apne bháí Isráelíon kí

10 Aur use us kí sab musíbaton se nikálá, aur use Misr ke badshah Fira’ún ke huzúr maqbúliyat aur hikmat bakhshí: aur us ne use Misr aur apne sáre ghar ká mukh-khabar le. tár kiya.

11 Ab Misr ke sáre mulk, aur Kan'an men kál pará, aur barí musíbat á,í: aur hamáre bápdádon ko kháná muyassar nahín átá thá.

12 Jab Ya'qub ne suná, ki Misr men anáj hai, to hamáre bápdádon ko pahlí bár bhejá.

13 Aur dúsrí bár Yusuf apne bháíon par záhir ho gayá; aur Yúsuf ká gharáná Fira'ún ko malúm húa.

24 Tab ek ko zulm uṭháte dekhkar, us kí himáyat kí, aur Misrí ko ján se márke, us ká, jis par zulm húá thá, badlá liyá :

25 Kyúnki us ne khiyál kiya, ki mere bháí samjhenge, ki Khudá mere háthon se unhen chhutkárá degá: par we na samjhe.

26 Phir dúsre din, jab we laṛte the, unhen dikháí diyá, aur un ko yún kahke milá dene cháhá, ki Ai mardo, tum to bháí ho; kyún ek dusre par zulm karte ho?

14 Tab Yusuf ne apne báp Ya'- 27 Lekin us ne, jo apne parosí qúb aur us ke sáre kunbe ko, jo par zulm kartá thá, use yih kahke pachhattar shakhs the, bulá bhe-haṭáyá, ki Kis ne tujhe ham par hákim aur qází thahráyá hai ?

já.

15 Aur Ya'qúb Misr men gayá; wahán wuh aur hamáre bápdáde mar ga,e;

16 Aur we un ko Sikm men le ga,e, aur us maqbare men, jis ko Abirahám ne Baní Hamúr Sikm ke báp se rupa,e deke mol liyá thá, gárá.

17 Pas jab us wa'de ka waqt, jis kí Khudá ne Abirahám se qasam khái thí, nazdík áyá, log Misr men barhne aur bahut hone lage,

|

28 Kyá jis tarah kal us Misrí ko qatl kiyá, mujhe qatl kiyá cháhtá hai ?

29 Músá is bát par bhágá, aur Midyán ke mulk men ja rahá; wahan us ke do bețe paidá húe.

30 Aur jab chálís baras púre húe, tab Khudáwand ká firishta, Síná ke pahár ke jangal men, ág kí lau men, jhárí ke bích, dikhá, diyá.

31 Músa ne yih royat dekhke, ta'ajjub kiya: aur jab daryáft

karne ko nazdík chalá, Khudá- | wand kí áwáz use pahunchí,

32 Ki main tere bápdadon ká Khudá, Abirahám ká Khudá, aur Iz,hák ká Khudá, aur Ya'qúb ká Khudá hún. Tab Músá kámp gayá, aur use daryáft karne kí jur,at na húí.

33 Tab Khudáwand ne use kahá, ki Jútí apne páon se utár: kyúnki yih jagah, jahán tú khará hai, pák zamín hai.

34 Main nigah karke, apne logon kí, jo Misr men hain, musíbat dekh rahá hún, aur main ne un kí áh mární suní, aur unhen chhuráne utrá. Aur ab á, main tujhe Misr men bhejúngá.

35 Usí Músá ko, jis se unhon ne inkár karke kahá, ki Kis ne tujhe hákim aur qází banáyá? usí ko Khudá ne, us firishte kí ma'rifat, jo use jhárí men nazar áyá, bhejá, ki hákim aur chhuṭkárá denewálá ho.

36 Wuhí unhen nikál láyá, aur Misr ke mulk, aur Lál Samundar, aur chálís baras jangal men, mu'ajize aur nishánían dikhátá rahá.

37 Yih wuhí Músá hai, jis ne Baní Israel se kahá, ki Khudáwand, jo tumhárá Khudá hai, tumháre bháíon men se, tumháre liye, mujh sá ek nabí záhir karegá; us kí suno.

38 Yih wuhí hai, jo jangal men majlis ke darmiyán us firishte ke, jo us se Síná ke pahár par bolá, aur hamáre bápdádon ke sáth thá: usí ko zindagí ká kalám milá, ki ham ko pahunchá de:

39 Par hamáre bápdádon ne us ká tábi'dár honá na cháhá, balki us ko radd kiyá, aur un ke dil Misr kí taraf phire,

40 Aur Hárún se kahá, ki Hamáre liye aise ma'búd baná, jo hamáre áge áge chalen: kyúnki is Músá ko, jo hamen Misr ke mulk se nikál láyá, ham nahín jánte ki kyá húá.

41 Aur un dinon unhon ne ek bachhrá banáyá, aur us but ko

qurbání charháí, balki apne háthon ke kám par khushí manáí. 42 Tab Khuda ne phirke unhen chhor diyá, ki ásmán kí fauj ko pújen; jaisá ki nabíon kí kitáb men likhá hai, ki Ai Isráel ke gharáne, kyá tum ne mujh ko jangal men chálís baras qurbáníán aur nazren charháín?

43 Tum ne Málik ke maskan aur apne ma'búd Ramfan ke táre ko, ya'ne un súraton ko, jinhen tum ne sijda karne ko banayá, uṭhá liyá; pas main tumhen nikálke Bábul ke pare basáúngá. 44 Gawáhí ká khaima, jaisá Músá se báten karnewále ne farmáyá thá, ki Us namúne ke muwáfiq, jo tú ne dekhá thá, baná, jangal men hamáre bápdádon ke darmiyán thá.

45 Use hamáre bápdáde aglon se páke, Yasú' ke sáth, un qaumon ke mulk men, jin ko Khudá ne hamáre bápdádon ke sámhne se nikál diyá, lá,e, aur Dáúd ke dinon tak rahá;

46 Jis par Khudá ke huzúr se fazl húá, aur us ne árzú kí, ki Ya'qúb ke Khudá ke wáste maskan páwe.

47 Par Sulaimán ne us ke liye makán banáyá.

48 Lekin Khudá Ta'ála un haikalon men, jo háth se bane hain, nahín rahtá; chunánchi nabí kahtá hai, ki,

49 Khudáwand farmátá hai, ásmán merá takht, aur zamín mere pánw kí chaukí hai: tum mere liye kaunsá ghar banáoge? yá kaun sí jagah mere árám kí hai?

50 Kyá mere háth ne ye sab chízen nahín banáín?

51 ¶ Ai sarkasho, aur dil aur kán ke námakhtúno, tum har waqt Rúh i Quds ká sámhná karte ho: jaise tumháre bápdáde the, waise hí tum bhí ho.

52 Nabíon men se kis ko tumháre bápdádon ne na satáyá? hán unhon ne Us Rástbáz ke ane ke

khabar-denewálon ko qatl kiyá; jis ke ab tum pakaṛnewále aur khúní húe:

53 Tum ne firishton kí saffon ke rúbarú shari'at pá,í, par 'amal men na lá,e.

54 We ye báten sunte hí, apne jí men kat ga,e, aur us par dánt písne lage.

5 Aur Failbús Sámariya ke ek shahr men jáke un ke áge Masíh kí manádi karta thả.

6 Aur logon ne un mu'ajizon ko, jo Failbús kartá thá, sunke aur dekhke, ek dil hokar us kí báton par jí lagáyá.

7 Kyúnki nápák ruhen bahuton se, jin par charhí thín, barí áwaz se chillake utar ga,ín: aur bahut maflúj, aur langre change kí,e kaga,e.

55 Par wuh Rúh i Quds se ma'múr hoke, ásmán kí taraf dekh rahá thá, aur Khuda jalál, aur Yisú' ko Khudá ke dahne háth khaṛá dekhá,

56 Aur kahá, Dekho, main ásmán ko khulá, aur Ibn i Adam ko Khuda ke dahne háth khará dekhtá hún.

57 Tab unhon ne bare zor se chilláke, apne kán band kí,e, aur ek dil hoke us par lapke,

58 Aur shahr ke bahar nikálke, us par patthráo kiyá: aur gawáh-| on ne apne kapre Súlús náme ek jawán ke páon pás rakh dí,e.

59 Aur jab we Stafanús par patthráo karte the, us ne du'a mángke kahá, Ai Khudáwand Yisú', merí rúh ko qabul kar.

8 Aur us shahr men barí khushí húí.

9 Us ke pahle us shahr men Shama'ún náme ek shakhs jádúgarí kartá aur Sámariya ke logon ko dang rakhtá, aur yih kahta thá, ki Main kuchh hún:

10 Aur chhote se bare tak sab us kí taraf rujú láke kahte the, ki Yih Khudá kí baṛí qudrat hai.

11 So is sabab us kí taraf rujú lá,e, ki us ne ek muddat se apní jádúgarí ke wasíle unhen dang kar rakhá thá.

12 Par jab unhon ne Failbús kí báton ká, jo Khudá kí bádsháhat, 60 Phir wuh ghutne tekkar, zor aur Yisú' Masih ke nám kí khushse pukárá, ki Ai Khudáwand, yih khabarí detá thá, yaqín kiya, to gunáh un ke hisáb men mat rakh.kya 'aurat, kyá mard, baptisma Aur yih kahke so gaya. liyá.

1

VIII BÁB.

A muttafiq hứa.

UR Súlús us ke qatl par

Aur us waqt kalísiyá pâr, jo Yarúsalam

|

13 Tab Shama'ún khud ímán láyá: aur baptisma páke Failbús ke sáth rahá, aur mu'ajize aur baṛí barí nisháníán jo záhir hotí thín dekhke dang húa.

14 Jab rasúlon ne jo Yarúsalam men thí, bará zulm húa, aur rasú-|men the suná, ki Sámarion ne lon ko chhorkar, báqí sab Yahú- | Khudá ká kalám qabúl kiya hai, diya, aur Sámariya kí har jagah | tab unhon ne Patras aur Yuhanmen titar bitar ho ga,e.

2 Aur díndár mardon ne Stafanús ká dafan kiyá, aur us par bará mátam kiyá.

3 Aur Súlús kalísiyá ko tabáh kartá thá, kí ghar ghar ghuske | mardon aur 'auraton ko ghasítkar, qaid men dáltá thá.

4 Pas we, jo chhitar bithar húe the, har jagah jáke kalám kí khushkhabarí dete the.

ná ko un ke pás bhejá:

15 Unhon ne jáke un ke liye du'á mángí, ki Rúh i Quds pá

wen:

16 (Kyúnki ab tak wuh un men se kisu par názil na hú thí: unhon ne sirf Khudáwand Yisú' ke nám par baptisma payá thá.)

17 Tab unhon ne un par háth rakhe, aur unhon ne Rúh i Quds pá,í.

18 Jab Shama'ún ne dekhá, ki rasúlon ke háth rakhne se Rúhi Quds milti hai, to un ke pás naqdí láke, 19 Kahá, ki Yih ikhtiyar mujhe bhí do, ki jis par main hath rakhún, wuh Rúh i Quds páwe. 20 Patras ne use kaha, Tere rúpiye tere sath barbád hon, is liye ki tú ne khiyál kiyá, ki Khudá kí bakhshish rúpiyon se hásil hotí

hai.

21 Terá is bát men na hissa hai, na bakhra: kyúnki terá dil Khudá ke áge sídhá nahín.

22 Pas apní is sharárat se tauba kar, aur Khudá se minnat kar, shayad tere dil ká yih khiyál mu'áf ho.

23 Is liye ki main dekhtá hún, ki Tú pit kí karwahat, aur badí ke band men giriftár hai.

24 Shama'ún ne jawab men kahá, Tum mere liye Khudáwand se du'á mángo, ki jo báten tum ne kahín, un men se koí mujh par na áwe.

25 Phir we gawáhí deke, aur

31 Us ne kahá, Yih kis tarah ho sake, jab tak koí merí hidayat na kare? Tab us ne Failbús darkhwást kí, ki Mere sáth sawár ho baithiye.

se

32 Us kitáb kí 'ibárat, jo wuh parhtá thá, yih thí, ki Wuh jaise bher zabh karne ko le játe hain, aur jaisá barra, jo apne bál katarnewále ke sámhne bezubán hai, usí tarah wuh apná munh nahín kholtá:

33 Us kí 'ájizí men unhon ne us se insaf uṭhá liya: aur kaun us kí pusht ká bayan karegá? kyúnki zamín par se us kí ján uṭhá,í játí hai.

34 Khoje ne Failbús ke jawáb men kahá, ki Main terí minnat kartá hún, ki nabí kis ke haqq men yih kahta hai? kyá apne yá kisí dúsre ke haqq men?

35 Tab Failbús ne apní zubán kholke, usí nawishta se shurú' kiyá, aur Yisú' kí khushkhabarí use dí.

36 Aur játe játe, ráh ke darmiKhudáwand ká kalám sunáke, Ya-yán ek pání par pahunche: tab rúsalam ko phire, aur Sámaríon khoje ne kaha, ki Dekh, pání, ab kí bahut sí bastíon men khush- mujhe baptisma páne se kaun chíz khabarí dete ga,e. roktí hai ?

26 Tab Khudáwand ke firishte ne Failbús se kalám kiyá aur kahá, ki Uth, aur dakhin taraf us ráh par já, jo Yarúsalam se 'Azah ko, jo bayábán hai, játí.

37 Failbús ne kahá, Agar tú apne tamam dil se ímán látá hai, to rawá hai. Us ne jawáb men kahá, Main ímán látá hún, ki Yisú' Masih Khudá ká Betá hai.

38 Tab us ne hukm kiya, ki

27 Wuh uṭhke rawána húá: aur dekho, ek Habshí khoja, Hab-rath kharí karen: aur Failbús shíon kí malika Kandákí ká wazír, jo us ke sáre khazáne ká mukhtár thá, aur Yarúsalam men bandagí karne ko áyá thán

28 Phirá játá thá, aur apne rath par baitha Yas'aiyah nabí kí kitáb ko parh rahá tha

29 Rúh ne Failbús se kahá; Nazdík já, aur us rath ke sath ho

le.

aur khoja donon pání men utre: aur us ne us ko baptisma diyá.

39 Jab we pání se nikle, Khudáwand kí Rúh Failbús ko le ga,í aur khoje ne us ko phir na dekhá; aur khushí se apní ráh lí.

40 Aur Failbús Azotus men milá: aur guzarte húe, sab shahron men, jab tak Qaisaríya men na áyá, khushkhabarí detá rahá.

30 Tab Failbús ne us taraf daurke, use Yas'aiyah nabí kí kitáb parhte suná, aur kahá, Áyá jo kuchh tú parhtá hai, samajhtá 1

hai?

IX BÁB.

UR hanoz Súlús Khudáwand ke shágirdon ke

« ÎnapoiContinuă »